Retrograde brihaspathi in 6 th house, what is the effect. It is told that the person who has 6 th house brihaspathi will be road pathi in the end, even if he is a millionaire.
Graho ki power kai tarah se dekhte hai, lekin agar kisi bhi grah ki degree 6 degree se kam hai to jarur kuchh upay kr lena chahiye, aapne Surya ka upay puchha hai, subah snan ke baad Surya ko jal chadhayen, or Aditya hardayam stotram ka paath 3 month Tak kare, or bhagwan ram ji ka dhyan kare, apne food me gud or gehu, jarur Shamil kare, or apna sleep cycle thik rakhe. Matlab din me nahi soye,
@JyotishandShastra Mera Scorpio asc hei aur Sun Capricorn mei 9 degree ke hein akele Utarasadha nakshatra mei, no aspects on it. Saturn 5th house mei hein. Raat ko 3 baje Birth time hei isiliye Shadbaal kam hei. Leo mei Rahu hein. Kya kuch aur upaya karun ?
Kark lagn mein Jupiter 11th house matlab vrishabh Rashi mein baitha hua hai jo ki Jupiter ki Shatru Rashi hai, 11th house income or friend circle Ka hota hai, shukr ke Karan se ya shukr ki Rashi ke Karan se income related benefit jarur honge specially friend ke madhyam se yah shatruon ke madhyam se, Jupiter Pancham Drishti 3rd house ko dekh raha hai jo ki siblings or hamari effort ka house hai vahan per Kanya Rashi baithi Hui hai isliye bhai bahanon se thodi duri hone ke bad bhi unse support milega, Jupiter 7th Drashti fifth house per de raha hai Jo education aur aage chalkar childrens ke bare mein batata hai, fifth house mein Scorpio Rashi hai jo ki Mangal ki Rashi hai yah combination achcha rahega matlab fifth house achcha hua, Jupiter ki ninth Drishti saptam house per pad rahi hai jo ki makar Rashi 7 house mein hai Jo Shani ki Rashi hai isliye shaadi mein delay ho sakta hai ya income ya business related chijon ke liye normal se thodi jyada mehnat karni pad sakti hai,
@@JyotishandShastraBohot Badiya sir 👍 Thoda 7th house k baare mei bhi bataiye. Kark lagna hai mera bhi, Jupiter ki 9th drishti 7th house pe padne se married life par kya asar padta hai?
Makar lagn mein 4th house mein Guru matlab mesh Rashi mein Guru hai, jo ki Mangal ki Rashi hai, mother ki side se thoda tension deta hai yah ya utna support nahin milta hai mother ki side se, Guru ki Pancham Drishti 8 Ghar per padati hai jo research aur data related ya archaeology related field mein interest batati hai, Lekin saptam Drishti 10th Ghar per padati hai jo rajya se ya government se support batati hai profession ko bhi support karti hai, Guru ki navam Drishti 12th house per padati hai jo ki normal Se jyada kharch ya expenditure batati hai Lekin videsh ki Dharti ya bahar ki jagah Se koi support bhi mil sakta hai agar Guru ki sthiti acchi hai to.
Jupiter mars in 12 house as atmakarka in sagittarius ascendant 💗
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
@ okay 🙏🏻
Jupiter + ketu in 6th House . Dhanu rashi. 1st house in Kumbh , Kaise hoga?
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
Jupiter in 4th in leo sign effects?
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
Retrograde brihaspathi in 6 th house, what is the effect.
It is told that the person who has 6 th house brihaspathi will be road pathi in the end, even if he is a millionaire.
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
Shadbala kaam hojaen to kya Upaya karein ?
Mera Surya ka Shadbal 0.9 hei jo ki avg se kaam hei. Kya Upaya karun??
Please reply
Graho ki power kai tarah se dekhte hai, lekin agar kisi bhi grah ki degree 6 degree se kam hai to jarur kuchh upay kr lena chahiye, aapne Surya ka upay puchha hai, subah snan ke baad Surya ko jal chadhayen, or Aditya hardayam stotram ka paath 3 month Tak kare, or bhagwan ram ji ka dhyan kare, apne food me gud or gehu, jarur Shamil kare, or apna sleep cycle thik rakhe. Matlab din me nahi soye,
@JyotishandShastra Mera Scorpio asc hei aur Sun Capricorn mei 9 degree ke hein akele Utarasadha nakshatra mei, no aspects on it. Saturn 5th house mei hein.
Raat ko 3 baje Birth time hei isiliye Shadbaal kam hei. Leo mei Rahu hein.
Kya kuch aur upaya karun ?
@JyotishandShastra Aapse Consultation kar sakta hun mere birth chart ke regarding ??
Dob 24 /1/1998, 3.10 AM, Place - Anandapur, Odisha.
Makar lagan 2nd house Jupiter ka kya parinam hoga guru ji 🙏
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
11 house Jupiter and sixth house main sani, rabi, venus hai specialty kya hain. Makar rashi, kark lagna
Kark lagn mein Jupiter 11th house matlab vrishabh Rashi mein baitha hua hai jo ki Jupiter ki Shatru Rashi hai, 11th house income or friend circle Ka hota hai, shukr ke Karan se ya shukr ki Rashi ke Karan se income related benefit jarur honge specially friend ke madhyam se yah shatruon ke madhyam se, Jupiter Pancham Drishti 3rd house ko dekh raha hai jo ki siblings or hamari effort ka house hai vahan per Kanya Rashi baithi Hui hai isliye bhai bahanon se thodi duri hone ke bad bhi unse support milega, Jupiter 7th Drashti fifth house per de raha hai Jo education aur aage chalkar childrens ke bare mein batata hai, fifth house mein Scorpio Rashi hai jo ki Mangal ki Rashi hai yah combination achcha rahega matlab fifth house achcha hua, Jupiter ki ninth Drishti saptam house per pad rahi hai jo ki makar Rashi 7 house mein hai Jo Shani ki Rashi hai isliye shaadi mein delay ho sakta hai ya income ya business related chijon ke liye normal se thodi jyada mehnat karni pad sakti hai,
@@JyotishandShastraBohot Badiya sir 👍 Thoda 7th house k baare mei bhi bataiye. Kark lagna hai mera bhi, Jupiter ki 9th drishti 7th house pe padne se married life par kya asar padta hai?
@@JyotishandShastra thank you sir
10th house me guru with 9 no rashi kanya ke sath ho to kya prabhav padhta hai
I will take your question in the Q.and A. session, on coming Sunday, 15 December 2024
मकर लग्न मे 4 थे भाव मे गुरू का प्रभाव क्या रहेगा?