DI Box Connection| लाईव साऊंड मे डीआय बॉक्स को कनेक्ट करने के सही तरीके| डीआय बॉक्स को कैसे युज करे?
HTML-код
- Опубликовано: 28 ноя 2024
- #Audio Secrets #Vishal Morwal #Live Sound #Mixer #Amplifier #Speakers #DJ Sound #Live Sound
Facebook Page:
/ audiosecrets.vish
Balanced & Unbalanced cables: / watch
v=aLtFvyl6Ff8&t=643s
Series & Parallel connection: / watchv=dj6cslsmmqy&t=620s
Polarity Switch: • Polarity| मिक्सर का पो...
Insert Cable: • Insert| मिक्सर का ईन्स...
Sir aap bahut aacha sikhate ho
Thank you so much bhaiya ji ❤❤❤❤god bless you
Agar mic use karna ho to guitar main shure sm 58 kya sound boost k liye behtar hoga ???? Kaun se mic acoustic guitar k liye use kar sakte hain for better boost sound ??????
Use Condenser Mics.
Shure SM81,
AKG C451B/ C414/ C214
Also try C411 Body contact mic.
And there Many more
@@AudioSecrets these mics can be used in live gig??? I do live gig
One more query i put sometimes we get hum in guitar using DI so what's the factor????? Di is ideal for hum n ground issue solution
Jai hind sir . Jaise apne gitar ke liye di se moniter banay vaise tabla dolk ke liye bana sakte he kay ager ho sakta he to usme bhi visil ki samsya rahega kay sir
Keyboard or octoped ke liye konsa DI box use kare activ ya passive
Active
Very neat n clear thank you for this vedio
Absolute knowledge shared with utmost clarity... Hats off Vishal Keep sharing thank you again.
Thanks Bhai.
🙏🏼
Koi bhi instrument ke liye chalega kya jaise ke dholk ,
Mic ka connection balanced hota hai isliye di box connect karna jaruri nahi hai.
Sir ese hi aur video bana sir
Sir isko ham dolak ki chati par use kar sakte h pick leval rokne ke liye
Sir hamare pass 300 watt ke dual top hunme dolak ki chati ki awaj moti ati h
Iske liye koi solution mil sakta h
@@jeetji174 Shure SM57 MIC use karo. Dholak vale ko pyar se samjhao, mic thoda dur (3 - 4 inch ki duri par) rakho.
Ok sir kabhi to sir dolak walo ko unki voice kano tak nahi milta i h Or mic ka jo gane laval jayada bolta h jo hadroom se bhi out ho jata h jisse masin tiping marti h
Great info, agar di box na ho to kaise humm issue ko solve kar sakte hain ????? Without issue kya digital console se ho sakta hai?!???
Agar FI box nahi hai to Jack to XLR cable use karke dekho. Lekin cable koi bhi ho agar noise aaya to ground lift karna padega jo DI box me hota hai aur mixer me nahi hota. To agar noise aya to kuchh nahi kar sakte.
@@AudioSecrets thanks brother apne reply Kiya jack to XLR karke dekhte hain, kya mono jack ko XLR se connect kar sakte hain ?? Female connector se???
@@AudioSecrets agar live show kisi vajah se xlr to jack cable na mile to Console se noise gate se kuch kam kar sakte hain humm ??? Do reply plz
@@dhirenjazz8100 kar sakte ho lekin agar wo noise loud hai to uske sath baat karnevale ka avaj ya fir instrument ya fir singer ke kuchh shabd cut ho sakte hai. Kyuki jitna noise jyada utna threshold upar setkarna padega
@@AudioSecrets Thanks brother so kind of you
Sir live speech ke liye best microphone par video banaiye
Agar kisi ki aawaaz ka signal low ho toh usko kis tarah badanye.
Very nice information for musicians 👍👍
Sir kabhi possible ho toh live band mixing dikhaiye.
Guitar , zoom processor di box ke sath use kar sakte hai ?
Yes. Jack Output hai to Chahiye.
Lekin Agar Usse XLR output hai to Jaruri nahi.
@@AudioSecrets jack output hai or me directly interface me attached karta hu to noise generate hota hai to do box k sathe ye solved ho jayega?
@@jinglebirdmusic4492 yes. Ho jayega.
Lekin DI box ko 48v phantom power chahiye jo mixer me hota hai. Agar aapko Interface ke sath chahiye to 9V Battery pe chalega. Make sure u buy one with dual power supply.
@@AudioSecrets Yes mere pas 48 pathom power hai aur audio interface me bhi available hai 48
Dbx pa _2 par video chaeye sir
Bhai fantom on karne se dinamic 🎤 kharab nhi hoga kyonki mere paas sound craft efx12 mixer h usme fantom power sabhi me on hota h
Sir maine moniter aur side fil kase connect kare mixer me konsa out put de please tell me
thanks for sirhi
Sir DI बॉक्स में क्या म्यूजिकल इंस्ट्रूमेंट ही चलाये जाते हैं या माइक भी लगा सकते हैं।
Thank you
Nice
Sir stage pe amp kiu use hota hay?
Guitar Amp ya fir Keyboard Amp. Musician khud ko sunne ke liye use karta hai. Guitar Amp me EFEECTS bhi use karta hai
@@AudioSecrets par musicians ka apna monitor hota hay fir kiu amp use karte hay?
@@anikalen2398 uska sound guitar se efx processor me jayega udhar se mixer mer jayega. Aur mixer se aux me se vapas monitor me aayega. Lekin mixer me aap kuchh eq ya aur kuch processing karoge to usne uske processor me jo tone set kiya wo monitor me same nahi rahega. Isliye wo Amp use karta hai aur monitor me khud ka awaj kam rakhke dusro ka loud rakhta hai.
Bhai di box ko 48 volt से कैसे chalaye
लोगं डीले के लिए आप क्या इस्तेमाल करते हैं सर
बताईए सर
Sar ek Di box mein ham kitne instrument अटैच कर सकते हैं
Instagram per kya Naam se channel hai aur Di box kosa bast hai
No instagram account.
BSS 133
Radial J48
@@AudioSecrets e mail
@@AudioSecrets E mal address sir please
@@sagarvallecha7297 audiosecrets96@gmail.com
Sir ji synthesizer ke liye sterio output Nikalna Hai to Kansas D I box Lena chahiye
2 x BSS AR133
Or
2 x Behringer DI100
Or
1 x Klark teknik DN200
Sir ham vi esi model ka 30 channel used karthe ha
👍
Agar di box na ho to guitar k liye trs mono female XLR chahiye ya trs mono male jo XLR cable se connect ho jaye for balance signal
Kaun sa guitar plàyer ko rakhna chahiye trs mono to XLR female vs trs mono to XLR male ?????? Kindly reply
TS to XLR Male.
Ye kaam karta hai lekin noise aaaya to use nahi nikal sakte.
And dont use TRS for instruments.
@@AudioSecrets nikal kyun nahi sakte , aur trs kyun nahi use karna chahiye trs to balance cable hota hai
@@dhirenjazz8100 naise nikalneke liye grounf lift karna padega jo DI me hota hai. TRS isliye nahi chalega kyunki instrument (guitar) me balanced connection nahi hota hai. Instrument banane vale usko unbalanced output hi rakhte hai. Bahut kam models aate hai jo balanced out dete hai.
@@AudioSecrets ji bandhu dhanyawad apne info f
Diya , asal main kabhi kabhi small live show par di box ka arrangement nahi hota , isliye main ye jaankari le raha thaa substitute agar kabhi di box na ho to chal jayega , mera yahi mukhya prasna thaa
Electric guitar main to mono port hota hai , main live gig main electric acoustic use karta hoon jisme preamp hota , kuch hain guitar isme jisme XLR ka port bhi install hota hai mono ke saath , kabhi artiste ko studio is well main record karna pade to XLR se balance signal liya Jaa sake......all in all thanks for informing 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks guru
Sir, kya hum di box octopad keyboard me bhi use kar sakte hai?
Karna hi chahiye, ye usi ke liye bana hai. Jarur use karo aapko show me bahut fayda hoga.
@@AudioSecrets Thank u so much.
@@AudioSecrets loudness & clarity k liye use karna chaiye...right??
@@bigthinking.5222 Yes. loud & clear. Aur noise bilkul nahi.
Keyboard ke liye Kinsale di box use Karen jisase output stereo nikale
Sar video Kyon Nahin a raha hai
Damage Nahi HOTA Hain 100% sure sir
100% Sure.
Just do not use phone or laptop with EP to XLR. ☠️
@@AudioSecrets okay sir
Bhai sahab kabhi kabhi Di box ke baad bhi humm aata hai aisa kyun????? Dusra prasana ye hai XLR cable ko balance signal k liye use karte sound wale log dete nahi kabhi kabhi bolte hai. Aur signal khrab ho jayega , is that true ??????
Kiska hummm aata hai?
@@AudioSecrets guitar ka
@@dhirenjazz8100 ground lift karke dekho. Jack to Jack Cable change karo.
Agar phit bhi aa raha hai to guitar ke output me bhi problem ho sakta hai.
Ha phir XLR bhi kharab ho sakta hai.
Mostly cable ka hi isshe hota hai.
Ground lift DI main karna hai naa sir ??? Thanks for info
@@dhirenjazz8100 yes