Mene ek new channel banya tha 10 din se regular video dal rha hu ek 2 video par 500 600 veiw aaya browse fixture se or ab 3 din se 0 veiw aane lga ek bhi veiw suggest se nhi aaya 🥺🥺🥺 please help
Bhai Aap View Per Focus Mat Karo Quilty Update Per Focus Karo. Aap Video Me Aapki Kamiyan Dundo. Fir Un Kamiyon Ko Next Time Na Repeat Karne Ki Kosis Kare. Dhire Dhire Aapki Quilty Or Work Speed Esi Ho Jaegi Ki Jo Quilty Work Aap Aaj 1 Mahine Me Kar Rhe Ho Vhi Work Kuch Dino Me Complete. Starting Ek Course Ki Tarah Karo Jaise Bsc , Ba , Bcom Hota Hai. Video Quality Ki Hai Fir Bhi Video Na Chalne Ke Reason Ho Sakte Ki Abhi Audious Ke Pass Vo Video Pahunch Nhi Pai Hai. Video Audious Tak Kaise Pahunchti Hai. RUclips Search , Suggestions , RUclips Recommend , Browser Features , Notification , Share , Google Search Or Bhi Tarike Hai. Aapko In Sab Chizo Ko Samjne Ke Liye RUclips Per Un channels Ki Help Leni Chahiye Jo RUclips Algorithm Ke Bare Me Batate Hai. Kyoki Comment Me Sbhi Topics Details Me Batana Mushkil Hai. Success :- Time + Learning + Work Start + Focus Only Work + Market Need Ko Samjne Ki Kosis Kro + Luck + Update Your Product + ( Fixed Work Time Only Maximum 8 Hour One Day + Work Time Me Only Work After Work Time Bhul Jao Work Jaisa Kuch Hota Bhi Hai ) + ( RUclips Ek Business Ke Jaisa Hai Isme Hit , Normal , Flop Jaisi Chize Bhi Hoti Hai To Aapko Ye Sab Bhi Dekhna Hai Ki Aap Kitne Time Tak Bina Income Work Kar Sakte Ho Ya Aapke Pass Itne Paise Aa Rho ho Ki Life Ki Daily Life Acche Se Chal Sakti Hai. Family Income Se Ya Investment Se Tabhi Aap Long Term Work Kar Paoge )
@LifeStarG bhai mene yarr 2 new channel banaye stating me kuch veiw aata gap fir 0 ho jata hai uske bad 1 month bhi continue rahu fir bhi veiw nhi aata yarr 🥺 ek hi devices me multiple channels or ek hi number se multipul channel veryfy usse to ye problem nhi a rhi
Ek Hi Device Me Multiple Channel Use Karne Se Koi Bhi Problem Abhi Tak To Feel Nhi Hui Hai. Sbhi Channel Ki Apni Ek Alg Pehchan Hoti Hai. Har Channel Ka Content Alg Alg Ho To Ek Channel Ka Dusre Channel Se Koi Fark To Nhi Padna Chahiye. Lekin Ydi Budget Issues Na Ho To Person Device Or Work Device Jarur Alg Hi Hone Chahiye.
Sabse Phle Story Likhi Jati Hai. Fir Blender Nam Ka Ek Software Hai Jo Sirf Computer Ya Laptop Me Hi Chalata Hai. Usme Character Teyar Kiye Jate Hai. Fir Ydi Aap Chahe To Blender Me Hi Video Record Kar Sakte Ho. Lekin Mujhe Unity nam Ka Ek Software Hai Vo Aata Hai To Isliye me Unity Me animation Record Karta hu. Animation Choti Choti Clip Me Record Hota Hai. Fir Voice record ki Jati Hai. Fir Kisi Bhi Acche Se Video Editor me Vo Sab audio Video Mix edit ki Jati Hai. Fir Jaker Koi Video Teyar Hoti Hai.
Me To Subah 9.00Am Video Upload Kar Deta Hu Bhai Lekin Ydi View Graph Ko Dekhe To - 12Am To 5Am :- Low 5am To 8Am :- Increase High 8am To 2pm :- Normal Medium Similar 2pm to 7pm :- Decrease Low 7pm To 10Pm :- Increase Highest 10pm To 12.00Pm :- Fir Se Dhire Dhire Kam Ho Jate Hai. To Video Upload Karne Ka Is Type Se Shi Time To Cartoon Videos Me Subah 8Am To 11Am Tak Hai Ya Fir Shyam Ko 7Pm To 8Pm Hai. Ese Hi Aap Aapka Graph Check Kare Usi Me Aapko Aapke Question Ka Ans Mil Jayega.
😊
O
😊
Happy new year 🎉🎉🥳🥳🥰
🎆 Bhai Happy New Year 2025 ✨🎈🎉
Super
Mene ek new channel banya tha 10 din se regular video dal rha hu ek 2 video par 500 600 veiw aaya browse fixture se or ab 3 din se 0 veiw aane lga ek bhi veiw suggest se nhi aaya 🥺🥺🥺 please help
Bhai Aap View Per Focus Mat Karo Quilty Update Per Focus Karo.
Aap Video Me Aapki Kamiyan Dundo. Fir Un Kamiyon Ko Next Time Na Repeat Karne Ki Kosis Kare. Dhire Dhire Aapki Quilty Or Work Speed Esi Ho Jaegi Ki Jo Quilty Work Aap Aaj 1 Mahine Me Kar Rhe Ho Vhi Work Kuch Dino Me Complete. Starting Ek Course Ki Tarah Karo Jaise Bsc , Ba , Bcom Hota Hai.
Video Quality Ki Hai Fir Bhi Video Na Chalne Ke Reason Ho Sakte Ki Abhi Audious Ke Pass Vo Video Pahunch Nhi Pai Hai. Video Audious Tak Kaise Pahunchti Hai. RUclips Search , Suggestions , RUclips Recommend , Browser Features , Notification , Share , Google Search Or Bhi Tarike Hai.
Aapko In Sab Chizo Ko Samjne Ke Liye RUclips Per Un channels Ki Help Leni Chahiye Jo RUclips Algorithm Ke Bare Me Batate Hai. Kyoki Comment Me Sbhi Topics Details Me Batana Mushkil Hai.
Success :- Time + Learning + Work Start + Focus Only Work + Market Need Ko Samjne Ki Kosis Kro + Luck + Update Your Product + ( Fixed Work Time Only Maximum 8 Hour One Day + Work Time Me Only Work After Work Time Bhul Jao Work Jaisa Kuch Hota Bhi Hai ) + ( RUclips Ek Business Ke Jaisa Hai Isme Hit , Normal , Flop Jaisi Chize Bhi Hoti Hai To Aapko Ye Sab Bhi Dekhna Hai Ki Aap Kitne Time Tak Bina Income Work Kar Sakte Ho Ya Aapke Pass Itne Paise Aa Rho ho Ki Life Ki Daily Life Acche Se Chal Sakti Hai. Family Income Se Ya Investment Se Tabhi Aap Long Term Work Kar Paoge )
@LifeStarG bhai mene yarr 2 new channel banaye stating me kuch veiw aata gap fir 0 ho jata hai uske bad 1 month bhi continue rahu fir bhi veiw nhi aata yarr 🥺 ek hi devices me multiple channels or ek hi number se multipul channel veryfy usse to ye problem nhi a rhi
Ek Hi Device Me Multiple Channel Use Karne Se Koi Bhi Problem Abhi Tak To Feel Nhi Hui Hai. Sbhi Channel Ki Apni Ek Alg Pehchan Hoti Hai. Har Channel Ka Content Alg Alg Ho To Ek Channel Ka Dusre Channel Se Koi Fark To Nhi Padna Chahiye.
Lekin Ydi Budget Issues Na Ho To Person Device Or Work Device Jarur Alg Hi Hone Chahiye.
Bhai ap cartoon video kese bante ho batao na
Sabse Phle Story Likhi Jati Hai. Fir Blender Nam Ka Ek Software Hai Jo Sirf Computer Ya Laptop Me Hi Chalata Hai. Usme Character Teyar Kiye Jate Hai. Fir Ydi Aap Chahe To Blender Me Hi Video Record Kar Sakte Ho. Lekin Mujhe Unity nam Ka Ek Software Hai Vo Aata Hai To Isliye me Unity Me animation Record Karta hu. Animation Choti Choti Clip Me Record Hota Hai. Fir Voice record ki Jati Hai. Fir Kisi Bhi Acche Se Video Editor me Vo Sab audio Video Mix edit ki Jati Hai. Fir Jaker Koi Video Teyar Hoti Hai.
Hello Bhai 👋 cartoon video upload karne ka sahi time kya hai?
Me To Subah 9.00Am Video Upload Kar Deta Hu Bhai Lekin Ydi View Graph Ko Dekhe To -
12Am To 5Am :- Low
5am To 8Am :- Increase High
8am To 2pm :- Normal Medium Similar
2pm to 7pm :- Decrease Low
7pm To 10Pm :- Increase Highest
10pm To 12.00Pm :- Fir Se Dhire Dhire Kam Ho Jate Hai.
To Video Upload Karne Ka Is Type Se Shi Time To Cartoon Videos Me Subah 8Am To 11Am Tak Hai Ya Fir Shyam Ko 7Pm To 8Pm Hai.
Ese Hi Aap Aapka Graph Check Kare Usi Me Aapko Aapke Question Ka Ans Mil Jayega.
@@LifeStarG thanks Bhai