Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
میں شوگر اور بی پی کا مریض ہوں تیں چار دن پہلے پیٹ کی کیڑے کا دوائی استعمال کیا تھا کیڑے بھی نہیں نکلا اس کے بعد سے قبض کی تکلیف میں مبتلا ہوا ہے اس کے لیۓ کوئی نسخہ فرمائے
Assalamualaikum doctor Sahab . Mene apki har video dykhi h or achy sy smjhi h or APNA fisher ka ilaaj khud Kiya h apki videos ki madad sy.. ab m mukaml Tor par thek hogai Hun alhmdulillha ...
MashaAllah. Hum hamesha kehty hain keh baghair check up aur examination kay koi bhi ilaj khud say shuru na karein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hoti hain jinki alamat aik jaisi hoti hai. Ap lucky hain keh apko achhy say samajh a gai. We are bappy for you
I watch videos on different topics and liked them. Since you are a qualified doctor I believe what ever you tells us.lots of people they are not qualified and just copy from other sources that's why they are not reliable.
You’ve been amazing telling about an official and it’s treatments and Wallahi. I feel so happy and great that I have heard you the way you telling I felt like I’m completely okay now thank you so much for telling and giving us valuable information that I have never get ever before from any doctor.
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
Mashallah very important informative about Isphgol, very well explained in detail about especially about the way, how to use. Dr. Sb Jazakallah I was really in need of such points ,how to use and how it works. God bless you Ameen.
Finding ur video went through several of them , very beneficial n so subscribed also But would like to suggest : u could make all ur videos in half the time now being spent . Dr V Ahmed MBBS former Senior Medical Officer
Isapghol ka chhilka qabz ke liye khaane ke baad istemal karna behtar hota hai. Yeh pet bharne ka ehsaas deta hai aur khaane ko asaani se hazm hone mein madad karta hai. Isapghol ek natural fiber hai jo aapki intestines mein pani absorb karke stool ko mulayam aur nikalne mein asaan banata hai. Yeh aapki bowel movements ko regular karta hai aur qabz se rahat dilata hai. **Faide:** 1. **Qabz se Nijat:** Isapghol stool ko mulayam karta hai aur usse asaani se nikalne mein madad karta hai, jo qabz ko door karta hai. 2. **Pet ki Safai:** Isapghol pet ki safai mein madadgar hai aur digestive system ko behtar banata hai. 3. **Cholesterol Kam Karta Hai:** Isapghol LDL (bad cholesterol) ko kam karne mein madad karta hai. 4. **Blood Sugar Control:** Yeh glucose ke absorption ko dheema karta hai, jo blood sugar levels ko behtar banata hai. Toh khaane ke baad isapghol ka chhilka paani ya doodh ke sath istemal karna zyada faidemand hota hai.
ماشاءاللہ جزاك اللهُ Dr sb men ap ki videos lazmi dhaikta ho bht informative hoti hn. mjy be hemmoride hy jb men stool kr laita ho to bd me maqad bhair rehta hy jb laitoo to sath he andar chala jata hy is ka kia ilaj hy. bleediing be hoti kbe kbe 3 moths tk nai hoti
Thanks for the appreciation. Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
Dr sb u missed one important information which is time limit of Ispaghol chilka n water or milk ie,for how much time Ispaghol chilka in water or milk b kept for use in constipation.
Sir ispaghol husk ko 3 , 4 ganty pehle pani me bego kr k pene se stool soft hota ha ya pehle se begona nahi ha aik glass pani me 2 chamach daal kr usi time lene se stool soft hone me help milti ha ?? Reply plzzz sir
Bheegay hue channay aur moong high fiber content ke hote hain, jo kabz ko kam karne mein madad karte hain. Inhe pani mein bhigo kar raat bhar ke liye rakhne se inka fiber content aur zyada ho jata hai, jisse digestion improve hota hai aur kabz kam hoti hai. Iske alawa, pani zyada peena bhi kabz ko kam karne mein madadgar hota hai. Ziada miqdar mein khany say kabz bhi ho sakti hai. Balanced ho
AoA Dr shb, operation sy pehle jaga suunn krny k leay reeirh ki hadii yani Qamar(Backbone) me jo injection 💉 lgaty hn please bta dein k uss k koi side effects b hein?
@@drimtiazhussain ڈاکٹر صاحب بعض لوگ کہتے ہیں کہ اِس کے بعد کمر میں درد رہتا ہے بالخصوص سردیوں میں ذیادہ درد ہوتا ہے اور جب بھی کوئی مُشقت والا کام کرتے ہیں اِنجیکشن والی جگہ پر یعنی ریڑھ کی ہڈی میں درد شروع ہو جاتا ہے براہِ کرم رہنمائی فرما دیں جزاک اللّٰہَ
Mujy boht ziada motion hain aur akser thori si diet bhi ziada ly loon tu motions lg jaaty hain aur boht sary drs sa ilaj bhi krti hoon madicin baqada use krti hoon kya isanghol dahi ma lany sa motion ruk sakty hain isabghool kasy lana chahye
Lifelong ispaghola husk ka istemal karne ke kuch nuqsanat ho sakte hain, lekin ye har shakhs ke jism ke tajaweez aur needs par depend karta hai. Kuch nuqsanat mein shaamil ho sakte hain: Electrolyte Imbalance: Lifelong ispaghola husk use karne se electrolyte imbalance ho sakta hai, khaas kar agar aap kam pani peete hain. Digestive Issues:ibilkul bhi zaroorat se zyada fiber intake digestive system ke liye maslaat create kar sakta hai, jese ke gas, bloating, ya cramps Dependency: Lifelong ispaghola husk ka istemal aapke digestive system ko habit bana sakta hai, jiski wajah se aap bina iske istemal ke normal bowel movements nahi kar paate. Maximum kitna arsa use karna sahi hai, ye aapki overall health aur doctor ki recommendations par depend karega. Aapko apne healthcare professional se consult karna chahiye, taake wo aapko aapki specific needs ke mutabiq behtar mashwara de sake.
Dc sab mira oprt howa ha baby howa ha dhai mhnt howa ha .ab qabz hota ha mtlb drd waghira ni hota bas do din wash rom ni ata pir ata ha to thora loz hota ha or din mi do bar kiya yh norml ha ?plz baty buht preshn hn
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein.
Gabhranay ki baat nahin. Kisi bhi qareebi general surgeon ko check karwaein aur isky bhi paisy nahin to apkay tax kay paison say chalty government kay hospital bhi boht achha ilaaj karty hain aur wahan Surgery kay outdoor mein ja kar general surgeon say check up karwaein. Preshan bilkul na hon
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@@drimtiazhussain Boht say spiclist say chukup kar waya colonoscopy Kay ley be gay Dr nay stool test or dosry blood test Jigar Kay test karway Saab clear thy or ibs ka kaha tha one year ho gaya ha stool may blood be nahi ata or na he wight loss Howa ha na he fever hota ha
Kabi kabi stool Kay saht light sa mucs Laga hota ha Dr kahty hia wo mucs nahi antu may leyr Hoti ha wo ha agar mucs hota to stool test may AA jata 2bar stool test karway 7month Kay waqfy say same results thy all is clear
I m suffering from Anal fissure.Dr suggest me to use GTN cream.which i m using since last 2 months but i dont feel any relief ,wht you do suggest Dr sb
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
Isapghol ka chilka 1 se 2 chaye ke chamach lein aur ise neem garam pani ya neem garam doodh mein achi tarah se ghol kar 5 minutes tak phoolne dein. Jab chilka phool jaye, to ise pee lein. Yeh aapke system ko hydrate karta hai aur stool ko narm banata hai. Zyada maloomat ke liye ya appointment ke liye hamari website [surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com) visit karein ya WhatsApp karein: +923336303550.
Injeer (fig) qabz mein faida pohanchata hai kyunki is mein fiber ka bohot acha sors hai. Fiber aik tarah ka jharriya hota hai jo hazam hone ke doran pait ke ander jamaa ho jata hai aur stool ko naram aur aasani se nikalne mein madad karta hai. Iske saath hi, injeer mein natural laxative properties bhi hoti hain jo qabz ko door karne mein madadgar hoti hain. Isi liye, injeer ko qabz ke ilaj mein istemal karna acha hota hai.
Sir mjy anal fissure hi pakany valy shurak py cut lgty hi or ak moka bnta hi osky lye doc ny ispaghol btaya fruits or vegetables btye gtn btye anjeer subha khane ko khae sir lakin koe medi nhi de
Asslam alaekum sar mere bete ko kabz ka masla hy mera beta 7 sal ka hy mgr kabz usko 2 sal se hy me bht oreshn hn plz ap meri help kr plzzz sar me bht se dr ko dekha chuki hn mgr mere bete ka masla hal nhi hua gas k sat zar c poti nikal thi hy khul kr poti nhi hoti 7 se 8 din k bad poti krta. Hy mera beta wo bhi dawa se mgr ab woh bhi asr nhi kr rhi plzz ap meri help kr dn me apna m
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
Je.. Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Jee, anal fissure kay operation ke baad olive oil doodh mila kar istemal kiya ja sakta hai. Aap ek chamach olive oil ko ek glass doodh mein mila kar pi sakte hain, lekin iska behtareen istemal aur miqdar ke liye apne doctor se zaroor consult karen.
Je hum samjh sakty hain. Is liay hum koshish karty hain keh asan alfaz mein baat karein magar kuch alfaz ki urdu boht ajeeb si hoti hai to majboran hmein wohi lafz bolna parta hai magar sath hi us lafz ko aur wazih tour par samjhaty hain. Apko jo samjh nahin aya usky baray mein bhi aur samjhaya hai. 1. *Fibers* ko Urdu mein *"reshay"* kehte hain. Yeh aik dietary component hota hai jo hamari sehat ke liye zaroori hota hai, aur yeh aam tor par sabziyon, phalon, aur anaj mein paaya jata hai. 2. *Sensitive* ko Urdu mein *"hassas"* kehte hain. Yeh lafz aam tor par kisi cheez ya shaks ki nazuk ya jaldi asar lene wali halat ko describe karne ke liye istemal hota hai.
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Sir online free rabta hi ya phly koe fee hi hum gareebo ky lye
میں شوگر اور بی پی کا مریض ہوں تیں چار دن پہلے پیٹ کی کیڑے کا دوائی استعمال کیا تھا کیڑے بھی نہیں نکلا اس کے بعد سے قبض کی تکلیف میں مبتلا ہوا ہے اس کے لیۓ کوئی نسخہ فرمائے
Great surgeon
Learned a lot today
Assalamualaikum doctor Sahab . Mene apki har video dykhi h or achy sy smjhi h or APNA fisher ka ilaaj khud Kiya h apki videos ki madad sy.. ab m mukaml Tor par thek hogai Hun alhmdulillha ...
MashaAllah. Hum hamesha kehty hain keh baghair check up aur examination kay koi bhi ilaj khud say shuru na karein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hoti hain jinki alamat aik jaisi hoti hai. Ap lucky hain keh apko achhy say samajh a gai. We are bappy for you
Thank you 😊😊 jazakallah ALLAH pak apko iska ajar dy ameeen .
@@SanaHussainSana-mq3qj PlZ help me
Kya ap meri madad ker sakhti hain?@@SanaHussainSana-mq3qj
Kia istemal Kia muja bhi guide karda qabz bohut rahti ha
I watch videos on different topics and liked them. Since you are a qualified doctor I believe what ever you tells us.lots of people they are not qualified and just copy from other sources that's why they are not reliable.
Thanks for the positive feedback. One of our purposes was also to give genuine awareness to people
You’ve been amazing telling about an official and it’s treatments and Wallahi. I feel so happy and great that I have heard you the way you telling I felt like I’m completely okay now thank you so much for telling and giving us valuable information that I have never get ever before from any doctor.
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
Very informative and very well explained.Jazak Allah these videos are very helpful for patients
واہ زبردست لاجواب، بہت بہت شکریہ ڈاکٹر صاحب،
Thanks
GOOD news j.k GOOD morning dear friend and complete simple daily tasks ❤❤❤❤❤❤
Mashallah very important informative about Isphgol, very well explained in detail about especially about the way, how to use.
Dr. Sb Jazakallah I was really in need of such points ,how to use and how it works.
God bless you Ameen.
Thanks for liking
Finding ur video went through several of them , very beneficial n so subscribed also
But would like to suggest : u could make all ur videos in half the time now being spent .
Dr V Ahmed MBBS former Senior Medical Officer
Thanks for your valuable comments. We highly appreciate your feedback. This and some of our videos are really a bit lengthy.😊
Mash AllAh so nice appe ny tafseel sy bath ya jazak AllAh khair.
Thanks
ALLAH pak apko salamt rakhy or khush rakhy ameeen ❤❤❤
Ameen and thanks
سر، آپ بہت اچھی طرح سمجھاتے ہیں
Boht shukriya
Sir ye bta dein qabz ky liye khany say pehle lena ha ya khany ky baad?
Isapghol ka chhilka qabz ke liye khaane ke baad istemal karna behtar hota hai. Yeh pet bharne ka ehsaas deta hai aur khaane ko asaani se hazm hone mein madad karta hai. Isapghol ek natural fiber hai jo aapki intestines mein pani absorb karke stool ko mulayam aur nikalne mein asaan banata hai. Yeh aapki bowel movements ko regular karta hai aur qabz se rahat dilata hai.
**Faide:**
1. **Qabz se Nijat:** Isapghol stool ko mulayam karta hai aur usse asaani se nikalne mein madad karta hai, jo qabz ko door karta hai.
2. **Pet ki Safai:** Isapghol pet ki safai mein madadgar hai aur digestive system ko behtar banata hai.
3. **Cholesterol Kam Karta Hai:** Isapghol LDL (bad cholesterol) ko kam karne mein madad karta hai.
4. **Blood Sugar Control:** Yeh glucose ke absorption ko dheema karta hai, jo blood sugar levels ko behtar banata hai.
Toh khaane ke baad isapghol ka chhilka paani ya doodh ke sath istemal karna zyada faidemand hota hai.
Sir iska batain k iska side effect or yeh b batain k is sy ghutno mei pain tu nae hotii
Plzz reply
Bilkul sahi kaha mery sath bhi esa hota hy ab samajh i
Good
ماشاءاللہ جزاك اللهُ
Dr sb men ap ki videos lazmi dhaikta ho bht informative hoti hn.
mjy be hemmoride hy jb men stool kr laita ho to bd me maqad bhair rehta hy jb laitoo to sath he andar chala jata hy is ka kia ilaj hy.
bleediing be hoti kbe kbe 3 moths tk nai hoti
Thanks for the appreciation.
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
جزاك اللهُ
ap ki baat be authentic hoti hy q k ap highly qualified ho
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
Dr sb u missed one important information which is time limit of Ispaghol chilka n water or milk ie,for how much time Ispaghol chilka in water or milk b kept for use in constipation.
You don't have to keep chhilka for a longer period. When this husk swells up in a water or milk (usually 3 to 5 minutes), you can use it.
@@drimtiazhussain Thnx so much doctor sb.
Masha Allah Informative video ❤
Thanks for liking
Kis time pe lena bahter hai sir. Morning ya night
Is mein btaya gaya hai
Piles walay breakfast mei kia khaye
جناب میرا خیال ہے کہ آپ حیرت سے ہے میرا سوال ہے کہ آپ جناب یہ بتاای کہ پینے کا بہترین وقت کیا ہے
Sir ispaghol husk ko 3 , 4 ganty pehle pani me bego kr k pene se stool soft hota ha ya pehle se begona nahi ha aik glass pani me 2 chamach daal kr usi time lene se stool soft hone me help milti ha ?? Reply plzzz sir
Is mein details hain ghour say dekhein
Assalamualaikum ! Dr Sahib,
Anul fissure ka moina khud kia ja sakta ha ky nahi. Agar khud moina ho sakta ha to kesay ?
Ap apni pakhany wall jaga kaisy dekh lein gy. Ap itnay flexible hain keh apka ooper wala hissay mein moujood ankhein neechy waly hissy mein moujood sorakh mein lgy cut ka mushahida kar sakein.
Apko dr ky pas jana hoga wo hi check karky bata sakta ha k anal fissur ha ya nahi aur ilaj medicine sy hosakta ha ya phir operation hoga.
BilkulSahiNishandahiBayanKardiaJazakaAllah
Assalam alekum rahmatullah barakat Sir can I talk to you i'm I am in great trouble please reply
Where are you from? You can write to us your problem here.
Mera bacha premuture ha bht weak ha or aik mah ka ha mother feed pe kua me chilka le sakti hu
sir ji bhhenge huye chane or moong khane se kabj ho hogi ya kha skte hain isse kabj kam.hogi ya badhegi please reply
Bheegay hue channay aur moong high fiber content ke hote hain, jo kabz ko kam karne mein madad karte hain. Inhe pani mein bhigo kar raat bhar ke liye rakhne se inka fiber content aur zyada ho jata hai, jisse digestion improve hota hai aur kabz kam hoti hai. Iske alawa, pani zyada peena bhi kabz ko kam karne mein madadgar hota hai.
Ziada miqdar mein khany say kabz bhi ho sakti hai. Balanced ho
@@drimtiazhussain thank u sir ji or gehun ki roti khani chaye ya or kisi aate ki jisse kabz na ho please reply dijiyega
AoA Dr shb, operation sy pehle jaga suunn krny k leay reeirh ki hadii yani Qamar(Backbone) me jo injection 💉 lgaty hn please bta dein k uss k koi side effects b hein?
ruclips.net/video/HeD50jX9jJM/видео.htmlsi=Z3H5qiDCBOs5UWHd
Watch this video
@@drimtiazhussain ڈاکٹر صاحب بعض لوگ کہتے ہیں کہ اِس کے بعد کمر میں درد رہتا ہے بالخصوص سردیوں میں ذیادہ درد ہوتا ہے اور جب بھی کوئی مُشقت والا کام کرتے ہیں اِنجیکشن والی جگہ پر یعنی ریڑھ کی ہڈی میں درد شروع ہو جاتا ہے
براہِ کرم رہنمائی فرما دیں جزاک اللّٰہَ
Excellent information
Thanks
Thnx doc ye video bnane k liye
Thanks
you are right
Thanks
Mujy boht ziada motion hain aur akser thori si diet bhi ziada ly loon tu motions lg jaaty hain aur boht sary drs sa ilaj bhi krti hoon madicin baqada use krti hoon kya isanghol dahi ma lany sa motion ruk sakty hain isabghool kasy lana chahye
Try kar sakty hain magar har mareez ki conditions alag alag hoti hain isliay pehly check up zruri hai. Qareebi surgeon say zrur rabta karein
Sir g ispgol ka zada istamal Kia koi noksan data ha jasa ak sal tk lagatar khay plz reply me plz
Lifelong ispaghola husk ka istemal karne ke kuch nuqsanat ho sakte hain, lekin ye har shakhs ke jism ke tajaweez aur needs par depend karta hai. Kuch nuqsanat mein shaamil ho sakte hain:
Electrolyte Imbalance: Lifelong ispaghola husk use karne se electrolyte imbalance ho sakta hai, khaas kar agar aap kam pani peete hain.
Digestive Issues:ibilkul bhi zaroorat se zyada fiber intake digestive system ke liye maslaat create kar sakta hai, jese ke gas, bloating, ya cramps
Dependency:
Lifelong ispaghola husk ka istemal aapke digestive system ko habit bana sakta hai, jiski wajah se aap bina iske istemal ke normal bowel movements nahi kar paate.
Maximum kitna arsa use karna sahi hai, ye aapki overall health aur doctor ki recommendations par depend karega. Aapko apne healthcare professional se consult karna chahiye, taake wo aapko aapki specific needs ke mutabiq behtar mashwara de sake.
esabgol ka chilka dood k sath ly skty hain ?
Je lay sakty hain. Is video mein bhi btaya hai
ok@@drimtiazhussain
Dc sab mira oprt howa ha baby howa ha dhai mhnt howa ha .ab qabz hota ha mtlb drd waghira ni hota bas do din wash rom ni ata pir ata ha to thora loz hota ha or din mi do bar kiya yh norml ha ?plz baty buht preshn hn
Kabaz ko na hone do isi wajha se bawaseer Hoti hy agr kabaz ni hogi to Koch b ni hoga kabaz ka ilag kro
informative
👍🏻 very good
Thank you! Cheers!
Bhai jan dry fruit khany sy bhi bavaser ho skti hai
Dry fruits qabz nahin karty.
Qabz nahin ho gi to bawaseer bhi nahin ho.gi
Plz mujy swelling sikn tag cream bta dy or koi msla ni Seth ja bs seweling ki creem bta dy plz 😢kasy ketm ho
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein.
Best recipe
Thanks a lot
Good advice
Glad you think so!
LOT OF THANKS
Welcome
Pasa na hon too Dr sahb sa kasa rabta karain
Gabhranay ki baat nahin. Kisi bhi qareebi general surgeon ko check karwaein aur isky bhi paisy nahin to apkay tax kay paison say chalty government kay hospital bhi boht achha ilaaj karty hain aur wahan Surgery kay outdoor mein ja kar general surgeon say check up karwaein. Preshan bilkul na hon
Very nice 👍
Thank you 👍
استعمال کا موزوں وقت بھی بتادیں پلیز۔
ruclips.net/video/xyPdlfTjU4E/видео.htmlsi=kt-YCEbqF4wy8W6w
Yeh detailed video hai.
Subha monh nihaar aur raat sony say pehly behtre hai
Sir mjy qabz bht skht hai plz esi medicine bta den jo forn asar kry plz sir bht tkleef me hu
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai
Ispagol ibd ya ibs may use kar sakty hia kabi constipation or kabi loss motion hoty hia
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@@drimtiazhussain Boht say spiclist say chukup kar waya colonoscopy Kay ley be gay Dr nay stool test or dosry blood test Jigar Kay test karway Saab clear thy or ibs ka kaha tha one year ho gaya ha stool may blood be nahi ata or na he wight loss Howa ha na he fever hota ha
Kabi kabi stool Kay saht light sa mucs Laga hota ha Dr kahty hia wo mucs nahi antu may leyr Hoti ha wo ha agar mucs hota to stool test may AA jata 2bar stool test karway 7month Kay waqfy say same results thy all is clear
I m suffering from Anal fissure.Dr suggest me to use GTN cream.which i m using since last 2 months but i dont feel any relief ,wht you do suggest Dr sb
ruclips.net/video/-duiPyIePgI/видео.htmlsi=9tMVw4XU20yJpLPL
Ap yeh video zrur dekhein
Reply kr do br br ye jo likh rhy han video dkin
JazakaAllah❣️❣️
Shukriya
Aoa doc sab ma gandum ki roti b kati hu sub kuch tik ha baher ki chezay nai kati pir b kabz hojata ha mai sikilax pee sakti hu age 30 years
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
Castor oil. روغن ارنڈ raat soty wqt neem grm doodh my mila kr pyen to result aay ga.
What is ispaghol.define please
ruclips.net/video/xyPdlfTjU4E/видео.htmlsi=UwZHYX26PWZltlBY
Watch this video plz
Doctor plz btayen k fisher k skin tag m infection ho jaye to us k lye kia treatment h??
ruclips.net/video/a3SqkOzHUMg/видео.htmlsi=1YN3J5JOYWbDAa5C
Yeh video dekhein
Chai ki chamach ya khane ka chamach
Isapghol ka chilka 1 se 2 chaye ke chamach lein aur ise neem garam pani ya neem garam doodh mein achi tarah se ghol kar 5 minutes tak phoolne dein. Jab chilka phool jaye, to ise pee lein. Yeh aapke system ko hydrate karta hai aur stool ko narm banata hai.
Zyada maloomat ke liye ya appointment ke liye hamari website [surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com) visit karein ya WhatsApp karein: +923336303550.
@@drimtiazhussain Masha Allah apki ye adat achi k foran jawab dete hain tabi me apki sab video dekhti hn
Gooddotor
Thanks
QABAZ MEIN INJEER KISTARAH FAAEDA HOTA HAY?
Injeer (fig) qabz mein faida pohanchata hai kyunki is mein fiber ka bohot acha sors hai. Fiber aik tarah ka jharriya hota hai jo hazam hone ke doran pait ke ander jamaa ho jata hai aur stool ko naram aur aasani se nikalne mein madad karta hai. Iske saath hi, injeer mein natural laxative properties bhi hoti hain jo qabz ko door karne mein madadgar hoti hain. Isi liye, injeer ko qabz ke ilaj mein istemal karna acha hota hai.
Sabzi behtreen cheez hai
Good 👍
Thanks for the visit
Sir mjy anal fissure hi pakany valy shurak py cut lgty hi or ak moka bnta hi osky lye doc ny ispaghol btaya fruits or vegetables btye gtn btye anjeer subha khane ko khae sir lakin koe medi nhi de
ruclips.net/video/w_gVZJ352g0/видео.htmlsi=KldLvX_SC4k15iPn
Yeh video dekhein
Salam Pakistan
اسپغول اس وقت بہت مہنگا 8000روپے کلو یہ دراصل انڈیا سے آتا ھے
Tokham belanga, chia seed, alsi ka seed yeh bhi try kar sakty hain
Asslam alaekum sar mere bete ko kabz ka masla hy mera beta 7 sal ka hy mgr kabz usko 2 sal se hy me bht oreshn hn plz ap meri help kr plzzz sar me bht se dr ko dekha chuki hn mgr mere bete ka masla hal nhi hua gas k sat zar c poti nikal thi hy khul kr poti nhi hoti 7 se 8 din k bad poti krta. Hy mera beta wo bhi dawa se mgr ab woh bhi asr nhi kr rhi plzz ap meri help kr dn me apna m
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
Right
Thanks
Aoa Dr sab AP lhr sa ho
Je..
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Sir dhood mein oilive oil k drops mix kr k pee skhty hai after anal fissures surgery
Jee, anal fissure kay operation ke baad olive oil doodh mila kar istemal kiya ja sakta hai. Aap ek chamach olive oil ko ek glass doodh mein mila kar pi sakte hain, lekin iska behtareen istemal aur miqdar ke liye apne doctor se zaroor consult karen.
aapne surgery krai h fissure ki
@@Cutebabyvideos62 yes
to kya life time ab apko stool soft k liye yr oil lena pdega
@@drimtiazhussain kitna time hua fissure surgery ko
Plz dc ssab reply
Dood ke sath istamal kr sakte ha
Je bilkul kar sakty hain
Sirmujhee5.6rozsekabzhekyalon
ruclips.net/video/45Gc7uP62Wk/видео.htmlsi=eEVD26lZFzhWitID
Yeh video dekhein
MEHRBANI FARMA KAR SIRF URDU ME BATAYA KAREN.
YE JO AP NE FIBER AOR SENSETIVE KE LAFZ ISTAMAAL KIYE HYN
MUJHAY ENKI KOI SAMJH NHI HA............
Je hum samjh sakty hain. Is liay hum koshish karty hain keh asan alfaz mein baat karein magar kuch alfaz ki urdu boht ajeeb si hoti hai to majboran hmein wohi lafz bolna parta hai magar sath hi us lafz ko aur wazih tour par samjhaty hain. Apko jo samjh nahin aya usky baray mein bhi aur samjhaya hai.
1. *Fibers* ko Urdu mein *"reshay"* kehte hain. Yeh aik dietary component hota hai jo hamari sehat ke liye zaroori hota hai, aur yeh aam tor par sabziyon, phalon, aur anaj mein paaya jata hai.
2. *Sensitive* ko Urdu mein *"hassas"* kehte hain. Yeh lafz aam tor par kisi cheez ya shaks ki nazuk ya jaldi asar lene wali halat ko describe karne ke liye istemal hota hai.
Buht zada bolty ho tim
J❤
🙂