Juma ne pehli azan bi bidat hai, taraweeh jamaat se padhna b bidat hai, azan masjid me dena b bidat hai, jamat ke liye koi ek fix waqt muqarar krna aur imam mozan ko tanqa dena b bidat hai. Kyun ki huzor ke daur me juma ke liye ek hi azan thi, taraweh akele padhi jati thi, azan masjid ke bahar kisi unchi jagah di jati thi bina loudspeakr, huzor ke kabi zohar ki jamat ka time 1:30pm ya asar ki jamat ka time 5pm nhi rakha na hi kisi imam ko tanqa di. Quran bagair zer zabr ke tha aur kitab ki shakal b nhi thi. Ye sab bidat sahaba ke zamaane me hui aur sahaba ne ki hain. Magar na ye gumrahi hai na hi jahannum me lejane wala amal hai. Wahabi khud bidat krta hai jab kabe par sona ki chadar chadhata hai.. kya ye kisi hadees se sabit hai? Kya ye Hindu log jo apn buton pr sona ka chadhawa chadhate hai is ki tarah nhi? Khana khilana to behtareen kaam hai, wo bidat kaise hogaya. Tuhare waleme ka khana sunnat hai magar milad ka khana kaise bidat hua? Khana khilana sawab hai. Us sawab ko kisi allah wale ko hadya karna esale sawab hai jisko urf me niyaz ya fatiha bolte.
Oto bhai yani 😂 tum jo bhi chz Islam men add kro ge woh hala ho jae gi khana khilana halal sawab he warna to kafir bhi apne fakiri ko china men free ka bhona hoa kuta khilate hen gheruallah ka khana haram he bhai😂

Mijaz ba'mana iesaal e sawab btaya.aur ye bhi bta diya k jahalat ki waja se log ghalat matlab le saktay hain aur shirk k murtakib ho saktay hain is liye iesaal e sawab k mijaz k tor pr bhi nazr o niyaz ko ghairullah se mansoob na kiya jaye.sirf iesaal e sawab ki niyyat ki jaye.aur dua mai iesaal e sawab kiya jaye.
صدقہ ہم اللہ کیلئے کرتے ہیں پر یہ تو نہیں کہتے غوث پاک کا مجازی طور پر صدقہ؟ قربانی اللہ کیلئے کرتے ہیں تو یہ تو نہیں کہتے حضرت حسین رضی اللہ تعالٰی عنہ کی مجازی طور پر قربانی؟
طاہر القادری صاحب خود ہی بتا رہے ہیں نظر عبادت ہے صرف اللہ کیلئے ہے اور نیاز کے معنی ہیں عبادت، جھکنا، تعظیم وغیرہ اور پھر خود ہی کہہ رہے ہیں مجاز کے طور پر غوث پاک کی نذر ہے، نیاز حسین کر سکتے ہیں۔ یعنی آپ یہ کہنا چاہتے ہیں کہ نظر و نیاز جو کہ عبادت ے مجازی طور پر مخلوق کی بھی کی جا سکتی ہے؟؟
انھوں نے جو فرمایا وہ واضح ہے۔ آپ کو آسان کر دیتا ہوں۔ یہ دونوں صرف اللہ ہی کے لیے ہے۔ کھانا لوگ کھائیں گے، اور اس کا ایصال ثواب جو بھی مسلمان مومن یا بزرگ ہونگے ان کے لیے ہے۔ بس اتنی سی بات ہے آسان لفظوں میں
To aur hum kya kehte hain yahi to baat deobandi wahabi ahle hadees ko samajh nahi aati ki nazar allah ke liye aesal e sawab ambiya awliya wagerah ke liye
Nazar o niaz ka malik Allah hai nazar o niaz ibadat hai aur ibadat ka haq sirf Allah ka hai
masla ekdum paani ki tarha saaf krdete mashallah...
Nazar o niaz biddat hay aur biddat k barey m sahih hadith h "' har biddat gumrahi h r gumrahi jahanum m ly jany wali cheez hay"'
Jazak Allah kheir❤❤❤
Masha Allahu La Quwwata illah billah 💐
Allahumma Zid Fa Zid Wa Barik
Ma sha allah
Beautiful words of qibla hazoor
Jazakallah qair
mashalla
❤❤❤❤❤
❤❤❤
Nazar o niaz biddat hay aur biddat k barey m sahih hadith h "' har biddat gumrahi h r gumrahi jahanum m ly jany wali cheez hay"'
Juma ne pehli azan bi bidat hai, taraweeh jamaat se padhna b bidat hai, azan masjid me dena b bidat hai, jamat ke liye koi ek fix waqt muqarar krna aur imam mozan ko tanqa dena b bidat hai. Kyun ki huzor ke daur me juma ke liye ek hi azan thi, taraweh akele padhi jati thi, azan masjid ke bahar kisi unchi jagah di jati thi bina loudspeakr, huzor ke kabi zohar ki jamat ka time 1:30pm ya asar ki jamat ka time 5pm nhi rakha na hi kisi imam ko tanqa di. Quran bagair zer zabr ke tha aur kitab ki shakal b nhi thi. Ye sab bidat sahaba ke zamaane me hui aur sahaba ne ki hain. Magar na ye gumrahi hai na hi jahannum me lejane wala amal hai. Wahabi khud bidat krta hai jab kabe par sona ki chadar chadhata hai.. kya ye kisi hadees se sabit hai? Kya ye Hindu log jo apn buton pr sona ka chadhawa chadhate hai is ki tarah nhi?
Khana khilana to behtareen kaam hai, wo bidat kaise hogaya. Tuhare waleme ka khana sunnat hai magar milad ka khana kaise bidat hua? Khana khilana sawab hai. Us sawab ko kisi allah wale ko hadya karna esale sawab hai jisko urf me niyaz ya fatiha bolte.
Oto bhai yani 😂 tum jo bhi chz Islam men add kro ge woh hala ho jae gi khana khilana halal sawab he warna to kafir bhi apne fakiri ko china men free ka bhona hoa kuta khilate hen gheruallah ka khana haram he bhai😂
Oto bhai yani 😂 tum jo bhi chz Islam men add kro ge woh hala ho jae gi khana khilana halal sawab he warna to kafir bhi apne fakiri ko china men free ka bhona hoa kuta khilate hen gheruallah ka khana haram he bhai😂
Aapka mobile bhi biddat hai🙃
Mijaz ba'mana iesaal e sawab btaya.aur ye bhi bta diya k jahalat ki waja se log ghalat matlab le saktay hain aur shirk k murtakib ho saktay hain is liye iesaal e sawab k mijaz k tor pr bhi nazr o niyaz ko ghairullah se mansoob na kiya jaye.sirf iesaal e sawab ki niyyat ki jaye.aur dua mai iesaal e sawab kiya jaye.
Abdullah
Kya Allah sadka aur khairaat khata h ya pahuchta h
2:32 ghor se suno
3:08
"اللّٰہ کو قرض حسنہ دو" یہ قرآن مجید کی آیت ہے۔
اسکا مفہوم ہے کہ غریبوں پر خرچ کرو تو میں سمجھوں گا کہ تم نے میرے لیے یہ سب کیا ہے
ALLAH Rabulizat issy paak hai ky wo Kuch khaye ya piyee
صدقہ ہم اللہ کیلئے کرتے ہیں پر یہ تو نہیں کہتے غوث پاک کا مجازی طور پر صدقہ؟ قربانی اللہ کیلئے کرتے ہیں تو یہ تو نہیں کہتے حضرت حسین رضی اللہ تعالٰی عنہ کی مجازی طور پر قربانی؟
Oh bhai hum apny mary huy rishtadar ko traf se qurbani kr sakty taky isal e sawab ponchy unki rooh ko
ویسے جس شخص نے نیاز کا معنی پوچھا ڈاکٹر صاحب سے تھوڑی دیر کیلئے ڈاکٹر صاحب کو جھٹکہ سا لگا تھا
Nazr niyaz Shirf Allah ke liye .
Or Allah se iska sawab khud ke liye ya dusroke liye mangna he.
Bas itni bat he.
طاہر القادری صاحب خود ہی بتا رہے ہیں نظر عبادت ہے صرف اللہ کیلئے ہے اور نیاز کے معنی ہیں عبادت، جھکنا، تعظیم وغیرہ اور پھر خود ہی کہہ رہے ہیں مجاز کے طور پر غوث پاک کی نذر ہے، نیاز حسین کر سکتے ہیں۔ یعنی آپ یہ کہنا چاہتے ہیں کہ نظر و نیاز جو کہ عبادت ے مجازی طور پر مخلوق کی بھی کی جا سکتی ہے؟؟
ماشااللہ بہت خوب
انھوں نے جو فرمایا وہ واضح ہے۔ آپ کو آسان کر دیتا ہوں۔ یہ دونوں صرف اللہ ہی کے لیے ہے۔ کھانا لوگ کھائیں گے، اور اس کا ایصال ثواب جو بھی مسلمان مومن یا بزرگ ہونگے ان کے لیے ہے۔ بس اتنی سی بات ہے آسان لفظوں میں
To tan baon pra hoya hen
Tum to tahir ul qadri se bhi age chale gai ho 🤣🤣🤣🤣
Qbila Huzoor ke sth muqable ke lia tumain sadian chaie laikin phr bhi teri do kitabon se ir tere soch se door he in hasti se mukabla krna hahaha
To aur hum kya kehte hain yahi to baat deobandi wahabi ahle hadees ko samajh nahi aati ki nazar allah ke liye aesal e sawab ambiya awliya wagerah ke liye
Nazar nayaz ka taluq quran main kahan likha hy ya hadees main kidr likha hy ky nazar nayaz ka taluq allah sy hy
کیوں کہ نذر و نیاز عبادت ہے اور عبادت اللہ ہی کے لئے ہے
Kya ache tarike se gairullah ke Naam par nazaro niyaz Karne ko jaiz kar diye 😂😂😂😂
Bilqul
عقیدہ صحیح نہیں ہے
آپ ہی صحیح بتا دیں
Lekin Allah tou be niaz hai !