Sach btau ab mujh me himmat nhi After scoring 650 , m drop nhi le sakta Ek bar ko m puri mehnat kru or 670 le au or cuttoff 680 chli jaye ( which is possible) to m kya krunga fir to mar hi jaunga Or man lo cuttoff 670 jaye to kya guarantee mere itne ayenge hi is sal bhi 2 4 question to aise hi galat ho gye or man lo aa bhi gye to bhi 680 le konsa mujhe acha college milega , jana ti south hi padega So bye neet And best of luck to 2025 aspirants
Nehi yaar ese mat bolo samajh sakta hu situation but ekbar soch lena agar Dr passion hain sapna hain to isk bina Zee paoge acche se Situation esi hi hain har jagah corruption aur isme hum jaise logo ko hi sacrifice karna padhta hain jinka 700 plus aya matlab hardworking aur luck bhi hain But 600 plus Wale bhi utna hi mehnati hain luck sath nehi diya to kya ese hi chod doge Doctor bohot hain esa nehi acche doctor bohot Kam hain Ekbar acche se soch lena
Areee kaise ho tym itni hardwork krne ke baad chod rhe ho r u sure n ki 650 aaye h,kyuki itna laane ke baad aur strong bnte h okk na ki tumhari tarah give up bro
bhai itne harwork krne k bad chod dena she nhi h itne marks k lea bhe log presan hote h bhai agr esa hue 650 s apke 700+ a gye to aap kro itna to apse easily ho jaega believe rkho apne uper bad m guilty feel hoga sayd kr lea hota to aaj dr bna hota isse accha abhe krlo
1st chapter se backlog ho gaya hai physical chemistry ka , mujhe ab ritik sir ki class karni chahiye ya sudhansu sir ke hi lectures dekhne chahiye , 2.0 se
You can go with that teacher jisse apko samajh aa raha ho jyada Mera bhi karib 180 lectures ka backlog ho gaya hai but mai Amit sir se hi continue kar raha hu abhi 4 lecture kar loge to ho jayega 😊
If jada hard work nhi Krna h sab ek jagah pr chahiye with questions practice so blindly go with Sudhanshu sir class notes and dpp more and more than sufficient for neet and jee mains exam ❤
PW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
PW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
@@SuperMoon_K.PandeyPW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
Sach btau ab mujh me himmat nhi
After scoring 650 , m drop nhi le sakta
Ek bar ko m puri mehnat kru or
670 le au or cuttoff 680 chli jaye ( which is possible) to m kya krunga fir to mar hi jaunga
Or man lo cuttoff 670 jaye to kya guarantee mere itne ayenge hi is sal bhi 2 4 question to aise hi galat ho gye or man lo aa bhi gye to bhi 680 le konsa mujhe acha college milega , jana ti south hi padega
So bye neet
And best of luck to 2025 aspirants
Nehi yaar ese mat bolo samajh sakta hu situation but ekbar soch lena agar Dr passion hain sapna hain to isk bina Zee paoge acche se
Situation esi hi hain har jagah corruption aur isme hum jaise logo ko hi sacrifice karna padhta hain jinka 700 plus aya matlab hardworking aur luck bhi hain
But 600 plus Wale bhi utna hi mehnati hain luck sath nehi diya to kya ese hi chod doge
Doctor bohot hain esa nehi acche doctor bohot Kam hain
Ekbar acche se soch lena
Areee kaise ho tym itni hardwork krne ke baad chod rhe ho r u sure n ki 650 aaye h,kyuki itna laane ke baad aur strong bnte h okk na ki tumhari tarah give up bro
bhai itne harwork krne k bad chod dena she nhi h itne marks k lea bhe log presan hote h bhai agr esa hue 650 s apke 700+ a gye to aap kro itna to apse easily ho jaega believe rkho apne uper bad m guilty feel hoga sayd kr lea hota to aaj dr bna hota isse accha abhe krlo
@@JyotiBaghel-r8mbhai you can't understand
Jab us situation me pahuchoge tab pata chalega
@@JyotiBaghel-r8magar tmhare agli baar 700 aa jaye aur cutoff 702 chali jaye to kya tm phir se drop loge ??
1st chapter se backlog ho gaya hai physical chemistry ka , mujhe ab ritik sir ki class karni chahiye ya sudhansu sir ke hi lectures dekhne chahiye , 2.0 se
Ritik sir
You can go with that teacher jisse apko samajh aa raha ho jyada
Mera bhi karib 180 lectures ka backlog ho gaya hai but mai Amit sir se hi continue kar raha hu abhi 4 lecture kar loge to ho jayega 😊
Bro same here mera bhi 1 st day se backlogs hai and main ritik se kar raha hu 😊😊😊
Go for ritik sir ❤
If jada hard work nhi Krna h sab ek jagah pr chahiye with questions practice so blindly go with Sudhanshu sir class notes and dpp more and more than sufficient for neet and jee mains exam ❤
Motion's All India Test Series and Brahmastra test series are best for practicing questions and level up your preparation. 👍👍
Mera to simple hai, mai phle chp notes se revise krta hoon aur uske baad short notes banata hoon , aur pls short notes tbhi banana jb chp ekdm acche se complete hoo aur uske baad question practice, bss khatam chp
Aimms ma jaa kar ladki ptana wala dreams rakhnai wali like karou
PW Teach N talks ko subscribe karo guyz!! Wo ladki bhi accha videos dalthi hai ❤
Si ji itna sb manage kse kre sire hi
Aits kab tak aayega??
PW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
PW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
@@riyanshsingh8677offline price kitna hai??
15th September ko hai batch mai
@@SuperMoon_K.Pandey 7.5k
Aits kb aa rha h
October me 27 ko he
@@mr_factboiii8346kitne test hai?
8 test honge . Part wise @@SuperMoon_K.Pandey
@@SuperMoon_K.PandeyPW AITS me 2025 me total 10 AITS hai .. 27 October, 1 December , 19 January, 16 February, 23 March , 30 March , 6 April , 13 April , 20 April , 27 April .
@@riyanshsingh8677ohk thanks