Sir meri shadi 2011 m hue thi or meri sas sasur or maa ke samne hue thi ab meri sas bol rahi hai ki ye meri bahu nhi hai mera beta unmarried tha mere husband ki death 2022 ko ho gye thi ab m kya karu mere pati up police m the
Or sir agr aarya smaj me ldka sadi krta h or vo allready phle se sadi suda bi h or fir bi vo dusri ldki se bi a btaye sadi kr le or bad m court m bi sadi ke certificate ko registration krva le to vo safi veleid kese mani ja skti h or fir vhi ldka ye bi bole ki divorce duga jb vo phle se sadi suda ho
Eska jvab dijiye kyuki court me sadi k liye kuch masum ldkiyo ko fsa kr unka fayda bi utha rhe h jo ldkiya gavo ki h sadi ka jasa dekr unka glt estemal kr rhe h
Sir kya jo gawah arya samaj shadi m istemal kiye gaye the kya wahi gawah court registration m bhi imp h pls help Sir agar kisi ne arya samaj se shadi kar li hai to court m kaise registered kare
Sir plss mujhe bataiye me bhut pareshan ho rhi hu kyuki Maine apke yaha se shadi ki thi aur ab mere husband mujhe rakhna. Nhi chahte to kya meri shadi invalid ho jayegi
@@LeadIndialaw Aur registered court marriage aur arya samaj se bhi saadi ho gayi hai certificate bhi de diya hai but abhi boy ki age complete nahi hue hai Lakin girl ki puri hai to kya valid hai ki nahi matlab kya kisi bhi tarah possible hai saadi agar age complete nahi hai to boy ki
Ap is matter mai kanooni roop se shayata le sakte hai .Adhik jnakari ke liye ap hamare helpline number pr call kare .Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
Sir mai cg se hu kya mai apne hi cast ki ladki jo ki mere hi ganw ki hai.... Aur wo mere kisi bhi prakar ke relative ki nhi hai kya ham bina family member ke aray samja me Sadi kr sakte hai kya sir... Pls reply me sir. I request you..🙏
Kya manyta prapt (registered) mandir se shadi karna valid mana jayga Ya kisi chote mandir m ki gai shadi bhi many manijati hai. Jis main photo bas proof ho.
Sir only Arya samaj mai shaadi hui ho but marriage registed nahi karaai ho to shaadi valid hogi y nahi ? Or shadi k paad ladka or ladki kabhi bhi sath nahi rahe ho . Shadi k 2.5 years ho gai h?
They will not allowed truth bond in kalyug era. Inko dar lagta hai sachi marrig se. They want people to marry with fake rituals only. Yeh pakki baat hai. They want scare people ke tum dur raho aise shadi ke tareeke se.Please bro n sis make research on Arya Samaj and leave all the babas and Idol worship. Come back to vedic teach by Dayanand saraswati 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Agar itne paise bhi abhi manage nahi kar sakte to aapko shadi nahi karna chahiye..kyunki uske bad to aur bhi kharche hote hai… bina paise ke parivar se alag hokar aap survive nahi kar sakte hai.. ladki apna ghar parivar sab kuchh chor kar aayegi to aapke pas paise hone chahiye taki use thik se rakh saken.
सरजी लरकी नाबालिक हों के4 सालके जेल चली गई ओर 6महिने बाद लरकि का माता पिता लरकी को जेल से पुनः बयान देते हुऐ बोली मेरी बेटी पढेगी ओर उसे जेल से छूरा लाई लेकिन लरकि बोल रहि हे हमके लरके के घर रहेंगे ओर अगर लरके के घर चली आई तो कोई तरह के दिक्कत तो नहीं होगी ना सरजी Please reply my
Lila team agar desh me blood relation me jo ladke ladki shadi krte hai vo shadi hindu dharm ke anusar kaise sahi Hogi. Iske liye law me Kya provision hai. Is par video banao. Aur in anti hindu shadi ko illegal declair karo
Chahe sath koi na hamare but ap hameshaa hamare sath he so thank u sir ♥️♥️♥️♥️♥️♥️
Thankyou sir ji achcha hua mene video dekhli me bhi kadam uthane jarahi thi
बहुत ही स्पष्ट जानकारी दी है।
जानकारी के लिए बहुत बहुत धन्यवाद
Bohat bohat shukreya sir ji bhagban ji aapko khus rakhe
Lead India sai shadi karge bss sir aap par pura pura trust hai muje
❤️❤️❤️❤️❤️ Sab trust work hoga ❤️❤️❤️😍😍😍😍😍💯💯💯💯💯
Arya samaj me hone wala shadi legal kyun nahi hai. Arya samaj is a separate religion.
Thank you sir ❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏🙏
Most welcome
Sir meri shadi 2011 m hue thi or meri sas sasur or maa ke samne hue thi ab meri sas bol rahi hai ki ye meri bahu nhi hai mera beta unmarried tha mere husband ki death 2022 ko ho gye thi ab m kya karu mere pati up police m the
Sar Maine Arya Samaj se shaadi ki thi lekin Mere Pati ki mrutyu ho gai to kya is halat mein Court mein registered ho sakti hai
Thankyou soo much Sir
Most welcome
(sa) Jankari share karne ke liye dhanyvad 💞
Please you must post citation of case discuss.
Sir mne bi Arya smaj mandir me sahdi ki thi 2019 pr abi tk registration nhi kraya to humari sahdi vailid h ... Puri trah se....
Court marriage se sambandhit puri jankari ke liye .Ap hamare helpline number pr call kare .Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
@@LeadIndialaw same question is mine sir.... marriage before this ruling is not valid????
@@priyankapihu6873 same question
Agar Aap ne sarbdeshik ary pratinidhi se regd. Ary samaj mandir mein sadi ki hai uska certificate apke pass hai wo vailid hai.
Or sir agr aarya smaj me ldka sadi krta h or vo allready phle se sadi suda bi h or fir bi vo dusri ldki se bi a btaye sadi kr le or bad m court m bi sadi ke certificate ko registration krva le to vo safi veleid kese mani ja skti h or fir vhi ldka ye bi bole ki divorce duga jb vo phle se sadi suda ho
🌈
Case name?
Eska jvab dijiye kyuki court me sadi k liye kuch masum ldkiyo ko fsa kr unka fayda bi utha rhe h jo ldkiya gavo ki h sadi ka jasa dekr unka glt estemal kr rhe h
Sir gayetri mandir me shadi hoti he to kya wo valid he ya nhi
Sir mere se ek ladke ne jabardasti Shaadi Kar Liye h Arya Samaj se aur Ab Mujhe partadit kar raha hi bataiye mein kya karun sir me bhot paresan hu
Aap hamare helpline number 8800444555 par sampark kare.
Sir court me registered kra ne ke baad bo net pe chad tee h ya nahi
Court marriage se judi puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare.Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
Arya samaj marriage validation Act 1937 pe kuch gyan de, please
Lekin nagar palika registration nahi krta agar ladki ke side se witness nahi hai toh.
Aap hamare helpline number 8800444555 par sampark karke jaankari lijiye.
Sir kya aap haryana rohatak se bhi Sadi krwa skte h
Court marriage se sambandhit puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare .Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
Judgment citation dijiye plz
Sir kya jo gawah arya samaj shadi m istemal kiye gaye the kya wahi gawah court registration m bhi imp h pls help
Sir agar kisi ne arya samaj se shadi kar li hai to court m kaise registered kare
Witness se related jankari ke liye aap hamare helpline number per call karein
Sir plss mujhe bataiye me bhut pareshan ho rhi hu kyuki Maine apke yaha se shadi ki thi aur ab mere husband mujhe rakhna. Nhi chahte to kya meri shadi invalid ho jayegi
Aap is matter me kanooni roop se sahayta le sakte hai adhik jankari ke liye hamare helpline number per call karein
Sir maine Nov 2020 mai aarya samaj mumbai se shadi ki thi toh kya abhi mai rajasthan se marriage register karwa sakta hu kya
Hn ji
Sir , I want to know that difference between court marriage and marriage registration by marriage officer ??
Kindly call on our helpline number
Thanks sr
Sir kya ek din ke andar court marriage possible hai
Sir , please provide This judgement copy
Humne bhi arysmaj mandir me ki thi advocate ne krwayi thi fere jymala sab huee photo bhi h advocate meri trf h to kya me husband pr kesh kr skti hu
Ap ise judi puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare .Apko hamari team ki taraf se puri shayata ki jayegi
Sir court me rajistor h
Too koe dikket hoga kya
Ap ise judi puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare.Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
Plz case name bataiye
Ap ise sambandhit puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare.Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
Sir boy ki age 21 nahi the phir bhi uski saadi ho gayi to kya wo valid hai ki nahi
agar age complete nahi hai toh shaadi valid nahi hai.
@@LeadIndialaw Aur registered court marriage aur arya samaj se bhi saadi ho gayi hai certificate bhi de diya hai but abhi boy ki age complete nahi hue hai Lakin girl ki puri hai to kya valid hai ki nahi matlab kya kisi bhi tarah possible hai saadi agar age complete nahi hai to boy ki
Ap is matter mai kanooni roop se shayata le sakte hai .Adhik jnakari ke liye ap hamare helpline number pr call kare .Apko hamari team ki taraf se puri jankari di jayegi.
POLICE KI REPORT KO COURT M KHA TAK SAHI MANA JATA H AGAR POLICE NE PESE LEKAR REPORT BANA DI H TO
Sir mai cg se hu kya mai apne hi cast ki ladki jo ki mere hi ganw ki hai....
Aur wo mere kisi bhi prakar ke relative ki nhi hai kya ham bina family member ke aray samja me Sadi kr sakte hai kya sir...
Pls reply me sir.
I request you..🙏
Court Marriage se judi jankari ke liye ap hamare helpline number pr call karein
Sr meri shadi bhi abhi 6 month pahile hui the .Arya samaj mandir me..
Sir kya hindu Muslim kr skte h arya samaj se
Aap inter religion marriage se judi sabhi jankari ke liye hamare helpline number per call karein
Araya samaj me ab sadi nhi hoga kya sir
आर्य समाज में शादी करने के बाद कोर्ट में रजिस्ट्रेशन कैसे कराते , क्या प्रक्रिया है बताने की कृपा करें
कोर्ट मैरिज से सम्बंधित पूरी जानकारी के लिए आप हमारे हेल्पलाइन नंबर पर कॉल करे !आपको हमारी टीम की तरफ से पूरी जानकारी दी जाएगी !
Kya manyta prapt (registered) mandir se shadi karna valid mana jayga
Ya kisi chote mandir m ki gai shadi bhi many manijati hai.
Jis main photo bas proof ho.
Ap ise judi puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare.Apko hamari team ki taraf se puri shayta ki jayegi.
Kya ma bap ki upasthati hona jaruri h
Sir only Arya samaj mai shaadi hui ho but marriage registed nahi karaai ho to shaadi valid hogi y nahi ? Or shadi k paad ladka or ladki kabhi bhi sath nahi rahe ho . Shadi k 2.5 years ho gai h?
Sir plz reply mera b same question same situation hai
Aparna ji apka kya issue hai.... Plz reply
Uchit roop se jankari ke liye ap hamare helpline number pr call karein.
Mam same situation mere bhi aap please btye kya Kiya apne mere pass koi proof nhi h sadi ka to m kase divorce k liye apply krskti hu
Sir lrki ki age exact kitni honi chahiye shadi ke liye????
Abhi 18 years
18+
They will not allowed truth bond in kalyug era. Inko dar lagta hai sachi marrig se. They want people to marry with fake rituals only. Yeh pakki baat hai. They want scare people ke tum dur raho aise shadi ke tareeke se.Please bro n sis make research on Arya Samaj and leave all the babas and Idol worship. Come back to vedic teach by Dayanand saraswati 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Sir ji ladkiyo ki shaadi ki umar nahi badni chaiye
badhni chaiye bhai 25 yrs hojani chaiye ladka ldki ki saadi ki age
Sir ladki ki age 18 + h or ladke ki 20 + h to kya sadi ho skti h
Ladke ki age marriage ke liye 21+ hona zaroori hai
Apne maa baap se bhi puch liya kro...janam unhone hi diya h
Sir koi kese manage krega jiski koi job nhi h aap 14000 se 15000 lete ho ,itna pesa km nhi hota sir
Agar itne paise bhi abhi manage nahi kar sakte to aapko shadi nahi karna chahiye..kyunki uske bad to aur bhi kharche hote hai… bina paise ke parivar se alag hokar aap survive nahi kar sakte hai.. ladki apna ghar parivar sab kuchh chor kar aayegi to aapke pas paise hone chahiye taki use thik se rakh saken.
Shadi k certificate ki fee 500 ya 1500 hoti h ,dekha jaye to puri complete shadi 5 thousand me ho skti hai with lawyer sir ...
sir main punjab se hu anandpur sahib se maine shadi karyani he ton kase kru apse karyani hai ton kase contact kre plz reply sir
Ap uchit roop se janakri ke liye hamare helpline number pr call karein
Mutual Divorce ke bad agar husband phone kar ke bar bar dhamki de gali galoch kare to kya kare hai.......?
Police complaint kre
mahila thana me complains kro sister
Thanks sir aapki information ki vjh seh bhot couple ki life khrab hone seh bach jati h
Most welcome
Aapki bajah we bht we pariwar barbad ho jate hain,kalankit ho jate hain
सरजी लरकी नाबालिक हों के4 सालके जेल चली गई ओर 6महिने बाद लरकि का माता पिता लरकी को जेल से पुनः बयान देते हुऐ
बोली मेरी बेटी पढेगी ओर उसे जेल से छूरा लाई
लेकिन लरकि बोल रहि हे हमके लरके के घर रहेंगे
ओर अगर लरके के घर चली आई तो कोई तरह के दिक्कत तो नहीं होगी ना सरजी
Please reply my
Kanooni roop se sahayta ke liye hamare helpline number pr call karein.
To kya meri shadi ni mani jayegi
Kaji dwara karayee gayee shadi court kyu manti hai.
Ap ise judi puri jankari ke liye ap hamare helpline number pr call kare.Apko hamari team ki taraf se puri shayata ki jayegi.
❤️👍👌
Sarkar hi galat he kyu karti he sadiya
tq so much sir me Lila mè contact krke hi shadi kruga
Ladki ki Aelsi Nahi he
Lila team agar desh me blood relation me jo ladke ladki shadi krte hai vo shadi hindu dharm ke anusar kaise sahi Hogi. Iske liye law me Kya provision hai. Is par video banao.
Aur in anti hindu shadi ko illegal declair karo
Thanks 🙏 sir
Welcome