मुझे तो आपकी हर एक बात में बहुत दम लगा और जीवन की सच्चाई भी बताई गई ऐसे ही लोग हैं इसलिए खुद की वैल्यू बढ़ाओ बोझा धोने से अच्छा है सेल्फ स्टडी करो देर से सही पर मंजिल जरूर मिलेगी 😊😊😊😊😊😊😊
Thanks for your compliment 😊😊 yaha pe aapko saari information deep me hi milengi, .... AND Maine Syllabus ki ek Detailed video upload ki hai , bhoot hi important h , jarur Dekhen 👇👇👇👇👇👇 ruclips.net/video/NOhfAgBH_ng/видео.html
Thank You Soo Much Aapka ...😊😊 Dekhiyea 40 number me 35+ aa sakta hai aapka , Bas strategy ke according chalna hoga , ab strategy kya hai , iska detail video bs aane wala hai , bt mai thoda bata deta hu aapko ... :- mahesh kumar barnwal ki science ki book le lo aap , uske baad abhi tak jitne bhi bpsc tre ke exams hue hai science ke 40 questions ka topic apne copy me note kigyea , or book se us topic pe jyada focus kigye, okay 👍 baki video me acche se samjha denge kaise kya karna hai 😊😊
ThankYou soo much For your Compliments.....😊😊 And all the best for your Prepration 👍👍👍👍 Baki prepration related koi v help chahiye ho to you can ask me any time ....😊😊
Math aditya ranjan sir , and current Edu teria 2 month phle se padhna shuru kar digyea.... Or current affairs kaise padna hai ispe video Upload karunga , to dekh ligyega .. okay 👍👍
Sir English ke liye phadhna tha but aise RUclips se dekhnelgengey to samay se kha complete ho paega bhuut vast h kya topic kitna pdhna h y kaise pta chlega?
SUBHAM JEE , aap ek baar Acche se Syllabus dekhiyea , topic find kigyea , Jitne v english ke tre ke paper hue hai sabhi apne table pe rakhiyea ,, uske baad ... Us tooic ko strong kigyea jo exam me baar baar repeat hue hai .. Aap officers academy me ek baar visit kigyea, Nitu mam ki books dekh ligyega , .. bas yaad rakhiyea pura english ka syllabus complete nai karna hai , bas wohi topic padna hai jo exam me , most of the time repeat hote hai ....
@@StaticGuru ok sir thanks for your feedback, ek more question sir gs m history k portion ke liye sirf 1)INM phadhna hai n uske alawa aur kuch nhi ? 2)sir science ke subject ke liye marathon enough hoga ? Agar dekhna hai to wo sab kha se cover krey
@@shubhampratap3298 Shubham jee :- History me aapko Pura modern history Clear karna hoga And jyada focus aap INM pe rakhna okay 👍 Second:- Agar aapka Science subject accha hai to marathon aap dekh lena koi issue nahi hai , jiska sabse jayada view aa rhe hai wo dekh lena , But..... agar science Sub accha nahi hai to bhai Ise acche se padh loge to better rhega Questions ka level accha hota hai is portion me ... Mahesh Kumar Varnwal ka book le sakte ho , yaa fir gyan bindu or khan sir ka notes ,,,... And best of all Ncert books padh ligyegea .... To kahani khatam ho jayega science ka ✅✅
@@gulammoinfatima. Ohhh .... Sorry 😟 Pyqs ( previous Year Questions) hi chahiye na , to aap ek kaam kro book se better option hai , textbook ka "PRO PASS " le lo , waha aap Questions practice bhi kar sakte ho , sath me Sabhi ke SOLUTIONS bhi mil jayenge....✔️✔️
@@StaticGuru Sir mai textbook ka pro liya hu but mujhe samjh nahi aa raha hai ki with solution question paper kaise download kare? aur mai jyada book se hi padhta hu mere pas ghatnachakr ki bpsc ki pyqs book hai but usme tre ka nahi hai.
@@gulammoinfatima. Okay.. aap ek kaam kro , aap apne nearby book store jao or , jis class ki chahiyea uska previous year questions wale book deko , aapko waha pe different publisher ke 3-4 books mil jayenge , to aap comparison kr ke jiska Solution acche se dia ho , aap wo le lena ... Okay 👍 Or agar only Question paper hi chahiyea to aap ye site visit kr lo .. www.adda247.com/teaching-jobs-exam/bpsc-teacher-previous-year-question-papers/
Rustam jee -- bilkul sahi track pe ho aap , Bas Daily practice set banana mat bhuliyega , and Regularity maintain kigyea .... result ho jayega aapka ✅✅ 👍
Aaj ke tym me , problem or tension Kisko nai hai ye socho jara ...🤷🤷 Aap logo ko bihar me itna reservation mil rha hai , Us reservation ka laabh uthana chahiye , Teacher, Nurse, Police, bssc or bhi bhoot se government job me itna reservation hai , Bihar Government aap logo ko aage badhne ke liye kya kuch nahi kar rhi... Or agar bihar me rah kar aise reservation me job ni le pa rhi hai to Fir kya kaha jaye ... 🤷🤷 ⭐ ek baar jara dhang se koshish kigyea , or fir dekhiyea rasta kaise nahi milta hai ☝️☝️
@@StaticGuru mere ghar ka bhi problem hai teacher ke alawa koi job nhi karne denge is bar diled second year ka result aayega ctet pass hai koi rasta bata dijiye jisse is bar teacher bn jaye please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 guru ji
Economics ke liye aap khan sir , ya gyan bindu sir ke notes use kar sakte ho ya class le sakte ho , Comparison kar lena aap ,dono me jo jyada accha lage unhe prefer karna ... Okay 👍
Aap NCERT 6-10th ki book padh lena ho jayega , Ya Fir ..... ⭐class (6 - 10) ki Ncert Science class start karne wala hu , Waha se v aap padh sakte ho ...
English ka abhi tak ka jitna bhi paper hua hai , Questions analysis kigyea, kon kon se topic se kitne questions aaye hai saare topics ko acche se eksath note kigyea ... And un sabi topic ko acche se pad ligyea , best teacher kaise pata kre ye v bata deta hu....👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 RUclips pe aap best English teacher dhundiyea , Jitna bhi samay lage 1din -2 din.. * jiska padhane ka style aapko sabse jayada pasand aata h , *or chije samajh me aa rhi hai *boring nai lag rha aise 3-4 teacher ki list banao , or unme se 1 best dhundo, jisne pura *Syllabus complete karaya ho ... And padh ligyeaga wha se... # Dekhiyea sabse jayada view kiska hai, wahi se dhundna start kigyea... All the Best👍👍👍
Sir mera subject commerce ki wajah se 6-8 mein sst subject milta hai but mera science and maths paper jyada strong hai. Mujhe SST padhna difficult lagta hai. Kaise taiyari karun ki Tre 4 mein qualify ho paun. Maine Tre 2 and Tre 3 dono diya hun but 75 se jyada nahi ho pata hai. Please suggest me
" Aapka Syllabus jyada hai or time kam " aap khan sir ya gyan bindu , ka fundamental batch as soon as possible join kr ligyea , jisme saare subjects include ho ( history , Geography, polity, economics) ...or daily classes kigyea, and questions baniyea, ho jayega aapka ✅✅
Book se better option hai ki textbook ka Pro pass le ligyea.... Wha pe av tak ke sabhi "PREVIOUS YEAR QUESTIONS " available hai , sath hi or bhi bhoot se sets bhi available hai or uske solution bhi acche se diya rhta hai ... Baki best practice book ke bare me aapko pata kar ke batata hu okay..😊😊
*Bpsc PGT subject 80marks ke liye 9/10/11/12Ncert ka book khud pade and highlight se khud notes ready kre, sath mein youth publication ka practice set se mcq study kre to nhi hoga kya??* *Baki 40marks ke liye 8-10ka science and geography, history ka modern history Ncert book pade to nhi hoga kya??*
Bilkul ho jayega , previous year questions +sets practices and analysis kigyea , and repeat 🔁 repeat 🔁 repeat 🔁 and exam se 1 month pahle se current affairs dekhna start kar digyea ... Job aapke mutthi ✊ me hoga....
@@StaticGuru ji thanku.. Samajh gye matlab mere study plan ke sath Previous year sab Question jis jis topic se jada aye us topic ko jada se jada focus krenge.. ☺️
Mera bhi yahi hal hai mera joint family hai and mai chhoti hu Kam krne ke karn mera tre 3.0 me score achha nhi aa raha hai ab koi bhi ye nhi bolta ki kam ke karn number km hua hai sb mujhe use krte hai kam ke liye or mai unki bato me aa jati hu
@@Yadav_sharda95 Pahle to aap ye dekh ligyea ki ,aapka jis topic se questions exam me aate hai , saare topics Gyan bindu ka foundation batch me cover kia gya hai ya nahi ... *If yes , then ✓bilkul ho jayega ✅✅, daily classes kigyea and same topic jo aapne padha hai ,us pe objective questions baniyea, and isi ko repeat kigyea again and again and Again 👍...
@@Yadav_sharda95 haa bilkul... and all the best For Your Prepration 👍👍 And prepration regarding or koi help chahiye ho then Must Say .....I will try my best to help you😊
6 to 10th tak ka ncert acche se padh ligyeaga, and uska notes bana ligyea , fir uspe objective banaiyea ho jayega ... ✅✅ Yaa fir aap 6 to 12 ka notes wala book le sakti hai , MAHESH KUMAR BARNWAL ka is se v aapka kaam ho jayega .....
Okay ... Mai aapko sabse best tarika bat deta hu... Aap RUclips pe hindi ki wo topic search kro jime aapko Always confusion rahta hai... Bhoot se teachers ke suggestion aa jayenge .. Alag alag alag teacher se same topic padh ke dekhiye, jiska padhane ka tarika sabse accha lage bas wo hi best hai aapke liye ...👍👍
10 And 7 previous year questions , plus chapter wise test , Ye sab complete ho jayega to fir Or practice set le leigyega , and wapas fir se sab repeat kigyea.. ho jayega itne se✔️✔️
@@StaticGuru ok sir thanks aur mts ka bhi maths bana lunga kyonki mera maths hi main hai,,aur science to ncert se clear kr hi rha hu,,,vaise mai tre3 se hi tre4 ke tayari me laga huaa hu platform app par batches purchase krke mera syllabus bhi khtm ho gya hai,,,अब practice baaki hai aur koi testbook jaisa koi set practice app ho to bataye please mai 2022-24 session B.ed ka student hu
@@StaticGuru Mera Math science h but mujhe math nahi aata science se aata h aur isko cover krr rahi hu 9 to 10 ka bhi but math me bahut problem ho rahi h abb basis se strat karu to aur sbb chutney lgta h kya kare btaye bstet me 97 /150 .aaya h offi. Ans key se science bio h ab kya smjh nahi aa rha h .....up 🌟
2 Options hai 1st - Khan sir ka class join kr ligyea, and jo bhi topic aap padhte ho same topic ka objective questions banaye ... Repeat 🔁 and repeat 🔁 and repeat 🔁 it again within 20 days , 2nd option Mahesh kumar barnwal ka book 📚 purchase kar ligyea and same objective and repeat 🔁🔁🔁...
Agar aapne kabhi geography nahi padha hai to ... Khan sir wala option best rhega ... Free me chahiyea to RUclips pe ek teacher hai Target with alok unka video dekh ligyega Geography ka shayad aapko pasand aaye ... Cap 🧢 laga ke padhate hai ..
Mushkile to hai specially ladies logo ko but "Mushkilo se dar kar to kabhi nauka ⛵ paar nahi hoti" Aur koshish karne walo ki kabhi haar nahi hoti" #Aap koshish kigyea , koi bari baat nahi hai Bpsc Tre. Aap ghar 🏠 se hi prepration kigyea , Best study material maine bata hi dia hai, Preparation related or koi help Chahiye hoga to , bata sakte ho , Aapki help krne ki koshish karunga ....😊😊
Jisko math nahi aati Wo ek kaam kar sakte hai ... :-- PAHLE JA KE SYLLABUS ACCHE SE Pata karen ki Math ke kon kon se topic se questions aate hai , and us topic ko note down kigyea, uske baad ADITYA RANJAN sir ka same topic video youtube pe find kigyea , ya unka foundation batch le ligyea and waha se math ka 100% taiyari ho jayega....✅✅
Islye NCERT Special Science ki class start kar rha hu, Join kr sakti hai, yaha galti hone ke chances kam hai and , Galat ho jane pe , objection kia ja sakta hai ..
Bhoot badhia 👍👍 Topic wise notes padh ke same topic pe objective questions baniyea, or 1 month me isko repeat kigyea.....yahi ek method hai exam crack karne ka ...
Books Store pe milta hai wo v alag alag publisher ke , Book Store par ekbaar visit kigyea, Explanation dekhiyeaga jiska accha diya hai usi ka purchase kariyega.. 👍👍. Or agar free me chahiyea to uspe ek video la dunga , usme ache se bata dunga ki kha se pdf download karna hai..
1 Kaam aap kar sakte ho :-- RUclips pe aap best hindi literature teacher dhundiyea , * jiska padhane ka style aapko pasand aata h , *or chije samajh me aa rhi hai *boring nai lag rha aise 3-4 teacher ki list banao , or unme se 1 best dhundo, jisne pura *Syllabus complete karaya ho ... And padh ligyeaga wha se... # Dekhiyea sabse jayada view kiska hai, wahi se dhundna start kigyea....👍👍
Jarur ... Lekin ek baat kahunga Kuldeep Ji ... Mahesh kumar barnwal ke to sabhi subject ke book Ncert Sar Sangrah Available hai, Magar best Clarification To aapka Ncert ke books padh ke milenge , or waha se khud ka notes taiyaar kar liya , to yakin maniyea wo notes Mahesh barnwal ke books se bhi best rhega aapke liye ... Haa ye thoda time taking process hai.... Bt ek baar kar liya to doobara wo sub karne ki jrurat nahi padegi ..
Aap is site pe Visit kar lo yaha pe jitni bhi exams hue hai , tre 1,2,3 (prt,pgt,tgt ) sabhi class ke Questions ke pdf available hai , aap Download kar sakte ho ... Okay 😊😊 Link 👇👇👇👇👇👇 www.adda247.com/teaching-jobs-exam/bpsc-teacher-previous-year-question-papers/
Hm aapko "BEST BOOK" bata rhe hai Jisme Class 6 - 12th tak Ncert Science ka pura Syllabus acche se cover kia gya hai .. But ye single book me nai aata hai , 2 Books 📚 lena padega aapko .. LINK:----👇👇👇👇👇👇👇 dl.flipkart.com/s/swn_mHuuuN
Hii... Mahesh kumar barnwal ki books 📚 English Version me bhi Available hai... Physics aur chemistry 🧪 ek hi book me hai and Biology ki book seperate hai.. 440 me dono available hai,, aap le sakte ho book store se ....😊😊
Koi baat hai 2 Options hai :-- 1st. Ki aap RUclips pe ek aisa teacher dhundiyea jo english me padhate ho, and unke padhane ka style aapko pasand aaye , aur sari topic cover kie ho, to sabse pahle sabse jyada view wale video se start kigyea ga , or jitna bhi samay lage dhundh ligyeaga , mil hi jayenge , bhoot se acche acche teachers available hai youtube pe .. 2nd :-- BytheWay aapko koi pasand nahi aaye hai uss case me aap MAHESH KUMAR BARNWAL ki book 📚 purchase kar lena ye best book hai , aapko pasand aayega ...okay 😊😊
Sir mai bhut preshan hu meri help kro.maine prt ka batch liya h the officer academy se but tyari kuch ho hi nhi pa rhi h .maine CTET clear kr liya h, DELED ka exam avi August me diya h,jiska result November me aayega . Aur tre 4 me prt ka exaim dena h mujhe . But sir meri tyari ho hi nhi pa rhi Ghar ke kaam se fursat mil hi nhi rha h sir .aur sb bolte h kaam hi kya krti ho tum
Possibile ho to library join kar lo aap , kyo ki samay to dena padega padhai me , Questions aasan nahi hote prt ke , to agar possible ho to library join kariyea or nahi to extra time save kigiyea padhne ke liye , din ya raat kisi time ... And :-- ⭐⭐Bpsc tre special Ncert Science 🧪 class (6 - 10th) ka class start karne wala hu, aap chaho to join kar sakte ho ...⭐⭐
मुझे तो आपकी हर एक बात में बहुत दम लगा और जीवन की सच्चाई भी बताई गई ऐसे ही लोग हैं इसलिए खुद की वैल्यू बढ़ाओ बोझा धोने से अच्छा है सेल्फ स्टडी करो देर से सही पर मंजिल जरूर मिलेगी 😊😊😊😊😊😊😊
ThankYou Soo much bhai.🙏
Sir aap aur pdhe bharat wale sir ki vioce ekdm ek jaisi h🤔
Bahut achi vdo ❤❤❤❤❤
Thanks ... Ncert SCIENCE start ho gya hai .. Watch the video and pdf yaha se download kar sakte ho ....
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
t.me/staticguru
Yesb strategy ko follow kr rhi hu sir...I hope is br tgt m ho jaye😢😢😢...
Bhut jabardast stategy batae h thankyou so much sirr...
Most welcome 🤗🤗
Bpsc tre special Ncert Science 🧪 ka class start karne wala hu, aap chaho to join kar sakte ho...👍👍
Look like just wow !! ❤
Thnx bro 🥰
ThankYou🙏🙏
Thanks for deeply information ❤
Thanks for your compliment 😊😊 yaha pe aapko saari information deep me hi milengi, .... AND
Maine Syllabus ki ek Detailed video upload ki hai , bhoot hi important h , jarur Dekhen 👇👇👇👇👇👇
ruclips.net/video/NOhfAgBH_ng/видео.html
This is the very helpful video thank you so much sir ❤❤
Thanks a lot 😊 😊 There are many more good videos on this channel. You should watch them once.🌟🌟
Bhaiya please make a video 11 12 for gk gs and language..
Okay 👍
Just Start Your Preparation 😊
You got this!
9th to 10th ka social science ka kaise tyari kare
Sst me history, Geography, polity, Economics ye sabhi aap Khan sir se padh ligyeaga to aaram se taiyari ho jayega ....✅✅✅✅
सर 6to 8 हिंदी का तैयारी कैसे करें कोन सा book को सा gess pepar se answers me sir
Officers academy ka ek baar pata kigyea , Waha acche teachers hai hindi ke ...
Plzz make a strategy video of class 9 10 science subject
Sure, it will come soon 😊😊
Sr plz aap isi tarah k or v motivate karne wali video late rahiyega plz😢😢
Bilkul.... aise hi videos Aane wali hai , aap bas prepration kro aache se or koi v problem ho to aap puch sakte ho yaha ...All The Best 👍👍
Sir 40 marks gs ka stretegy v btaiye plz ...aapka video bahot bahot achha h ❤❤
Thank You Soo Much Aapka ...😊😊 Dekhiyea 40 number me 35+ aa sakta hai aapka , Bas strategy ke according chalna hoga , ab strategy kya hai , iska detail video bs aane wala hai , bt mai thoda bata deta hu aapko ... :- mahesh kumar barnwal ki science ki book le lo aap , uske baad abhi tak jitne bhi bpsc tre ke exams hue hai science ke 40 questions ka topic apne copy me note kigyea , or book se us topic pe jyada focus kigye, okay 👍 baki video me acche se samjha denge kaise kya karna hai 😊😊
@@StaticGuru okk thanku so much dear sir 🙏🙏
Thankyou sir
Most Welcome 😊😊
Very good
Thanks😊😊
Nice motivation video ❤❤❤
ThankYou soo much For your Compliments.....😊😊
And all the best for your Prepration 👍👍👍👍 Baki prepration related koi v help chahiye ho to you can ask me any time ....😊😊
Thank you so much sir .
Most welcome 😊😊
Very nice sir❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks😊😊
Sir gk gs me jo math aur current affairs
Kaise kahan se taiyar kate !
Please sir reply 🙏🏿
Math aditya ranjan sir , and current Edu teria 2 month phle se padhna shuru kar digyea.... Or current affairs kaise padna hai ispe video Upload karunga , to dekh ligyega .. okay 👍👍
Sir 40 matka ka ik strategy video bana do na 9 or 10 kay liye please
Okay bana dunga.... 👍👍
Sir English ke liye phadhna tha but aise RUclips se dekhnelgengey to samay se kha complete ho paega bhuut vast h kya topic kitna pdhna h y kaise pta chlega?
SUBHAM JEE , aap ek baar Acche se Syllabus dekhiyea , topic find kigyea , Jitne v english ke tre ke paper hue hai sabhi apne table pe rakhiyea ,, uske baad ...
Us tooic ko strong kigyea jo exam me baar baar repeat hue hai ..
Aap officers academy me ek baar visit kigyea, Nitu mam ki books dekh ligyega , .. bas yaad rakhiyea pura english ka syllabus complete nai karna hai , bas wohi topic padna hai jo exam me , most of the time repeat hote hai ....
@@StaticGuru ok sir thanks for your feedback, ek more question sir gs m history k portion ke liye sirf 1)INM phadhna hai n uske alawa aur kuch nhi ?
2)sir science ke subject ke liye marathon enough hoga ? Agar dekhna hai to wo sab kha se cover krey
@@shubhampratap3298 Shubham jee :- History me aapko Pura modern history Clear karna hoga And jyada focus aap INM pe rakhna okay 👍
Second:- Agar aapka Science subject accha hai to marathon aap dekh lena koi issue nahi hai , jiska sabse jayada view aa rhe hai wo dekh lena ,
But..... agar science Sub accha nahi hai to bhai Ise acche se padh loge to better rhega Questions ka level accha hota hai is portion me ...
Mahesh Kumar Varnwal ka book le sakte ho , yaa fir gyan bindu or khan sir ka notes ,,,... And best of all Ncert books padh ligyegea .... To kahani khatam ho jayega science ka ✅✅
@@StaticGuru ok sir
Very nice video
ThankYou Soo Much ....🙏🙏
Tre Bpsc Prt and junior social studies ka pyqs ka book bataiye 😊
Khan sir ka ya fir gyan bindu ki notes aap le sakte ho...
@@StaticGuru सर मुझे नोट्स नहीं चाहिए मुझे प्रश्न अभ्यास के लिए pyqs की बुक चाहिए जिसमे tre के प्रश्न विस्तार से समझाया गया हो
@@gulammoinfatima. Ohhh .... Sorry 😟 Pyqs ( previous Year Questions) hi chahiye na , to aap ek kaam kro book se better option hai , textbook ka "PRO PASS " le lo , waha aap Questions practice bhi kar sakte ho , sath me Sabhi ke SOLUTIONS bhi mil jayenge....✔️✔️
@@StaticGuru Sir mai textbook ka pro liya hu but mujhe samjh nahi aa raha hai ki with solution question paper kaise download kare? aur mai jyada book se hi padhta hu mere pas ghatnachakr ki bpsc ki pyqs book hai but usme tre ka nahi hai.
@@gulammoinfatima. Okay..
aap ek kaam kro , aap apne nearby book store jao or , jis class ki chahiyea uska previous year questions wale book deko , aapko waha pe different publisher ke 3-4 books mil jayenge , to aap comparison kr ke jiska Solution acche se dia ho , aap wo le lena ... Okay 👍
Or agar only Question paper hi chahiyea to aap ye site visit kr lo .. www.adda247.com/teaching-jobs-exam/bpsc-teacher-previous-year-question-papers/
Bhaiya ham math ke liye aditya ranjan sir ka vod batch se padhte hai thik hai na aur history khan sir ka foundation se science ke liye 6 to 10th ncert
Rustam jee -- bilkul sahi track pe ho aap , Bas Daily practice set banana mat bhuliyega , and Regularity maintain kigyea .... result ho jayega aapka ✅✅ 👍
Tq bhi sagasan ke liye ❤
Most welcome 😊😊
Thanku so much 🥰 sir
Most welcome 🤗
Mere sath bhut problem hai tenison bhi kaise tayari kare please reaquet guru ji aap teachar hai😅😅😅😮😢😢😢😅😅marne ke alawa koi rasta nhi mil raha hai😅😅
Aaj ke tym me , problem or tension Kisko nai hai ye socho jara ...🤷🤷
Aap logo ko bihar me itna reservation mil rha hai ,
Us reservation ka laabh uthana chahiye , Teacher, Nurse, Police, bssc or bhi bhoot se government job me itna reservation hai ,
Bihar Government aap logo ko aage badhne ke liye kya kuch nahi kar rhi...
Or agar bihar me rah kar aise reservation me job ni le pa rhi hai to Fir kya kaha jaye ... 🤷🤷
⭐ ek baar jara dhang se koshish kigyea , or fir dekhiyea rasta kaise nahi milta hai ☝️☝️
@@StaticGuru mere ghar ka bhi problem hai teacher ke alawa koi job nhi karne denge is bar diled second year ka result aayega ctet pass hai koi rasta bata dijiye jisse is bar teacher bn jaye please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 guru ji
Prt ka syllabus ka video bnaiye
Okay 👍👍
Bpsc tre ka pattarn ap btaiye sir
ruclips.net/video/NOhfAgBH_ng/видео.html
Sir economics ka bi bata dijye😢😢
Economics ke liye aap khan sir , ya gyan bindu sir ke notes use kar sakte ho ya class le sakte ho , Comparison kar lena aap ,dono me jo jyada accha lage unhe prefer karna ...
Okay 👍
Bhaiya mahesh kumar vermal kay ka book ncert saar sangrh say sirf ho jayega
Aaram se ho jayega ✅✅
Sir meko 40 marks science kay liye stretegy bataye please 9 or 10 kay liye
Aap NCERT 6-10th ki book padh lena ho jayega , Ya Fir .....
⭐class (6 - 10) ki Ncert Science class start karne wala hu , Waha se v aap padh sakte ho ...
Sir... English subject hai kya aur kaha se padhe
English ka abhi tak ka jitna bhi paper hua hai , Questions analysis kigyea, kon kon se topic se kitne questions aaye hai saare topics ko acche se eksath note kigyea ...
And un sabi topic ko acche se pad ligyea ,
best teacher kaise pata kre ye v bata deta hu....👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
RUclips pe aap best English teacher dhundiyea , Jitna bhi samay lage 1din -2 din..
* jiska padhane ka style aapko sabse jayada pasand aata h ,
*or chije samajh me aa rhi hai
*boring nai lag rha
aise 3-4 teacher ki list banao ,
or unme se 1 best dhundo, jisne pura *Syllabus complete karaya ho ... And padh ligyeaga wha se...
# Dekhiyea sabse jayada view kiska hai, wahi se dhundna start kigyea...
All the Best👍👍👍
Sir 9 10 ka history aur political ka notes kaise milega
4 options hai :--
1.Ncert,
2.khan sir Notes,
3.Gyan bindu,
4.Mahesh kumar barnwal book ,
Sir 6 to 8 social science ki preparation ke liye suggest kijiye?
Gyan bindu ya Khan sir ka foundation batch le ligyea .... Best rahega✅✅
@@StaticGuru thank u sir
@@madhu5622aap 9 aur 10th ka scert ki history aur geography ki book ko padhiya
Sir 😢jo sasural me rhti h wo kaise ghar se chal jye😂
Ghar ko hi Library bana ligyea .... 😊😊
1 to 5 ke lye kay kare
Or 3 month me NCERT book complete ho jiye gaa
Bilkul Ho jayega , ncert ki science ki book 2.5 month sufficient hai , baki subjects ke liye khan sir, ya gyan bindu ka notes Helpful hoga...
Sir mera subject commerce ki wajah se 6-8 mein sst subject milta hai but mera science and maths paper jyada strong hai. Mujhe SST padhna difficult lagta hai. Kaise taiyari karun ki
Tre 4 mein qualify ho paun. Maine Tre 2 and Tre 3 dono diya hun but 75 se jyada nahi ho pata hai. Please suggest me
" Aapka Syllabus jyada hai or time kam " aap khan sir ya gyan bindu , ka fundamental batch as soon as possible join kr ligyea , jisme saare subjects include ho ( history , Geography, polity, economics) ...or daily classes kigyea, and questions baniyea, ho jayega aapka ✅✅
Sir plz 40 marks ke liye v btaiye plz sir 🙏🙏🙏
ThankYou Soo much 🙏🙏🙏🙏
Sir economics ka koi teacher and book bariye na
binita jee :---aap economics khan sir ya Gyan bindu sir in dono me jinka class jyada samaj me aa rha hai wahi se padh ligyea ...✅✅
Guru ji bpsc tre4.0 ka practice ke best book bta dijiye 😊
Prt ke liye
Book se better option hai ki textbook ka Pro pass le ligyea.... Wha pe av tak ke sabhi "PREVIOUS YEAR QUESTIONS " available hai , sath hi or bhi bhoot se sets bhi available hai or uske solution bhi acche se diya rhta hai ...
Baki best practice book ke bare me aapko pata kar ke batata hu okay..😊😊
*Bpsc PGT subject 80marks ke liye 9/10/11/12Ncert ka book khud pade and highlight se khud notes ready kre, sath mein youth publication ka practice set se mcq study kre to nhi hoga kya??*
*Baki 40marks ke liye 8-10ka science and geography, history ka modern history Ncert book pade to nhi hoga kya??*
Bilkul ho jayega , previous year questions +sets practices and analysis kigyea , and repeat 🔁 repeat 🔁 repeat 🔁 and exam se 1 month pahle se current affairs dekhna start kar digyea ... Job aapke mutthi ✊ me hoga....
One Most important thing :- questions ka topic find kigyea , jis se exam me hamesha questions aate hai us topic ko clear kr ligyea .. bs ho gya ✅✅
@@StaticGuru ji thanku.. Samajh gye matlab mere study plan ke sath Previous year sab Question jis jis topic se jada aye us topic ko jada se jada focus krenge.. ☺️
Haaa bilkul 😊😊
Ekdm shii bhaii
Thanks 😊
Sir me ek house wife hu mujhe time bahut kam milta he par mujhe tre 4 clear karna hai kaise taiyari karu kitna time study karne se ho jayega
Kis class ke liye ...?
Mera bhi yahi hal hai mera joint family hai and mai chhoti hu Kam krne ke karn mera tre 3.0 me score achha nhi aa raha hai ab koi bhi ye nhi bolta ki kam ke karn number km hua hai sb mujhe use krte hai kam ke liye or mai unki bato me aa jati hu
thanks or ❤❤
Most welcome 🤗🤗
Mai 9 to 10 ki taiuati krna cahhhti or mere pas gyan bindu ka fiundation batch usse cover ho jayega sst?
@@Yadav_sharda95 Pahle to aap ye dekh ligyea ki ,aapka jis topic se questions exam me aate hai , saare topics Gyan bindu ka foundation batch me cover kia gya hai ya nahi ...
*If yes , then ✓bilkul ho jayega ✅✅,
daily classes kigyea and same topic jo aapne padha hai ,us pe objective questions baniyea, and isi ko repeat kigyea again and again and Again 👍...
@@StaticGuru okk
@@StaticGuru gyan bindu me laxmikant se cover kiya gya h kr mera subject polity or history h to I think best g
@@Yadav_sharda95 haa bilkul... and all the best For Your Prepration 👍👍
And prepration regarding or koi help chahiye ho then Must Say .....I will try my best to help you😊
@@StaticGuru Thank you😊
Ncert notes kaha hi sir please tell me
Best rahega , khud banayega to....
Bana banaya chahiyea to , Mahesh kumar barnwal ka book le ligyea (Ncert सार 6-12)
Sir tgt science ki preparation kha se kre
6 to 10th tak ka ncert acche se padh ligyeaga, and uska notes bana ligyea , fir uspe objective banaiyea ho jayega ...
✅✅ Yaa fir aap 6 to 12 ka notes wala book le sakti hai , MAHESH KUMAR BARNWAL ka is se v aapka kaam ho jayega .....
Kon kon meri trh ghar main reh kar Bina library join kiye 90 no. Score kiya hai ❤
Bhaiya 😢 please hme bhi padhne ka batiye
कुछ आइडिया दे दीजिए भाई हमे भी
Aap kise padhe the koon si book se
No dejiya bhai
How 🤔
Sir hum house waif hi kayse hi kare please sir
Kiska prepration kar rhi hai aap (1 to 5) ya (6 to 8) ?
Mera 9or10keliye tgt sst
Same stategy ❤
Superb 👍👍
Pl mujhe hindi k teacher baatye pl
Okay ...
Mai aapko sabse best tarika bat deta hu...
Aap RUclips pe hindi ki wo topic search kro jime aapko Always confusion rahta hai...
Bhoot se teachers ke suggestion aa jayenge ..
Alag alag alag teacher se same topic padh ke dekhiye, jiska padhane ka tarika sabse accha lage bas wo hi best hai aapke liye ...👍👍
Testbook me full set 10 hi de rha hai kaise jyda hoga
10 And 7 previous year questions , plus chapter wise test , Ye sab complete ho jayega to fir Or practice set le leigyega , and wapas fir se sab repeat kigyea.. ho jayega itne se✔️✔️
@@StaticGuru ok sir thanks aur mts ka bhi maths bana lunga kyonki mera maths hi main hai,,aur science to ncert se clear kr hi rha hu,,,vaise mai tre3 se hi tre4 ke tayari me laga huaa hu platform app par batches purchase krke mera syllabus bhi khtm ho gya hai,,,अब practice baaki hai aur koi testbook jaisa koi set practice app ho to bataye please mai 2022-24 session B.ed ka student hu
@@kidsentertainment7394 haa bilkul sufficient hai itna ...✅✅
@@StaticGuru Mera Math science h but mujhe math nahi aata science se aata h aur isko cover krr rahi hu 9 to 10 ka bhi but math me bahut problem ho rahi h abb basis se strat karu to aur sbb chutney lgta h kya kare btaye bstet me 97 /150 .aaya h offi. Ans key se science bio h ab kya smjh nahi aa rha h .....up 🌟
@@kidsentertainment7394 ki platform krr batch liye h plz btaiye mujhe bhi Lena h plz.....
Syllabus hi nhi hai
Aap ye puri video deko acche se :---
ruclips.net/video/NOhfAgBH_ng/видео.html
Are bhai pahle tre 4 hoga tabhi na gayan dene me koi kasar nhi chodte
Bihar sarkar tre 3 ko hi prachar kar k maidan me utregi
Sir 40marks ke liye geography ki preparation kha se kre
2 Options hai 1st - Khan sir ka class join kr ligyea, and jo bhi topic aap padhte ho same topic ka objective questions banaye ... Repeat 🔁 and repeat 🔁 and repeat 🔁 it again within 20 days
, 2nd option Mahesh kumar barnwal ka book 📚 purchase kar ligyea and same objective and repeat 🔁🔁🔁...
Agar aapne kabhi geography nahi padha hai to ... Khan sir wala option best rhega ...
Free me chahiyea to
RUclips pe ek teacher hai Target with alok unka video dekh ligyega Geography ka shayad aapko pasand aaye ... Cap 🧢 laga ke padhate hai ..
@@StaticGuru mahesh Kumar varwal 6-12th book se mai padhi thi bt koe fayda nhi hua geo usme bahut km diya hua h
@@StaticGuru khan sir ka class utube wala ya unkr aap wala
@@StaticGuru wo map se padhate h unka dekhe the hm smjh nhi aaya hmko
Kaise jaye Ghar se bahar 😢😢😢
Mushkile to hai specially ladies logo ko but
"Mushkilo se dar kar to kabhi nauka ⛵ paar nahi hoti"
Aur koshish karne walo ki kabhi haar nahi hoti"
#Aap koshish kigyea , koi bari baat nahi hai Bpsc Tre.
Aap ghar 🏠 se hi prepration kigyea , Best study material maine bata hi dia hai,
Preparation related or koi help Chahiye hoga to , bata sakte ho , Aapki help krne ki koshish karunga ....😊😊
90 din bhut ho gya yar only 15 days kafi h
👍👍
Jisko math nhi aati wo kya kre
Jisko math nahi aati Wo ek kaam kar sakte hai ... :-- PAHLE JA KE SYLLABUS ACCHE SE Pata karen ki Math ke kon kon se topic se questions aate hai , and us topic ko note down kigyea, uske baad ADITYA RANJAN sir ka same topic video youtube pe find kigyea , ya unka foundation batch le ligyea and waha se math ka 100% taiyari ho jayega....✅✅
@@StaticGuru ok
Nhi nikl payega...kyoki Jo hm pdhte h or Jo book me likha hota h...wo bpsc Manta hi nhi
Islye NCERT Special Science ki class start kar rha hu, Join kr sakti hai, yaha galti hone ke chances kam hai and , Galat ho jane pe , objection kia ja sakta hai ..
book NCERT ya SCERT KISKO PREFER KARE
Scert me topics ko thoda explain kar ke diya hai , bt Content dono me lagbhag same hai , NCERT ko hi PREFER kigyea , thik rahega ✅✅
Hum khan sir ka history polity geo ka book liye h ncert foundation batch ka
Bhoot badhia 👍👍 Topic wise notes padh ke same topic pe objective questions baniyea, or 1 month me isko repeat kigyea.....yahi ek method hai exam crack karne ka ...
Kha se mila
Ballia me book stall se
Price kya h book ka
Only 100 rs
Pyq kaha se milega
Books Store pe milta hai wo v alag alag publisher ke , Book Store par ekbaar visit kigyea, Explanation dekhiyeaga jiska accha diya hai usi ka purchase kariyega.. 👍👍. Or agar free me chahiyea to uspe ek video la dunga , usme ache se bata dunga ki kha se pdf download karna hai..
Paper online hota h ya offline
Offline hota hai .
@@StaticGuru thankyou sir..for reply 😊
Hindi sahitya ka koi teacher ha to bataye sir
1 Kaam aap kar sakte ho :-- RUclips pe aap best hindi literature teacher dhundiyea ,
* jiska padhane ka style aapko pasand aata h ,
*or chije samajh me aa rhi hai
*boring nai lag rha
aise 3-4 teacher ki list banao ,
or unme se 1 best dhundo, jisne pura *Syllabus complete karaya ho ... And padh ligyeaga wha se...
# Dekhiyea sabse jayada view kiska hai, wahi se dhundna start kigyea....👍👍
Bhai Hindi sahitya ka koi teacher mila kya?
❤❤❤❤
ThankYou Sir..🙏🙏
Yes me
कुछ समझ नही आ रहा हैं
Ek baar Video fir se dekhiy acche se ...✅✅
Ncert sar sangrh Mahesh vadwal ki books k reviews kro konsi NCERT best books kis m matter aya jyda
Jarur ...
Lekin ek baat kahunga Kuldeep Ji ... Mahesh kumar barnwal ke to sabhi subject ke book Ncert Sar Sangrah Available hai, Magar best Clarification To aapka Ncert ke books padh ke milenge , or waha se khud ka notes taiyaar kar liya , to yakin maniyea wo notes Mahesh barnwal ke books se bhi best rhega aapke liye ...
Haa ye thoda time taking process hai....
Bt ek baar kar liya to doobara wo sub karne ki jrurat nahi padegi ..
By the way thank you for your Suggestion 🙏🙏 ispe ek video jaldi hi lane ki kuchish karunga ...
Sir koi aisi book btaiyae jisme tre 123 sare class k previous paoer diye ho..jisse ki hum syllbus smjh ske
Aap is site pe Visit kar lo yaha pe jitni bhi exams hue hai , tre 1,2,3 (prt,pgt,tgt ) sabhi class ke Questions ke pdf available hai , aap Download kar sakte ho ...
Okay 😊😊
Link 👇👇👇👇👇👇
www.adda247.com/teaching-jobs-exam/bpsc-teacher-previous-year-question-papers/
Sir bpsc tre 4.0. Me 6-8 ke liye koi prectice set book btaiyega
Mai 4.0 exam attend karne wali hu aap plzz 6to 8 science ke liye koi acchi si book batayein jisme pura ncert cover ho ek hi book total classs ka ho.
Hm aapko "BEST BOOK" bata rhe hai Jisme Class 6 - 12th tak Ncert Science ka pura Syllabus acche se cover kia gya hai ..
But ye single book me nai aata hai ,
2 Books 📚 lena padega aapko ..
LINK:----👇👇👇👇👇👇👇
dl.flipkart.com/s/swn_mHuuuN
@@StaticGuru but is book ki language kya h kyuki mujhe english mein chahiye book ye book english language mein bhi available hogi kya
@@naaztabassum8872 Online to English Version dikh nahi rha , Book Store pe pata krta hu okay 👍
@@StaticGuru thanku
Hii... Mahesh kumar barnwal ki books 📚 English Version me bhi Available hai... Physics aur chemistry 🧪 ek hi book me hai and Biology ki book seperate hai.. 440 me dono available hai,, aap le sakte ho book store se ....😊😊
Khan sir ki video English me hoti h??? Geography history polity ki mujhe English me video chahiye...hindi smjh nhi aati sahi se
Koi baat hai 2 Options hai :-- 1st. Ki aap RUclips pe ek aisa teacher dhundiyea jo english me padhate ho, and unke padhane ka style aapko pasand aaye , aur sari topic cover kie ho, to sabse pahle sabse jyada view wale video se start kigyea ga , or jitna bhi samay lage dhundh ligyeaga , mil hi jayenge , bhoot se acche acche teachers available hai youtube pe ..
2nd :-- BytheWay aapko koi pasand nahi aaye hai uss case me aap MAHESH KUMAR BARNWAL ki book 📚 purchase kar lena ye best book hai , aapko pasand aayega ...okay 😊😊
Sir mai bhut preshan hu meri help kro.maine prt ka batch liya h the officer academy se but tyari kuch ho hi nhi pa rhi h .maine CTET clear kr liya h, DELED ka exam avi August me diya h,jiska result November me aayega . Aur tre 4 me prt ka exaim dena h mujhe . But sir meri tyari ho hi nhi pa rhi Ghar ke kaam se fursat mil hi nhi rha h sir .aur sb bolte h kaam hi kya krti ho tum
Possibile ho to library join kar lo aap , kyo ki samay to dena padega padhai me , Questions aasan nahi hote prt ke ,
to agar possible ho to library join kariyea or nahi to extra time save kigiyea padhne ke liye , din ya raat kisi time ...
And :--
⭐⭐Bpsc tre special Ncert Science 🧪 class (6 - 10th) ka class start karne wala hu, aap chaho to join kar sakte ho ...⭐⭐
Same problem sis meri vi wahi problem hai 😊
Par fir vi me time nikalti hu apne padhai ke liye ghar ka sara kaam khatam karke pdhai karti hu
96 h
Thanku sir