Wah bhai. Aajatak kisi ne itne perfect tarike se nahi bataya jitna aapne. Bataya hai ❤❤, 5:22. Kohni se 6 inch niche rakhna hai ye bat sahi hai. Nahi to. Hath dard karne lag jate he ladies ke khana banate time
Sink granite ke niche rakhnese feature me kabhi sink change karna para to pura granite & wall tiles cut ke nikalna padega, featured ka bhi dhiyan rakha karo
thank u...table pr electric point nahi Diya h mixer ke liye ....my kitchen is under construction... floor ki tips achhi lgi...pochha ke time troli safe rahegi
Bhai aagar sink ko granite ke niche daal de ,, agar kuch dino ke baad sink kharap ho jaye to chnage karne me dikkat aayega na ,, fir granite todna padega
Sandwitch kitchen platform Mai Jo bich ki white Patti ati hai usko kaise install karte hai? Mere yanha to vo wali Patti ukhad gayi hai Pani ki baje se.
Which granite should be used so that any mark of lemon is not created on platform And how sitting platform for gas stove so that leady can cook in sitting position
Bhai agar sink ko granite ke niche rakhenge ,, to kuch dino baad jab sink kharap ho jayega ,, to sink change kaise karenge fir ,, granite ko todna pad sakta hai na ?? ,, plz reply
Yadi plateform ki choudai 25/26 inch rakhe to sir ???
Rakh sakte ho pr dhyan rhe upr face patti lgaoge to aapko 23 se 24 inch hi kam me aayega
@@mukeshkajlasamer bahut sahi answer Diya apne
Thanks
@@mukeshkajlasamer sir face patti Kam se Kam kitni ho sakti hai ?
@@brijnarula6165 2 inch
साधारण शब्दों मे बहुत अच्छा समझाया
Bahut bahut dhanyavaad... Itna kuch banane ke liy bhai....
बहोत खूब इन्फॉर्मेशन
Good information brother
Thanks bro
Bahut badiya information...thank you.
Very good information sir.Thank you
Khana Banane waaley ka muh West(पश्चिम) me ho sakta hai kya please bataye
Nahi bro
Bht badhiya bhai is video se meri problem solve ho gyi
Thanks bro
Very useful and informative. Thanks for yr guidance
Good idea! Thank you brother.
Thanks
आप बहुत अच्छे से समझाते हो भाई !
आपका नया सब्सकाइबर्
Thanks bro
Superb sir thanks for explaining
Welcome
Very much Needful Kitchen Idea... So much Helpful Also... Thanks Sir... 👍👍👍💯💯💯❤❤❤🙏
👍
Bohat badhiya jankari mili hai
Thanks
Very good idea.Thank you sir you are great 🙏🙏🙏👌👌
Thanks you so much brO...
Bahut achhi jankari
Thank you for your information 🙂
Very informative, good explanation
Dost agar future me sink change karna pada to kya iss design me top ki slab todni padegi ya bina tode bhi replace ho sakta hain ?
Nice video full detail me batata h 🙏🙏
❤❤aap ki jankari dene samjhane ka tarika acha he nice video thank you sir ❤❤
Thanks
Sir kya cylinder k liye wentilation na ho to koi problems to nhi aayegi aur usk liye rack me hole hona chahiye
Pass me agr window hai to jaruri nhi hai baki ventilation rakhte ho to achha hai
Satik jankari di ho bhai sahab 🙏🙏
Best information
Thanks
Bahut badhiya
Wow super 👍
Kadapa ya marble partition par drawer slide kaise fix kare. Kyu ki ye partion material par drill karke screw fix karna mushkil hota hai. Please reply.
बहुत अच्छा लगा।
Thanks
Wah bhai. Aajatak kisi ne itne perfect tarike se nahi bataya jitna aapne. Bataya hai ❤❤, 5:22. Kohni se 6 inch niche rakhna hai ye bat sahi hai. Nahi to. Hath dard karne lag jate he ladies ke khana banate time
Thanks 👍
Bhut passand aai aap ki video
Thanks bro 🫣
Kitchen shed ki hight samj ni aa Rahi thi ke kitni ho aap ne bhut zabar dast tareke se bta diya..
Sink granite ke niche rakhnese feature me kabhi sink change karna para to pura granite & wall tiles cut ke nikalna padega, featured ka bhi dhiyan rakha karo
Thankyou bhai bahut acchi jankari
thank u...table pr electric point nahi Diya h mixer ke liye ....my kitchen is under construction... floor ki tips achhi lgi...pochha ke time troli safe rahegi
Mixer ke liye rkhna chahiye,, pr inhone side me self ki trf rkhawaya hai
Bahoot accha bhai thanks
बहुत सुन्दर भाई
Dhanyawad sir
sir mere kichan ka pani ka flow sink tak nahi ja raha kese teek kare please help me
Very nice advice thanks
Thank you so much
App kaha se hoo? Mujhe v kitchen banana hai. Kiya app Guwahati se hoo kiya
Nhi gujrat
Bhai koi Guwahati mein app ka mistory hai to mujhe number dijia please
Bahut achha
Sir partition marble ke banayege to usme screw hinges fix ho jayege kabhi bhi screw nikal to nhi jayega
Nhi
Bahut sahi chiz
Great jankari
Super ideas impressed tq bro
भाई आपने बहुत अच्छी तरह समझाया इसलिये बहुत-बहुत धन्यवाद
Thanks for lovely comment 🙏
Kya Brick se vertical bana sakte he
Ha pr look alag ho jayega
@@mukeshkajlasamer
Ok thank you
Bahut achha laga.
Sir ji himachal kullu mai bhi aa sakte aap?
Ha bilkul
Good job ❤
Thanks
Sir aap kaha se konsi jagha se konse gave se h
Bhai aagar sink ko granite ke niche daal de ,, agar kuch dino ke baad sink kharap ho jaye to chnage karne me dikkat aayega na ,, fir granite todna padega
Iske liye bro thoda heavy sink lena hota hai
Granite ke upar rakh nai sakte kya ?
Platform ki lambai 35 inch ho gayi ab aap bataye granite lagega to aur lambai ho jayegi lambai kam karne ka kuch hal bataye plese bhayya
Lambayi ya uchayo
Uchayi ho gayi hai kya kare please bataye
Niche ki floor ki uchayi kitni rakhwa de ki kitchen ki uchayi perfect aa jaye please bataye
Sandwitch kitchen platform Mai Jo bich ki white Patti ati hai usko kaise install karte hai? Mere yanha to vo wali Patti ukhad gayi hai Pani ki baje se.
Thank you Brother
Kaha se ho aap.. muje mere ghar ka interior krna hai mumbai me
Rajsthan se hu bro , gujrat me abhi kam chalu h
Very nice bhaiya
Thanks
bahut acche se samjhaya sir.. thank you
Good 🌹🙏
Bahut bahut dhanyawad
Thank you for sink information
bhai aap slab mein konkrit kiye hai ki direct marble lagadiye hai
Marble
शाबाश
Bhai aap kha se ho 🙏🙏
Thanks sir video
Very good information Sirji. Thank you very much...
Thanks
Future mein sink kaise change karega??? Granite torhke???
Bhaiya ye stone vertical nikalna pade to kese nilale
Grinder se cut karke
@@mukeshkajlasamer plateform niche to nhi aajye ga aur ush vertical stone mai gola profile lgana ho to...?
❤️❤️❤️
Is til ma konsa modular Kiya hua h
Which granite should be used so that any mark of lemon is not created on platform
And how sitting platform for gas stove so that leady can cook in sitting position
South black ya fir telefone granite best for platforms
Thank you for immediate reply
Sir kindly suggest me about the sitting platform near the kitchen platform for cooking so that maid can cook by sitting
Sir its depend on your house design
Bhai agar sink ko granite ke niche rakhenge ,, to kuch dino baad jab sink kharap ho jayega ,, to sink change kaise karenge fir ,, granite ko todna pad sakta hai na ?? ,, plz reply
Ha ji pr agr best quality ka sink lete hai to 20 se 25 kuchh nhi hota
Supar
Very good
😘😘😘
Thanks sir
Sar aapane Sahi bataya
Thanks
Thanks bro
Any time
Very nice 👍
What is the hight for gas stove
👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Bhai kaha se ho aap
Rajsthan se hu bro
@@mukeshkajlasamer thank u Bhai 3 din se kitchen ki video khoj rha apki video hi ab Tak kaam aayi
Thanks so much bro 👍
🙏❣️❣️❣️❣️❣️
Super
Bhaiya aap Rajasthan me kahan se ho .... hum Rajasthan Haryana border ke pas se hi hain... ghar ban rha h .... kitchen aur cupboard ka kaam krwana h
Khatushyam ji se hun brother
@@mukeshkajlasamer Ok ji
Sandwich kitchen ke bare mein bataiye Jara
Ye sandwich hi to hai
V.good
Thank you
Lucknow me banate ho kya
Nahi
Kitchen parda kaise cutting Kiya jata hai
kolkata mein kaam karte ho?
Nhi bro
bhaiya koi aapke contact mein ho joh mera kolkata mein kaam kara de... agar ho toh batana bhaiya@@mukeshkajlasamer
Ha jarur
👍
Bhai ye jo grenite ke bich me ye border Jo hai kiska hai
Marble se bnaya huaa readymade aata hai
❤
Sandwich kitchen ke bare mein Jara bataiye bhai
Ye sendwich hi h ,,modular Kitchen ka ek or video bahut jaldi aane wala hai
Bhai khejdi dekhker laga Apna piyaro Rajasthan ka video hai
Sir esi kitchen mein kitana kharcha lgega
Baaki sab to thik hai gesh pipe k liye hole nahi rakha niche sylender se stove me connection k liye
Granite border me rakha huaa h
Kitna kharsa lagega vaiya
Bhai 32inch par top rakha hai tu stand kine par rakhne chaahye
27.5 inch
Dusre video me dekh lo pura bataya huaa hai bro
@@mukeshkajlasamer konsi video bhai
Channel pe jake dekh lo kitchen platform ka hi h dusra
ruclips.net/video/91s1mEyWDYo/видео.html