Sarkar ne pahle to B.ED. ke fayde batakar lakhon students ko B.ED. karaya, jismein fees ke naam par 82-82 hazaar rupay thage aur 2 saal ka samay laga. Phir achanak se apne ghulam Court se B.ED. ko PRT se bahar karake raddi ghoshit kara diya, jiski vajah se B.ED. students ka CTET-1 pass bhi raddi ho gaya. Upper primary mein promotion se pad bhare jate hain, isliye vacancy nahin aatin hain. TGT, PGT mein kai- kai saal baad keval 1 ya 2 hazaar vacancy hi aati hain. Sath hi NEP - 2020 ke anusar 1 January 2031 se keval New B.ED. 4 years ITEP program hi Teacher vacancy mein valid hoga, yani 2 saal ya 1 saal ke B.ED. total raddi ho jayenge, agar NEP -2020 mein sanshodhan nahin kiya gaya. Is NEP -2020 ko un netaon ne banaya hai jo khud to anpadh hain aur students ko padhne nahin dena chahte.
sir meri ba me teeno saal me hindi literature thi mene bed kiya usme mera ek teaching subject hindi language tha to kya me hindi ki teacher bn sakti hu
Sir,private se bed kerna hai.aur feees jyadaa nhi de sakte ..bihar se haai....sirf bihar bed ka entrance di hun...kya karun kahn se admission li hun jahan fees bhi kam lage aur admission ho jaaay
@@sania6221 sonpati devi maharajganj. Aur college bahut sare hai aapko Jo counselling me alot hoga wahan pe admission le lijiye. Fees up me Bihar se kam hai.
@@AlakClasses sir ispe ek video bana ke bataiye bohot confusion hai kuki agr single subject se krne jaaunga or is year se b.ed start ho rha mera to yeh clash karega to future me prblms aa skti 🥲 or bhi baccho ko confusion hoga meri trh
To sir kya karenge bed karke...jab vaccancy time se aati nahi..aati hai to complete hoti nahi...ha sirf shaadi ke liye degree lena ho to alag baat hai..aur ab 1 to 5 bahar hi hai..6 se 8 ki job up me aati nahi..
Sir maine ma(hindi) se kiya hua h or ba(hindicompulsory),eng,history,publicade)ye sub the to kya mera bede sub combination bn skta h or bnega to kya bnega plz suggest me
Sir please please 🙏 yai btao jisnai m.a kr li b.ed kitni year ki please sir kya krai hum to ab ki bar btc ka dlnai vjai aaj b.ed vli news suni one yaer ki please btao sir yai bta do ki bed kai entrance kb bhra jyga ya fir bra gya please btao kya krai
Bed 1 year ka hoga (yadi apne pg Kiya ho) ye news to 2020 se aa rhi haii lekin implement kab hoga uska pta nahii aur hoga to bhii kuch hii university me suru hoga phir dheere dheere sab me tab tak to apka 2 year ka bed nikal jayega
Hello bhaiya...kese ho B.ed ke regarding baat krni hai Meri rank 4701 hai...govt college to mil jayega mujhe... But ek baat puchni hai,, kya achi university se b.ed krne me fayda rhega....like Mahatma Gandhi Kashi Vidyapeeth.. Ya phir normal apne pass ki university ke college se krlu... Basically me agra se belong krta hu....or upsc ki preparation krta hu...4 attempts de diye....but ab ghrwale aage nhi krne de rhe....bhut pressure hai bhaiya....to bs Mera concern yhi hai ki agar me achi university se krta hu to other opportunities bhi open up hongi mere liye....like co curricular activities me part le sakunga....apne career ki opportunities ko or broad kr paunga....
Sarkar ne pahle to B.ED. ke fayde batakar lakhon students ko B.ED. karaya, jismein fees ke naam par 82-82 hazaar rupay thage aur 2 saal ka samay laga. Phir achanak se apne ghulam Court se B.ED. ko PRT se bahar karake raddi ghoshit kara diya, jiski vajah se B.ED. students ka CTET-1 pass bhi raddi ho gaya. Upper primary mein promotion se pad bhare jate hain, isliye vacancy nahin aatin hain. TGT, PGT mein kai- kai saal baad keval 1 ya 2 hazaar vacancy hi aati hain.
Sath hi NEP - 2020 ke anusar 1 January 2031 se keval New B.ED. 4 years ITEP program hi Teacher vacancy mein valid hoga, yani 2 saal ya 1 saal ke B.ED. total raddi ho jayenge, agar NEP -2020 mein sanshodhan nahin kiya gaya. Is NEP -2020 ko un netaon ne banaya hai jo khud to anpadh hain aur students ko padhne nahin dena chahte.
sir meri ba me teeno saal me hindi literature thi mene bed kiya usme mera ek teaching subject hindi language tha to kya me hindi ki teacher bn sakti hu
Sanskrit ka combination hai aapka
@@AlakClasses nhi h per aab hum ek subject sanskrit se inter kr rhe h to hindi ke teacher bn sakte hai
Sir,private se bed kerna hai.aur feees jyadaa nhi de sakte ..bihar se haai....sirf bihar bed ka entrance di hun...kya karun kahn se admission li hun jahan fees bhi kam lage aur admission ho jaaay
UP
@@Dheeraj-ki2lm kaise aur kaun sa college?
@@Dheeraj-ki2lm Suggest bed college in up
@@sania6221 sonpati devi maharajganj.
Aur college bahut sare hai aapko Jo counselling me alot hoga wahan pe admission le lijiye.
Fees up me Bihar se kam hai.
Mera BHU b.ed me ho gaya hai but mera combination nhi baith rha kvs and nvs ke liye kuki mera political sci hons hai kya kru sir 😢
Single subject se kisi open university se combination bana lijiye
@@AlakClasses sir ispe ek video bana ke bataiye bohot confusion hai kuki agr single subject se krne jaaunga or is year se b.ed start ho rha mera to yeh clash karega to future me prblms aa skti
🥲 or bhi baccho ko confusion hoga meri trh
@@AlakClassesyeh kaise sir
To sir kya karenge bed karke...jab vaccancy time se aati nahi..aati hai to complete hoti nahi...ha sirf shaadi ke liye degree lena ho to alag baat hai..aur ab 1 to 5 bahar hi hai..6 se 8 ki job up me aati nahi..
Sir maine ma(hindi) se kiya hua h or ba(hindicompulsory),eng,history,publicade)ye sub the to kya mera bede sub combination bn skta h or bnega to kya bnega plz suggest me
Sir mere pas bsc main botany, zoology, chemistry rhe h
Toh B. Ed main shi combination bnane k liye muje kis subject ko choose krna chahiye
B. Ed mt kro life karab ho jayegi 5 se 7 sal tk vacancy tk nhi atyy .... Kyi bar apnay subject ki 7 sal me bhi nhi atty vacancy. .. koi faysda nhi h
U r 100% right sir
Sir scholar scholarships
Kya 1 yr b.ed lagu hoga ya nahi.
Mushkil hai
सर मै up Bed ka entrance नही दिया हू मेरा up Bed ke liye admission ho jayega
Nahi
Ho jayega
B.ed करके बर्बाद हो गए I ऊपर से up टेट ye sab पास कर लो तो vecency नही आतीं सब बेकार हो गया
Bihar k kis college me jaye ki ek lakh tak me bed ho jayega please bataiye sir interence me Mera 60 number aaya hai
Kahi ni hoga.....
Sir one year wala bed kab se hoga mera graduation 23- 27 hai please sir koi hind dijye ya mai deled kar lu from bihar😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Sir up me b.ed krna h mere pas jankari ni h admission ke liye mai bihar se hu
mat kro bihar se- warna phachtyogi-- bihar me valid nhi hoga agar tum bihar ki rhne wali ho to
to sir b.ed kre ya btc
B.ed krke koi bhi apna jiwan barbad n kare.
Msc external se kar sakte hai? To practicals exam kaise li jati hai?
?? Private karna chahte ho
@@AlakClasses nahi government se karna hai
Sir please please 🙏 yai btao jisnai m.a kr li b.ed kitni year ki please sir kya krai hum to ab ki bar btc ka dlnai vjai aaj b.ed vli news suni one yaer ki please btao sir yai bta do ki bed kai entrance kb bhra jyga ya fir bra gya please btao kya krai
Bed 1 year ka hoga (yadi apne pg Kiya ho) ye news to 2020 se aa rhi haii lekin implement kab hoga uska pta nahii aur hoga to bhii kuch hii university me suru hoga phir dheere dheere sab me tab tak to apka 2 year ka bed nikal jayega
sir d.ed private kr skte h kya
Sir graduation main below percent ke wajeh se PG karke phir BEd karne se PGT valid hoga kya?
Yes hoga
@@tanish6919 Aap ka bhi aisa hai kya
@@NareshKingOfficial. Nhi mera graduation mai 67 h or pg mai 77 h but bed es saal karungi
@@tanish6919 me pichle 7/8 saal se iss confusion main rhe gaya tha phir baad main pg kiya
@@NareshKingOfficial. 7_8 saal koi kese laga sakta h wo bhi confusion wali baet nhi thi
संविदा की नौकरी के साथ रेगुलर डिग्री ली जा सकती है? yadi course 4 month baki h toh Kiya bad main yeh certificate valid hoga
Koi bhi BEd na kro , jivan barbad ho jygq
Aisa kuchh nhi hai...don't spread fake information
@@ranjitesh8574 mera bed ho chuka hai ,ise liye bol rahi hun , college wale barbad kr dete hai
Asa hi hai 😊
Other state wale ko scholarship milta hai ya nhi please reply
Ji milta hai up me
😢sir main to bed kr rha hu
Online B.Ed konse collage se krun...
Sir main MA kiya hai 2 saal wala b.ed kru ya next year kru ya btc kru plz guide me sir 🙏
आप शादी करलो और घर बसाओ तुमसे कुछ नहीं होगा 😂
Bhai btc kr lo jyda better hai..
@@Nanu2538 Ok thank you
sir apka mtlb ki 30k 40k ya 50k m pure 2 saal ki fees ki baat kru ya bs admission ke wakt etna de kr admission lu ...?
Total fee … 2 year complete
Mt lo admission hide charge practical ke fee alag hai plus itna kharcha ata hai files me upar se future' muskil hai
B.ED Btc ko band kar do
Pagal ho kya be
B.e d Mt kro bhai log barbad ho jaoge
Hello bhaiya...kese ho
B.ed ke regarding baat krni hai
Meri rank 4701 hai...govt college to mil jayega mujhe...
But ek baat puchni hai,, kya achi university se b.ed krne me fayda rhega....like Mahatma Gandhi Kashi Vidyapeeth..
Ya phir normal apne pass ki university ke college se krlu...
Basically me agra se belong krta hu....or upsc ki preparation krta hu...4 attempts de diye....but ab ghrwale aage nhi krne de rhe....bhut pressure hai bhaiya....to bs Mera concern yhi hai ki agar me achi university se krta hu to other opportunities bhi open up hongi mere liye....like co curricular activities me part le sakunga....apne career ki opportunities ko or broad kr paunga....