Ajab rang par hai bahare madina Ke Sab jannatein hai nisare madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Mai pehle pahel jab madine gaya tha To thi dil ki halat tadap jaane vali Vo Darbar sach much mere samne tha Abhi tak tasavvur tha jis ka khayali Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na Mai ek hath se dil sambhale hue tha To thi dusre hath mai unki jaali Dua ke liye hath uthte to kese Na ye hath khali na vo hath khali Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Suna hai sabhi ke liye baabe rehmat Vaha koi rutbe mai adna na aali Muradon se daman nahi koi khali Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na Jo puchha kisi ne ke tum nazr karne Ko kya le gaye the to tafsil sun lo Tha naaton ka ek haar ashkon ke moti Durudon ke gajre Salamon ki dali Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Madina madina hamara madina Hame jano dil se hai pyara madina Suhana suhana dilara madina Har aashik ki ankhon ka tara madina Khuda gar kayamat mai farmaye mango Lagayenge deevane naara madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na
Wa kia baat hai ismail bhai ALLAH PAK mazeed bàrkate ata frmy
he's my cousin usman
Kalam sunne aaya tha.. ads dekh kar channel pe Kalam sune bigair jaa raha hu ...
mashaallah subhanallh subhanallh subhanallh best naat video from India 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹
Mashallah
Maasha'allaah
mashallah may allah make him happy
mashallah
Subhanallah
Nice combination vvvvv nice naat shrif
masha allah!!!
subhan allah,
This is beautiful. May Allaah preserve you.
MA SHA ALLAH
ماشاء الله عزوجل
MashaAllah
subhanallah
very very very nice
mashallah
subhanallah
❤
Ajab rang par hai bahare madina
Ke Sab jannatein hai nisare madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Mai pehle pahel jab madine gaya tha
To thi dil ki halat tadap jaane vali
Vo Darbar sach much mere samne tha
Abhi tak tasavvur tha jis ka khayali
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na
Mai ek hath se dil sambhale hue tha
To thi dusre hath mai unki jaali
Dua ke liye hath uthte to kese
Na ye hath khali na vo hath khali
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Suna hai sabhi ke liye baabe rehmat
Vaha koi rutbe mai adna na aali
Muradon se daman nahi koi khali
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na
Jo puchha kisi ne ke tum nazr karne
Ko kya le gaye the to tafsil sun lo
Tha naaton ka ek haar ashkon ke moti
Durudon ke gajre Salamon ki dali
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Madina madina hamara madina
Hame jano dil se hai pyara madina
Suhana suhana dilara madina
Har aashik ki ankhon ka tara madina
Khuda gar kayamat mai farmaye mango
Lagayenge deevane naara madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na
jzk
Mashallah
Subhanallah