Lucent ko aap easy subject se start kro jo aapko pasand ho... Ek din me 1-2 page pdo next day pahle ka revise kro or extra 1 page pado isse interest develop hoga Or lucent's book acchi lgne lgegi
Hiiii,,,,aapka time table share kijiye kis samay kya padhti hai aur notes kaise bana rahi ho, revision kaise kar rahi ho,me bhi working women hun mother hun joint family me hun aur sath me mppsc ki taiyari kar rahi hun plz reply
@@Streeprepmppsc di agar study me gap a jata hai kuch din ka to bahot demotivation hota hai kyunki house wife k sath Roz ki zimmedari to rehti hai usko hum manage karke study kar skte hai but kbi family me koi function ya festival k time consistancy break ho jati hai. Bhot ladies k sath ye problem hoti hai ki wo ye sab na bhi attend karna chahe to family ka pressure hota hai ki sab occasions me involve raho.. but study me gap ho jaye to cover karna bhot mushkil hota hai ye Ghar Wale nhi smjhte
दिकबे की पढ़ाई 😂 हद है yrrr😂
Mam mppsc mains book list bataye, and pre ka bi , next mppsc ki strategy ?
Jaldi hi
Di Lucent ko padhne ka tarika batao na me ko start karna he
Lucent ko aap easy subject se start kro jo aapko pasand ho...
Ek din me 1-2 page pdo next day pahle ka revise kro or extra 1 page pado isse interest develop hoga
Or lucent's book acchi lgne lgegi
Mam aapka routine ky hai
Jaldi share krugi
Hiiii,,,,aapka time table share kijiye kis samay kya padhti hai aur notes kaise bana rahi ho, revision kaise kar rahi ho,me bhi working women hun mother hun joint family me hun aur sath me mppsc ki taiyari kar rahi hun plz reply
Ok but mai abhi notes nhi bna rhi hu
Kyu kisi bhi topic ko mai pahle 2-3 bar pdti hu uske bad notes bnati hu
@@Streeprepmppsc di agar study me gap a jata hai kuch din ka to bahot demotivation hota hai kyunki house wife k sath Roz ki zimmedari to rehti hai usko hum manage karke study kar skte hai but kbi family me koi function ya festival k time consistancy break ho jati hai.
Bhot ladies k sath ye problem hoti hai ki wo ye sab na bhi attend karna chahe to family ka pressure hota hai ki sab occasions me involve raho.. but study me gap ho jaye to cover karna bhot mushkil hota hai ye Ghar Wale nhi smjhte
Aapke liye ek video bnaugi mai..
Kyoki mujhe bhi ye face krna parta h
Apka daily routine kya h
Jaldi ye video aayegi
Apki age kya h di
32+
Ok kya aap bata sakti ho ki Lucent khatam karne me kitna time lagega
Ye aap par depend krta h... Aap focus fact ko yaad rkhne pr kro
Aap ka telegram group hai ?
Nhi