ho to work and problem step valve twin cooling refrigerator | twin cooling step valve problem find |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 6 сен 2024

Комментарии • 39

  • @pradipray8710
    @pradipray8710 Год назад

    Sir nice 👍 video
    Sir out market me step valve milta hai?
    Mai ek technician hu. Please 🙏 bataye

  • @AJAYSINGH-ie5rl
    @AJAYSINGH-ie5rl Год назад

    Sir compressor me jo gaise dalte hai wo compressor ki kaipasiti ke hisab se ya litar ke hisab se

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  Год назад

      Litar ke hisab se compressor lagate hai aur compressor ke capicity aur litar dono ko maich kar ke phir gas charge hota

  • @pradipray8710
    @pradipray8710 Год назад

    Sir jee step valve checking ka 1 video baniye please 🙏

  • @vkcoolingbidar4418
    @vkcoolingbidar4418 Год назад

    👍

  • @user-hx9eo1pt3c
    @user-hx9eo1pt3c 8 месяцев назад

    Rt50h5809sl defrost cycle Kitna ghante Mai Hota Hai aur defrost connection fuse Mai ho aur fuse ka connection defrost Mai ho

  • @prakashvishwakarma4419
    @prakashvishwakarma4419 6 месяцев назад

    Hello sir step valve ka PCB mein Jack Laga Rahane per compressor 4 .5 second chalta ha aur Jack hata dene per compresser lagatar chalta hai to kya problem hai sir

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  6 месяцев назад

      Step valve karab ho sukta hai ya aapne Jack galat soket me laga rahe hai soket ko sahi se lagawo

  • @madansharma7141
    @madansharma7141 Год назад

    Dear jado eatep valve badloge toh Phir gas toh feel karni hi pavegi Pehli gas bahar nikalni pwagi kia ?

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  Год назад

      Step valve badlne me gas charge karna padta hai

  • @yogeshgandhi2322
    @yogeshgandhi2322 Год назад

    Mera sumsung twins cooling refrigerator me fridge neche sides me cooling nahi aa raha he can help me?

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  Год назад

      Neche ke side me proper defrost nahi hotaha hai uska step valve badlna padega to theek hoga chahe kuch bhi karo problem solve nahi ho step valve chenge kar do ho jayega

  • @jalanamit1983
    @jalanamit1983 10 месяцев назад

    Kya step value kharab hone se compressor on nahi hone ka chance bhi hota hai

  • @swarnenduchakraborty865
    @swarnenduchakraborty865 Год назад +1

    Freezer mein ice formation nahi ho raha hai magar cooling ho raha hai aur cooling coil saaf hai & fan bhi running condition mein hai. Karan kiya hai bol sakte hai.

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  Год назад

      Gas ka problem ho sukta hai chek karo

    • @swarnenduchakraborty865
      @swarnenduchakraborty865 Год назад

      @@Coolplussystem gas sahi hai niche aur upper mein perfect cooling ho raha hai magar ice slowly slowly jaam raha hai

  • @arbazbagwan8837
    @arbazbagwan8837 Год назад

    Agar is step valve ki power nikal de to kya freeze cooling nahi krega

  • @ranaalijd5161
    @ranaalijd5161 Год назад

    Agar yeh valve kharab ho jaye to Kiya fridge chok ho sakta?

  • @mohammedaleemuddin6034
    @mohammedaleemuddin6034 Год назад

    Sir step Valve leak bhi hota hai Gas leakage hogayi

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  Год назад

      Bahut kam leack hota hai

    • @mohammedaleemuddin6034
      @mohammedaleemuddin6034 Год назад

      Sir Already mei change kera
      But capillary 2 ha aur suction line ek ha
      Freezer mei leak ha ya refrigerator evaporator mei leak ha kaise maloom kerengaye
      Nitrogen pressure keisa dal na bataiye

  • @Chotuactech
    @Chotuactech 11 месяцев назад

    Bhai is ko direct kar sakte ki nahin

  • @SandeepKumar-hy3ks
    @SandeepKumar-hy3ks Год назад

    Sir ji video nahi aa rahi aapki ji.kab tak aayegi

    • @Coolplussystem
      @Coolplussystem  10 месяцев назад

      Sir bahut jald hi chalo kaunga bhai mai bahar tha abhi says hu Ab video aayegi jaldi

  • @pareshdhameliya3781
    @pareshdhameliya3781 Год назад

    Step valve kitneka ata hai