Sir hamre result me AA show ho Raha hai abi Tak hum ne application jama kar di hai par ab bhi kuch bhi nahi hua hai eye kab tak theek hoga sir pls tell me sir
Bhaiya mene 2016 me D Pharmacy kiya he.....abhi 7 -8 saal ka gap ho gaya he kya main...ab B Pharma kar sakti hu....abhi main 27 year ki hu...plz reply🙏🙏
@@UditPharmacy sir mera d pham 1st yr me chemistry me back lg gya or apka course lunga 2nd yr ka to kya mujhe 1st yr ki chemistry ke note milege Hindi English ke ..?
Ek video aur bna skte hai apse request h d pharma and b pharma krne ka bad kya krna chahiye kis cheej ki tayaari krna chahiye ya sirf tayaari krte rh jayenge koi placement milega ya nhi itna sb krne ke bad
D. Pharm karne k baad BSc nursing 4 saal ka hoga ki 3 saal ka
Sir es sms ka jabab de
jabab dijiye
4 sal ka b pharmacy 3 sal ka
4 saal ka hoga
4 saal ki
Sir aap ne sari confusion clear kar diya thank you sir❤
Sir, what is upper age limit for government job after b pharmacy?
Diploma k bad kr sekhte he kyya
Yes sir 🙏
Good morning sir
Sir DHI ke baad d pharmacy kar sakte hi kya
Kindly reply sir pls
Sir plzz btaiye ki abi mene exit exam ni diya to kya me bams me addmission le skti hu😢
D pharm ke baad gov job ke liye konsi competative exam deni hogi
Sir 2023 caunclling kab se hoga please 🥺 kuchh notice bhejeye
🎉
Shayad is month last Tak
To uske liye counseling karwana padega sir
D pharma ke baad BNYS kar sakte hai dono degree saath me chala sakte hai
Such m
Sir pharmd ke baare mein ek video banaye d.pharma ke baad
Okay
Ham BAMS karne ja rhe hai neet qualify hai
Sir plzzz riply kr dijiye exit exam jb tk ni hoga tb tk bams me addmission ni le skti kya😢
Sir d pharam ke kya dmlt kar sakte hai please air reply
Sir ji hamare yaha amethi .me d pharmacy ke liye admission le rhe hai se maine jee cup nhi Diya hai to kya mai admission le lu baaad me samsya karenge
College mein detail information le lijiyega admission ke liye main aise recommend nahin kar sakta
Mai bhi amethi se hoo
Sir kya me medical store kholne ke bad b.pharmacy kar satkta hu
Haa
Ha
B pharma ke bad exit exam dena hoga kya sir addmision 2022ka hai
Sir mai b pharm ki ya hu kya mai medical open ke sath sath industry me job kar sakta hu
Karna hi kyon hai 24 ghante kam karenge kya
Sir hamre result me AA show ho Raha hai abi Tak hum ne application jama kar di hai par ab bhi kuch bhi nahi hua hai eye kab tak theek hoga sir pls tell me sir
Shayad 1 month college se details information le sakte hai
Sir d pharmake bad neet Ki prep kar sakte Hai kya
Thankubhaiya
Sir is sal let se class chalega to paper bhi let se hi hoga na
Ji nahi
Sir me apki you tube channel se 75.90% aaye hai
Congratulations 🎉
Sir d pharmacy per online job rahti hai kya
Sir d pharama ka baad b pharma kitna tym ka hoga lateral entry la ka
3 year
Intermediate math Kiya h to kya bsc nursing kar sakte h ki nahi
Anm ke baad bsc nursing mai admission lene par 1 year ka benefits milta hai ?
D. Pharm k baad bhi aisa ho sakta hai kya
Yes
Sir semester kya hota hai
Thank you sir ❤❤❤❤
Bhai d Pharma krne ke baad patient treetment kr sakte hai like injection de sakte hai patient ko?🤔
Sir d farmesy krne me kitti fees lgti je
Agar govt college se karte ho to 5 k me ho jata hai agar private se karoge to sky is the limit
Bhaiya mene 2016 me D Pharmacy kiya he.....abhi 7 -8 saal ka gap ho gaya he kya main...ab B Pharma kar sakti hu....abhi main 27 year ki hu...plz reply🙏🙏
Yes
Confusion aapko D pharmacy k baad B ku krna h m confusion m hu mene abhi D Kiya hai
D.pharma ke sath neet tayari kar sakte hai yaa nahi
Sir d pharmacy ke bad m pharm kr sakte hai ya nhi , b pharm krna jaruri hai
Ha b pharmacy ke baad
Sir please reply 🙏🏻🙏🏻 Sir D pharmacy Ayurvedic ke baad D pharmacy allupethic kar sakte hai kya?
Sir reply please 🙏🏻🙏🏻
Sir 2023 admission me exit exam dena pdga
2024 tak
Sir bsc complete hone ke bad bhi lateral entry mil sqti b pharmacy me
Nhi
D pahrma krne ke bad LT kr sakte hai
Yas
🎉🎉
D pharma krne ke bad bsc nursing kr skte hai
Mera D.pharma sir complete ho Gaya hai kya me ab BSC nursing kar lu
Okay
Sir aap apna speed badayiye
Sir d pharma karne ke baad placement nahi milta kya
Sir bta dijiye
Melta hai
Uske liye exit exam toh compulsory nhi hai na joo avi d pharmacy kaar Raha hai .2 year ke result se lateral entry toh mil jayega
Yes
Exit is compulsory or without. Exit we can get admission in 2 nd year
Jaldi Bata de sir
Sir 12th class mein kam no wala d pharmacy kar sakta hai
Kitna Kam hai
@@UditPharmacy 60 percent
Sir ji d pharma ke baad mba nhi kar sakte direct
D.pharm 2 year me
Sir d pharmacy ke baad mba kar sakte hai
Iska answer mila?
Sir ky ye compalsary ki pcm pcb ho tabhi d farma kar sakte h ?
Sir dpt ya dtml m konsa best h
Sir plz bta do
Yah aapke upar depend karta hai
D pharam main complete Kiya but meko bilkul interest nahi hai medical Mai Medical fild Mai tho Mai kya Karu plz ans me
Hi bro
BSC nursing kr lo dear
Aap Intremided mat boliye 😂😂 10th ke Baad 11, 12 mai Aisa boliye 🎉😂😂
Jinko degree nahi karni hai vo job kaise kare?
Bhai ek video banao ki D . Pharma se railway pharmacist kesa bana please Bhai 🙏🙏
Ok jarur
Sir b pharma me placement nhi lgta h kya
Lagata hai ji
@@UditPharmacy sir mera d pham 1st yr me chemistry me back lg gya or apka course lunga 2nd yr ka to kya mujhe 1st yr ki chemistry ke note milege Hindi English ke ..?
Sir pharm d ker sakta ha
D perma kaykary
Tqq sir apke samjhane ka tarika bht hi acha hai
Mughe apki batayi sari bate samjh aayi
Ek video aur bna skte hai apse request h d pharma and b pharma krne ka bad kya krna chahiye kis cheej ki tayaari krna chahiye ya sirf tayaari krte rh jayenge koi placement milega ya nhi itna sb krne ke bad
Sir DMLT upsmfac sa hota hai
Yes
@@UditPharmacy valid hai kya usssa ham Bihar ma lab khol sakte hai
Good solution
D pharma =टीचर हो सकते हैँ
Sir m pharma nh kr skte kya ???
M pharmacy ke liye pehle b pharmacy krna jaruri hai
Kar sakte ho dear lekin master graduation ke bad hoga Na
Sir d pharma ke baad pharma d kr sakte hai kya ...?
Yes 12th se hota hai
Bhi b pharmacy ke baad m pharmacy theek h kya
Ha kar sakte hain
Faltu
Yes