Rivaaj ne Raghav ko banaaya apna target | Ek Thi Rani, Ek Tha Raavan| FULL EPISODE 70
HTML-код
- Опубликовано: 2 июл 2024
- Rivaaj ne Raghav ko banaaya apna target | Ek Thi Rani, Ek Tha Raavan| FULL EPISODE 70 #starbharat
Rivaaj ne Raghav ko banaaya apna target | Ek Thi Rani, Ek Tha Raavan| FULL EPISODE 70 #starbharat
►Click here to Subscribe Star Bharat : / starbharat
►Watch More Like This / @starbharat
►About EkThiRaniEkThaRaavan
Yeh kahani hai Rani ki, jo bachpan se hi darpok hai, jabki uske ulat uski bahen Rukmini kaafi hoshiyar hai. Rukmini hamesha, Rani ka khayaal rakhti hai. Rani ki zindagi mein naya mod tab aata hai, jab Rivaj uski zindagi mein aata hai. College mein Rani ko dekhte hi, Rivaj uski saadgi par fida ho jaata hai aur ab kisi bhi tarah se usey paana chaahta hai. Apni iss zid ko poora karne ke liye Rivaj har jagah Rani ka peechha karta hai aur usey naye-naye tareeqon se pareshaan karta hai. Yahaan tak ki Rani ko paane ke liye wo Rukmini ko apni dhaal banaana chaahta hai. Jab baat apni aur bahen ki izzat ki aayegi, toh kya aaj ke zamane ke iss Ravan ke khilaaf Rani awaaz uthayegi? Kya yeh darpok-si Rani, kabhi bann payegi Jhansi ki Rani? Jaanne ke liye dekhiye 'Ek Thi Rani, Ek Tha Raavan'
#EkThiRaniEkThaRaavan
#raamyashvardhan
#YashvardhanRAM(@ramyashvardhan)
#manulchudasama
#sheezankhan
#sarakhan
#एकथीरानीएकथारावण
#नाटक
#seasons1
#fullepisode
#youtube
#trending
#tvshow
#hindi
#romance
#romantic
#newshow
#new
#revenge
#starbharat
#starbharatserial
#starbharatshow
#hero
#reels
#drama
#trending
#rani
#raavan
#ek
#youtubevideos
►Connect with Star Bharat on Social Media
►Facebook : / starbharatofficial
►Instagram : / starbharat
►Twitter : / starbharat
Rivaaj ne Raghav ko banaaya apna target | Ek Thi Rani, Ek Tha Raavan| FULL EPISODE 70 #starbharat - Развлечения
wow villain ho toh rivaj jaisa amazing 😂😂😂
Rani hamesha apni sister ki fikar karti ❤.. aksar choti sister badi sister ka dyan rakhti h ❤❤❤❤....😊
Ma aagya app sabhi be jaldi jaldi aa jao
Truck ky neechy a gya kiya 😅
wow 👌 aajka ep mast laga 😅😅😅
rani an ragav so sweet couple ❤❤❤
Ab to rivaj ka koi moloi nehi raha ahape😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Next part
Abhi kon kon dekh rha hai
Ravan chala tha ram Banne...😂😆
Please next episode bhaj do plz
Tq
Nice video ❤❤❤❤
Hum to phele samjhi thi ki rani or rivaj ki sadhi hogi likin ahape kuch alaghi hogeya
Kal ayega 😢
Ye loog 1 din ky fast sy itna thaak gy or gaza mai mahiny mahiny taak unhy khany peeny ko kuch nai milta wo😢
Kab aayega episode please jaldi karo 😮