Sir mere gaon ki jameen hai jo mere dada ki jameen jisme unke teen bete hai jisme se 1 ne 1 tihayi apne biwi ke naam kr diya 1 ne 2 tihayi apne biwi ke naam kr diya lekin mere father ne aisi beimani nhi ki ab mere father ki death ho gyi or ek chacha ki death ho gyi ab un dono ne jo jameen apne apne biwi ke naam kr rakha hai hamara hissa nhi bacha kya hum us jameen pr application ke through 144 dhara laga sakte hai Application likhne ki parkirya bataye kyunk ye jameen hamare purkho ki hai to teeno ka brabar hissa banta hai main apna hakk kaise lu please suggest kare kya karu mere father ki death ho chuki hai Main chahte hu ki teeno pariwar ikatha ho or apna apna hissa brabar baatien agar koi ek pariwar mil kar bhi hissa batane ko manjoor na ho to kya kare
@@legaldarpan sir docomant usi ke pass hai jo ghar bana raha hai batwara huaa gamin me mera ghar ke aage se bana raha hai jo ki pahle se bana hai mera ghar
Hare jamin per ghor bana raha he ... 2nd flor ko nhi banane de rahi he ... 144 dhara jri kiye ... Ham vi or porosi vi ... 2 bara porosi 144 Na kar paye .... Isliye kaya kre ....? 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Zamin pe makan bana hua hai. Jiske hisse me wo zamin batware me mili hai wo rehta bhi hai or kuch room rent pe bhi lagaya hua hai. Us zamin pe 144 kaise lagaye . Co ki report bhi 144 karne wale ke khilaf aai hai.
Daroga section 144 ko vipachhi se paise lekar 107 me badal deta hai and parti uspar Ghar banata rahata. hai tab kya kare🌺💚🥺🙄😜😜😜😭💞🚴♂️❣️🙂🙂🙂🙂🚴♂️🙄😜🙏🙏🙂🙂🙂❣️🚴♂️
Informative
Sir mere gaon ki jameen hai jo mere dada ki jameen jisme unke teen bete hai jisme se 1 ne 1 tihayi apne biwi ke naam kr diya 1 ne 2 tihayi apne biwi ke naam kr diya lekin mere father ne aisi beimani nhi ki ab mere father ki death ho gyi or ek chacha ki death ho gyi ab un dono ne jo jameen apne apne biwi ke naam kr rakha hai hamara hissa nhi bacha kya hum us jameen pr application ke through 144 dhara laga sakte hai
Application likhne ki parkirya bataye kyunk ye jameen hamare purkho ki hai to teeno ka brabar hissa banta hai main apna hakk kaise lu please suggest kare kya karu mere father ki death ho chuki hai
Main chahte hu ki teeno pariwar ikatha ho or apna apna hissa brabar baatien agar koi ek pariwar mil kar bhi hissa batane ko manjoor na ho to kya kare
Anawad bihar sarka jamin hai mera parosi hamare jamin me chajhi badha raha hai to kya ham 144 kar sakte hai.
Agar kewala h to 144 lga skte h?
Sir baap dada ki gamin me koi ghar bana raha hai to hm 144 kya kare
Bilkul 144 lga skte h ydi aapke pas kagaj h
@@legaldarpan sir docomant usi ke pass hai jo ghar bana raha hai batwara huaa gamin me mera ghar ke aage se bana raha hai jo ki pahle se bana hai mera ghar
Validity khatam hone ke baad fir usko extend kaise kr sakte hai ... Please give me about information
Hare jamin per ghor bana raha he ... 2nd flor ko nhi banane de rahi he ... 144 dhara jri kiye ... Ham vi or porosi vi ... 2 bara porosi 144 Na kar paye .... Isliye kaya kre ....? 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Civil court me petition file kr do and Title prove kr do
Zamin pe makan bana hua hai. Jiske hisse me wo zamin batware me mili hai wo rehta bhi hai or kuch room rent pe bhi lagaya hua hai. Us zamin pe 144 kaise lagaye . Co ki report bhi 144 karne wale ke khilaf aai hai.
Kewala hai. To bhi lag sakta hai
House construction hone ke baad bhi 144 laga sakta hai
Yes
Validity to hmko advocate bataya sirf 2 hi month ka hota hai
Hamare ghar pe market hai jispe dukaan hamari vrodhi party chalati hai, 144 lagne k baad kya sare dukaan band krwa sakte hai??
Bnd krva skte h but three months ke liye after three months 144 apne aap khtm ho jata h
@@legaldarpan har 3 mahine me fr se 144 lgwa sakte hai na?
Isse badhiya hoga stay ke liye court me petition file kr do civil court me and stay le lo
@@legaldarpan stay me dukaane band hoti hai?
Ghuskhori jyada h aaj kl
Content number
9643361982
But it is a paid service
Daroga section 144 ko vipachhi se paise lekar 107 me badal deta hai and parti uspar Ghar banata rahata. hai tab kya kare🌺💚🥺🙄😜😜😜😭💞🚴♂️❣️🙂🙂🙂🙂🚴♂️🙄😜🙏🙏🙂🙂🙂❣️🚴♂️
Civil court me stay ke liye petition file kre