Jaise mere family me 4 logeri behn me or mummy papa... Jo jameen hai voh papa ke naam hai toh kasra number or jameen papa ke I'd se bus link karna h ya 4 logo ke me same kasra or jameen link karna h ? Or bhumi me sirf khet aaynge ya Ghar bhi jaha hum rh rhe h?
@@Krishnarathor9575 SIR SAMAGRA ID BHOPAL NAGAR NIGAM KI HAI WAHA HUM KIRAYE SE RAHTE THE, LEKIN FIR HUMNE GRAMIN PANCHAYAT RATIBAD BHOPAL ME KHUDKA MAKAN BANWA LIYA THA TO NAGAR NIGAM WALE BOLE KI AADHAR KO SAMAGRA SE LINK KARNE SE BAS KAAM NAHI CHALEGA YE SAMAGRA ID WAHA TRANSFER BHI KARWANI HOGI... TRANSFER HONE KE BAAD ME JO LAADLI BAHNA AUR VIDHWA PENSION HAI USKA LAABH AAPKI MATARAM KO NAHI MILEGA 😓😓
Dhanyawad bhaiii💗
Maine 1 sal pahle kyc ki thi abhi tak samgra id show nhi ho rhi hai
1 saal ruk ja uske baad show hogi
Sachiv ne verify nahin kiya hoga
Thanks brother 👍🏻👍🏻
Jaise mere family me 4 logeri behn me or mummy papa... Jo jameen hai voh papa ke naam hai toh kasra number or jameen papa ke I'd se bus link karna h ya 4 logo ke me same kasra or jameen link karna h ?
Or bhumi me sirf khet aaynge ya Ghar bhi jaha hum rh rhe h?
Thanks Bhai ❤❤❤
मैंने सब कुछ लोगों कर लिया भैया और की केवाईसी करते समय भूमि सब कुछ हो गया पर बिंदी को टिक क्यों नही लग रहा
Matlab sabhi gaon balon ki ek hi public user ID se KYC ke sakte he ya alag alag id ka registration karna hoga
Ak hi id se kr skte ho
Dhanayad bhaisahab
Bhai me ye bol rha ki..maine samgar I'd se bhumi matlb Mera Ghar link kr di h..
To aadhar me v woi link Krna hai mtlb ghar ya fir khet Krna h link
Bhumi link krni he chahe Ghar ho ya plat ho ya khet
@@Krishnarathor9575 thik h bhai
Sir ji sirf krashi Vali bhumi ki kyc karna hai ya vyvsayik bhumi ki bhi
Video start 1:26
MP BHULEKH PUBLIC USER SE KITNI YA KISI BHI BYAKTI KI KYC KAR SKTE HE YA FIR ONLY USER KI JAMEEN KI ONLY
Sabhi ki kar skte ho
Sir hamari bhi khatoni me samagra I'd show ho rahi he lekin mp bhulekh par ekyc report check kar rahe to usme Mera name aa raha he
Bhai yab portal login nahi ho Raha kya Karu
Samman nidhi ka registration nhi ho rha h kese hoga
Aabadi bhoomi ki bhi ekyc kr skte h kya?
Agar bahi me mummy, mera aur didi ka naam hai toh sirf mummy ke naam se kyc karna padega ya sab ke naam se alag-alag ?
Plzz reply sir 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Sab ke nam se alag alag hogi jitne members hoge family ke bahi mai
sir please batao na mera samgra id me 1 he jagah ka jamin Link huwa hai or baki 2 jagah ka jamin link he nahi huwa hai to kaise kare
yadi ek khasre me 2 ya 2 se adhik logo k naam h to kya unki alag alag KYC hogi ya kisi ek k naam se hogi
Hm bhai
Kyc kiye 2 din ho gaye Bhai Samagra I'd show nahi ho rahi hai
Nice .🎉
Mene 2 bar kyc kr liya lekin khasra me samgra id show nhi ho rahi hai
Dono me Kari ya ak hi dono kyc Krna jaruri h
Adhuri jankari
Thanks Bhiaya 👍
Pm kisan samman nidhi 2000 ka payment kyo nhi aa rha h uske liye kya krna padega ?
Pm kisan status check kro error kya bta rha
@@Krishnarathor9575 apne jo ekyc btai h wo dono complete h
Sir dono ekyc ho gayi he lekin pending bata raha he MP bhulekh portal par ekyc report dekh rahe to
Jab aapne adhar ki kyc ki thi tb bhumi ki konsi jankari bhari ti..jo aapki kheti hai wo ya jha ap rhte h wo??
2 दीन हों गये केवाईसी करवाई अभी तक समग्र आईडी नहीं आ रही है
Aa jayegi patwari verify krenge
@@Krishnarathor9575 ok
Patwari ke pass samgra wali kyc jati nhi hai
@@LalitMandloi bhumi ki jankari Patvari hi verify karte he bhumi ki jankari jati he bhai
Bhai 8 din ho gaye lekin samagra I'd nahi aa rahi
Sir jaha ki khasra khatoni hai wo address aadhar me hai, lekin samagra me nahi hai, to kya kyc ho jaygi???
Ho jayegi Jo address aadhar me he vo samagra me ho Jayega kyc k bad
@@Krishnarathor9575 SIR SAMAGRA ID BHOPAL NAGAR NIGAM KI HAI WAHA HUM KIRAYE SE RAHTE THE, LEKIN FIR HUMNE GRAMIN PANCHAYAT RATIBAD BHOPAL ME KHUDKA MAKAN BANWA LIYA THA TO NAGAR NIGAM WALE BOLE KI AADHAR KO SAMAGRA SE LINK KARNE SE BAS KAAM NAHI CHALEGA YE SAMAGRA ID WAHA TRANSFER BHI KARWANI HOGI... TRANSFER HONE KE BAAD ME JO LAADLI BAHNA AUR VIDHWA PENSION HAI USKA LAABH AAPKI MATARAM KO NAHI MILEGA 😓😓
Sir yadhi samarg I'd bta rha h to kya kvc he ky
Ha
bhumi e kyc update hone me kotna time lgta h
24 hours
@@Krishnarathor9575 bhumi ekyc krne me problem aa rhi h
adhar OTP dalne ke baad return process chlne lgti h
esa kyu
Bhai id nhi dikh rha bhai sahab
Aaj kyc kri h kb tk show hogi samgra
24 hours
Bhai avi tk samgra I'd nhi aayi 2 din hogye kitna time lega
करने के बावजूद नही बता देता ओटीपी सक्सेस बताने के बावजूत नही बता सकते
Bhulekh me login id nhi🙏ho rhi h kya kre
Name likho or koi bhi no type karo
Betu567
Mobile se nahi ho raha hai khasra se adhar ekyc mpbhulekh se kar raha tha to
Mobile se nahi ho raha hai problem _Your corent attempt was not completed inovnenince is registad bata raha hai
Hii
Pahale kon si kyc kare
Kon si bhi kr skte ho
Ekyc करने के बाद मे भूमि के भाग की यूनिक आईडी
आ रही है खसरा 1 पर
नही खतौनी खोलो उसमे देखो समग्र आईडी आएगी
sir mera 3 jagah jamin hai mai sab jagah ka jamjn link kiya hu lekin 1 he jamin link huwa hai 2 jamjn samgra id se link he nahi huwa to kaise kre
2 महीने से ज्यादा हो गये है अभी तक समग्र ईडी नही सो हो रहा है
Hiii