Thank you so much me hamesha se ye degisn banana chahiti thi lakin sochthi thi ki kasi banaugi aap ka video dekha or me ye same degisn bana liya aap ne sab kuch bahut ache se bataya h thanks
Bhut hi badhiya deijaen h bhuat saral tarike se btaya h thnku baccho ke our swetar bnana sekhaye woolen ketne graam lgata who bhi batana salai ketne num ki hoti h plees jaruar batana woolen ketne pelai ki honi chahiye
Thanku so much Ji bahut sare baccho ke sweater ki video hai mere channel per aap dekh sakte hai Isme 170g wool lagi hai sare sat me jisme topi,jurabe or sweater Ye baby wool hai vardhman ki Jo dabbo me aati hai
ruclips.net/video/weBn87AP4Dw/видео.html Ye pattern ki video ka link hai Tok part pura details me isi video me bataya hai Jo aapne dekhi Aap fir se dekh lijiye samajh aa jayegi Or kuch puchna होगा तो पूछ lijiyega thanku
Hello ji sorry for late reply Aap 103 fande rakh lijiye gale ki patti banane ke baad design set kar Lena or Jo design ki leef Bane hai n bo aap badi banana or 9 inch bun ne ke baad baju or body part alag kar Lena Fando ka hisab laga Lena kitne ho jayega nine inch bun ne ke baad Koyi jarurat hogi to msg kar dena Thanku
Hello Rashmi ji Aap top-down banana chahte ho ya down to top ye mujhe bata do fir me aapko batati hon Or kitne saal ka baccha hai aapka Kya aap phone par baat karna chahoge to no deti hon baat kar lena acchi tarah se samjha dugi
115 fande daal Lena Par ek baar video pura dekh kar samajh Lena ki leef me kitne fande jayege or upar ka size bhi bada banana padega to aap bana lijiye Koyi jarurat hogi to msg kar dena Thanku ji
Me dusre sweater ka link deti hun aap usko dekh ke kar lo Nahi samajh aayega to me no dugi apna baat kar Lena bata dugi ruclips.net/video/9gPYa_3x5Qs/видео.htmlsi=d_1I1DEOuZweeI-S Ye link hai isko touch kar lo aako Jo video milegi uske last jaise me mene silna bataya hua hai to To aap video thoda aage kar ke dekh Lena nahi samajh aaya to msg kar dena Baat kar lugi aap se Thanku
Hi thanks for teaching this sweater in detail, I made one too following you step by step. Now I want to knit adults ladies cap but I don't know how to.can you please help me
Thanku so much 🙏 Mai aapko link deti hun cap ka ruclips.net/video/FOPhQtKtMY0/видео.html ruclips.net/video/ZNdWRUUj_-Q/видео.html Ye video hai cap ke aap dekh lijiye thanku ji
@ mam m v bunai krti hu or kisi ne odr dia h sweater bunne k liye or wo puch rhe hai ki kitne paise loge bunne k to mam m confuse hu ki kitna charge lu ek sweater k so mam plz btado bhot hopefully puch rhi hu aapse ☺️🙏🙏🙏
Ab aap in fando ko 5 hisso me divide kar do Mene rakhe hai Frunt part ke liye - 32,32 Arm ke liye - 45,45 Back part - 57 Mere paas hai total 211 fande hai Or ek baar video or dekh lo please
Thank you so much me hamesha se ye degisn banana chahiti thi lakin sochthi thi ki kasi banaugi aap ka video dekha or me ye same degisn bana liya aap ne sab kuch bahut ache se bataya h thanks
Thanku so much dear
Iski topi ki video bhi hai
Dekh Lena aap
Thanku so much 🙏
@@MalkaniaCraftsKnitting❤❤❤❤
Thanks ji me ne cap bhi bana li h aap ki video dekh kar thanks
Thanku so much 🙏 dear friend
Bahut achese bataya hai aapne ma'am thanku so much.
Thanku so much 🙏
Mene bhi banaya h di bahut sundar lga
Thanku so much 🙏
Beautiful h my new friend tq for sharing video
Thanku ji
मैंने भी बनाया है, बहुत सुन्दर बना है, आपका बताने का तरीका तो ग़ज़ब का है
Thanku so much 🙏 dear
Bahut pyari sweater
Or be desgion kay codigone dekayda both acha ha samj be ataha
Thanku
Aap ka batana ka tarika bhut accha lega🙏
Thanku so much 🙏 dear friend
Mam aap ka samjane ka tarika bahut hi ashaa hai ek ek baat samaj aati hai mai to aap ki fan ho gaye thanq so much
Thanku so much dear friend 🌹
Bahut Sundar se Banaya Hai Samjhane Ka Tarika bhi bahut Achcha hai
Thanku so much Uma ji
Bahut hi Sundar
Thanku ji
Bhatt hi sundar 👌👌👌👌
Thanku ji
Mam nice sweater your teaching method is very good
Thanku so much
Aapne bahut ache se btaya hai.mei bhi bna Rahi hu
Thanku so much 🙏
Thanku so much 🙏
Bhut pyara swetar bnaya h ❤️
Thanku ji
Very Beautiful. Thanks. ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanku and welcome ji
बहुत बहुत सुन्दर बना हैं ❤❤
Thanku so much
Thanku so much mam.aapka bahut aacha style sikhane ka.aap aur share kare
Thanku so much
Aap mere channel par chale jao mene bahut sare set Dale hai or bhi dalugi
Thanku so much dear friend
@@MalkaniaCraftsKnitting asses style me toppe ka aap share Kare
Mam ye same design agar apne swetar me bnaye to kitne fande dalne pdenge starting me
Mujhe ye design bhut achha lga
120-125 fande dalne honge
Thanku
Thank you mam
Mam isme uper fande badhane k kitne fande hone chahiye
@@MERE_PYAARE_NAND_KISHOR
Upar se 9 se साढ़े नौ इंच बन कर देखो आपके पास कितने फंदे बनते है
Bahut sunder hai
.. MashaAllah Zaberdust very beautiful sweater Your teaching method is very good 👍😊💘
Thanku so much dear friend
Very nice sweater
Thanku so much
Mam fande ko divid age according krna h ya sare me same divid rahega
Beautiful design, looking good
Iski cap or mojje
Iski cap or mojje ki video jaldi hi aayegi
Is cardigan ki lambai kitne hai mam
Eska aage ka vedieo hai nhi mam
Ek hi video me hai Sara sweater
Design ka or topi ka alag alag video hai agar chahiye to link deti hon
Thanku
Mam 2 month vle bache da vi sawater bn ju same
Hanji
Thanku
Mam 2 month de bache de phande vi 72 pone
Ek funda ghinna a ke doubl ghinna a
Bhut pyara sweater hai me b bna rhi hu..,❤️
Thanku ji
Accha hai ji banao
Hlo mam ap 18 yrs baby ke liye btaye plss apka design bot acha hai
Ok ji thanku
Please ma'am sleeves ke bad front side or back side ki ek do lines dikaiye please
जब अगला video banaugi n tab dikha dungi ye wala sweater to ek saal pahle ka hai sorry isme kuch ni ho sakta
Thanku so much 🙏
Ok thanku
बहुत ही सुंदर तरीके से समझाया है आपने thanks
Thanku so much 🙏
Bhut hi badhiya deijaen h bhuat saral tarike se btaya h thnku baccho ke our swetar bnana sekhaye woolen ketne graam lgata who bhi batana salai ketne num ki hoti h plees jaruar batana woolen ketne pelai ki honi chahiye
Thanku so much
Ji bahut sare baccho ke sweater ki video hai mere channel per aap dekh sakte hai
Isme 170g wool lagi hai sare sat me jisme topi,jurabe or sweater
Ye baby wool hai vardhman ki Jo dabbo me aati hai
Isi tarah ka suvater ager six year ke bacche ke liye banay tho kis hisab se banega
80-85 fande rakh lo baki design ke hisab se 2-4 fande kam jyada kar lena
Thanku
patti ki jali jyada bna k bhi bda bna skte h kya
Hanji
Thankyou apne bahut achcha bataya 2 years me kitne fande dale
Fande jitne isme hai theek hai bas thoda bada bana lo
Ya fir two leef ke fande or daal lo
Theek ho jayega
Thanku ji
Wow very nice
I like these
Nice way of teaching ☺️😊
Thanku so much dear friend
Di isme aapne salai number toh btaya hi nhi ...
10 no ki silai hai
Thanku
Beautiful ❤️ Sweter nice way of teaching.
2 year baby ke liye btaiye kitne fande dale
Mam lotes flower design m sweater and topi h socks us design m h to bataaye
Ok ji me try karugi
Mam pls4 yrs k liye measurements bata dijiye
82 fande se shuru kar lena or jo mera sweater hai us se bada banana
Thanku
V nice 👍
Thanku ji
Teen ply wool me kitne fande dalne hai mam ik year baby ke lye. beautiful design ❤
Jitne fande is sweater me hai usme ek leef ke fande or add kar lo
Baccha 2years Tak pahan lega sweater
App sirf fando ka management bata dijiye
Madam apne bahut badhiya pattern banaye hai, per eska design details batana , or yoke bad kaise banaye hai
ruclips.net/video/weBn87AP4Dw/видео.html
Ye pattern ki video ka link hai
Tok part pura details me isi video me bataya hai Jo aapne dekhi
Aap fir se dekh lijiye samajh aa jayegi
Or kuch puchna होगा तो पूछ lijiyega thanku
Mam kya y 2saal bacche ko y size aayga
Ye nahi aayega ye ek saal Tak hi hai aap thoda bada banao
Thanku ji
Kis nbr ki silayi li h aapne or kitne sal k bche k liye h ye to btao
10 no ki Niddle use ki hai ji
Or 6 month se 18 month tak
Mam down to top baby sweater ka design bataye
Bahut sare set hai ji
Aap n channel par dekh lijiye
Baccho ke hi bahut set hai
Agar aapko pasand aaya to dekh lijiye
Thanku
Janam hone wali baby ke liye booties bataye
ruclips.net/video/l-GluZaGCwQ/видео.html
Ye lo ji video ka link
Thanku
ruclips.net/video/8WWL0Zp7Zck/видео.html
Hello maim 2 sal ke bache k liye kitne jotee dale
90 fande rakh lo thanku
Wow, so beautiful sweater design shared by you dear friend.
1st Big Like and comment on your share. Keep going my friend.
Thanku so much dear friend
Par please 5से7मिनट जरूर देखिएगा नहीं तो मेरी video ki retention bahut kharab ho jati hai please। Happy diwali
Mam 2 years k baby k liye kitne fande daale
90 fande rakh lo
Thanku
Batan Patti ka hisab laga Lena
Thanku
Thank you
,5-6year Child k liye measurements bata diziye 🙏
Hello ji sorry for late reply
Aap 103 fande rakh lijiye gale ki patti banane ke baad design set kar Lena or Jo design ki leef Bane hai n bo aap badi banana or 9 inch bun ne ke baad baju or body part alag kar Lena
Fando ka hisab laga Lena kitne ho jayega nine inch bun ne ke baad
Koyi jarurat hogi to msg kar dena
Thanku
Thanq
Engish me aap subtitilme karegi to bigginers ke liye achha rahega
Ok ji
Thanku
How many stitches should we take for newborn baby?
62 sts laga lo
Thanku
@@MalkaniaCraftsKnitting thanks
Two years baby k liye kitne fande Dale please bata de
Thanku
Agar hum 2years ke baby ka banana chahe to kitne stitch dalenge
Is sweater me jitne fande hai usme 2 leef ke fande or add kar lo
Sahi ho jayega
Thanku
Very nice sweeter mam ager 6year ki baby ka bnaye to bi 73fnde dalne h
6 year ke bacche ke liye aapko 100 fande lene honge
Or 6 महीने के बच्चे के लिए 73 फंदे काफी है
Thanku
@@MalkaniaCraftsKnitting thanks g
Ye kitne bade bachche ka size hai
Ek saal ke bachhe ka
Ap hame isi kalar me topi moja aur cordigan ak kalar di hai us cordigan ka dijain batay
ruclips.net/video/kisEJXtZseg/видео.html
Ye link hai topi ki video ka
Moje me bhi Jo design is sweater me hai bahi daal do sunder ban jayege
Thanku ji
Very beautiful design
Thanku so much
Ma'am niche wake disgn thora dikha Dijie na kaise bnate haai bol ke
ruclips.net/video/weBn87AP4Dw/видео.html
Ye hai design ki video ka link aap dekh lo
Thanku ji
0 se 6 month k baby k liye kitne fande dale mam plzz btaiye
72 sts
@@MalkaniaCraftsKnitting thnku mam
Upload sweater for 3 yr old pls
ruclips.net/video/EMsXuimprDM/видео.html
Or bhi bahut saare hai channel par ja kar dekh lijiye thanku
Mne 12patiyon Bali sabetr bana rhi hun too fande divaid krne hi please bataiye
Mam nice design
Kya aap bina design daale plane sweater sikha degi please main beginner hu
Hello Rashmi ji
Aap top-down banana chahte ho ya down to top ye mujhe bata do fir me aapko batati hon
Or kitne saal ka baccha hai aapka
Kya aap phone par baat karna chahoge to no deti hon baat kar lena acchi tarah se samjha dugi
1 year ke baby ke lie kitne fande dale tell
Fande jitne isme bataye hai kafi hai
Par lanth jyada rakna 3 - 4 इंच
Thanku
I like it 😊💘 so beautiful design 😍
Bhut sunder h
Thanku so much dear friend
Or kitne gole lagege
Aap 83 fande daal dijiye or border banane ke baad design set kar lijiye
Isme aapko 150g wool lagegi
Thanku
01 se 2 saal k bache k kitne fande dalte h
90 fande daal lo
Aga piacha ka galla kesa laga ye bataya
आगे पीछे का गला ही तो बताया है इसमें thanku
5 year ke liye kitna fanda dale
115 fande daal Lena
Par ek baar video pura dekh kar samajh Lena ki leef me kitne fande jayege or upar ka size bhi bada banana padega to aap bana lijiye
Koyi jarurat hogi to msg kar dena
Thanku ji
@@MalkaniaCraftsKnitting thank you
Three years baby ke kitna fande lena hoga mam please bataye🙏❤❤
103 fande rakh lo
Thanku
Mam mujhe sweter ki silai kaise krte hai bta doge aap
Mai silai krti hu to bahr se saf dikhta hai or bda gnda lgta hai
Me dusre sweater ka link deti hun aap usko dekh ke kar lo
Nahi samajh aayega to me no dugi apna baat kar Lena bata dugi
ruclips.net/video/9gPYa_3x5Qs/видео.htmlsi=d_1I1DEOuZweeI-S
Ye link hai isko touch kar lo aako Jo video milegi uske last jaise me mene silna bataya hua hai to
To aap video thoda aage kar ke dekh Lena nahi samajh aaya to msg kar dena
Baat kar lugi aap se
Thanku
Ok mam
Mam maine starting me 90 fande daale h aur ab last me aakr 270 fande ho gue h mam kine inch k baad kaise divide krein mam please reply me
2-3 years k baby k liye banaya h
280 fande kar lo or upar se 7 inch Tak bana lo or fir divide Karo
Frant part- 40,40
Back part- 80
Sleeves- 60,60
Ok thanks
@@MalkaniaCraftsKnitting aur mam baaki process to same rahega ya kuch change krna hoga
Hi thanks for teaching this sweater in detail, I made one too following you step by step.
Now I want to knit adults ladies cap but I don't know how to.can you please help me
Thanku so much 🙏
Mai aapko link deti hun cap ka
ruclips.net/video/FOPhQtKtMY0/видео.html
ruclips.net/video/ZNdWRUUj_-Q/видео.html
Ye video hai cap ke aap dekh lijiye thanku ji
Baju me aap ne fande ghataye hai to kon si laen se ghataye hai
Mam kitne sal bachhe k liy 73 fande dale apne plz reply me❤
Ye sweater ek saal se डेढ़ साल के बच्चे को आएगा
Beautiful ❤mam slai ka number kitna hai btana please🙏
10 no ki silai hai
Thanku so much
@@MalkaniaCraftsKnitting thank you🙏
mam aap sweater bunne k kitne paise lete hain??
आप को चाहिए क्या
@ mam m v bunai krti hu or kisi ne odr dia h sweater bunne k liye or wo puch rhe hai ki kitne paise loge bunne k to mam m confuse hu ki kitna charge lu ek sweater k so mam plz btado bhot hopefully puch rhi hu aapse ☺️🙏🙏🙏
@DeepaJaisi 500-800/le lo new born baby sweater set ke baki aap apne hisab se dekh lo
@ ok thnk u so much mam🥰🥰🥰
Iske aage ke design ki video aap daal skti h
Dali huyi hai ji me link deti hon aapko ruclips.net/video/weBn87AP4Dw/видео.html
Ye hai ji design ki video ka link
Thanku
Nedal kitne no. Ki h mam
10 no ki hai Niddle
Thanku
Thank you mam so beautiful 😊
Welcome ji
Thanku so much dear friend
2se 3sal ki bachi ka batayn
ruclips.net/video/pTGFRTBVbC4/видео.html
Ye lijiye Link do saal ke bachhe ke liye
How much quantity of wool is required in this
150g
Thanku
@@MalkaniaCraftsKnitting thanks
Apne full chest ke side Mai 123 fande bataya to wo sirf samane hai ya ,front or back milake etane fande hai
Hello ji
123 fande total aage or peeche ke hai ji
Baju ke fande alag hai
Thanku
@@MalkaniaCraftsKnitting thak you so much
Iska topo bhi dekhaia
ruclips.net/video/kisEJXtZseg/видео.html
Ye lijiye link topi ka
ruclips.net/video/kisEJXtZseg/видео.html
Ye lijiye link topi ka
Thank you
Welcome ji
2 saal ke baccho ka kitne phande lene hai
82 fande rakh lijiye agar wool patli hai to
Agar wool moti hai to 72hi rakhna
Thanku
Radhe Radhe didi maine 9 jali Dali he live ban gye ab 234 fande he or bdana he kya kitne bnde bdana he or alg alg kitne fande honge
Ab aap in fando ko 5 hisso me divide kar do
Mene rakhe hai
Frunt part ke liye - 32,32
Arm ke liye - 45,45
Back part - 57
Mere paas hai total 211 fande hai
Or ek baar video or dekh lo please
Mere 35 35 frant me 45 45 arm me 60 bek me sahi he kya
Hanji theek hai
V Nice 👌
Hlo mam hme ye btaye isme aage ke or piche ke or selives ke kitne kitne fande liye h
Aap video pura dekhiye n usme bataye huye hai
Happy diwali di
Happy Diwali ji
Lenth Bala bhi bata do di
Aap n channel par ja kar dekh lo bahut saare sweater hai jo chahiye bo dekh lo thanku
Madam 2 sal ke bacche ke liye kitne kitne funday dalna
80/85 laga dijiye
Niche Bali dijayn bataye
Ye btaye ki isme selives me or aage ke or piche ke kitne fande liye h
Jai shree Ram behen ji jo aapne niche dijayn Jo dala hai dobara batana
Ram Ram ji ruclips.net/video/weBn87AP4Dw/видео.html
Ye link hai ji design ki video ka aap dekh lijiye thanku
Nice
Thanku ji