Sawal Tha agr haiz ho Jay to Kiya karein bus is ka jawab dayina Tha yahan koi nahi Sharmaya sawal poacha Gaya to sawal ka jawab daytay bhaie k aysi halat MA Kiya krna chaheyay Kiya nahi, haya k paymanay discuss krnay say behtar Tha ab ibadat tawaf hadoud o qayoud ko Bayan krtay tafseeilan to ap na jawab diya he nahi bus ghuma diya yahan to khawateein jawab Bina khay sun sukti masla samjh sakti the ap na sawal lobia jawab chana kr k ghuma diya, bus Allah hidayat day sub ko ameen
Agarr apki dates qareeb hon to yai niyyat kareen k main umrah ki niyyat karti ho laikin agar koi majbori ho jaye gi to ahram khol lon gi...is sorat main ap per koi dam nahi aye ga or phir pak ho ker aap umrah ker lain..
Mai umrah krne ayi hu 2din bache h wapsi me or aaj haiz a gya maine yaha dr se dawai Li h 1raat me hi haiz ruk gya to kya mai paak ho gyi hu umrah kr skti hu
Hum jeddah Me rehte hain... Agar hum jeddah se makkah gaye umrah k liye..aur haiz hogaya ihram k haalat me.. aur humko waapas jeddah aana Zaroori hain..clean hue tak makkah me ruk nahi sakte.. Kya is masle me bhi hum apne aapko saaf karke tawaf karke ghar waapas jaasakte.. pls jawaab de.. Aur ek sawaal aapne kahan clean hone k baad ihram baadhke tawaaf karna hoga..toh mera sawaal hain kya humko clean hone tak ihraam k jo conditions hain jaise baal nai girna..kisi jaandar cheez ko nahi maarna aisa sab etihad karna zaruri hain kya haiz k haalat me jab tak hum 1week baad clean hoke umrah mukammal na karen... pls pls pls reply... aapki meherbaani hogi. Jazakhallahu khaira
Assalamualaikum ji mera sawall hai ke mujhe urine problem bahut hai namaz ke halat me bhi wazuh tudh jate hai tu mai kise tarah karo medicines band karne ke baad phir yeah problem start hojate hai
plz koi mujhe jald jawab de k maine na tawaf e wida haiz ki halat me kiya hai or kabbe ku touch b kiya hai kya is se mujhe dum dena pardhegya mujhe is baat ka ilm nahi tha plz koi bataye
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Aapke Jawab Ke Liye In Videos Ko Dekhe. ruclips.net/video/3_qjv906lGY/видео.html ruclips.net/video/Am8eVvRwzes/видео.html ruclips.net/video/M0bcwIAFuog/видео.html Saleha Ansari Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
Hajj tamatu par agar raasty mai haiz aa jai tou phir woh kia karay. Kia umrah ki neeyat karay. Ya nahi.
Meri flight sept 11 ko hai.. Mere periods nhi aye plz merr liye dua karo..
Mai bahuth tension hora hai😭😭😭😭😭
Sawal Tha agr haiz ho Jay to Kiya karein bus is ka jawab dayina Tha yahan koi nahi Sharmaya sawal poacha Gaya to sawal ka jawab daytay bhaie k aysi halat MA Kiya krna chaheyay Kiya nahi, haya k paymanay discuss krnay say behtar Tha ab ibadat tawaf hadoud o qayoud ko Bayan krtay tafseeilan to ap na jawab diya he nahi bus ghuma diya yahan to khawateein jawab Bina khay sun sukti masla samjh sakti the ap na sawal lobia jawab chana kr k ghuma diya, bus Allah hidayat day sub ko ameen
Umrah ki niyyat krny k bad haiz aajye phr kya kry?
Agarr apki dates qareeb hon to yai niyyat kareen k main umrah ki niyyat karti ho laikin agar koi majbori ho jaye gi to ahram khol lon gi...is sorat main ap per koi dam nahi aye ga or phir pak ho ker aap umrah ker lain..
Mai umrah krne ayi hu 2din bache h wapsi me or aaj haiz a gya maine yaha dr se dawai Li h 1raat me hi haiz ruk gya to kya mai paak ho gyi hu umrah kr skti hu
Hum jeddah Me rehte hain... Agar hum jeddah se makkah gaye umrah k liye..aur haiz hogaya ihram k haalat me.. aur humko waapas jeddah aana Zaroori hain..clean hue tak makkah me ruk nahi sakte.. Kya is masle me bhi hum apne aapko saaf karke tawaf karke ghar waapas jaasakte.. pls jawaab de..
Aur ek sawaal aapne kahan clean hone k baad ihram baadhke tawaaf karna hoga..toh mera sawaal hain kya humko clean hone tak ihraam k jo conditions hain jaise baal nai girna..kisi jaandar cheez ko nahi maarna aisa sab etihad karna zaruri hain kya haiz k haalat me jab tak hum 1week baad clean hoke umrah mukammal na karen... pls pls pls reply... aapki meherbaani hogi. Jazakhallahu khaira
Allah ap Ko jazakharde
Asslam o Alaikum.. Mera sawal hy k agr zil haj K phle ashre m rozey rkhy lkn periods Hojye to Kya bd m rkh skte hn ya ni??
Assalamualaikum madina mai aana baad period aajaya tou kya karai roza Rasool mai jasakta kya
Molana sahib kia Hijj k doran ghosal karsakte ha or ihram badal sakte he
Magar molana sahab Haram ya madinah ki masjid ka ahata ab bohat dour tak hy sab kuch to kahan tak haziya ja sakti hy
mashaallah
Jazakallah
Haiz ki halat me madina jana kesa
If the bleeding stops in 1 day before the last day of menses then can we perform tawaf.
Mery period agy hae or mujh kl rat me ummry KY ly Jana hae Kya sahi hae Kya glt hae or Kya krna hae mujh please explain krky btadn mujh
Hajj k douran tawaf e ziyarat krna h or haiz aa jaye to kya karein?
I wish you would have answered the question
Mikat m ahram pahne k bad nafil ada kiye niyat ki makah m puhnchne k bad haram jane s pahle gez ajaye to kiya krenge phir fkight ek din bd wapsi ki h
dam dena kia hota h koie batayega
Assalamualaikum ji mera sawall hai ke mujhe urine problem bahut hai namaz ke halat me bhi wazuh tudh jate hai tu mai kise tarah karo medicines band karne ke baad phir yeah problem start hojate hai
Summaiya Banu Aap k liye jayaz hai aap waise hi Namaz Padh sakti hai Q ki ye bahalat e majboori hai n ki Shauk se
umra ki niyat krne k bd haiz ajaye to Kia Krna chahye
hayz Aane Se Pehle tablet kha sakte hain kya sahi hai ya galat please reply karo 27 ko meri flight Umrah hai
khaa sakte....tablet khake aap period date ko badha sakte hai aur ye jaez bhi hai
hajj bhi or Skte h plz app us tablet ka nam bta dijiye plzzzz
plz aap.us tablet ka nam mjhe bta. dijiye plz plz bta dijiye request h apse
plz us tablet ka naam mjhe bta dijiye reqest h
Plz jawab de
Mja ek muskil h humri Kal ki falet h or mja haz h alweda tufaf nhi Kiya Kya eska koyi Hal h
Yeh sawal mufti tariq masood ko watts app kary
plz koi mujhe jald jawab de k maine na tawaf e wida haiz ki halat me kiya hai or kabbe ku touch b kiya hai kya is se mujhe dum dena pardhegya mujhe is baat ka ilm nahi tha plz koi bataye
dam dena kia hota h behn q k may bhi ja rahi hajj Insha'Allah
agar haiz late huwa to Kay karae
Plz come to the point
Istakhaja or haiz me kiya farak he? Pl tell me
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Aapke Jawab Ke Liye In Videos Ko Dekhe.
ruclips.net/video/3_qjv906lGY/видео.html
ruclips.net/video/Am8eVvRwzes/видео.html
ruclips.net/video/M0bcwIAFuog/видео.html
Saleha Ansari Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
Woh non natura bleeding hoti hain, routine k nai
Kis tarah namaz aada ke jaiye
Summaiya Banu Aap Wazu bana kr Namaz padh sakti hai
Plz jwb den
socks phan kr umrah kr skte h kya
“Pleeeeeese get to the point “
Hello
Agar haiz behna ruk jaye or sharmgah me khoon reh jaye to kya paq ho jate hai