My 3 favourite poetry ❤️😊... 1 .. Hansi aati hai mujhe hasrat-e-insaan par, Gunaah karta hai khud laanat bhejta hai shaitaan par.... 😊❤️ 2..❤️😊❤️ Dua to dil se mangi jati hai, zubaan se nahi ae iqbal, Qubool toh uski bhi hoti hai jiski zubaan nahi hoti.... 3 ... Koi ibadat ki chah mein roya, Koi ibaadat ki raah mein roya, Ajeeb hai ye namaz-e-mohabbat ke silsile iqbal, Koi kaza kar ke roya, Koi ada kar ke roya... True 💖😊 legend ❤️🥰 Allam Iqbal 🥰🥰💖... May Allah grant him the highest position in Jannah ammen...
Allama Iqbal ne Germany ki Munich jisay Munikh Ada kiya jata hai , se PhD ki thee , falsafa e Iran par... hydal berg , ....Goethe , Almani shayer ne Rasulullah Sallallaho Alaihiwasallam par nazm likhi , Aap Sallallahu alaihi wasallam ek nadi ki manind faizyaab kartey ja rahey hain , apnay maghribi Deewan men , jis ka jawab Allama Iqbal ne Payam e Mashriq likh kar diya hai ,...nazm JOOY E AAB likhi , jo Goethe ki nazm ka tarjuma hai , Farsi Zuban men..... Goethe ka Western ostlicher Divan , is ke barey men great German poet Heine ne kaha hai , " yeh tohfa hai maghrib ki taraf se Mashriq ko "

Beautiful place to visit. My favorite city to visit in Germany. Iqbal stayed in this house for 6 months to learn the German language for his Ph.D. thesis. Also wrote a poem about the necker river
Again a great day excellent content great efforts It’s good to know, our late Mohammed iqbal and his profoundly successful influential life part was in Germany 🇩🇪 Pakistan zindabad Islam ☪️ zindabad
SubhanAllah,, whenever I see such heaven on earth, I remember why I came back to our mother land for nothing but to protect our n our generations ' faith. No matter how much these countries are better in systems, you got compromise on so many values of Islam and no matter how bad the situation of our motherland, there's no comparison of comfort to practice Islam here الآخيرة خيرة و ابقاء Although systems are outstanding but individuals life is miserable.
@@azam3404 right now I m in Pakistan working in govt job . I have Residence card . Just looking for some reasonable job opportunity have also passed B-1 . What about u .
Heidelberg Nice city Me 2017 me Idar raha hoon bohat khushi hoi molana tariq masood saab ko Idar dekh kar Dr. Allama Iqbal ke ghar very proud moment for all pakistani.
Duniya key har jagah mufti sahab kay chahnay walain hain, Mashallah, aise dil say izzat log celebrities key bhi nahi kartay, ya sab Islam key barkatain hain.
🌹Khudi ko kar buland itna,k har taqdeer se pehly 🌹Khuda bndy se khud pochy,bta tairi raza kiya h Germans Allama Iqbal ko spiritual father samajhty hn,ici liy Aik poori Road street ko unky naam se mansoob kr diya,, Really Pakistan k liy Proud ki bat h.Hmary Aslaf bht Great thy.May ALLAH rest Allama Iqbal in peace,Aamin.
Jo pasnd thy mairi zaat mn Woh sher sary bikhar gaye Mujhy yad h, kabhi Aik thy Hum Magar aaj Hum hain Juda Juda Woh Juda Hoy to sanwar gaye Hum Juda Hoy to bikhar gaye
❤❤❤❤❤Assalam Allaikkum o Rahamatullahi Barrakatahu Alhamdulliaha subhanallaha mashallaha subhanallaha Ameen Ameen qurban ❤❤❤❤❤ Kya sher hai ALLAMA SAHIB KA
Salute hay mufti sahib JazakAllah ap nye dor k new generation k lye bahut hi achi direction day rahy hen hum maeen ap ki daraz e umar ki dua kerty hen jo hamari bigri hue awladon ko ilmi aur asal heros ki taraf rasty dikha rahy hen bahut shukrya ap ka ❤️🇵🇰❤️🕋❤️🌼🤲🇸🇪
Mufti Saab has missed one interesting item. There is a big stone at the bank of river Necker near Iqbal Ufer poem in German language is engraved with title "'Gruss an den Neckar". He wrote this poem while spending evening at the river bank and later the poem was engraved on the stone at same place in his honour.
My father is a carpet exporter from India and he has visited Germany and other European countries for more than 30 times. We are manufacturer and exporter of hand knotted and hand tufted rugs and now I am planning to visit this country very soon, please pray for my success.
Beautiful place to visit. My favorite city to visit in Germany. Iqbal stayed in this house for 6 months to learn the German language for his Ph.D. thesis. Also wrote a poem about the necker river
Due to efforts of brother in law & sister,when they were students at heildrrberg university,the road where.iqbal lived,was.named as "iqbal strasse".Their name were Dr. & Mrs Ali Akhtar.
🌹Phla phoola rahy ya Rabb Chaman mairi ummeedon ka 🌹Jigar ka khoon dy dy kr ye booty mn ny paly hn 🌹Rulati h mujhy,Raton ko khamoshi sitaron ki 🌹Nirala ishq h maira,Niraly mairy naly hn 🌹Nahi be gan gi achchi Rafiq, Rah e Manzil se 🌹Theher ja ay sharer,Hum bhi to Aakhir mitny waly hn
Assalamualaikum Mufti Sahab, Mai yahi Heidelberg mai Allama Iqbal k Ghar k paas rehta hu . Apka Vlog dekh ke realise hua Allah ne mujhe bahut khub rakha hai. Alhamdulillah, ek din Germany mai Yasser Arafat ka bada naam hoga. Bas dua mai yaad rakhna.
I love Hazrat Muhammad S.A.W
Peace be upon him (عليه الصلاة والسلام)
اللهم صل على محمد النبي الأمي وعلى اله وسلم تسليما
❤
اللہ تعالی مفتی صاحب کی عمر میں برکت عطا فرمائیے آمین 🇮🇳💝🇵🇰
Watching from Bangladesh 🇧🇩🇧🇩 I'm also so proud of allama Iqbal
ماشاء اللّٰه❤
Thank you Germany 🇩🇪 for preserving the home of legend of east Dr. Alama Iqbal
My 3 favourite poetry ❤️😊...
1 .. Hansi aati hai mujhe hasrat-e-insaan par,
Gunaah karta hai khud laanat bhejta hai shaitaan par.... 😊❤️
2..❤️😊❤️ Dua to dil se mangi jati hai, zubaan se nahi ae iqbal,
Qubool toh uski bhi hoti hai jiski zubaan nahi hoti....
3 ... Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibaadat ki raah mein roya,
Ajeeb hai ye namaz-e-mohabbat ke silsile iqbal,
Koi kaza kar ke roya, Koi ada kar ke roya...
True 💖😊 legend ❤️🥰 Allam Iqbal 🥰🥰💖... May Allah grant him the highest position in Jannah ammen...
Ao bhai in mn se aik shair bhi Iqbal ka nahe. 😂
Sher me Iqbal naam aane se,zaroori nahi woh iqbal ki poetry ho..:)
None of them belongs to Allama
@@nematullahali6481 because u edited your comment 🤣🤣🤣🤣🤣
And neither did i say u said these are from Iqbal
@@nematullahali6481 when did I say u deleted your comment 🤦🏻🤦🏻🤦🏻 don't use your Stephen Hawking mind
Chino Arab hamara
Hindustan hamara
Muslim h hm watan h
Sara jahan hamara
@ Allama Iqbal
One of the most motivational Muslim poet and philosopher
No words to explain my love for Sir Allama Iqbal !!
Allama Iqbal ne Germany ki Munich jisay Munikh Ada kiya jata hai , se PhD ki thee , falsafa e Iran par... hydal berg , ....Goethe , Almani shayer ne Rasulullah Sallallaho Alaihiwasallam par nazm likhi , Aap Sallallahu alaihi wasallam ek nadi ki manind faizyaab kartey ja rahey hain , apnay maghribi Deewan men , jis ka jawab Allama Iqbal ne Payam e Mashriq likh kar diya hai ,...nazm JOOY E AAB likhi , jo Goethe ki nazm ka tarjuma hai , Farsi Zuban men..... Goethe ka Western ostlicher Divan , is ke barey men great German poet Heine ne kaha hai , " yeh tohfa hai maghrib ki taraf se Mashriq ko "
Mulvy Saheb honesty is best policy practical is life not talking too much we learn nothing only cunning
Masha Allah ❤️
Big fan of Allama Iqbal 🦅❤️😊
Love ❤️ from India 🇮🇳
❤️ from 🇵🇰
well Iqbal was Indian if you dont know.
@@thecybergod7650 wo pak me Born hua ta
@@Ali-ld6tg Pak ka naam o nishan bhi nahi tha jab unka birth hua. Or unke marte tak wo hindustan ke citizen rahe.
Allama Iqbal ne Germany ki Munich jisay Munikh Ada kiya jata hai , se PhD ki thee , falsafa e Iran par... hydal berg , ....Goethe , Almani shayer ne Rasulullah Sallallaho Alaihiwasallam par nazm likhi , Aap Sallallahu alaihi wasallam ek nadi ki manind faizyaab kartey ja rahey hain , apnay maghribi Deewan men , jis ka jawab Allama Iqbal ne Payam e Mashriq likh kar diya hai ,...nazm JOOY E AAB likhi , jo Goethe ki nazm ka tarjuma hai , Farsi Zuban men..... Goethe ka Western ostlicher Divan , is ke barey men great German poet Heine ne kaha hai , " yeh tohfa hai maghrib ki taraf se Mashriq ko "
Proud to Indian muslim... Im big fan
Mashallah अल्लामा इकबाल साहब को करवट करवट जन्नत नसीब फरमाए(Ameen)
“Sare Jahan se accha Hindustan 🇮🇳hamara” komi tarana by masallah Allama Iqbal...
Kahan acha hai , sabse acha hota to duniya ka no 1 hona chahiye tha
@@m__h6889 yes
@@m__h6889 it was b4 1947, from India
@@m__h6889 it was before partition
Hope it's CLEAR ❣️
@@moaazkhan2011 what yes
Allah taala allama iqbal ke darajaat ko buland farmaye 🤲🤲
Beautiful place to visit. My favorite city to visit in Germany.
Iqbal stayed in this house for 6 months to learn the German language for his Ph.D. thesis.
Also wrote a poem about the necker river
Yes .. its true 👍
سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا
لیا جائے گا کام تجھ سے دنیا کی امامت کا 💙
{إِنَّ اللَّهَ وَمَلائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيمًا}
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَعَلٰی آلِ مُحَمَّدٍ کَماصَلَّيتَ عَلٰی اِبْراھِيمَ وَعَلٰی آلِ اِبْراھِيمَ اِنَّكَ حَمِيدُ مَّجِيدُُ
اَللَّھُمَّ بَارِك عَلٰی مُحَمَّدٍوَّعَلٰی آلِ مُحَمَّدٍ کَمَا بَارکتَ عَلٰی اِبراھِيمَ وَعَلٰی آلِ اِبراھيمَ اِنَّكَ حَمِيدُمَّجِيدُ
تاجدار ختم نبوت زندہ باد زندہ باد زندہ باد 🇵🇰
Proud moment for whole muslims not only for Pakistanis
Yess
Not Pakistan only Indian..
Iqbal was a Indian
@@TeraBaap-ud1kp abe unki or baki baron ki waja se humein Pakistan mila toh Hum proud karenge na bro ❤️
🇮🇳❤️🇵🇰
جزاک الله خیراً کثیرا 🌹
مفتی صاحب!
Ma Sha'a Allah zaberdast mufti sb, ENJOYED this Vlog too.mufti sb ki vlogging❤️Wht Beautiful Sceneries Captured By mufti sb ❤️❤️❤️
5:35 i literally got goosebumps 😥 🇧🇩
As a Sikh person we respect and hold sir Muhammad Iqbal in high esteem
اللہ عللمہ اقبال پر رحم فرمائے ان کی شاعری نے مسلم قوم کو نیا مقام عطا فرما مفتی صاحب اللہ آپ کو صحت عطا فرمائے
Allahu akbar, I feel proud to see the respect for allama Iqbal, in Germany ❤🤍💚👍
Again a great day excellent content great efforts
It’s good to know, our late Mohammed iqbal and his profoundly successful influential life part was in Germany 🇩🇪
Pakistan zindabad Islam ☪️ zindabad
Allah Razi hon Or jannat Ul firdous mn alaa maqam ata krain Allama Muhammad Iqbal Rahma hulla ko.. 💕Ameen
AMEEN!!
Inshallah kyun ki shirk toh nahi karte the,aur Tamam.ulama ka itttjfaq hai ke inke Sher ya ashar Qur'an hi se nikale the
آ مین 🌹
اللّٰه تبارک وتعالیٰ شاعر مشرق علامہ محمد اقبال رحمتہ اللہ علیہ کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطاء فرمائے آمین🤲 یا رب العالمین❤
Aameen
SubhanAllah,, whenever I see such heaven on earth, I remember why I came back to our mother land for nothing but to protect our n our generations ' faith.
No matter how much these countries are better in systems, you got compromise on so many values of Islam and no matter how bad the situation of our motherland, there's no comparison of comfort to practice Islam here
الآخيرة خيرة و ابقاء
Although systems are outstanding but individuals life is miserable.
I am Lucky enough to visit this place . ❤ since I am staying here in Germany I know how big honour is to have a street with Iqbal’s name .
What do you do in Germany ?
@@azam3404 right now I m in Pakistan working in govt job . I have
Residence card . Just looking for some reasonable job opportunity have also passed B-1 . What about u .
Heidelberg Nice city Me 2017 me Idar raha hoon bohat khushi hoi molana tariq masood saab ko Idar dekh kar Dr. Allama Iqbal ke ghar very proud moment for all pakistani.
May God Reward all those travelers , without whom it was never possible to see such scenes and to know about allama sab .
From India Bangalore 📷.
Duniya key har jagah mufti sahab kay chahnay walain hain, Mashallah, aise dil say izzat log celebrities key bhi nahi kartay, ya sab Islam key barkatain hain.
Don't live in the past we all UMMA should be think of our future. from 🇵🇰🇬🇧
Whoever doesn't learn from the past , gets forgotten in past.
Never forget past
Mashallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah
🌹Khudi ko kar buland itna,k har taqdeer se pehly
🌹Khuda bndy se khud pochy,bta tairi raza kiya h
Germans Allama Iqbal ko spiritual father samajhty hn,ici liy Aik poori Road street ko unky naam se mansoob kr diya,, Really Pakistan k liy Proud ki bat h.Hmary Aslaf bht Great thy.May ALLAH rest Allama Iqbal in peace,Aamin.
Kabhi Arsh par, kabhi farsh par
Kabhi unky dar, kabhi dar badr
Gham e Aashqi, taira shukriya
Mn kahan kahan se guzer gye
Jo pasnd thy mairi zaat mn
Woh sher sary bikhar gaye
Mujhy yad h, kabhi Aik thy Hum
Magar aaj Hum hain Juda Juda
Woh Juda Hoy to sanwar gaye
Hum Juda Hoy to bikhar gaye
সল্লাল্লাহু আলাইহি ওয়াসাল্লাম
I have goosebumps .
ماشاءاللہ
ME REALY ENJOY THIS VLOG
APKI INFORMATION ABOUT SIR IQBAL ARE AMAZING
KEEP IT UP MUFTI SIR
So proud to be one of the lovers of the great Allama Iqbal.
So much combination in one vlog mufti shab thank you vlog dekh kr freshness feel hoti he
صلو علی الحبیب صلی اللہ تعالی علی محمد
I was there 15th August 2021 and 15th August 2020 Alhamdulillah Going to Heidelberg soothes my soul ❤️
Mufti Sahab aapane dil khush Kar Diya vaise to bahut se log jaate Hain Germany lekin aapane pahli bar allama Iqbal ko show karvaya hai yahan per
Mashaallah 🥰 Mufti Sahab. Bahut zabardast vlog hai.. Allah se dua hai ke allah aapki Umar me sehat me barkat ata kre..... Amin..
پاکستانی ہوٹل والے بھائیوں کی مہمان نوازی پر خوشی ہوئی ہے ماشاءاللہ اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے
یا اللہ!علامہ اقبال کی قبر کو نور سے بھر دے آمین🤲🏻
آمین یا رب العالمین❤
آ مین ثم آمین
Ameen
ماشاءاللہ بہت خوب
اللّہ پاک آپ کے عمر عمل میں برکت عطا فرمائے
Mashalla bhut khoob 💞💞🇮🇳🇮🇳
I love you Allama Iqbal main Germany main hun InshAllah heidelberg jawunga ❤
Oh mujhe bi bht Shok h. Jany k lkn Mary husband k asiyat ni hn
MASHAALAH Beautiful Vlog ❤
❤❤❤❤❤Assalam Allaikkum o Rahamatullahi Barrakatahu Alhamdulliaha subhanallaha mashallaha subhanallaha Ameen Ameen qurban ❤❤❤❤❤
Kya sher hai ALLAMA SAHIB KA
Great tour in Germany thanks good knowledge gain thanks
اللّٰه تبارک وتعالیٰ مفتی طارق مسعود صاحب کو اپنے حفظ وامان میں رکھے آمین🤲 یا رب العالمین❤
آ مین 🌹
PROUD FOR PAKISTAN ❤️🔥🇵🇰
Mashallah mashallah subhan allah mufti sahib Good
Aslamoalikum Mufti Masood Sir, thanks to you and Team, great job 👍✋
ماشاءاللہ بہت خوب جناب اللہ تعالیٰ آپ کو خوب ترقی یافتہ بنائے
Mulna tariq masood sahab I love your style of thinking,
Subhanallah SUBHANALLAH SUBHANALLAH SUBHANALLAH SUBHANALLAH mashallah subhanallah SUBHANALLAH SUBHANALLAH SUBHANALLAH God bless you🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
Mufti shb Masha Allah zuban m Allah ne apko bhtreen rwangi de h
माशा अल्लाह सुभान अल्लाह अल्लाह हू अकबर
Salute hay mufti sahib JazakAllah ap nye dor k new generation k lye bahut hi achi direction day rahy hen hum maeen ap ki daraz e umar ki dua kerty hen jo hamari bigri hue awladon ko ilmi aur asal heros ki taraf rasty dikha rahy hen bahut shukrya ap ka ❤️🇵🇰❤️🕋❤️🌼🤲🇸🇪
Sare Jahan se Accha Hindustan hamara. 🇮🇳❤️❤️❤️❤️🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Baad mai unho ny is ko hi reject kr diya
Bohut khub surat...
Beautifull place
18:55 Million dollar words, by mufti sahab.
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوبصورت مفتی صاحب
Mufti Saab has missed one interesting item. There is a big stone at the bank of river Necker near Iqbal Ufer poem in German language is engraved with title "'Gruss an den Neckar". He wrote this poem while spending evening at the river bank and later the poem was engraved on the stone at same place in his honour.
Ma Sha Allah
Bohat khoob
Masaallah subhaallah Allah aapko khus rakhe humare haq ma duaa karna mufti sahab I am from India 🇮🇳Mohammed Nadeem
mufti sahab apko bidati kah denge agar apne unse dua karwayi. Wo wahabi hai wo sirf allah se hi mangre hai usse zada ki unhe taufeeq nahi
@@thecybergod7650 asp mujhse bol rhe han
My father is a carpet exporter from India and he has visited Germany and other European countries for more than 30 times. We are manufacturer and exporter of hand knotted and hand tufted rugs and now I am planning to visit this country very soon, please pray for my success.
😂😂 mufti sahab Kamal krte hain
Allah apki Umar men barkaten ata farmaye ameen
Wah mufti sahab zabardast maza agaya
Cheen o Arab hamara. Hindustan hamara.
Muslim hai hum, watan Sara Jahan hamara.
Jai hind , Jai Bharat..... boori nazar wale tera muh KALAA
MASHAALLAH Mufti saheb khoob Enjoy kr rahe hain👌
Mashallah my favourite poet
Thanks
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
ماشاء اللہ بہت خوب مفتی صاحب زبردست ویڈیو
Germany ku asal may apna aaka Sarkar e 2 jaha Huzoor k baare may padhna chahiye tah... Almost poori Germany musalmaan hojati insha Allah
Beautiful place to visit. My favorite city to visit in Germany.
Iqbal stayed in this house for 6 months to learn the German language for his Ph.D. thesis.
Also wrote a poem about the necker river
May Allah Almighty save all human beings from the fire 🔥 of hell and grant them paradise.🌹 Ameen 🤲❤
آ مین 🌹
Aameen
@@huzaifaanwar1582 JazakALLAHﷻ khair🌹
@@bannedone3ice138 JazakALLAHﷻ khair🌹
Mufti sab rona aa gaya Iqbal ka tasawar kar ke 🥺...... Kaash hm se koi Iqbal bane 🥺
Due to efforts of brother in law & sister,when they were students at heildrrberg university,the road where.iqbal lived,was.named as "iqbal strasse".Their name were Dr. & Mrs Ali Akhtar.
proud to be pakistani and proud to have Allama Iqbal as our national poet.
🌹Phla phoola rahy ya Rabb Chaman mairi ummeedon ka
🌹Jigar ka khoon dy dy kr ye booty mn ny paly hn
🌹Rulati h mujhy,Raton ko khamoshi sitaron ki
🌹Nirala ishq h maira,Niraly mairy naly hn
🌹Nahi be gan gi achchi Rafiq, Rah e Manzil se
🌹Theher ja ay sharer,Hum bhi to Aakhir mitny waly hn
🌹⭐
@@mrs.masroor8476 ❤
@@mrs.masroor8476 acha
Gajakallah Mufti Saab . Very great information I didn’t knew before
Salaam Mufti Sahib - I hope that you are also planning to visit UK after Germany.
Masha Allah . Mufti sb ka mizaah sub se alaa 🥰
Love from India🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Germany ku chahiye k voh apne Aaka Huzur ki zindagi k baare may jaane...saari Germany musalmaan hojati insha Allah
Allama Iqbal ke har baat sunkar hausle buland ho jate is ummat ke logo ki bahut fikar thi
Allama Iqbal is a poet of subcontinent. He born and died in undivided India.
Assalamu Alaikum Sir ji
Keisa He Ap ?
Me Alhamdulillah Thik Hu
I’m Proud to be Bangladeshi 🇧🇩
Live In Germany 🇩🇪
JAZAKHALLAH JAZAKHALLAH JAZAKHALLAH
Mashaallah jazakallah khair jurman government
Very beautiful Germany
Mashallah mufty sahab behtreen vlogs
افسوس کی بات یہ ہے
کہ نہ بڑوں نے انکی پہچان کرائی
نہ ہم نے خود اسکی ہسٹری پڑھیں
نئی جنریشن کی بات مفتی صاحب کی بالکل ٹھیک ہے
Assalamualaikum Mufti Sahab, Mai yahi Heidelberg mai Allama Iqbal k Ghar k paas rehta hu . Apka Vlog dekh ke realise hua Allah ne mujhe bahut khub rakha hai. Alhamdulillah, ek din Germany mai Yasser Arafat ka bada naam hoga. Bas dua mai yaad rakhna.
مفتی صاحب بہت ہی زبردست سیر کرا رہے ہیں ہماری ـ ماشاءاللہ
Apka. Shukriya. Mere. Ustad. Hazrat. Allama. Mohammad. Iqbal. Rahematula. Alai. Ki. Malumat. Deneka.
Ma sha AllAH ❤️
Proud proud Alama Iqbal mufti Sahab zindabad
بسم اللہ الرحمن الرحیم۔ علامہ محمد اقبال نے 1905سے 1908 تک جرمنی میں قیام کیا تھا ۔
For Allama Iqbal sb ke liye ❤️❤️ from 🇮🇳🇮🇳
Ap log syd bhooladiye