SUBHANALLAH - ALLAH MUFTI SAHAB KE ILAM AMAL UMAR SEHAT ME BARKAT ATA KARE - AMIN SUMMA AMIN. TAJDARE KHATME NABUVVAT ZINDABAD. MASLAKE AALA HAZRAT ZINDABAD. OLEMA-E-AHLE SUNNAT ZINDABAD.
MashaAllah bahut shukriya bhai aap ka,mai share market mai investment karne ka erada kara ta malum karna ta muje k Halal Hai ya haraam ALLAH KA KARAM HUA MAI HARAM KHANE SE BACH GAiYA .... DUA KI GUZARISH KUCH HALAL ZARIYA wala kaam muje miljai.... AMEEN
Maula apko salamat rakhe, m aajtak intraday trading ko haram samjhta tha or sochta tha hum fayda nhi utha sakte lekin apne mere dimag se gaflat dur kardi hazrat.
Video ko pura dekhe bhaijaan unhone kaha hai k company k dalal aise hai jo uski value se zyada ka shares aapko dete hai wo mana hai wo intra day ki baat krre hai...behtar hai research krke aise shares le jo halal business me hai aur long term me h deal kre usme company aapse business ka profit share kregi aur aapka haq b hoga kyuki company upr jaaye ya niche aap company k sath dono mauke pe khade the aur long term me aapko profit h hoga agr acchi company hai to
سبحان اللہ ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا حضرت لیکن میرا ایک شبہ ہے وہ یہ کہ بینک میں جو ہم سیونگ اکاؤنٹ رکھتے ہیں اس پر انٹرسٹ دیتی ہے بینک تو وہ جو بڑھ کے ملتا ہے اس کو سود نہیں کہا گیا ہمارے ہاں بلکہ لینا جائز ہے تو اس صورت میں کیا جواب ہوگا اس کا
mashallah hazrat aapne sahi farmaya lekin waise prefrence share sirf compny ke malikaan ke paas hote hain aur vo aam insaan khareed hi nahi sakta kyuki unki taddad aur kimat karodon me hoti hai dusra ye ke prefrence share equity me trade hote hi nahi to fir isme etraaz kyu teesra ye aajhbhi india me halal aur debt free yani karz muqt compnyaan moujood hai usko khreed sakte hain chauta ye hai bahut saare laa tadaad compnyaa hai jinke prifrence hai hi nahi usko talaash karke nafaa kamaya jasakta hai
SubhanAllah SubhanAllah. Ya ALLAH tere HABIB ke sadke aur hamare Peer O Murshid ke sadke ham sab ke Emaan ki hifazat farmaye aur Emaan par katema farmaye aur Kasrat se Durood aur Salaam padhne ki taufik ataa farmaye aur nekh amal karne ki taufik ataa farmaye aur dono jahan mai kamiyabi ataa farmaye. Aamin Aamin SubhanAllah SubhanAllah. Nara-e Takbir ALLAH HU AKBAR Nara-e Risalat YA RASOOL ALLAH Nara-e Haidari YA ALI YA ALI Nara-e Gaus YA GAUS YA GAUS KHAWAJA Ka Hindustan Zindabad Ishq Mohabbat Ishq Mohabbat AALA HAZRAT AALA HAZRAT Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad Maslake Aala Hazrat Zindabad Basti Basti Qarya Qarya TajushShariah TajushShariah Ilm Ka Sagar Ilm Ka Darya TajushShariah TajushShariah Chaman Chaman Qali Qali Mujeeb Ali Mujeeb Ali RAB Ki Raza Haq Hai Sadha Mujeeb Raza Mujeeb Raza Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad Maslake Aala Hazrat Zindabad
Lekin Hazrat kya aise companies ka hamlog product purchase kar sakte hai kya ? For eg. agar dairy milk company 2 tarah k share karte hai toh kya uska product ko hamlog use kar sakte hai kya ?
حضور والا کی بارگاہ میں عرض ہے کہ آپ نے ایک بیان میں فرمایا تھا کہ ہند کے کافر حربی ہیں ان سے بینک کے ذریعے بیاج لینا جائز ہے تو حضرت یہاں کیوں نہیں لے سکتے برائے مہربانی رہنمائی فرمائیں
Hazrat bura na maniye gaa mera ek suwal hai... Aise hii companies ke preference shares aur Loans lene wale companies me Karodo musalamam unke products bhi istemaal karte hai kya un companies ke bhi equity shares kharid na najaiz hai??????
Hazrat aapne jo dusra bataya 3 min 50 seconds me woh bataya ki sood h lekin aapne ek video me bataya tha Kafiron se sood lena sood nahi balke profit samjhke lena jayaz hai
Assalamu alaikum, mein asaam se hoo Aminul Hoque Qadri, mufti saheb se ek jankari Sahiye 👉kiya musolman ke naam title Hoque, Hussain... Pise Hazarika, saharia, Choudhary etc likhna keisa hein??
Share ko Sell Karne aur Buy Karne ke liye Exchange bana hota hai jisey hum BSE aur NSE kehtey hai..toh kya kabhi musalmano ka bhi koi Stock Exchange center ban skta hai. Aur Kya woh tarika jaayez hoga. Please rehnumayee farmayee
Mera sawal hai Agar Koi Muslim broker ho jiske through hum investment start kare aur wo hame analysis karke halal share provide karwaye to ky unn shares me invest karna jaiz hai ??
مفتی صاحب شیر مارکیٹ میں کوئی ایسا شیر نہیں ہے جو اج ہی خرید کے اج ہی بیچنا ہے ایسی کوئی بھی شرط نہیں رہتی ہے اپ نے خرید لیا جب اپ کی مرضی ہوگی تب بھی اپ بیچ سکتے ہیں
@@zakirsayyed0226Hazrat Mera suwal hai ki hm monthly kuch amount sip mai katwa ke kese halal tarike say long term investment Kaise Kar sakte hai aur Nafa le sakte hai halal tarike say.
Bhai index me trade karna haram hai ! Kyunki vo sirf companies ka weighted average price hai. Uski koi intrinsic value nahi. Ha stocks ka options me trade karna halal hai because of intrinsic value. I said according to my perspective. You ask from well knowledgeable person.
Kisi ka jaan boch kr nuksan karana haraam hai. MLM aur pyramid scheme me log ek doosre ko bewakoof banate hai , yeh aap bhi jaante hoge. Bahut se gair Muslim bhi isse mana karte hai , to bhai Muslim kaise kr sakta hai
السلام علیکم آپ نے شروع میں جس حصص کا مسئلہ بتایا جس میں وقت متعین ہوتا ہے. اور اس صورت میں ملکیت بھی ثابت نہیں ہوتی جیسا کہ سننے میں آتا ہے. اور جس کو mis shar کہتے ہیں. تو کیا یہ جائز ہوگا؟
Mujhe bhi aisa lagra bhai pehele ye bol rahe hain ki jayz h aur phir keh raje ki nahi karna chahiye.... Ek baat pe atal nhi hai agar harr badi cheez nazayz hai to musalaman kya gareeb hi rah jaaye kya phir....bank se interest lena kyun halal h phir.... RUclips me kuch maulana hi aise hain jo trading sikhate aur khud karte h mujhe nhi smjh me aayi inki baat kuch
Aapko share market ki jankari nahi hai aur aap gyan pel rahe hain ke share mein paisa invest karna najayez hai,apni jankari badhayiye aur uske baad gyan pelie.
Trading Halal Ya Haram? Mufti Sahab ne ise Halal bata diya jabki ye sarasar Galat hai.. Intraday me broker margin deta hai ... Ye v haram hai .. Aur share aapke qabze me v nhi rahta ... Jo cheez aapke qabze me nhi use bechna shariyat me haram hai....
Bhai sahab aap jahil ho mufti sahab ke pas jo sawal aaya hai vo dekho intraday ko tafseel se bataya hi nahi hai ke hoti kiya hai bs sawal kar diya hai ab jish tarh se sawal kara hai vesa jawab mile ga mufti hai vo shares market ka technical analysis ka kaam nahi hai unka sawal karne wale ki galti hai
Sawal karne wala jahil hai kam se kam intraday terding ki tafeesl to bata deta mufti sahab ke pas jo sawal aaya hai vo dekho intraday ko tafseel se bataya hi nahi hai ke hoti kiya hai bs sawal kar diya hai ab jish tarh se sawal kara hai vesa jawab mile ga mufti hai vo shares market ka technical analysis ka kaam nahi hai unka sawal karne wala hi galti hai Intraday ya koi bhi trending haram hai Isme hazrat ki galti nahi hai galti sawal karne wale ki hai
Assalamualaikum Hazrat ek suwal hai ya ilahi jab pade shamshir par chana pade rabbe sallim kahne wale ham juda padha jayega ya jada padha jayega rahnumai karen
SUBHANALLAH - ALLAH MUFTI SAHAB KE ILAM AMAL UMAR SEHAT ME BARKAT ATA KARE - AMIN SUMMA AMIN. TAJDARE KHATME NABUVVAT ZINDABAD. MASLAKE AALA HAZRAT ZINDABAD. OLEMA-E-AHLE SUNNAT ZINDABAD.
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته جزاك الله شکریہ محمد صلى الله عليه واله وسلم
𝗠𝗔𝗦𝗟𝗔𝗞🅰𝗔𝗟𝗔𝗛𝗔𝗭𝗥𝗔𝗧𝗭𝗶𝗻𝗱𝗮𝗯𝗮𝗗
MashaAllah bahut shukriya bhai aap ka,mai share market mai investment karne ka erada kara ta malum karna ta muje k Halal Hai ya haraam
ALLAH KA KARAM HUA MAI HARAM KHANE SE BACH GAiYA .... DUA KI GUZARISH KUCH HALAL ZARIYA wala kaam muje miljai.... AMEEN
Maula apko salamat rakhe, m aajtak intraday trading ko haram samjhta tha or sochta tha hum fayda nhi utha sakte lekin apne mere dimag se gaflat dur kardi hazrat.
Hazrat Ne Intraday Ko Halal Kaha Isme ?
@@mkassociate7972 ji han unhone ye bola na ke Aaj hi kharidna aur aaj hi sell krna. Iska kya mtlab hai (Intraday) hi hota hai na
Video ko pura dekhe bhaijaan unhone kaha hai k company k dalal aise hai jo uski value se zyada ka shares aapko dete hai wo mana hai wo intra day ki baat krre hai...behtar hai research krke aise shares le jo halal business me hai aur long term me h deal kre usme company aapse business ka profit share kregi aur aapka haq b hoga kyuki company upr jaaye ya niche aap company k sath dono mauke pe khade the aur long term me aapko profit h hoga agr acchi company hai to
Allah sufi sahab ko lambi umar de
🤲Ameen sum ameen ❤
मौला सलामत रखे गाजी ए अहले सुन्नत जैगमाने हनफियत खलीफा ए हुजूर ताजुशरीया हज़रत अल्लामा मुफ्ती सूफी कलीम हनफी साहब को
Mo
SUBHANALLAH. JAZAKALLAH, MUFTI SAHAB ALLAHPAK APPKE ILM MAH EZAFA PHARMAYE.AMEEN
LABBAIK LABBAIK LABBAIK LABBAIK LABBAIK LABBAIK LABBAIK YAA RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM TAJ DAARE KHATME NABOOWAT ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD MASLAKE AALA HAZRAT ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD
🌹صلی اللّٰہ تعالیٰ علیہ وآلہ واصحابہ وسلم🌹
🌹ﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺ🌹
سبحان اللہ جزاک اللہ حضرت
Khalifaye Huzur Tajushshariya mufti Sufi Kaleem Hanfi Razvi Zindabaad ❤
جزاک اللہ خیرا واحسن الجزاء فی الدنیا والآخرۃ ❤️
Share se dur rana hi behtar h allah pak hum sabko halal rizq ata farmaye aur hidayat farmaye
جزاک اللہ خیرا
Masha ALLAH ♥️
ماشاءاللہ حضرت بہت خوب
جزا ک اللہ
Subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah
Mashallah bahut achhe andaz me bayan farmaya mufti sahab
Subhanallah aap ka sukriya
Jazak allaha hazrat ji
Mashallah, Hazrat ne kya khoob bayan farmaya..
GAZI E AHLE SUNNAT SALAMAT RAHEN
🤲Ameen sum ameen ❤
jazaak Allah
Haq hai ♥️
Subhan Allah 💝
Allah aap ko salamat rakhe mai bahht si vedio dekha lekin vo itni detail de detey hai ki confuse ho jatey hai 👍
Jazak Allah Khair
ماشاءالله
جزاك الله
Haq h Besak
Hazrat As Salam Alaikum, jazak Allah. Shukriya.
Beshak haq hai 💯 subhanallah ♥️
Subhanallah Mashallah bahut khoob
جی حضرت
سبحان اللہ ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا
حضرت
لیکن میرا ایک شبہ ہے وہ یہ کہ بینک میں جو ہم سیونگ اکاؤنٹ رکھتے ہیں اس پر انٹرسٹ دیتی ہے بینک تو وہ جو بڑھ کے ملتا ہے اس کو سود نہیں کہا گیا ہمارے ہاں بلکہ لینا جائز ہے تو اس صورت میں کیا جواب ہوگا اس کا
Hazrat se guzarish hai ki Mutual Funds or SIP par bhi bayan banaye
mashallah hazrat aapne sahi farmaya lekin waise prefrence share sirf compny ke malikaan ke paas hote hain aur vo aam insaan khareed hi nahi sakta kyuki unki taddad aur kimat karodon me hoti hai dusra ye ke prefrence share equity me trade hote hi nahi to fir isme etraaz kyu teesra ye aajhbhi india me halal aur debt free yani karz muqt compnyaan moujood hai usko khreed sakte hain chauta ye hai bahut saare laa tadaad compnyaa hai jinke prifrence hai hi nahi usko talaash karke nafaa kamaya jasakta hai
Bhai ham kese pata kre ki kis company ke pass prefrence share nhi he aap bata sakte ho
Intraday trading ke bare me video banaiye please
Subhan Allah
Beshak
SubhanAllah SubhanAllah.
Ya ALLAH tere HABIB ke sadke aur hamare Peer O Murshid ke sadke ham sab ke Emaan ki hifazat farmaye aur Emaan par katema farmaye aur Kasrat se Durood aur Salaam padhne ki taufik ataa farmaye aur nekh amal karne ki taufik ataa farmaye aur dono jahan mai kamiyabi ataa farmaye. Aamin Aamin
SubhanAllah SubhanAllah.
Nara-e Takbir ALLAH HU AKBAR
Nara-e Risalat YA RASOOL ALLAH
Nara-e Haidari YA ALI YA ALI
Nara-e Gaus YA GAUS YA GAUS
KHAWAJA Ka Hindustan Zindabad
Ishq Mohabbat Ishq Mohabbat AALA HAZRAT AALA HAZRAT
Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad
Maslake Aala Hazrat Zindabad
Basti Basti Qarya Qarya TajushShariah TajushShariah
Ilm Ka Sagar Ilm Ka Darya TajushShariah TajushShariah
Chaman Chaman Qali Qali Mujeeb Ali Mujeeb Ali
RAB Ki Raza Haq Hai Sadha Mujeeb Raza Mujeeb Raza
Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad
Maslake Aala Hazrat Zindabad
Subhanallah
Mashaallah
Alhamdulillah
Mashallah
Sovereign gold me invest karna Kaisa
Mutual fund mai invest karna kaisa hai please bataiye...
Lekin Hazrat kya aise companies ka hamlog product purchase kar sakte hai kya ? For eg. agar dairy milk company 2 tarah k share karte hai toh kya uska product ko hamlog use kar sakte hai kya ?
❤me y kaam krlu kya...y b lga..or m y kaam na kru...y b lga...aap k bolne s....to krna h ya nhi hraam h ya nhi❤❤❤
حضور والا کی بارگاہ میں عرض ہے کہ آپ نے ایک بیان میں فرمایا تھا کہ ہند کے کافر حربی ہیں ان سے بینک کے ذریعے بیاج لینا جائز ہے تو حضرت یہاں کیوں نہیں لے سکتے برائے مہربانی رہنمائی فرمائیں
Yes you are right 👍
Isi sawal ke liye main cmnt box Me aya hu
Iska answer chaiye
Matual fund me paise invest karna kaisa hai??
Hazrat bura na maniye gaa mera ek suwal hai... Aise hii companies ke preference shares aur Loans lene wale companies me Karodo musalamam unke products bhi istemaal karte hai kya un companies ke bhi equity shares kharid na najaiz hai??????
hazrat stock market k bare me bhi bta dijiye
Jo company loan se paisa leta hai aur uspar sood deti hai to kya us company ka shares jayaz hai???
Be Shaq
Forex trading krna kaisa hai
Usme gold trading krna kaisa hai
Hazrat aapne jo dusra bataya 3 min 50 seconds me woh bataya ki sood h lekin aapne ek video me bataya tha Kafiron se sood lena sood nahi balke profit samjhke lena jayaz hai
Mera bhi yahi sawal yahi hai
Hazrat crypto currency ka uper apka kiy Rai hai ??
Bank nifty Nifty 50 option trading karna kaisa hai please hazrat bataiye?
Network marketing Krna jaiz hai ?
Iska matlab ye h ki agar wo company sirf equity shares bs release kare tb legal h otherwise illegal h....as per shariyat law.
Shaid Aap ne poora video nahi dekha .
Aakhir 3:50 me hazrat ne bahut important baat kahi hai. please usko suniye
⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘
Assalamu alaikum, mein asaam se hoo Aminul Hoque Qadri, mufti saheb se ek jankari Sahiye 👉kiya musolman ke naam title Hoque, Hussain... Pise Hazarika, saharia, Choudhary etc likhna keisa hein??
Mera ek sawal hai refer karke Paisa kamana kaisa hai ?
crypto currency Kya hai halal ya haram..
Haram hai kyuki crypto blockchain based hai 0 bhi ho sakti hai
Share ko Sell Karne aur Buy Karne ke liye Exchange bana hota hai jisey hum BSE aur NSE kehtey hai..toh kya kabhi musalmano ka bhi koi Stock Exchange center ban skta hai. Aur Kya woh tarika jaayez hoga. Please rehnumayee farmayee
Mera sawal hai Agar Koi Muslim broker ho jiske through hum investment start kare aur wo hame analysis karke halal share provide karwaye to ky unn shares me invest karna jaiz hai ??
Hazart say suwal karna ho to kaisay say karay
Mutual fund ke bare me?
مفتی صاحب شیر مارکیٹ میں کوئی ایسا شیر نہیں ہے جو اج ہی خرید کے اج ہی بیچنا ہے ایسی کوئی بھی شرط نہیں رہتی ہے اپ نے خرید لیا جب اپ کی مرضی ہوگی تب بھی اپ بیچ سکتے ہیں
Commodities aur currency main trading karna kaisa
Currency me jaiz hai
@@mushabnoori5292equity share bhi to karze par nafa hota h to fir vo sood kyu nhi h
@@mushabnoori5292 agar company kafiro ki h tab to usme prefence sharid kharid kar skte hn kyuki kafiro se sood lena to jaiz h islam me
Mutual fund Jayez hai ya nhi, or ispe Zakat kaise hogi
Tata ethical aur Taurus ethical mutual fund shariah fund hain
Nippon India shariah Bees ETF bhi
Aap maalumat kar ke lijiye
Mere kahne pe nahin
Sufi Sahab Cryptocurrency Blockchain Technology Jayez hai kya ????
na jaiz hai
❤🤲🏻💖
Bank se interest lena jayz q hai phir ???❤❤❤❤
Agar bohot ziyada majboor hai aapke pass koi option nahi to tab jaiz hai mere bhai
@@YASEEN32-c2u wrong ,,,is liye jayz q ke agar hukumat kafir ki ho ,or kafir apni marzi se de tab jayz hai
Network Marketing halal ya haram he
Mutual fund to Aisa hain share gira to loss share utha to Fayda to kya yeh Halal hain SIP halala hain?
آن لائن فوریکس ٹریڈنگ کے بارے کیا شرعی حکم ہے ؟؟
OPTION TREDING NIFTY .. BANK NIFTY ..... WO HALAL YA HARAAM... 👈👈👈 jarooori Masala please gaur kijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Haram o najaiz hai
Haram
@@zakirsayyed0226Hazrat Mera suwal hai ki hm monthly kuch amount sip mai katwa ke kese halal tarike say long term investment Kaise Kar sakte hai aur Nafa le sakte hai halal tarike say.
Bhai index me trade karna haram hai ! Kyunki vo sirf companies ka weighted average price hai. Uski koi intrinsic value nahi.
Ha stocks ka options me trade karna halal hai because of intrinsic value. I said according to my perspective. You ask from well knowledgeable person.
@@C.a.skquadri9786 future & option instraday both are haram
Jaiz h ya nhi y btaoo sir❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hazrat se sawal karna hai tp kaise karen?
Plz reply
What app par
Hme bhi add hona h
Mufti sab post offes paysa fixed karsakta hai keya
Asslamo Alaikum hazrat
Shuru shuru me laga k jawaaz ka fatwa denge 😂😂😂
اسلم عليكم
hazarat agar kisi compani ke preference sher gair muslim ke hi paas hot equity sher kharid sakte he islah farmaiye
Molana muchal fand ke bare me bataooo
Zara adab ke dayre bat. Kro
Short selling jaiz ya na jaiz
Haram hai
Haram hai
Multi level marketing network marketing chain marketing praymind scheme scam scandal mlm jaiz hai ya nahi
Direct sales according 2016 guidlines legal hai jayez hai 💚
Haraam h
Kisi ka jaan boch kr nuksan karana haraam hai. MLM aur pyramid scheme me log ek doosre ko bewakoof banate hai , yeh aap bhi jaante hoge.
Bahut se gair Muslim bhi isse mana karte hai , to bhai Muslim kaise kr sakta hai
Can anyone translate it in English?
Where are you from? Could I help you but what you want say?
Asslam alekum kiya hum motor parts, electric, food, Textiles en sab comp ka share kharid sakte hai maherbani Eslah kare zazak Allah khair
السلام علیکم
آپ نے شروع میں جس حصص کا مسئلہ بتایا جس میں وقت متعین ہوتا ہے. اور اس صورت میں ملکیت بھی ثابت نہیں ہوتی جیسا کہ سننے میں آتا ہے. اور جس کو mis shar کہتے ہیں. تو کیا یہ جائز
ہوگا؟
Yeh ek bahot badi debate hai. Current time me Share market HR aadmi k Life se attached ho raha hai. Isliye zyada detail me explain Karna Chahiye
Adhoora ilm he is admi ko
@@mohdwaseem7402Janab Tamij Se Ye Musti Sahab Hai Aam Admi Nahi To Apni Ungli Yo Par Lagam Lagaye
Maulana sahab lagta hai aapko share market ka knowledge nhi hai..
Share market Haram nhi hai
Ab tum sikhaoge
Tumhe haram khane ka shoq hai to khao
Apni aql ko apne ghutne par na maro
Mujhe bhi aisa lagra bhai pehele ye bol rahe hain ki jayz h aur phir keh raje ki nahi karna chahiye.... Ek baat pe atal nhi hai agar harr badi cheez nazayz hai to musalaman kya gareeb hi rah jaaye kya phir....bank se interest lena kyun halal h phir.... RUclips me kuch maulana hi aise hain jo trading sikhate aur khud karte h mujhe nhi smjh me aayi inki baat kuch
Aapko share market ki jankari nahi hai aur aap gyan pel rahe hain ke share mein paisa invest karna najayez hai,apni jankari badhayiye aur uske baad gyan pelie.
Thoda Tamiz Se Baat Karo Tumhare Abba Nahi Hai Ye
tameez se baat kar jaahil.
Trading Halal Ya Haram?
Mufti Sahab ne ise Halal bata diya jabki ye sarasar Galat hai..
Intraday me broker margin deta hai ... Ye v haram hai ..
Aur share aapke qabze me v nhi rahta ...
Jo cheez aapke qabze me nhi use bechna shariyat me haram hai....
Ha bhai.. kuch bhi bol raha hai ye molana
Bhai sahab aap jahil ho mufti sahab ke pas jo sawal aaya hai vo dekho intraday ko tafseel se bataya hi nahi hai ke hoti kiya hai bs sawal kar diya hai ab jish tarh se sawal kara hai vesa jawab mile ga mufti hai vo shares market ka technical analysis ka kaam nahi hai unka sawal karne wale ki galti hai
Equity shares delivery me apni milkiyat me hota h
@@faizangaming2409 hm intraday ka baat kar rahe hai...
Kya isme v apni milqiyat me hota hai
Ik baar btao online payment krte ho usme bhi apk ikhtiyar me paisa nhi hota to online transaction q krte ho
Aap ko knowledge Nahi he to video kiu banate ho
Share market se door Karna chah rahe ho equity cash me halal hai knowledge leke aao pehle
Sawal karne wala jahil hai kam se kam intraday terding ki tafeesl to bata deta mufti sahab ke pas jo sawal aaya hai vo dekho intraday ko tafseel se bataya hi nahi hai ke hoti kiya hai bs sawal kar diya hai ab jish tarh se sawal kara hai vesa jawab mile ga mufti hai vo shares market ka technical analysis ka kaam nahi hai unka sawal karne wala hi galti hai
Intraday ya koi bhi trending haram hai
Isme hazrat ki galti nahi hai galti sawal karne wale ki hai
آ پ اس میں کہ رہے لحم خنزیر یعنی آپ نے کھا کسرے کے ساتھ لحم میں یہ صحیح نہیں ہے اصل ضمہ کے ساتھ ہے
واہ، 😂
اُردو میں کہ سکتے ہیں
ارے یار وہ فاسی جملہ ہے
تو بھی کس کی اصلاح کررہاہے
Arbi k sath farsi bhi padh lete😊
Assalamualaikum Hazrat ek suwal hai ya ilahi jab pade shamshir par chana pade rabbe sallim kahne wale ham juda padha jayega ya jada padha jayega rahnumai karen
Network marketing
Inka number dijiye koi
ماشاء اللہ