PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 окт 2024
  • PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare #PNB
    Aaj ki is video me aap sikhne wale hai :PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare "agar aap ka pnb (Punjab National Bank) ka account band ho jata hai to aap kis tarah se apna account chalu kare sakte hai aur account chalu karne ke liye aap ko kis kis ducument ki jarurat padti hai
    Video end tak dhekne ke baad aap ko kabhi bhi apne band khate ko chalu karne ke liye pareshan nahi hona padega.
    #PNB_Me_Band_Account_Kaise_Chalu_Kare #How_to_Reopen_Closed_Account
    #Band_Khata_Kaise_Chalu_Kare #PNB #band_bank_account_kaise_chalu_kare_mobile_se
    Ye Sab Simple Device Use Karta Hun Me Video Banane Ke Liye:-
    👉Samsung Galaxy M51 (Celestial Black, 6GB RAM, 128GB Storage)
    amzn.to/2IzWlJn
    👉 My Mic :- amzn.to/3518oXN
    👉 My Tripod :-amzn.to/36X7o9s\
    👉 My Fast Charger:- amzn.to/3lGcaMV
    👉 My Samsung Original Level U in-ear Bluetooth Headphones (Gold):-amzn.to/36OUieu
    👉 Digitek Ring Light:- amzn.to/3mClemj
    Watch Next;-
    👉 SBI Bank me Mobile Number Kaise Register Kare Bina Bank Jaye -
    • SBI Bank me Mobile Num...
    👉 SBI Bank Account Me Aadhar Card Kaise Link Kare Bina Bank Jaye-
    • SBI Bank Account Me Aa...
    👉 SBI ATM Pin Kaise Banaye-
    • SBI ATM Pin Kaise Bana... -
    👉 SBI ATM Pin Kaise Change Kare-
    • How To Change SBI ATM ...
    चैनल को सब्सक्राइब करें और वीडियो को शेयर और लाइक करे.
    Tags For Refrence:-
    PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare,How to Reopen Closed Account,Band Khata Kaise Chalu Kare ,PNB,pnb ka band khata kaise chalu kare,punjab national bank me band khata kaise chalu kare,pnb band account kaise khole,pnb band account ko kaise chalu kare,sbi band account chalu kaise karen,pnb band account chalu kaise kare online,pnb band account kaise chalu kare,band account ko kaise chalu kare,how to open closed account in pnb,band account account ko chalu kaise kare online pnb,band khata chalu karne ke liye application,bina band jaye band khata kaise chalu kare,band bank account kaise chalu kare mobile se,pnb,Naman Guruji,mobile se band account kaise chalu kare
    Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.
    Plz Keep support 🙏
    Follow me in instagram :-
    #imnaman_rajput
    Subscribe RUclips channel :-
    www.youtube.com /Naman Guruji
    Thanks For Watching #Namanguruji
    Jai Hind
    वन्दे मातरम् 🇮🇳

Комментарии • 408

  • @rajagoyal6745
    @rajagoyal6745 Год назад +54

    3:20 for time save....👍

  • @Jaspreetkaur95175
    @Jaspreetkaur95175 Год назад +4

    Thank you sir ..mera account reopen hogya...pan card nhi thaa ..apply krdiya receipt lga di....kaam hogya.. THANK YOU Sir apki vdo ki help se hogya

  • @nitinkumarraval7852
    @nitinkumarraval7852 Год назад +3

    Thank you sir

  • @priya1912
    @priya1912 Год назад +40

    PNB me 24hr me kuch nhi hota 24 days lagte h 😂

  • @vandanasharma9370
    @vandanasharma9370 Год назад +3

    Thanks for the information

  • @KhushbuRai-k7p
    @KhushbuRai-k7p Год назад +2

    Sir mera pnb me account h vo band ho gya h to kya usko bina main branch jaye transhphor kra skte h

  • @hauntedstory3791
    @hauntedstory3791 2 года назад +14

    Video start 2:44

  • @BookishGyanwithMsPreeti
    @BookishGyanwithMsPreeti 2 года назад +8

    Good

  • @saurabhmahavar2860
    @saurabhmahavar2860 2 года назад +3

    Sir 5 se 6 saal ho gaye hai khate lo kya who vapas active ho jayega ?

  • @pratibhabeck567
    @pratibhabeck567 Год назад +4

    Thank you so much bhaiya 😁

  • @pardeepnishad9200
    @pardeepnishad9200 Год назад +6

    Very good

  • @younuskhan3595
    @younuskhan3595 Год назад +3

    Thank you bro.

  • @deepakkumarcreations7742
    @deepakkumarcreations7742 Месяц назад +1

    Mera account inoperative ho gaya thaa mene bank jakar required documents submit kiya aur deposit karake aaya but 2 din ho chuke hai abhi tak mera account active nenhin huya ..kitne din lagte hai active hone me ??

  • @Sqashi37
    @Sqashi37 3 года назад +8

    Bro I'm 17 I have an account but it's closed can I open it without my parent(s)?

    • @kj.011
      @kj.011 2 года назад

      Yes

    • @kj.011
      @kj.011 2 года назад

      @kundan's lifego to bank explain your situation and fill the necessary forms

    • @AbhishekSharma-xl3mx
      @AbhishekSharma-xl3mx 2 года назад

      Send your number

    • @Big_Jacket
      @Big_Jacket 7 месяцев назад

      abh krwa le 19 ka ho gya abh toh

  • @Sumitsinha4159
    @Sumitsinha4159 2 года назад +5

    Nice information 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @ashiyajahanalam6172
    @ashiyajahanalam6172 Год назад +4

    Video starts at 2.30 mnts thank you

  • @mahendrasharma1716
    @mahendrasharma1716 3 года назад +3

    Mera pnb me current account hai jo ki deactive hai us ko active karwane ke liye kya document lage ge

  • @rajagoyal6745
    @rajagoyal6745 Год назад +2

    Bro meri mother ka account inactive ho gya tha mene uske liye application bhi de di lekin jab mai pnb ki branch mai tha tab site nahi aa rahi thi mene unko application form jama Kara Diya kya Bo account ko reactivate kar denge ya dobara branch mai jaana hoga

  • @SarwarReelsblogs
    @SarwarReelsblogs 28 дней назад

    Nice🎉🎉🎉

  • @Vishal-zs6bu
    @Vishal-zs6bu 3 года назад +5

    PNB BANK 2 year se jyada time se koi len den nahi kara.
    Account band hai kya chalu ho sakta hai ...

  • @rakeshchander8623
    @rakeshchander8623 2 года назад +3

    Bhai yeh likha aa rha h to aab kya karen your user id has been expired due to non usage for more than 180 days

  • @vikasiraskar487
    @vikasiraskar487 2 года назад +1

    PNB Account freez hone pe homebrach hi Jana pdega ya Kisi b location ya branch s KYC update ho jayega.....plz help

  • @jyotipaswan146
    @jyotipaswan146 Год назад

    Bnd account chalu hone ke baad Kya hum apna 1000 daalne ke baad fir usi waqt nikal skte h ya nhi....

  • @harendrabhoktabathaniyamoh4180
    @harendrabhoktabathaniyamoh4180 Год назад +2

    Love 😘 you sir

  • @ManisKumar-Nj-wealth
    @ManisKumar-Nj-wealth 2 года назад +1

    Paise katega kya agr 5 sal se account bnd h or matra 500 rupye se kam h to

  • @pannaofficial1994
    @pannaofficial1994 Год назад

    Thank you sir monday ko jaunga bank dekhte he kya hota he mera bhi band ho chuka he acc 😥🥺

  • @ankitchaudhary7510
    @ankitchaudhary7510 2 года назад +4

    pnb account closed by myself, can i reopen same account

  • @nitishdutta3319
    @nitishdutta3319 9 месяцев назад

    Bina adhar card se ho sakata h.yani pan card ke sath voter ya any document se ho sakata h.

  • @hindroidgaming7309
    @hindroidgaming7309 2 года назад +2

    Bhaiya abhi 4 din phle hee minor account open karwaya hu mai , aaj passbook le kar aya hu bank se. Ghar aake net banking try kr rha hu toh PNB app me bta rha h inactive. Bhaiya please give me a solution 🥺

  • @reshmar4165
    @reshmar4165 3 года назад +5

    Is it mandatory to visit home branch for this or any nearest branches??

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Home branch me jana hoga aap ko bro.
      Keep subscribe 🙂

    • @ankushpal6985
      @ankushpal6985 3 года назад

      @@NamanGuruji bhai pnb mai ye tcrn number puri process ke baad kya krna padta hai

    • @JavaScriptCentric
      @JavaScriptCentric 3 года назад

      @@NamanGuruji Instead of visting home branch , Can we send application and other documents if we shifted to other state.

    • @zeeshankhateeb1740
      @zeeshankhateeb1740 2 года назад

      @@JavaScriptCentric hello? how did you unblock ?mine too same case.

    • @JavaScriptCentric
      @JavaScriptCentric 2 года назад +1

      @@zeeshankhateeb1740 Send a mail to bank branch and mention your query.

  • @SatishKumar-fn6my
    @SatishKumar-fn6my 3 года назад +4

    Sir online koi process hai to please hme bta digie brach mai jane tk ka time nhi milta or sunday ko bank band hota hai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +3

      Nahi Bro Band account ko reopen karne ke liye aabhi tak online process nahi hai aap ko apni link branch me contact karna hoga tab he aap ka account reopen hoga .
      Keep subscribe 🙂

    • @niveshsharma8516
      @niveshsharma8516 2 года назад

      @@NamanGuruji me apni home branch se door hu ni ja skta hu bank,post ni kr skta

  • @birenmagar3276
    @birenmagar3276 3 года назад +6

    Very helpful video thank you sir !!

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Keep subscribe Bro 👍

    • @luckysharma6869
      @luckysharma6869 2 года назад

      @@NamanGuruji kitne din me khul jaega bhai??

  • @dileepsingh5752
    @dileepsingh5752 3 года назад +1

    Sir maine apna punjab national bank ka account bnd kra dia tha kya mai usi khate ko dubara chalu kra skta hu
    Kyuki mere usi account me paise bhej dia pfms pr show bhi ho rha amount under pressing me
    Plz btae sir

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Bro dobara vahi account open nahi hoga aap ko new account open karna hoga aur vo paise aap ke 7 days me me refund ho jaye ge ..
      Jis process se aap ne sent kiye hai paise .
      Keep subscribe 🙂

  • @Ns-cp8jj
    @Ns-cp8jj 2 года назад +1

    Sir ji maine pnb account 2018 m bnd krwa diya tha .lekin usme ab 09/2022 m itr se refund credit ho gya . Yeah kyu hua sirji jb account close krwa diya tha phir bhi aisa hua .

    • @S4Suru
      @S4Suru Год назад

      Same problem

  • @ShoryaPal-f8n
    @ShoryaPal-f8n 2 дня назад

    Bhiya Mera khata2013 me Khulna tha a bhi tak usma lenden nahi kiya to ham kay kera

  • @shivshankarsharma3550
    @shivshankarsharma3550 2 года назад

    Mere khate ko lagbhag 6 year ho gye ab suru ho jayega Pnb m account

  • @suryakantyadav4597
    @suryakantyadav4597 Год назад

    Bhai pahle 100 rupya jama karna hota hai KYC ke bad tab jakar start hoga, pahle 1000 rupaye jama karoge to mamla gadbad v ho sakta hai means agr tum 100 rupaye jama karte ho to 100 rupaye hi by default jama hoga aur 900 khatam v ho sakta hai to be aware only 100 rupees deposit with application

  • @1971kishankumar
    @1971kishankumar 3 года назад +1

    भाइ मेराखाता pnb मे है लेकीन ओ बन्दहोगया है मै दुबै मे रहताहु अब उस्को मे दुबै से क्यासे खुल्वासक्ता हु क्या मेरा अकाउन्ड फ्रीर से चालू होजायका ईश के लीय मदत गरे हमारी

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад

      Aap ko account reopen krne ke liye apni link branch me jana hoga tab he aapka account reopen kiya jayege.
      Keep subscribe 🙂

    • @syedahmad7933
      @syedahmad7933 3 года назад

      Bhai yah se account mein aapko Paisa jama karna padega aur aapka account chalu ho jaega use aap ATM card ki madad se nikal sakte hain

  • @tanmoybiswas6642
    @tanmoybiswas6642 3 года назад +2

    Bhai agr account block rahe or kohi money transfer kare to kya bank mein ayega . Plz bataye

  • @shikhabholekibhakt
    @shikhabholekibhakt 3 года назад +1

    Alredy pese jama h 5 hazar something fir bhi account bnd hogya h to kya reopen Hoga to pese mere save rhege muje milege

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Yes bro reopen ho Jaye ga aap video me bataye process ko follow kre and aapke paise safe rahe ge .
      Keep subscribe 🙂

  • @acp1069
    @acp1069 2 года назад +1

    100 rupay jo transaction krna ha usa atm sa bhi nikl sakta ha?

    • @nitishhhh8
      @nitishhhh8 Год назад +1

      Hu kaise bhi upi se bhi

  • @navangural
    @navangural 2 года назад +4

    Sir account reopen form fill krne ke baad fir account kbb chaalu hogga

  • @israfeelhashmi3788
    @israfeelhashmi3788 2 года назад +1

    Sir mera acaunt ka len den band kar diya gaya h account apdet karne ke liye hom branch jana pade ga

  • @chandrabhansaini5584
    @chandrabhansaini5584 2 года назад +2

    Sir maine 2015 m open Kiya tha uske baad ek bhi transaction nahi kiya to wo account reopen ho jayega kya

  • @aartisharmaji4694
    @aartisharmaji4694 2 года назад +5

    Sir Agar account mein balance hai or vo fir bhi band hai uske liye bhi Dena padta hai kya 1000₹ pls reply me sir

  • @PriyanshPachauri-um1fo
    @PriyanshPachauri-um1fo Год назад

    Bhai mene apna account 10 sal pehle Lucknow me karaya tha ab mera transfer Agra ho gya h kya karu

  • @angel-um5zp
    @angel-um5zp 3 года назад +2

    Thanks bhai

  • @LifewithRythm
    @LifewithRythm 3 месяца назад +1

    3:00 for time save 😭

  • @hindu_stani
    @hindu_stani Год назад

    bhai name change ke liye documents diye or account inoperative tha to chalu ho jayega

  • @deeparaj7422
    @deeparaj7422 6 месяцев назад

    Mere a/c m kuchh paise the or kuchh time pehle bhi transaction hua h ab account band bta rha h or main branch bhi nhi ja sakti main bahar rehti hu to apne account ko kaise open karwaye...........??

  • @user-Neha642
    @user-Neha642 2 года назад

    Mera pnb me online khata nhi khul rha h isme bta rha h you have already customer I'd pan/ adhar the details provided to us kindly visit your nearest PNB branch to open an account ye problem h please solve kr dijiye

  • @hr_priya6513
    @hr_priya6513 3 года назад +5

    Sir , I have received my refund in closed bank account , which was earlier closed by myself by submitting application . How can I take back my refund plz help

  • @shalinibora191
    @shalinibora191 Год назад

    If not operated after 2018 can I start again

  • @KhojStudio
    @KhojStudio 3 года назад +1

    Bank me paise hain khata band hua hai,,, kya wo paise mil jayenge🥺🥺🥺

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Bhai aap tension na lo agar aapka khata band hai to aap maine jaise video me bataya hai aap kyc form vaha se download kar lo aur fill kar lo aur bank me jama kar do 24 hours me aap ka account reopen ho jaye ga ..
      Aur tab aap ke paise bhi mil Jaye ge ..
      Thanks 😊
      Keep subscribe and shared the video 👍

    • @KhojStudio
      @KhojStudio 3 года назад

      Thank you so much bhai ji,,, wo sab kar liya hai ,,, forum sab kuch bhar liya hai,,, aj hi,,, application dene ko bola unhone,,, baki apne I'd proof ,,,baki kal pta lagega,,, unhone death ghoshit kr diya tha🥺

  • @sakshipandey3739
    @sakshipandey3739 Год назад

    Sir home branch me jaa kr hi ye process hoga kya...kise aur pnb k branch se ni ho sakta kya.

  • @abrargazi6402
    @abrargazi6402 2 года назад

    Kisi bhi branch mein kaam ho jayega n! Ya jahaan open kiye hai whin hoga?

  • @haryanaxyz
    @haryanaxyz 2 года назад

    Sir mera bank account school wala hai lekin account band ho gya toh fer se chal sakta hai ya nhi or atm and no se lenk kar sakte hai or apne nam par karva sakte hai na sir

  • @mohdrihanansari4936
    @mohdrihanansari4936 3 года назад +4

    make one video how to reopen online pnb account without bank visit

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Keep subscribe bhai next video uploaded soon

  • @Tuhinbiswas0124
    @Tuhinbiswas0124 3 года назад +1

    Bhai agar mere ubi account band hogeya or usbakt kisine paisa vaga to account reopen Karna bat Bo paisa milega kiya????
    Please bhai reply me 🔥🔥🔥🔥🔥

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Bro sahi se batao aap ki problem kya hai .
      Keep subscribe 🙂

  • @bantybala3094
    @bantybala3094 3 года назад +7

    Aap har video per acche se samjhte ho thank you

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Keep subscribe ☺️👍
      Shared the video 👍

  • @mr.niranjan2710
    @mr.niranjan2710 3 года назад +1

    Sir Mera ac lock ho gya h..
    Mai branch gya tha unhone Bola fraud Ka mamla h head office se band h AC...
    Eska kya mtlb hua sir..
    Mera AC open hoga ya nhi

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Aap ke account bar bank ki taraf se hold laga diya gaya hai isme aapko head office se inquiry karni hogi tab he unlocked hoga .
      Keep subscribe 🙂

  • @amitkumarkumar113
    @amitkumarkumar113 3 года назад +2

    Mera mom ki account 1997 ki bhute old hn account how to open

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Aap bank me jakar confirm karo ki aap ka account permanently closed to nahi huva hai agar permanently closed huva to aap reopen nahi kr sakte hai aur agar shirf hold huva Account pr to video me bataye process ko follow karo aap ka account reopen ho jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

  • @syedahmad7933
    @syedahmad7933 3 года назад

    Band khate ko chalu karne ke liye aapko usmein kuchh Paisa dalna hoga aur aapka account chalu ho jaega aap use ATM card se nikal sakte hain

  • @ganeshsinghrajput8437
    @ganeshsinghrajput8437 3 года назад +2

    Bhai mera account Rajasthan ka hai aur Main filhal Bahar rarha hun aur account block ho gaya hai PNB ka bhai kasai open hoga bhai...

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Bro jo process maine video me bataya hai use aap follow karo lekin aap ko apni link branch se he krna hoga .
      Keep subscribe 🙂

    • @ganeshsinghrajput8437
      @ganeshsinghrajput8437 3 года назад +1

      Bhai mai bengalore ho or branch office Rajasthan hai bhai khasi karo bhai reply karo bhai Sare transition ruk Gaye bhai Bangalore se scan kar kar bhejne se ho jaega kya bhai KYC.

  • @geetamsingh3301
    @geetamsingh3301 3 года назад +1

    Maine apna account application dekar close karwa diya tha ab vhi account mujhe open karwana hai ho jayega kya bhai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Nahi jab aap ek baar apna account khud se application dekar close kar dete hai to us same account ko dobara open nahi kar sakte ho .
      Aap ko new account he open karna hoga .
      Keep subscribe 🙂

  • @pritisinghrathore3863
    @pritisinghrathore3863 2 года назад

    Ager paise hain bank me to bhi dena pdega kya

  • @JitendraKumar-pk1jh
    @JitendraKumar-pk1jh 3 года назад +7

    BHAI 10 SAL HO GYA HE BAND HUE KHUL JAYEGA

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +6

      Aap bank jakar confirm karo aap ka account permanently closed to nahi huva hai aur agar ho gaya hoga to aap reopen nahi kr sakte hai aur agar account par hold huva to aap video me bataye process ko follow kare aap ka account reopen ho jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

    • @mit2763
      @mit2763 3 года назад

      @@NamanGuruji bhai kya online se pata chal jaaega ke mera acount parmanently band ho gya h plz btorply

  • @pankajkumar-vh7no
    @pankajkumar-vh7no 3 года назад +1

    Sir dusre distt me agr khata khula ho jisse 6 saal se jyada time ho gya ho or vo bnd ho gya ho to use apni near by branch me. Kaise transfer kkya ja skta hai.ya fir dobara new khata khol skte h bina dusri distt ja kar

    • @viru.kanpur
      @viru.kanpur Год назад

      Home branch me jakar account ki kyc karao.fir transfer ki application do

  • @successwaywithraunak4214
    @successwaywithraunak4214 3 года назад +1

    Mai paisaa Dalne aur nikalne k liye ATM machin ka use kr sakta hu please jaldi reply 🙏do sr

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Yes aap kar sakte hai jis atm me ye dono service available hai usme aap use kr sakte hai ।
      Keep subscribe ☺️

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 года назад +1

      Thnxx

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 года назад +1

      Sir pr account block rhega to ATM card kaam krega

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад

      Sbi atm me deposit krne ke liye atm card ki jarurat nahi hogi shirf withdrawal krne ke liye atm card chahiye

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 года назад +1

      @@NamanGuruji ye Malum hai yahi to bolrha hu account block rhega to ATM se paisa withdraw ho jayega

  • @jkrajketar2922
    @jkrajketar2922 2 года назад +1

    Sar Mera PAN card nahin hai to aur koi upay hai Bank chalu karne ke liye Punjab National Bank

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  2 года назад +1

      aadhar card se reopen ho jaye ga .
      video me bataye process ko follow kare.

  • @amitaadivlogs8441
    @amitaadivlogs8441 2 года назад

    Bhai bluetooth connect mic konsa hai aap ke pads

  • @Comedyvideo1325
    @Comedyvideo1325 7 месяцев назад

    Sahi bole bhai😢

  • @KapilKumar-tt3wv
    @KapilKumar-tt3wv 3 года назад +2

    Sir humra joint account hai kaisa khulaiga Please btao..🙏🏻

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Bro same process follow kro aapka band account reopen ho jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

  • @niteshyadavbihari889
    @niteshyadavbihari889 3 года назад +2

    Sir sirf 1000 rupya dalane se band khata nahi khulega please reply

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Kyc form bharne ke baad 1000 deposite karne hai 100 rs withdrawal karne hai tab aap ka account re-start hoga transaction ke liye..
      Keep subscribe 🙂👍

    • @monuchauhan9273
      @monuchauhan9273 3 года назад +2

      Sbi me aaisa नहीं hai

    • @monuchauhan9273
      @monuchauhan9273 3 года назад +2

      और icici me भी नहीं

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Bro sbi me bhi same hai aur icic me process alag hai

  • @ajoymahata6638
    @ajoymahata6638 3 года назад +6

    dada 5years ago no transaction
    plz help

  • @पीकेप्रजापति-भ2ट

    Bhai 10 din pahle account khulavya lekin update nhi huaa iske liye kyc Ka form bharna hai kya

  • @aashuvlog2500
    @aashuvlog2500 2 года назад

    Sir help me.
    Sir mere papa ji ka NRI account h PNB me joki band hogya h and ab hum usko kese open karwa sakte h ek baar to jakar aagate h unhone aadhar card and pan card ki carban copy li or ek application bhi li phir bhi account open nahi hua h ab hum kya kare kya koi mistake hoi h documents me

  • @h.s261
    @h.s261 2 года назад

    Hlo bro pnb mein 2012 mein acount open hou tha , 2017 mein khud humne bnd krva diya, ap uski statment nikl jaegi

  • @vasantkumar158
    @vasantkumar158 2 года назад +1

    Am out of india how can i open the frozen account via online banking

  • @bhawnasaxena2170
    @bhawnasaxena2170 3 года назад +1

    Mera PAN card Nahin Hai Kyunki Main tabhi Chhoti hun isliye Mera PAN card ban nhi raha hai kya karun main vah PAN card Mang rahe hain

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Dear aab 18 age se kam bhi pan card ban jata hai bas usme aap ka photo aur signature aap ke parents ke aate hai aap vo pan card ban wa lo usne aap ka aadhar card and aap ki mummy ya papa me se kisi ek ki id laga kar ban Jaye ga.
      Thanks
      Keep subscribe 🙂👍

  • @VIJAY_MEWARA
    @VIJAY_MEWARA 3 года назад

    Net banking block kr rkhi hai use waps activate karna hai... ATM card bhi block hai.
    Kaise hoga bina bank gaye

  • @rajveer4163
    @rajveer4163 3 года назад +1

    भाई केवाईसी करवा लिया मैंने पीएनबी में 8 मार्च को और अब मैं पैसे आधार कार्ड से निकाल लूंगा तो बता रहा है कि आपका नंबर लिंक नहीं है आधार कार्ड वाला तो क्या करना चाहिए भाई मेरा को

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Bhai aap shirf aadhar card ki photo copy bank me dena with ACC number mentioned krke aap ka aadhar card link kr dege..
      Par ye sab aap covid ke baad krna

  • @anisharoy9669
    @anisharoy9669 3 года назад +2

    Tx😊😊

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Keep subscribe and shared the video 👍

  • @ShivaSingh-ek6zw
    @ShivaSingh-ek6zw 3 года назад

    Sir mene Kush dino mhino phle apna PNB Bank me account ko band karaye tha
    Kya bah fir se reopon ho sakta hi
    Please reply kese hoga

  • @akashkerketa2844
    @akashkerketa2844 3 года назад +2

    Bhai PNB Bank ma saving account open ho gya par TCRN number received nhi ho par account successful ho gya

  • @shazisiddiqui7433
    @shazisiddiqui7433 Год назад

    Jabse video start Hui hai se yahi bola band khate ko kaise chalu hai band khate ko kaise chalu Karen bhai to sidha point per kyon nahin a raha hai

  • @simmisur5490
    @simmisur5490 2 года назад

    Kyc na hone k karan account band hua bank k branch me ja k kyc kraya h par av tk koi notice nh aaya na account open hua

  • @swatimishra4626
    @swatimishra4626 Год назад

    Pichle pese wapis aayenge ki nhi ????

  • @mohammedadnan3353
    @mohammedadnan3353 2 месяца назад

    2 minute toh aise daala hai jaise ki abhi ke abhi account khul jaayega .

  • @songmaster376
    @songmaster376 2 года назад

    Sir mene apna account activation karwa lia hi. Ak NEFT PAYMENT. PEHALE DAL GAYA HAI WO SHOW NAHI HO RAHA. KAYA WO MIL JAYA GA

  • @Psx_photo_editor
    @Psx_photo_editor 3 года назад +2

    pnb se adhar card se unlink krna hai.. aue bnd krna hai...kese hoga?

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Account band karne ke liye aapko link branch me ek application deni hogi tab aap ka account band hoga

    • @Psx_photo_editor
      @Psx_photo_editor 3 года назад +1

      @@NamanGuruji thanks bro...for reply😇

  • @mr.0.59edit6
    @mr.0.59edit6 6 месяцев назад

    3:20 time save

  • @riyaupadhyay5294
    @riyaupadhyay5294 Год назад

    Sir ky kisi bhi branch mai jakr kr skte hai

  • @abhishekpawar3992
    @abhishekpawar3992 2 года назад

    Bol toh aisa rha tha jaise ki online activate krwa dengaa bank toh hum bhi chale jaayenge bhai .....

  • @loveugive2716
    @loveugive2716 Год назад

    3.31 start

  • @chandanthakur1154
    @chandanthakur1154 3 года назад +2

    Sir ji maximum kitne saal tak band pada hua Account ko active karwa sakte hain, PNB me?

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +2

      Bro aap yaha par bank me ja kar confirm karo ki aap ka account permanently band to nahu huva hai normaly permanently closed 2 se 3 years me hota hai agar aap account open karne ke baad bilkul bhi transaction nahi karte ho to .
      Keep subscribe 🙂 and shared the video 👍

  • @vipinchaudhary9209
    @vipinchaudhary9209 3 года назад +1

    Bhai ji mere account ko 5. 6 sal ho gaye band huye wo dubara khul sakta hai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Aap bank me jakar confirm karo ki aap ka account permanently band to nahi huva hai agar permanently Band huva to aap use dobara chalu nahi kar sakte ho aur agar shirf hold huva to aap Bank me jana vaha ja kar kyc form fill krna and 1000 rs Deposit karna aur 100 withdrawal krna 24 hours baad aap ka ac account reopen.ho Jaye ga
      Keep subscribe 🙂

    • @vipinchaudhary9209
      @vipinchaudhary9209 3 года назад

      @@NamanGuruji dhanyawad bhai ji 🙏

  • @shashiyadav2108
    @shashiyadav2108 2 года назад

    Customer bank accounts is frozen or frozen account ho gaya hi to kya kre

  • @AHKAMVLOGS
    @AHKAMVLOGS Год назад

    Star 2:31

  • @moosajatt5911pbx1
    @moosajatt5911pbx1 3 года назад +1

    Bhai fake link se sare paise kt gye or account bnd ho gya kya open ho skta h kyq vo hi account

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 года назад +1

      Bro agar ek baar account khud se band kar dete hai to aap us account ko dobara reopen nahi kr sakte ho .
      Keep subscribe