Sir mere paas XEROX workcentre 3315 model printer hai aur main Normal copy kar raha hu jaise printer me rakh kar kari jati hai lekin copy jab printer se nikalti hai woh landscape me nikalti hai aisa kyu sir iske baare me kuch bata sakte hai mujhe?
Mai ek page par 2 pages print karna chahta hun lekin first page right side pe aur 2nd left pe hona chahiye (yani urdu ka metter hai) uska kya tareeqa hoga
Jab aap print ka dialogue box open hoga , bha par aapko page sizing & handling pr multiple select karna hai. Jab aap multiple select karoge phir aapke multiple ke options khulenge. Bhai par aapko, page par sheet par jitni sheets aapko chahiye bo mention karna hai, print on both sides of paper par, flip on long edge select kare or page order horizontal rehne de.
Hi, jab aap print ki comnd dete ho bhai option hota hai pages to print ( All, current, pages(1-2) etc. Aap pages par click kare or box me jo jo aapko page chahiye unka number likhe. For example agar aapko 1 3 or 5 page ka print chahiye to aap box me 1,3,5 likhenge or print karenge. Bs ho gya
Bhai g thoda to reduce hoga bs aap print ke time fit to page select kare . Agar aapko size bda chahiye to phir ek page par 2 hi print kare one side me. Thoda farak jaroor padega
9:38 Picture to clear click nhi hui h lekin explain krke aapne meri problem clear krdi 😄...well explained 👍🏻
Aaj bahut kam aaya aapka video thank you so much Bhaiyya...🙏🙏🙏
Very nice video.
Useful video ☺️.
Nice 👍 bro..
Useful info sir
Very useful bro.. Thanks
Keep it up dear bro.. Great information... 🙏
Thank you 😊
Bina printer k kar sakte hai
cool
Sir lekin docoments ka size bada krna h
thanks I got.
are sir j software konsa hai j to batao pehly plzz....
Sir, ye normal printing options h. Koi software ni hai
Jb aap print ki command doge tab show hoga ye. Agr koi dikkat ho to aap puch sakte h.
Brother passport how
Sir mere paas XEROX workcentre 3315 model printer hai aur main Normal copy kar raha hu jaise printer me rakh kar kari jati hai lekin copy jab printer se nikalti hai woh landscape me nikalti hai aisa kyu sir iske baare me kuch bata sakte hai mujhe?
Thank you sir 🙏💓
Is this happen on mobile
I have no idea. I never try this through phone.
Thanks for watching. 🙏
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
Video starts at 06:27
thank you
Print on both side ka option ni arha
Thank you..... Sir very very thanks
Sir kya ye sv printer ke liye applicable he
Sir, HP model me to hoga baki ka pta ni. Because mene try karke ni dekha.
Can u do some change in my scan pdf documents ??
What type of changes do you want?
@@Gyanibawag can u share me ur WHATSAPP NO ??
Sir, msg me on insta/fb
@@Gyanibawag ok..l will message when need
Mai ek page par 2 pages print karna chahta hun lekin first page right side pe aur 2nd left pe hona chahiye (yani urdu ka metter hai) uska kya tareeqa hoga
Bhai... Bhi to mene video me kra h. Aap try kre agr ni hoga to aap mujhe call kr lena me bta dunga
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
Mobile se kaise karna hey bro
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
SIR, HOW TO PRINT SAME SINGLE PAGE 2 PER SHEET AT A TIME. NOT DIFFRENT PAGES.
Pehle aap us page ko copy krke dusre page me paste kre . Phir print kre. Simple
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
Pdf file ho to kase single page 2 per sheet at a time kare
Sir back side ka print ulta aa rha hai to kya kre
Jab aap print ka dialogue box open hoga , bha par aapko page sizing & handling pr multiple select karna hai. Jab aap multiple select karoge phir aapke multiple ke options khulenge.
Bhai par aapko, page par sheet par jitni sheets aapko chahiye bo mention karna hai, print on both sides of paper par, flip on long edge select kare or page order horizontal rehne de.
Maan lo muje 1 page ke uper 1st our 3 rd page ka print chaahiye ek hi page pe to kese karenge.??
Hi, jab aap print ki comnd dete ho bhai option hota hai pages to print ( All, current, pages(1-2) etc.
Aap pages par click kare or box me jo jo aapko page chahiye unka number likhe. For example agar aapko 1 3 or 5 page ka print chahiye to aap box me 1,3,5 likhenge or print karenge. Bs ho gya
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
sir multiple page print karne se size reduce hojata hai...usko kaise thik bada karna he
Bhai g thoda to reduce hoga bs aap print ke time fit to page select kare . Agar aapko size bda chahiye to phir ek page par 2 hi print kare one side me. Thoda farak jaroor padega
ruclips.net/video/tyvXtwks8qU/видео.html
Hope this will help you
Konsa software hai ye printing ka
This is normal printing bro