Luminous eco volt neo 1250+ Inverter do mahine pahle liya hu, ab usme load dene par voltage kam ho rha hai jaise check karne par 218 volt batata hai aur jaise jaise 3-4 fan on karta hu 200 volt ho jata hai aur inverter ke tino pin top me current bhi bata rha hai kya dikkat hai plzz solution bataiye sir
@@ManasJha-t8j agar load dalne par voltage kam bta rha h to ye normal h lekin agar tino pin top me current aa rha h to inverter ki relay kharaab ho sakti h
Achhi jankari ke liye Dil ❤️ se dhanyawad 🙏🙏,
Brother ji aapki sabhi video bahut hi achhi hoti hai, thanks 👍
Thank you ❤❤❤❤
❤❤❤❤
Eco volt par video bnaden
Dusyant ji
Aap luminous inverter power sine 800 ki pcb ka drive jisme ic 27712 ka use hota h
भाई में utl mein job karta hoon ahmednagar Maharashtra
@@AkshayBhorade ok bro m bhi Microtek me job karta tha
Luminous eco volt neo 1250+ Inverter do mahine pahle liya hu, ab usme load dene par voltage kam ho rha hai jaise check karne par 218 volt batata hai aur jaise jaise 3-4 fan on karta hu 200 volt ho jata hai aur inverter ke tino pin top me current bhi bata rha hai kya dikkat hai plzz solution bataiye sir
@@ManasJha-t8j agar load dalne par voltage kam bta rha h to ye normal h lekin agar tino pin top me current aa rha h to inverter ki relay kharaab ho sakti h
@@dushyantelectronics dhanyawaad sir🙏🙏