Haa strength jyada ho gyi hai to may be hostel na mile Koi problem nahi hai bahar b bache rehte hai Apko group mil jayega saath me reh Lena aur rent divide kr lena
Didi please help kariye Maine CPET ABVMU ka paper diya hai Mujhe choice filling me KGMU ko priority deni chahiye ya fir SGPGI, RMLIMS Ko Please didi bta dijiye bhot confusion hai Although paramedical ke liye complete course fee KGMU me kam hai comparatively For nursing it's around 1 lakh 17 thousand in kgmu for 4 year While in SGPGI - 2 lakh 56 thousand RMLIMS - 2 lakh 81 thousand Bhaiya KGMU ka infrastructure kaisa hai mujhe please guide kriyega Isme boys ke liye hostel nahi hai kya Fir boys kaha rhte ?
Well done nice work 👌👌🙏
Didi books, syllabus and uniform par ek video.....
Pakka 👍
@@sudhakanaujia6535 tomorrow
Didi boys ke liye hostel available hai
Gd.evening.mera abhi peramedical bsc. Raditherepy me admission hua h.abhi hostel available nahi h.mujhe kya krna chahiye.i m a boy.
134 marks
Open rank 618
sgpgi nahi mila first round mein
Sec me bhi mushkil lag raha hai milna😓😓😓😓😓😓😓😓
Kya mila aapko ?
Di hostel mess ki fees per month 4000 hai?
Mam ye bsc nursing ka hostel hai
@@Abhaypatel0007dr ji
Paramedical ke student ke liye girls hostel available hai ya nii plz reply mam mujhe SGPgI college allot hua hai
Hostel available
@@thesumanprabhasingle room milta hai paramedical students ko bhi??
Di m Lucknow se hun
But mujhe hostel chaiye coz 1 hr ka rasta hai or mere ghr me padhna ni ho pata... please koi idea dedo ki hostel miljae
Dii yeh BPT ke bacchon ke liye bhi hai kya?
@@blessyjoypatle 2 hostel hai.... Yaha bhi bpt ke kuch bache rehte hai
Maine sgpgi m addmission le liya hai ..pls confirm hostel ka kya scene hai counsellor bol rahe hostel milega but iss baar boys jyada h to sure nhi h
Haa strength jyada ho gyi hai to may be hostel na mile
Koi problem nahi hai bahar b bache rehte hai
Apko group mil jayega saath me reh Lena aur rent divide kr lena
Bhai kitne no pe mila sgogi
Sgpgi kitne no pe mila
Need details about dialysis
Mera UR rank 170
Marks 161
Pls guide me
Mera rank 175 kuy??
Same marks p😅😅
Didi boys hostel available hoga ya nhi, ek bar confirm karke bata dijiye....
Is baar strength jyada hai may be thoda mushqil ho . Time lagega
Mam please bata dijiye schoolership milta hai ya nhi agar milta to kitna?
... Scholarship is like 50-50 ... Milta b nahi nahi b milta... Mujhe 4 saal me sirf 1 baar mila hai
Didi selary kitni milti hai BSC nursing wale ko 4th year com.krne ke baad
Govt. Hospital me start 70k se hoti hai .
Mark 144
Open rank 207
Cat. Rank (obc) 112
Dr.RMLIMS mila h
Kya 2nd round me SGPGI mil skta h ??
May be ... I can't say surely bro . But chances thode Kam hai
Thank you
@@princekharwar5916 you're welcome
Gsvm kanpur and upums saifai me kaun better hai ?
Pta chala??
😂 boys'ka mess band hai
mam mere 154 marks h air 452 ews rank 52 kya mujhe ye collg mil jaegaa plzz reply
Yes
Boys k liye hostel hai
Yes
Di college me hostel miljae please 😢
Paramedical ke liye bhi aisa hi hostel milta hai girls ko??? Please reply 😢
@@Swatimishra7455 ji
Didi please help kariye
Maine CPET ABVMU ka paper diya hai
Mujhe choice filling me KGMU ko priority deni chahiye ya fir SGPGI, RMLIMS Ko
Please didi bta dijiye bhot confusion hai
Although paramedical ke liye complete course fee KGMU me kam hai comparatively
For nursing it's around 1 lakh 17 thousand in kgmu for 4 year
While in SGPGI - 2 lakh 56 thousand
RMLIMS - 2 lakh 81 thousand
Bhaiya KGMU ka infrastructure kaisa hai mujhe please guide kriyega
Isme boys ke liye hostel nahi hai kya
Fir boys kaha rhte ?
Didi hostel boys ke liye bhi ha kya
Plzzzz bta do
Ji hai.....
Di SGPGI kitne marks pr milta hai? OBC ke liye safe score Kya hai?
At least 150 above hona chahiye out of 200
Di 73 marks OBC hai kya mil sakta hai college
Bahot mushqil hai bro college milna . Seats bachi to may be mil jai koi college
Boys mess hai 2024 mein pls batadijiye
Nhi
@@anjaliii0101 apko kese pata ap student h bha
@@NeetTrendsJiii
Open rank 326 pe sgpgi mil sakata hai ?
Nhi bro , sorry
Hostel per month fee to btai nahi aap
Rs. 500 per month
Didi hostel allotment kaese hota h girls k liye?
College me wardens krte h
Preeti tumne hostel le liya kya kb se session start hai kch pta chla kya?
Hostel fees kya hai
Rs. 6000 per year (which means Rs. 500 per month)
Hi nurses hostel hostel join karthe time milega kyaa. I got appointment as a staff nurse kitne time milega pls batao
Thoda shortage hai sir . Maybe kuch time lagega . Or you can talk in adm block .