@@bikkisingh2755 bhai sach me dawa kaisi h batao.... Kam krti h bhai mere bhi kafi tym se daad h bht dawa kri but thk ni hua ye leebord kaisi h achi h
भाई लोग क्रीम लागने से ठीक तो हो जाएगा लेकिन कोई फायदा नहीं है ईस क्रीम का मैंने 4 डिब्बि मांगवाई थी लागते रहो तो ठीक हो जाती है और छोड़ दो तो फिर हो जाति है मत मंगवाओं दोस्तो फालतु पैस खर्च मत करो
@@gamingboyshub4659 chehre par pata nhi yar par. Mera thik huwa 3 year se tha bhot parishan thi Mai isko lagane k bad thik huwa 15 din me he or ye cream lgane k bad bhot jaland hoti h fir wo thik ho jata h
@@VishalBhatt-wl4iy take advice from doctor and you can do the tablet course for 3 months without any gap even if it is cure within a week.. e.g. itraconazole (100 mg daily one tablet for 3 months) and fluconazole (500 mg) weekly twice for one month... But do not take without any prescription from doctor
@@pinealgo sir mujhe toda bi infection itching kuch nahi hai sir bas mujhe wo blackspot remove karna hai kya mai yee cream (leebord) use karu kya sir mujhe bahut confuse ho rahi hai sir aap mujhe suggetion dijiye sir pls
Aapka thik ho gya bhai kiya pls bata do bahut tension h iski wajh se neend nhi ati h raat ko aur to aur meri mummy ko bhi ho gyi h pls bata do bhai aur 17 yrs ki girl use kr skti h kiya pls help
@@PaagalKhopdi ha bahot jyada tha Thai area me... bahot patience rakhna padta.. kamse kam 15 bar estemal kro.. 5-6 layer skin me penetration hota hai .. chilake nikalte hai nikal Jane do
Agar daad dikh rha hai to dawai band karke laga sakte ho... Lekin daad nhi dikh rha hai to dawai ka jo course chal rha hai use finish karne k baad agar fir se daad nikalta hai to dawai lagana
Sir mei ye cream laga rha hu 4 dibbi khtm kr Di 5 vi order Di hei dad ki jagah per kalespot pd gaye sb jagha usme khujli bahut Hoti hei or nariyal Tel laga rha hu tb bhi or eska Kuch btaye
Khatta or mitha khana kam kar do.. or koi bhi fermented items bilkul nhi khana hai.. us jagah puri tarah dry rehna chahiye.. pasina ya nahane ke baad pani nhi rehna chahiye... Agar private part par hai to apni underwear fenk ke nai le lo... Kabhi kabhi fungal spore kapde me lage rahte hai jo vapas khujli karte hai...
Kya koi aisa banda hai jisko anal area par fungal infection ho or leebord se jad se thik ho gaya ho? Maine purchase ki hai leebord cream waiting for delivery. Reply plz
Ha bhai use kr sakte ho main v use kr raha hu 8 din se skin v nikal rahi hai mera 3 din per skin nikalna start ho gya tha uske baad 2 din skip kr diya phir regular laga raha hu
@@Realimran_ avi to use kr hi raha hu main 8 din ho gye skin v nikal rahi hai icting v utni nhi hai ab Avi km se km 5 din or lagaunga jalan to hoti hai but kya karein thik v to Krna ahi
Bhai ek bat btao hamar kulhe ki taraf bump me fungel infection hai large area me kya hm order kren ise .. Aur lgaaye... Ek sawal aur hai kya aayurvedic dawaa khaa skte hain
@@_Ananaya_Singh_ mera bhi aisa hua tha... mit jane ke baad bhi thoda lagate rho... aur khtta aur bhot mitha nhi khana hai kuchh mahino k liye... ek dibbi extra manga ke rakho.. fir se ho jaye to lagate rho...
@@rachnasuraj3110 bahot kam matra me lagaye aur sensitive skin par nhi lagaye... Agar ho sake to phale doctor se consult kare... Bachhe ko pahli bar hua hai aur medicine ka course nhi kiya ha to pahle medicine try karna chahiye... Agar medicine se fayda nhi hua hai tabhi try kare
@@pinealgo ok sir but sir can you tell me more one thing If leeboard se treatment ho gaya and fungal chala gya and after 2month 3month wo wapas to nhi aayga? 🙏
सर मुझे भी खुजली थी 8 साल से थी पर लीबर्ड क्रीम लगाने से खतम हो गई
Kaha par thi khujli aur kitne ki lee lebroid kitne din lagai
Aap bahut achha explain kiye ho tq so much 😊🙏
Mere chere par hai me laga sakti hoon
Agr dad dane dar na ho sirf dag ho or badh rahi haj dhire dhire to ise lga skte hai kya
Ha laga sakte ho
Hello number do 😅
Jiska blood group b positive ha wo coconut oil or kafur or lahsun pis kar lagaye pahle noch le tab lagaye turant fayda hoga
Apna mobile number dedo ek bar mra b psotivie h or mrko 6 month se h dad
Kuch bhi
Face me dad hai to laga sakte hai ya nhi
Ise kaise magaye
Thanks bhai isse meri one year purani dad thik ho gai
Bhai ab bapas ayi ya nahi
Daad ka nishaan h 4 saal purana Bo thik ho jayega ky pls reply
Fake user
I am not fake it's really work
@@AnsarAli-k6x kaha par thi khujli aur kitne ki lee lebroid kaha se li batao jara
Mujhe face pe h kya me laga sakti hu 5 sal se
Ye sach me kaam karta hai 😍😍😍 meri ek saal purana daad jad se khatm ho gya thanks leebord 😘😘
Kitne din lagaya apne urvashi ji
Sach me sis pls batao 3 month se hai har dr ko dikhai but thik nhi hota h jata h fir ata h yaha tak zalim lotion bhi lagai but. Kuch nhi hota h
@@S__khan14 ho jayega recover
@@testing12521 bhai mujhe dar lagra h sala agar skin me daag reh gya to shaadi bhi koi nhi karega 😂😂😂😂
@@S__khan14 haha sahi bat kahi tune.. lekin agar purana dag bhi hoga to bhi nikal lega tu tension mat le.. ladki hota to tension ki bat..
Bhai duniya ki sabse achhi medicine h
Bhai frq padta h kuch
Bhai gajab ka cream hai mera bhi theek ho gaya 8 saal se tha❤️❤️❤️
Bahi sach me thik hu jate he kiyaa
@@dineshbais7341 ha Bhai bilkul
@@bikkisingh2755 bhai sach me dawa kaisi h batao.... Kam krti h bhai mere bhi kafi tym se daad h bht dawa kri but thk ni hua ye leebord kaisi h achi h
@@Realimran_ bhai billkul
Bhai kitne ka hai cream 😮😊
Private parts pe bhi laga sakte h kya
Naachogi fire brigade bulana padegi
भाई लोग क्रीम लागने से ठीक तो हो जाएगा लेकिन कोई फायदा नहीं है ईस क्रीम का मैंने 4 डिब्बि मांगवाई थी लागते रहो तो ठीक हो जाती है और छोड़ दो तो फिर हो जाति है मत मंगवाओं दोस्तो फालतु पैस खर्च मत करो
क्योंकि वायरस तो body के अंदर है सिर्फ बाहर से लगाने से क्या होगा।
Thankyou so much leebord cream Mera 4 saal ka fungal ko khatam kar diya ye lajawab dawai hai sach me danger se danger fungal ko khatam kar deta hai
Sach me thik ho gya Apka kaha se Kon si app se mangayi thi apne
Bhai sach me thik ho gya kya
Han bhai bilkul thik ho gya ek bar try ko karo
Konsa h bta skte ho ky aap
Ji kya batna hai apko Pooja ji
Thanks for your suggestion, my tinia carporis (Dad) fully cured by using this product
Kya ise lagane par jalan hota hain
Haa
Bahut hota hai
Sir kya is dva ko use karte samay jo khane vali dva hai use bhi band karna hoga me aaurvedik dva hi kha rhi hu 2,3 dino se geloy vgera
@@KhushiRaj-oz4fq kha sakti ho
Face me laga sakte h ki ni
Mere face me hai sir kya me face me lga skta hu sir 😭
𝑵𝒐
Bhi face par mara ha kesa mit jyga
Sir mera 2 sal ho gaya infection hone ka . infection pure chehera par ho gaya .ankho ka papdi pe ho gaya kya is dawa ko hum laga sakte
Sensitive jagah par hai
Ji sir
Sir me photo bhejunga number dijiye ga
@@skhalim2689 sir mere face pe hai konsi creem laga na padega
Wow is cream ki vaja se mera daad pura katam hogaya 💯 katam. Hota hai
Kya sach me apka infection thik huva
Is Cream ko chodne ke baad vaps to nhi hota na
Sach m ye ramban upaye h aap hazaro k dawai khakar b puri tarah theek nhi ho payenge par iske use s apko bhut fayda hoga
Plz ap muje reply kr do kya apka infection thik hua ya nhi
@@nehasingh3052tumne use kiya? Thik ho gaya kya?
@@itendrasingh6864tumne try Kiya?
Kya yh shi m kam krta hai
Kya pregnancy me use kr skte h
Kya Chehra Mein Laga sakte hain
At your own risk
Sir forhead me laga sakte hai
At your own risk
Sir English ni atai muje
@@shubhamprajapati5127 apni jimmedari par laga sakte hai..
Face pe dad ho to lga skte h kya?
Sir kya face pe laga sakte
No
Hlw sir need some help..
Privet part में लगा सकते है क्या
Ha kr skte ho.. bs Gand fat skti hai.. sehana padega meri tarah
Iss me steeroad he
Ha bhai गाड़ fat hi jaati h yaar@@testing12521
Sir ye medical pr b milega
Not sure... Chances is less
Mera bhi thik huwa 3 year purana dag tha bhot parishan thi Mai tq leabord cream ty a lot
Kya tumahar tik hogya mere chere pe horaha hai yrr me ise chere pe laga sakta hu kya plzz batao😥😥
@@gamingboyshub4659 chehre par pata nhi yar par. Mera thik huwa 3 year se tha bhot parishan thi Mai isko lagane k bad thik huwa 15 din me he or ye cream lgane k bad bhot jaland hoti h fir wo thik ho jata h
Mam sahi me thik hua kya mai khud bahot pareshan hu or isko order karne ke soach rahi hu
@@richayadav2760 ha ji ho gyaa
@@goldip143 badbu nhi krti na??
Leeboard helped me a lot to clean ringworm
Kya armpit me lgaaa skte h sir...~??
Ha
Thnku brother mujhe 6sal se hua h abhi dekhte h isko us krke
Bhai bapas aai ya nahi ya thik ho gai
Privet part pr use kr sakte hai
Bowl and ling pe use nhi larna...
Us jagah par turmeric (haldi) use karna
Bhai phir wha kaise use kare kaise thik hoga btao plz
@@pinealgobhai mere ko ling aur andasay par bhi wh kaise thk hoga wha use nahi kar sakte toh plz reaply
@@VishalBhatt-wl4iy please sensitive organs par na lagaye... Aap doctor ko dikhao...
@@VishalBhatt-wl4iy take advice from doctor and you can do the tablet course for 3 months without any gap even if it is cure within a week.. e.g. itraconazole (100 mg daily one tablet for 3 months) and fluconazole (500 mg) weekly twice for one month... But do not take without any prescription from doctor
Kya matha me lgaa skte hai sir mtlb mastak pe
Yes, but carfully do not touch to eyes or sensitive area... And when you feel uncomfortable stop for few days
@@pinealgo ok sir
Sar mere to 10 sal se daad hi sir Mai bahut pareshan hun sar iska ilaaj bataiye sar
yes use it
use kia kya thik hua mujhe bhi 10 saal se hai
Sir muze ye problem 1 sal se hai medicine ka course pura karte hu but fir bhi return aa jate hai isko try karu to skin kharab to nhi honge n
Thoda daag sa rah sakta hai
@@pinealgo isko use karne se vakaye aaram padenga because sir 2 salo 7 8 dr try kar chuki hu
@@richayadav2760 💯% thik ho jayega... Daad agar jyada hai to eksath 2 dibbi manga lena
@@richayadav2760tumne use kiya leebord sahi ho gaya tumara?
@@itendrasingh6864bhai koi reply hi nhi de rha
Ye kha milegi
Amazon ki link di hui hai description me
Kya ya dinay ma use kar sakte hai please reply,15manth sa parasan hai
Dinay?
@@pinealgo yas sar
Ya private part ka aas pass haa use kar sakte hai
Aur yah Chamada ko to damage nahin karta please reply
@@sumankumar5809 bowl pe use nhi karna
sir head me hua he, shave karke laga sakte hai?
Tablet ka course kiya hai ki nhi?
@@pinealgo kiya hai
@@unknownos2442 apne risk pr laga sakte ho...
@@pinealgo baal to nahi jad jayenge
Koi guarantee nhi hai.. kuchh bhi ho sakta hai
Kaha milegi ye
Amazon ki link hai description me
@@pinealgo but aas pas ki skin nikl rhi h dad Bali nhi nikl rhi bo to sukh rhi h cream se
@@sonapanthi07 koi bat nhi...
@@pinealgo kess koi bat nhi fr thik kese Hogi
@@sonapanthi07 fungal spores akin me dabe rahte hai.. skin nikalne se fungal infection remove ho jayega.... Wait kariye... Nai skin aane dijiye...
Sir how do i get rid of dark spots after fungle infection
use nomarks cream or eat vitamin E (coconut) or use detane cream
Ok sir tq can i use this leebord cream for fungle infection dark spots?
@@rajeshwari4754 you can try at your own risk (avoid face area)
@@pinealgo ok sir tq
@@pinealgo sir mujhe toda bi infection itching kuch nahi hai sir bas mujhe wo blackspot remove karna hai kya mai yee cream (leebord) use karu kya sir mujhe bahut confuse ho rahi hai sir aap mujhe suggetion dijiye sir pls
Daad walo ko mera salah.
Maine use kiya isso.
Koi kuchh mat socho bs kharido.
Regret nahi karoge.
Aapka thik ho gya bhai kiya pls bata do bahut tension h iski wajh se neend nhi ati h raat ko aur to aur meri mummy ko bhi ho gyi h pls bata do bhai aur 17 yrs ki girl use kr skti h kiya pls help
इसको एक बार लगा डाला तो life झींगा लाला best best cream for ringworm 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Bhai sach me thik hua tha
Use kiya hai kya aapne bro
Use kiya hai kya aapne bro
@@yogendrakumar7855 ha brother
Bhai thik ho gai puri trah se ya abhi bhi he
Fungal aur thigh ke bich me jo jo pasino se hojata hai... uska daag chala jata hai...matlab nisani mitjata hai
Yes Mera gaya hai 1 mahina hua
@@testing12521 sachme chala geya bhai... Fungal nhi hai par wo area bht Ganda dikhta hai .. black spot etc ??
@@PaagalKhopdi ha bahot jyada tha Thai area me... bahot patience rakhna padta.. kamse kam 15 bar estemal kro.. 5-6 layer skin me penetration hota hai .. chilake nikalte hai nikal Jane do
@@testing12521 bhai mujhe laga tha ayurvedic hai to jalan nahi hogi
@@PaagalKhopdi aag lag jati hai.. jangh me lagaya to gotiya jal jati hai
Sar mujhe bhi dad h mujhe a dawa kaise milegi mera dad 3 shal purana h
Discription me link diya hua hai.. amazon se jake order kar sakte hai
Bhaiya mene sunaa tha isse lgane se jalan hogi pr mere koi jalan bgera ni hui please answer
Agar daad se skin chhil gai hogi to jalan hoga... Agar nhi chhili hai to jalan nhi hoga...
@@pinealgo skin toh nikl rhi h pr jln ni huii
Thik hogya k nhi😢😢😢 pls btao@@cryptowalashyamkadiwana
Bahut achi cream hai sach me ye kam karte hai
Aapki dad thik hui phir
@@DeepakKumar-oo7rb Ha ji 100% Result Mila mujhe
@@poojamahato4690 kitne din use kiy apne
Me 4 saal se pareshan hu mere thik ho jayenge wese
Bhai thik ho gai puri trah se ya abhi bhi he
Sir mere daad sharir mein hi daad sir bahut pareshan hun
Har ayurvedic shop me milegi kya ye cream?
Ni amazone ki link ha description me
एंटीफंगल दवाई खा रहा हूं क्या अभी से लगाओ या दवा खाना बंद करने के बाद
Agar daad dikh rha hai to dawai band karke laga sakte ho... Lekin daad nhi dikh rha hai to dawai ka jo course chal rha hai use finish karne k baad agar fir se daad nikalta hai to dawai lagana
@@pinealgo injection se aaram mil jata hai. Par 10 12 din bad fir se hone lagta hai
@@thepricelessstudy necer take injection of betamethasozone.. it will give you relief but later do more infection
Sir mei ye cream laga rha hu 4 dibbi khtm kr Di 5 vi order Di hei
dad ki jagah per kalespot pd gaye sb jagha usme khujli bahut Hoti hei or nariyal Tel laga rha hu tb bhi or eska Kuch btaye
Khatta or mitha khana kam kar do.. or koi bhi fermented items bilkul nhi khana hai.. us jagah puri tarah dry rehna chahiye.. pasina ya nahane ke baad pani nhi rehna chahiye... Agar private part par hai to apni underwear fenk ke nai le lo... Kabhi kabhi fungal spore kapde me lage rahte hai jo vapas khujli karte hai...
Ok sir thanks
Tel mat lagao
Thik huva kya apka infection
@@TANISHAVASAVA tanisha ji ayurvedic doctor ko ilaj kro or dhoop lo sunlight
Sir mera face mae fungal infection hae tho wha pae used kar sakte hae kiya
Use kar sakte hai.. At your own risk.. if any marks remain
4-5 saal se hai khatam hoga isse niche hai bahut dawa kha chuka huN laga chuka huN chala jata hai phir aa jata hai?
Ha khatam ho jyega
Hua bhai thik tera
@@MDAsifansari91 hn bhai bilkul khatm but 15 din continue lagana chahe jalan ho ya kuch bhi
@@iamjustaummati bhai huaa kya tumare thik
@@kuldeepmerotha8103 ji bhai but continue lagana 15 din or skin niklegi toh coconut oil laga Lena uss par
Sir iske ek file se do log laga shaktea hai Kay
Nhi, 1 box se sirf 1 hi log ka ho payega.. vo bhi agar daad small area me ho to...
Ise lagane ke baad jalan hota hai kya
Ha bhai jalan hoti hai but thik krne k liye dard sahna padega
Sir mere testis ki skin bi red red hogye h jln ho rhi h 🥺🥺🥺plez btaiye
Don't use
Use coconut oil n keep it dry
Sir m koi crem use nhi kr rha hu abhi
M apko photo dekhata hu WhatsApp pr plez ilaz btaiye presan hu bhot🥺🥺🥺
@@GameMaster423 please doctor ko consult karein...
Face pr use kr skte he...
Not recommended.. use only at your risk
Sir btao koi upay mere ko kareeb 3 saal se dad khujli se pareshan hu
To ye mangva lo...
Bhaiya reply please jaroor karna... Ye face me laga sakte hai kya ?
Laga sakte hai lekin koi sprt rah jaye to to vo apka risk hai.. sensitive jagah nhi lagana hai
Nahi
Bhai iska parhej karna hai
Plzz reply sir
Khatta and mitha nhi khana hai.. dusri koi dawa nhi khana hai.. area ko dry rakhna hai
Adress.batayenge sir ji
Discription me amazon ki link hai
@@pinealgo n
Avanthika cream kahape milti he
Description me amazon ki link hai
कोई दवाई लगाई हो तो उसे बंद करके दस दिन के बाद लगाने को बोला है तो सपट लोशन लगाया था परसो और ये दवाई कल आई है घर पे तो मत लगाउ क्या ?
@@KiranKale-x6y laga sakte ho...
Sir issse khujli bhi thik hoti hai ya nhi
Ha bilkul
Agar khujli ek jagah par hai to
Bhaiya mai skinlight use karti thi mere face par pura daag ho gaya hai is se theek ho jaayega na kucch hoga to nahi na
Kya koi aisa banda hai jisko anal area par fungal infection ho or leebord se jad se thik ho gaya ho? Maine purchase ki hai leebord cream waiting for delivery. Reply plz
Bhai mai bhi order kiya hu in logo ke comment dekhke
@@patelji4405tumne use kiya kya?
@@itendrasingh6864bhai theek hua ?
@@indorivlogger5425apka
Bhai thik ho gai puri trah se ya abhi bhi he Meko batado me bhi mangaunga
bhai sach me dawa kaisi h batao.... Kam krti h bhai mere bhi kafi tym se daad h bht dawa kri but thk ni hua ye leebord kaisi h achi h
Ha bhai use kr sakte ho main v use kr raha hu 8 din se skin v nikal rahi hai mera 3 din per skin nikalna start ho gya tha uske baad 2 din skip kr diya phir regular laga raha hu
@@RajKumar-tv8tp acha bhai...matlb use krne par thk ho jynga poori tarh inshallah.... Apko faida hua h ye leebord cream lagane se
@@Realimran_ avi to use kr hi raha hu main 8 din ho gye skin v nikal rahi hai icting v utni nhi hai ab
Avi km se km 5 din or lagaunga jalan to hoti hai but kya karein thik v to Krna ahi
@@RajKumar-tv8tp ok bhai main bhi fir order kr deta hoon..... Thank you bro... Whtsapp number sent kro bhai apna
@@Realimran_ Product recieve hua bhai use kr rahe rahe ho
Chota baby h 5 month kya ise use kar skte h
No... Apne risk par hi use kare...
Sir mere jagah dad hei wha per ghao sa bn Gaya hei kya us jagh per cream kaam kregi
Skin nhi hai to nhi lagana hai.. skin ho plus dane jaisa ho to lagana hai
Ye online Amazon pr v mil rhi hai kya ho copy to nhi hai na iski
Para nhi amazon ka.. uski website se mangao vo jyada thik hai
Sir Kya face pe laga sakte hai ??
Yes
Mera bhi 1 saal purana daad thik ho gya
Kitne din lagaya apne .. detail me batayiye ..
Sr bachche k face par ho gya use kr sakte hai kya plz Ripley
Please consult doctor first...
Sir aap ki video dhekh ker maga rha hoo
Trust hai. Aap per ser
Go ahead...
thik hua kya?
Kya huva do mhine bad tumhe uch raha hun crem achhi Hai ya nahi
Plz batavo bahot logo ka fyda hoga
Bhai mai bht pareshan hu iss fungal infection se ye kaam to kregi n?
@@abhayshukla099 100%
Thik nahi hota h. Uppar se khujli jyada badh jaati h
Kya nhi khana chahiye kya khana chahiye
Khatta and meetha nhi khana hai.. aur koi medicine chal rhi hai to usko band karna hai... Fingal area me moisture nhi rahna chahiye
3 sall ki bache ko laga sakte he kiya sir 3sall se he dad bache ko
ye medical pr nhi melgi
Nhi
Bhai ek bat btao hamar kulhe ki taraf bump me fungel infection hai large area me kya hm order kren ise ..
Aur lgaaye...
Ek sawal aur hai kya aayurvedic dawaa khaa skte hain
Ha use kar sakte ho... Large area me hai to ek saath 3 4 dibbi manga lena... Ha ayurvedic dawa kha sakte ho... Lekin khatta aur mitha mat khana
@@pinealgo bhai mtlb aayurvedic dawaa khaate khaate leebord lga skte hai kya ..???
Please btaaiye ..
Aapke kahne pr order kr diye hain...🙂🙏🏻
@@rahulchandrakar3044 ha laga sakte ho
@@pinealgo bahut bahut dhanywaad bhai... Ab bs aane ka intejaar hai...
@@rahulchandrakar3044sahi ho gaya apka use kiya apne?
Mai bhi 4 din se use kr rha hu waha ki chamri moti ho gai hai lgana chalu rakhe ya rahne de
Chalu rakho
Sr mera thik ho gya tha pr 15 din bad wapas aa Gya
@@_Ananaya_Singh_ mera bhi aisa hua tha... mit jane ke baad bhi thoda lagate rho... aur khtta aur bhot mitha nhi khana hai kuchh mahino k liye... ek dibbi extra manga ke rakho.. fir se ho jaye to lagate rho...
@@pinealgo7years boy ko lga skte h kya
@@rachnasuraj3110 bahot kam matra me lagaye aur sensitive skin par nhi lagaye... Agar ho sake to phale doctor se consult kare... Bachhe ko pahli bar hua hai aur medicine ka course nhi kiya ha to pahle medicine try karna chahiye... Agar medicine se fayda nhi hua hai tabhi try kare
Sir humane Ringo zone lagaya to redness aa gya hai ab kya kare
Jab kabhi bhi lage problem ho rha h.. skip for few days then retry
Sir mere face par hai uapr kaam karega kya ye
It is very risky.. you can only do at your own risk...
It removes the skin at ringworm place and new skin will regenerate after few days..
Sir khatam ho gya bilkul sahi kaha aapne
Good to hear from you...
Bhai kitne din me khtm ho jyega
Jad se khatam ho gaya? Kahan par tha apko?
@@pinealgosir ye badbu bhi krta hai kya???
@@patelji4405 nahi
sir esko lgane ke baad black papdi si niklti hai kya
Ha bilkul
@@pinealgo kafi had tak thik ho gya sir mera.
@@kuldeepsingh689 👍 great
😅😂
Ise lagane ke baad bahut jalan hoti hai
Store pr v mil skti h kia yh
Nhi
@@pinealgo to kaha milega
Maine bhi magaya hai ab dekte hai ki thik hota hai ya nahi I wish ki thik ho jaye bhut paresan hu mai 🙏🙏
Hua thik ???
क्या बच्चो के लिए सेफ है
Starting me jalan karega.. low amount me laga sakte hai
Mai bahut pareshan hu fungal se kya leebord cream lagane se thik ho jayega
Aap vishwas kariye... Ye bhut hi chamtkari hai.. bas sab chiz achche se follow kijiye.. 💯 percent thik ho jayega...
Sir kafi sal se Jo black patches huye hai o bhi jate hai kya?
Patches ka pata nhi par daad jarur hatata hai
Fungal infection isse accha ho jayenga
Yes 💯 percent
Sr pair me haat me hai kam hoga kidar se odar karna hai
sir ise order kaise kare
Iski website par jakar.... Description me website hai
Kya leebord se fungal infection jad se khatam ho jayega kya? Mujhe groin area me hai or anal area ke paas bhi dono jagah laga sakta hun? Please reply
Yes
Kya aapne use Kiya ...aur thik hogya kya 😢
Bhaiya please help me mey ye dawa 8 din se lga rha hu ye jangh se glti se andkoso pr lg gya ab bhut pain krra h kya kru
Turant wash kar do aur saaf kar lo kuch din mat lagao.. koi major issue lage to doctor ko immediately consult karo
Sir aapka ka sun kar le rha hu or mangwa rha hu aapko trust krke
Most probably trust nhi tutega..
@@pinealgo ok sir but sir can you tell me more one thing
If leeboard se treatment ho gaya and fungal chala gya and after 2month 3month wo wapas to nhi aayga? 🙏
@@mdirfanshaikh9366 is treatment me fungal chale jane ka baad bhi 10-15 days cream lagana hai.. agar area bada large hai to 2 dabbi mangvana..
@@pinealgo ok sir thnks a lot🙂
Price )/?
Sir ese kitne baar lga sakta hu 24 ghanteme
1 timw only