Mam mera ek doubt hai mam Jaise pankha aur Suraj donon kapde Sukha sakte hain evaporation se to jab mam hamen pasina aata hai to ham pankhe ke niche baithte Hain vah bhi hamara pasina sukhata hai to but mam ham Suraj ke niche kyon nahin jaate vah bhi to Jaise kapde sukhate Hain vah bhi pasina Sukha sakta hai to mam ham Suraj ke niche kyon nahin jaate mam,mam mera ye doubt ek h pankhe ke niche kyon jaate Hain Apne pasine sukhane ke liye Suraj ke niche kyon nahin jaate? Mam please reply me 🙏🙏😊😊
Hi, Good Mornnig !!! Fan air ki speed aur temperature ko control karta hai or directly hamari skin par asar karta hai, or sweat evaporate hone lagta hai. Is se hamen thandak mehsoos hoti hai, aur paseena jaldi sukh jata hai. Wahin, agar hum dhoop mein baithte hain, toh Suraj ki garmi ki wajah se hamen aur zyada garmi mehsoos hogi,. Suraj se bhi evaporation hota hai, lekin Suraj ki heat se hum aur zyada paseena nikalenge, kyunki hamari body apne temperature ko control karne ke liye aur paseena banayegi. Isliye, fan ke niche baithna zyada comfortable aur effective hota hai paseene ko sukhane ke liye. Toh hum fan ke niche isliye baithte hain kyunki usse hamen thandak milti hai aur paseena bhi bina zyada garmi mehsoos kiye sukh jata hai! I hope it is clear now. Keep learning dear!!!
Thank you very much ma'am❤❤ i love ur video
😊
Mam can you do all in one part please 🙏
*0:26** video starts*
Mam plzzzzzz 📌 pin me plzzzzz
*0:28
Mam pls divide video in topics
It is very time consuming to watch whole video
Mam please extra questions
Thank you mam
Welcome beta😅😊
Mam computer book please 😢😢😢😢😢😢😭😔🥺
Mam please english ch-11,12 please please please 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏
Mam mera ek doubt hai mam Jaise pankha aur Suraj donon kapde Sukha sakte hain evaporation se to jab mam hamen pasina aata hai to ham pankhe ke niche baithte Hain vah bhi hamara pasina sukhata hai to but mam ham Suraj ke niche kyon nahin jaate vah bhi to Jaise kapde sukhate Hain vah bhi pasina Sukha sakta hai to mam ham Suraj ke niche kyon nahin jaate mam,mam mera ye doubt ek h pankhe ke niche kyon jaate Hain Apne pasine sukhane ke liye Suraj ke niche kyon nahin jaate?
Mam please reply me 🙏🙏😊😊
Hi, Good Mornnig !!!
Fan air ki speed aur temperature ko control karta hai or directly hamari skin par asar karta hai, or sweat evaporate hone lagta hai. Is se hamen thandak mehsoos hoti hai, aur paseena jaldi sukh jata hai.
Wahin, agar hum dhoop mein baithte hain, toh Suraj ki garmi ki wajah se hamen aur zyada garmi mehsoos hogi,. Suraj se bhi evaporation hota hai, lekin Suraj ki heat se hum aur zyada paseena nikalenge, kyunki hamari body apne temperature ko control karne ke liye aur paseena banayegi. Isliye, fan ke niche baithna zyada comfortable aur effective hota hai paseene ko sukhane ke liye.
Toh hum fan ke niche isliye baithte hain kyunki usse hamen thandak milti hai aur paseena bhi bina zyada garmi mehsoos kiye sukh jata hai!
I hope it is clear now. Keep learning dear!!!
Hi mam what is your name
First like
First view
First comment 😊
Please pin 📌 me❤❤❤❤
No just kidding 😂😂
Thank you❤ mam