Destini prime m bhai blink karna start kar de to kitna litre rahta h....aur 1 line rahta h aur fuel tank dikhata h upar yellow colour m uss time kitna litre rahta h
Bhaiya meri hero destini ki fan belt...clatch show new replace kiya lekin uske bad bhi gari thora sa accelator Dene se gari bhagti kiu Nehi.,..app please bataiye bhaiya 😢😢😢
Bhai aapne bhi galat Information di he Hero maestro edge 110c model 2021 me petrol tonk total capacity 5.5 leter or jab ye light Blink krni suru ho jati he tb is Tonk me Reserve Mode me aa jati he jo ki 1.8 leter petrol Mojud rhta he Light blink krne ke baad bhi hm 60 km Run kr skte he!! Or ye experiment mene kiya he..
Bhai jab main apni maestro mein petrol dalwata hu to uska fuel indicator ki line ekdum se nahi badti hai. Kuch kilometer chalne k baad hi uski line badti hai. Aise hi jab band kr ke dubara start krta hu to kuch time ke baad hi phr se fuel indicator badta hai. Isi vjah se mujhe actual fuel ki quantity ke baare mein nahi pta chal pata hai. Plz koi solution btao ki kya kru.
Aisa Digital meter me hota hai so don't worry about it analog meter me aisa koi issue nhi hota analog meter me sender unit (fuel tank ke andar laga hota hai) usse signal continue fuel meter tak jate hai but digital meter me signal continue nhi jate (due to programing) isliye digital meter ko reset hone me time lagta hai apne dekha hoga jab fuel fill krwate hai to turant LINE nhi badhti aisa mere car aur scooter me bhi hota hai
bro meri old maestro hai me tarika use karta hu batata hu jab bhi petrol dalao ya band karke start kro kabhi bhi to bas start karo and thoda dur chalao and chalte hue gadi me chabi band karke chalu karo 1-2 bar sahi petrol batata hai turant 10-15 second me
Carburetor ki tunning maine service center se karwai thi unke pas rpm meter hota hai so accuracy sahi rehti hai iske alawa is scooter ka running mostly highway daily 15km hi rehta hai so speed 40-50 maintain rehti hai to 40 tak mileage de deti hai
I have to buy secondhand ( Model no- Hero MotoCorp Maestro Edge-VX 2017 model).It has covered (total distance) 21545 km.How much I pay for this if the scooty is in good condition and works fine and smooth?
Hero scooter engine oil maine use kya tha uska video bhi upload kya tha but due to some reason use private karna pada Hero ka Scooter ke liye jo alag (MB) engine oil aata hai uski jagah aap Castrol ka scooter engine oil ya Motul ka scooter engine oil use kriye Hero us oil ko nahi banata hero ke behalf me dusri company banati hai aur hero ka label lagati hai ye oil new vehicle ke liye sahi hai Agar apna vehicle abhi warranty me hai to sari service authorized dealership se krwaye aur aisi condition me unhi ka oil use kre
Maine full krwaya tha 5.2 ya 5.3 kuch aya tha bahut time ho gaya hai ache se yaad nhi hai Ek baar full krwa ke dekh lo first cut tak kitna aata hai 5.3 tak ayega sayad khali tanki me
Carburetor ki setting karwao - Air filter check kro aur tappet setting check krao iske alawa tyre ka free rotation, Fuel leakage, fuel cap ki o ring, Aur clutch ki servicing karwao Mere scooter ka mileage 35-40 ke aas paas hai
Pahli bar aisha video kisi ne banaya hai good
Good explanation sirji.... Knowledge immense hai
Thanks for watching the video. Feel free to ask if you have any questions 🙏
Shukriya bhai very nice information ❤❤ thanks bro😊❤
Thank you 🙂
Good. Mai bhi yahi Janna chahta tha. Btw, maire pas Destini prime hai
Destini prime m bhai blink karna start kar de to kitna litre rahta h....aur 1 line rahta h aur fuel tank dikhata h upar yellow colour m uss time kitna litre rahta h
Oh...... mai aaj tak scooty ko gali deta tha jab bhi wo blink karti thi ki itna petrol dala tha kaha gaya...........😅
Same😂
Same Yaar ma Na punch mara scooter jab us na blink kiya tha
Maine 2019 hero maestro edge 110 li saste mein, usme crank ka kaam karwana hai, lekin bina engine ka kaam karvaye bhi 40+ ka average deti hai.
Hero Destni prime bs6 scooty m is condition m kitna petrol bachta h
Same read your owner manual usme bataya hoga
Thank you so much 💓 for this information 🙏 ❤ 💖
Thank you for your feedback
Hero destini prime ka trip meter kese reset kare?
Bhaiya meri hero destini ki fan belt...clatch show new replace kiya lekin uske bad bhi gari thora sa accelator Dene se gari bhagti kiu Nehi.,..app please bataiye bhaiya 😢😢😢
Good bhai mere pass hero maestro edge hai mast
Bhut hi shandar video dear
Approx kitne km chlegi blink ke baad
25-28km
Good information bro.. thanks
Hero duet me kya filter diya hoga
Mera maestro edge mey fuel indicator bars hey na wo shuffle hora
Very nice video bhai 👍👍👍👌👌👌🤗🤗🤗🏍🏍🏍🏍🏍🏍🏍🏍🏍🏍🏍
Mere paas bhi Honda Grazia (bs4) gadi hai aur lagbhag 1 litre hi rehta hai bhai jab fuel blink krta hai
same old maestro b ?
भैया रेड लाइट जलने के बाद गाड़ी में कितना पेट्रोल रहता हैं और किलोमीटर चलती हैं
Bro sirf last 2 bar show kre toh means kitna oil hoga?
2.5 ltr approx
Ye bs4 hai ya bs6??
Bs4
Thanks Dude
Welcome
Thank You so much
Filter passion me bhi rhta h kya
fuel tank ke andar me hota hai
Good bro
Good information thanks 👍👍😱😱,😯😯😀😀😀
Welcome
Our video bhai Hero Maestro edge
Thank you
Nice information
भैया रेड लाइट जलने के बाद गाड़ी में कितना पेट्रोल रहता हैं और किलोमीटर चलती हैं हीरो pleasure
informative 👍🏻👍🏻
Mera maestro 125 bs6 disk wala 44 milege deta hai
Thanks Bhai batane ke liye😮😮😮
Welcome
अवरेज कितना देती है new लाल कलर की स्कूटी new model hero mestro
42-45kmpl
Sach me sir
Bs6 scooters me destiny 125 ka mileage sabse jyda hai on road and maestro edge 110cc Bs6 ka itna hai ab
Good bhai
Bhai aapne bhi galat Information di he
Hero maestro edge 110c model 2021 me petrol tonk total capacity 5.5 leter or jab ye light Blink krni suru ho jati he tb is Tonk me Reserve Mode me aa jati he jo ki 1.8 leter petrol Mojud rhta he Light blink krne ke baad bhi hm 60 km Run kr skte he!! Or ye experiment mene kiya he..
Last point digital fuel meter ka blink nahi kr rha hai... To kya kren uske liye
Waise petrol low hone ya khatam hone par blink karna cahiye
Fuel gauge jo tank ke andar laga hota hai uski setting out hogi
Pehle blink karta tha ??
Bhai jab main apni maestro mein petrol dalwata hu to uska fuel indicator ki line ekdum se nahi badti hai. Kuch kilometer chalne k baad hi uski line badti hai. Aise hi jab band kr ke dubara start krta hu to kuch time ke baad hi phr se fuel indicator badta hai. Isi vjah se mujhe actual fuel ki quantity ke baare mein nahi pta chal pata hai. Plz koi solution btao ki kya kru.
Aisa Digital meter me hota hai so don't worry about it analog meter me aisa koi issue nhi hota analog meter me sender unit (fuel tank ke andar laga hota hai) usse signal continue fuel meter tak jate hai but digital meter me signal continue nhi jate (due to programing) isliye digital meter ko reset hone me time lagta hai apne dekha hoga jab fuel fill krwate hai to turant LINE nhi badhti aisa mere car aur scooter me bhi hota hai
@@RepairingGyaan Thanx
bro meri old maestro hai me tarika use karta hu batata hu
jab bhi petrol dalao ya band karke start kro kabhi bhi to bas start karo and thoda dur chalao and chalte hue gadi me chabi band karke chalu karo 1-2 bar sahi petrol batata hai turant 10-15 second me
Thnku bhai.... it's really informative video. But aapka 35-40 kaise deta hai mileage mera 30 deta hai bs???
Carburetor ki tunning maine service center se karwai thi unke pas rpm meter hota hai so accuracy sahi rehti hai iske alawa is scooter ka running mostly highway daily 15km hi rehta hai so speed 40-50 maintain rehti hai to 40 tak mileage de deti hai
@@RepairingGyaan a hrt from my side bro❤️
@@RepairingGyaan maine highway par 52 55 ki avg nikali hai apne maestro se...2016 ka model h bs3
Bhai maestro 110 bs6 ko phone se connect kar sakte h kya
Haa BP chlti h phone se connect kr k lund hilaane ka maza aa jata h
I have to buy secondhand ( Model no- Hero MotoCorp Maestro Edge-VX 2017 model).It has covered (total distance) 21545 km.How much I pay for this if the scooty is in good condition and works fine and smooth?
28000-35000
Matt le bhai pachta raha hu mai le k maestro edge 🙏🙏🙏 avg 25-30 ki hai saala. Worst thing🤧🤧
@@bhaveshjadav8806 and pickup bhi kam h
Bhul kar v mat lena bhai.....
Free may v de to nh lena, mere pass hai mai jhel rha hu
Nice video... Thanks for sharing
Thank you for your valuable feedback I hope you share this video from your friends 😊
Sir ❤️plz review Hero scooter engine oil
Hero scooter engine oil maine use kya tha uska video bhi upload kya tha but due to some reason use private karna pada
Hero ka Scooter ke liye jo alag (MB) engine oil aata hai uski jagah aap Castrol ka scooter engine oil ya Motul ka scooter engine oil use kriye Hero us oil ko nahi banata hero ke behalf me dusri company banati hai aur hero ka label lagati hai ye oil new vehicle ke liye sahi hai
Agar apna vehicle abhi warranty me hai to sari service authorized dealership se krwaye aur aisi condition me unhi ka oil use kre
Sir mere pass Hero destini 125
BS4 model 2020
Abhi warranty period me hai kya ??
No sir
10W30 ki jagah 10w40 grade ka oil use kro isme
Nice bro 😍 🤩 💔 💘 👌 👏
Sar mere hamesha fuel meter blink karta rhta h mene ajj 2 leter patrol dalvaya tab bhi blink kar rha h Please reply
Mere sath bhi same problem hai
Fuel sender unit me problem ho sakta hai
@@RepairingGyaan Matlab Smjha Nhi Please explain
Tank ke andar ek sender unit hota hai jo fuel meter ko voltage according to petrol level bhejta hai
@@RepairingGyaan to vo nya dalega kya bhai
Destini hero mai same hai
Mujhe to pahle se hi pata tha
1ltr rahta hai.hero maestro old model.
Bs6 Hero Maestro edge hai mera pass
Maestro edge ki fuel capacity kitni hai Mai apni kaise check Karoo fuel capacity 2017 model hai maestro edge
Maine full krwaya tha 5.2 ya 5.3 kuch aya tha bahut time ho gaya hai ache se yaad nhi hai
Ek baar full krwa ke dekh lo first cut tak kitna aata hai 5.3 tak ayega sayad khali tanki me
@@RepairingGyaan ok thanks brother for replying❤️😍
Mere pass hero mestro Bs6
Meri Maestro edge 30ka average deti h :(
Carburetor tune karao uske pehle air filter valve clearance spark plug gap check krao
Bhai meri maestro edge 170₹ ke petrol me kebal 38km chal rhi h kya kru 😭😭😭😭
Sir Bs4 (2017) Or Wo Oil Bhi Jada Lha Rhi H .Mene 1 mahine Pehle Hi Castrol Ka oil Dala 800 Ml Parso Check Krwaya Toh Oil Khatam 😣😓😭
Carburetor ki setting karwao - Air filter check kro aur tappet setting check krao iske alawa tyre ka free rotation, Fuel leakage, fuel cap ki o ring, Aur clutch ki servicing karwao
Mere scooter ka mileage 35-40 ke aas paas hai
@@RepairingGyaan Thanks Sir Me Krwata hu ✌️❤️
Mera maestro 40-50km old model.
Bhai dubara esa mt krio aag lg jati hai is gadhi me 😂meri me 2 bar lg chuki hai esi
kaise bhai 😮
Hamare scooty me hamesha
fuel meter
Blink karti rahti hai
Jada petrol hone pr bhi bhi... 🤔🤔
Warranty me hai kya ?
Hlo
Hello 👋
Sab say ghattya scooty hai mestro 🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬
30 mileg bad
Tuning karwao acha mileage degi