सफ़ेद धुआँ : क्या मेरे गाड़ी के इंजन में काम है ? : Mechanic Advice

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 окт 2024
  • क्या वाकई सफ़ेद धुंए का गाडी से निकलना मतलब इंजन में काम आना है ? इस वीडियो में यही जानेंगे |
    Expert Technician बताएंगे उनकी राय |
    Technician : Irshad, Ravi Pawar, Sharikh, Lokesh
    Video Camera: Avinash Deshmukh
    #whitesmoke #bikecaretips #fraud

Комментарии • 211

  • @rokstarvk2816
    @rokstarvk2816 4 года назад +11

    Aapka iss video sa meri bhout badi help hui thanks bro 🙏

  • @prashantbadgujar4099
    @prashantbadgujar4099 3 года назад +3

    Sach me bahut achhi jankari di aapne

  • @munshibhaleri9302
    @munshibhaleri9302 3 года назад +3

    Thanks bro aapki video se mujhe bahut help Hui Hai

  • @RocKsTaR-ge4nk
    @RocKsTaR-ge4nk 22 дня назад

    thank you so so much bhai yhi same problem mere pass splendor 2011 model bike hai usme aa rhi thi mene iski service krwayi uske baad jab m bike Night khdi rakhne ke bad subh start krta tha toh white smoke aata tha 2 ya 3min tak uske baad white smoke apne aap band ho jata tha or bike chalne pr koi smoke nhi aata tha or yeh bat mene mekenic se puchi to wo bola 4000 ka khrcha hai is bike ka pistan kharab ho chuka h 😊lekin mene usko jab ye bat khi ki service se phle koi white smoke nhi aa rha tha or service ke bad white smoke aa rha H bike mene jyada chalayi bhi ni or pistan bhi khrab ho gya waah 😂😂😂lootne ka naya tarika use krte hai yeh mekenic mene to uski bat p 1./.yakeen na krte hue mast bike chalata hu or ye dout mere mind me jrur tha ki aisa hota kyu hai or aapki vedio Dekhkr ye confirm ho gya ki jis mekenic se mene pucha wo apna kharcha banane ka soch rha tha 😂 meri bike p kuch bhi aisa hota h m youtube pr phle 100 vedio dekhta hu uske bad sochta hu ki krna kya h Kyuki ache knowledge me bhot power hoti hai ❤❤❤❤

  • @Rajendra_Katira
    @Rajendra_Katira 3 года назад +2

    Bahot badhiya jankari jai mataji dost

  • @vishwajeetsharma6116
    @vishwajeetsharma6116 4 года назад +2

    Apne sahi tarike se samjhaya

  • @raomohan295
    @raomohan295 9 месяцев назад +1

    Mere gadi me engine ka kaam huwa lekin duwa de rahi. Apne jo bataya wahi problem hogi. 😊

    • @arjunrawat-hs9ok
      @arjunrawat-hs9ok 15 дней назад

      sir meri hero ki maestro हे oil bhi नया डाला हे fhir भि धुआ निकल रहा हे बताओ क्या ingine मे काम करवाना पड़ेगा 3:40 बताओ एक गेरेज वाले भेया बोले ingine मे काम 3500₹ हे

  • @uefjiddjku8235
    @uefjiddjku8235 4 года назад +1

    Sahi information h sir ki, Meri gadi m same problem thi ,muzse 2500 rupess liye mackenic n ,jbki Mera head block bhi sahi tha .......

  • @klchouhan383
    @klchouhan383 Год назад

    Superb, ek insaan mila sahi

  • @manojchauhan14_
    @manojchauhan14_ 4 года назад +1

    Bilkul sahi bhai aap ke misrty ne meri bhi gaadi kaphi deeno se band thi uska plug khrab tha ab bo dalwaya hai to white smoke de rhi hai sayad bo sahi ho jaye

  • @santoshsuryavanshi5431
    @santoshsuryavanshi5431 4 года назад +4

    Thanks🙏🙇

  • @SantosKumar-pr8qu
    @SantosKumar-pr8qu 2 месяца назад

    Bahut badhiya sir ❤

  • @premrati
    @premrati 3 года назад +1

    Bahut badiya jankari di he

  • @Rajendra_Katira
    @Rajendra_Katira 4 года назад +1

    Bhai aur jankari do kyoki main Mumbai se hajipir vali Mira Datar urs me sp plus lekar seva deta hu meri age 60hai char bar jata hu per trip return Mumbai 3000km jai mataji dost

  • @Zeeshan00
    @Zeeshan00 2 года назад +1

    Subah subah moisture ho jaata hai exhaust mai to jab hum engine start krte toh, engine suddenly heat generate krta hai .. so jo exhaust mai subah subah moisture jam Jata hai ..... To wo jo moisture ( water droplets ) freeze hai wo steam bankr bahar aate hai ... So don't worry 2, 3 mint mai khud idle hi jayega 🙌🏻

  • @BooksWorld-t1z
    @BooksWorld-t1z 3 года назад +2

    Usefull video...

  • @rohandhuldhule9313
    @rohandhuldhule9313 Год назад

    Sir mere pass shine 2014 model hai
    Use me jyada Accelater deya to dhuwa maarte hai Kam par nhi dete dhuwa

  • @chandrasinhzala6115
    @chandrasinhzala6115 3 года назад +1

    Thank you bhai...

  • @sanyamvaidya884
    @sanyamvaidya884 3 года назад +8

    Bilkul sahi mere scooty ma subh ye he hota ha khas kar ajkar kyunki meri scooty daily 3 - 4 km he chalti ha 😀

    • @kaushalendraprasad5564
      @kaushalendraprasad5564 3 года назад

      Scooty ka milage ek liter me kitna hota hai sir

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Scooty kaun si hai 2stroke hai ya 4 stroke
      Waise 30-35 ka hi hota hai waise

  • @MataDurga101
    @MataDurga101 Год назад

    Thanks mujhe tension ho gyi thi bhai

  • @razveerblogs2929
    @razveerblogs2929 3 года назад +1

    Sir mera bike hero splender hai
    Magar excelatar zada baraye to safad
    Halka dhua nikalta h..
    Excelatar zada na baraye to dhua nahi nikalta.... Normal rahta h..
    Sir kia problem ho sakta h please batayie na

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Hi sakta hai ki block ki Problem start hui hai
      Ek baar carburettor sey karwa kar dekh lijiye layi baar usse bhi problem hoti hai jaisa video me bataya gaya hai

  • @dineshbhatt5052
    @dineshbhatt5052 4 года назад

    Bhai apki video dekhke shanti mili kyunki mene hunk bike kharidi kisi se Jab Suru mein chalata hoon to sahi charti hai jab thodi der ho jaati hai to Engan garam ho jata hai. Garam ho jaane ke baad ye safed dhua fenkti hai lekin thodi der ke baad phir dhua band ho jata hai jisse mujhe laga iske engan mein kaam hoga.. but apki video dekhke ab lagra engan mein koi kaam ni hoga

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Sir aap 2-3 alag alag aache aur samajhdaar technicians ko dikha dijiyega
      Carburettor khol kar saaf kariyega aur air filter change
      Aur clarity aajaegi

  • @vinodjoshi1010
    @vinodjoshi1010 Год назад

    Sir mere bike pulsar 150 hai usme morning mein start krne par white smoke aata hai mene 7 din phele he engine oil bhi change karwaya tha oil 850 -900 ml nikla tha morning mein 2 3 min smoke dete hai fir normal chlte hai koi problem hoge kya sir plzz reply jarur dena plzz🙏

  • @marwadiactars7978
    @marwadiactars7978 3 года назад +1

    Sir meri cbr 250r me white smoke ka problem h or oil lavel b km ho rha h .. agr me rebore krwata hu to valve b change krne honge kya or agr me piston rings change krta hu to kya yeh problem bnd ho jayegi ?

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад +1

      Anil agar aapka budget ka issue nahi hai toh aap new block ke saath valve and valve seal change karwae
      Nahi to agar aapka technician agar piston ring ka Bol raha hai to aapka kharcha bach jaega kyuki khali piston ring change karne par valve change nahi hote baaki me sirf bore ka farak aayega
      Matlab chahe naya kit daale ya bore kara kar piston baaki kaam to waise hi honge

    • @marwadiactars7978
      @marwadiactars7978 3 года назад

      @@indiandollar sir aap eski piston ring available krwa skte h kya ?

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад +1

      Aapki contact detail bhej dijiye my.care@hotmail.com is mail par

    • @marwadiactars7978
      @marwadiactars7978 3 года назад

      @@indiandollar thnq soo much sir ji🙏🙏

  • @ankushverma8098
    @ankushverma8098 2 года назад

    Nice sir 🙏 🙏🙏🙏 mere gadi ka oil itna bahut jaldi khatam ho jata hai..ll 🙏🙏🙏 kya karan hai plz bataiye sir 🙏 hm

  • @JaspreetKaur-rw7eb
    @JaspreetKaur-rw7eb Год назад

    Sir maine 3-4 din pehle apni activa ki service krvayi toh usne engine oil change kiya but service ke baad se meri scooty white smoke de rahi hai lgatar

  • @Rajendra_Katira
    @Rajendra_Katira 4 года назад

    Badhiya jankari jai mataji dost

  • @SantosKumar-pr8qu
    @SantosKumar-pr8qu 2 месяца назад

    Thanks 👍

  • @tuvwxyzkm6330
    @tuvwxyzkm6330 3 года назад +1

    Sir Mene bs6 splendor plus gari li h or gari Lene ka ek mahina hi hua h Lekin sir gari jyada nahi chalte h hum 7 din k bad gari start Kiya Mene or silencer k aage se dhuan Nikal Raha h kya kare sir new bike hi plzzzzzzzzzz reply sir 💥💥💥💥💥💥💥💥

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Please aap showroom me dikhae aur customer care par complaint bhi log kare
      Warranty me gaadi hai they will rectify the problem

  • @aniketsapat2570
    @aniketsapat2570 3 года назад +1

    Bahot khub

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Dhanyawaad
      Please like share and subscribe 😊

  • @BreakFreeRidervlog
    @BreakFreeRidervlog 4 года назад

    भाई मेरी बाइक का इंजन आयल खत्म हो गया था लेकिन मैने ध्यान नही दिया लेकिन 50_60 कि.मी. चलने के बाद पता चला तो मैने उसमे इंजन आयल डाल दिया और 2_3 दिन बाद सर्विस करवा दी , बाइक ठीक चल रही है लेकिन जब स्टार्ट करके ज्यादा रेस देते है तो सफेद धुआँ देती है लेकिन चलते टाईम धुआँ नही देती। लेकिन अब मिस्त्री बोल रहा है की बिना इंजन आयल के चली है तो अब इसका इंजन बनवाना पड़ेगा ।। ऐसा क्यू ।।
    जवाब जरुर देना ।।

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Sorry aapko late reply de raha hu
      Sir kam oil me chalne par piston par scratch aajate hai jiske karan oil block ke andar jalne lagta hai, isiliye dhua safed aata hai. Abb oil block ke andar hai to plug pe bhi aayega isi karan se sparking proper nahi hogi aur starting trouble hoga. Subah gaadi chalu karne me shikayat hogi plug baar baar saaf karna padega. Abhi starting hai isliye bahut race dene par dhua aaraha ho. Jaisa ki aap keh rahe the ki bina ya kam oil me chali hai

  • @khalidphotographer8548
    @khalidphotographer8548 Год назад

    Sir meri bike phle smoke nhi krti thi but jab oil change krwaya to full race Dene par bule white sa smoke aata h sarvice par dikhaya to kha oil low quality ka h baki bike shi to kya problem h sir

  • @subhamshaw8580
    @subhamshaw8580 3 года назад

    Ha bhai ekdm thik bol rahe hoo....😍thnx bhai

  • @sanjeevpawar6530
    @sanjeevpawar6530 4 года назад

    Sir thank you batane ke liye.. Mera bike AVENGER street 220 morning mei jab start karte hai tab woh white smoke deta hai. Or pure din normal smoke karta hai.. Pr company ne mujhe 10,000rs ka kharcha bataya.. Or meri bike abhi sirf 9000km chali hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Sir ye late oil change karne ki wajah se hota hai aap unse warranty lijiyega aur 10 ki jagah 12 kharch kijiye par poora kaam karwaiye clutch plate timing kit bearings sab kuch aur agar itna kharcha karne ka mann nahi hai to bahar kisi workshop me 5-6k kharch kar block bore karwa sakte hai lekin performance kam ho jaati hai

  • @moinindia9987
    @moinindia9987 3 года назад +1

    Thanks bhai

  • @surajvishwakarma149.
    @surajvishwakarma149. Год назад

    Mere pass hero hf deluxe bs6 2021 model hai jo chalte samay smoke nhi de rha lekin bike rok kar start kr rha hu to jyada smoke de rha hai aur thoda water bhi nikal rha silencer se plz help me

  • @prep2781
    @prep2781 2 года назад

    सर मेरी बाइक चलते समय कभी कभी ऐसा लगता है की पिछला पहिया निकल के भाग जायेगा (बैबलिंग)करती है .. कई मैकेनिक को दिखाया पर वो बोलते है कोई कमी नहीं है .. जबकी मेरी बाइक हमेशा मै ही चलाता हूँ और मै अपनी बाइक को समझ लेता हूँ.. पर समस्या कहा से आ रही ये पता नही चल पा रहा.. कुछ सुझाव दिजिए.. मेरे पहिए भी ट्यबलेस है यानि लाइनिंग आउट होने की समस्या भी नहीं है.. हां एक बात बताना भूल गया की जब मै 60- 70 पर चलता हूँ तो समस्या नहीं समझ आती पर जैसे ही गाड़ी की स्पीड कम करने के लिए एक्सलरेटर छोड़ता हूँ तो बैबलिंग जैसा लगने लगता है,अभी मेरी सीबी साइन 20k ही चली है

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад +1

      Bhai is problem ke 2-3 solution ho sakte hai 1. gaadi ke tyre ek side se jyada ghas gaya ho tab dono tyre ki thread/wear check karwae
      2. handle cup cone set kharab ho gaye ho to ya badle ya grease kare ye dono nahi hai to
      3. alloy wheel ki balancing check karwae alloy wheel/wheel rim me halka play hai vertical/horizontal kaisa bhi play ho sakta hai
      4. Kai baar coupling hub/rear sprocket me bhi play aajata hai us karan se bhi aaisa feel hota hai
      Minor fault hai isliye kam speed par hi samajh aata hai aur speed badhne se chala jaata hai par isko sudhara nahi gaya to major fault aajaega

    • @prep2781
      @prep2781 2 года назад

      @@indiandollar सर एक चीज और नोटिस किया हूँ की मुझे जबसे ये समस्या आ रही है.
      1.मैने बाइक की सर्विस कराई है जिसमे पिछला पहिया खोलकर ग्रीसिंग करते हैं
      2. मै अपनी बाइक पर दो लेडीज को बैठाकर लगभग 20 किमी सफर किया हूँ.... मुझे ऐसा लगता है की जब लेडीज बाइक पर बैठती हैं तो बाइक एक तरफ हल्की झुककर चलती है क्यों की लेडीज एक साइड पैर करके बैठती हैं (वेट डिस्ट्रीब्यूशन)
      3.तीन अच्छे खासे वेट के लोग मेरी बाइक पर राइड किये है
      अब इन तीनों बातो मे से किसने मेरी बाइक को अफेक्ट किया ये मुझे नही पता .. आप कुछ हेल्प कर सकते हैं

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад +1

      @@prep2781 bhai aap gaadi check karwa lijiye waise kisi ke bhi kaise bhi baithne se aaisa nahi hota hai

    • @prep2781
      @prep2781 2 года назад +1

      @@indiandollar ok sir Dhanyawaad

  • @pranabkumarnandi5137
    @pranabkumarnandi5137 3 года назад

    Usually mai 4 mahine ya 2500km ke bad regularly service karwata rehta hu. Phirbhi Mera 2.5 years old Platina pollution check me fail hogaya. 6 Machina pahele engine oil change kiyatha, oil filter change kiyatha and air filter clean kiyatha. Parantu bike jyada chalaya Nahi lockdown ke lie. 20 ya 25 din ke antar 35km chalatahu. White ya phir Black smoke dikhai to dete Nahi hay. Kya problem hay? Is problem ko solve kaise kare?

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      6 month itni late oil change karana nahi chahiye... Aache technician ko dikhae Carburattor set karwa kar dekhe

  • @gauravpundir1616
    @gauravpundir1616 4 года назад +2

    Nice sir ji

  • @shivampundora2940
    @shivampundora2940 Год назад

    Hloo bhai mene recently abhi second hand scooty li aur usme se safed dhua nikl rha hai to ky use wapis krdu use ??

  • @garibsameer7271
    @garibsameer7271 2 года назад

    सर मेरा एक गाड़ी है फैशन प्रो जो या नहीं बनवा चुके हैं फिर भी हाल कल बद्दुआ देती है सुबह स्टार्ट करते तो आज शाम को भी स्टार्ट करते हैं तो ज्यादा चलती नहीं

  • @ShivAsha_024
    @ShivAsha_024 2 года назад +1

    Very nice

  • @jittendrasingh2310
    @jittendrasingh2310 4 года назад +1

    Sir Meri bike hero Honda splendor hai. Usmein safed dhua nikalta hai. Aur spark plug mein moviel aa jata hai. Usmein kya dikkat hai. Aur mistery kahta hai ki half engine kholna padega.

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Agar dhua aata hi jaa raha hai aur plug par oil aaraha hai aur naya plug bhi kaala ho jaata hai to phir bahut umeed hai ki aapke head block mein kaam hai.
      Par aapka jo bhi technician hai usse puche ki vo bore karega ya block piston kit naya dalega?? Block gaadi ka heart hai..
      Bore karna matlab block ka diameter baal barabar bada karna aur naya piston dalna ye kam paise mein ho jaata hai par pickup aur milage dono par farak padta hai aur naya kit dalne me aapko long term faida hai
      Jis cheez ki warranty aapka technician le vo karwae, warranty bahut jaruri hai kabhi kabhar fitting me ya packing me issue aajaata hai..
      Mera sujhaav rahega ki Budget ko na dekhe ek baari mein Gaadi ka engine banwae aur baar baar ke kharche se bache clutch plate timing chain kit sab check karae vo bhi warranty/guaranty ke saath..
      Vo kehte haina Mehenga roe ek baar sasta roe baar baar..

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Singh Sahab ek important baat to batana hi bhul gaya tha Crank Rod aur uske bearing jarur check karwaiyega

    • @jittendrasingh2310
      @jittendrasingh2310 4 года назад

      Thank you

  • @nirajraj2273
    @nirajraj2273 4 года назад

    Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe

  • @user-tg6hi8gd7x
    @user-tg6hi8gd7x 5 месяцев назад

    yah Baat mujhe bhi Mistri Ne boli thi

  • @byashkumar624
    @byashkumar624 4 года назад +1

    Good Bhai

  • @liberaleducation3494
    @liberaleducation3494 4 года назад

    Vai mera pulsar 220 me achanak white smoke nikla bohut jyada and automatically thik ho gaya plz tell the reason...

  • @Surjitkumarteamvsfitness
    @Surjitkumarteamvsfitness 4 года назад

    Mene bhi aaj service krwayi... Kafi dino k bad... Machinic ne kick mari dhua nikla kehta engine ka kaam krwana pdega..kya ye sahi h... Around 1 saal bad service krwayi... engine Oil b 150-200 ml nikla bs

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Engine oil kam nikalne ka matlab hai ki oil combustion chamber me burn ho raha hai. Matlab ki block piston cease ho gaya hai. Toh engine me kaam ho sakta hai

  • @amitgadhave1312
    @amitgadhave1312 4 года назад +1

    Ha Sahi hai bhai

  • @anshubohra3817
    @anshubohra3817 3 года назад

    Sir meri bike apache exleter jyada dene main dhuaa deti h or dhone ke baad to or bhi deti h silecer jaldi garam ho jata h

  • @garibsameer7271
    @garibsameer7271 2 года назад

    इसने सर दिया बहुत हम पैसा बहुत खर्च है कि है यह गाड़ी में फिर भी गाड़ी सेक्सी नहीं हो रही क्या प्रॉब्लम है आप बता सकते

  • @TouchwoodInnocence
    @TouchwoodInnocence 2 года назад

    Bhai meri tvs star city+ mein halka safed dhua aara hai Or silence mein koi oil nahi nikal raha hai to kiya karan hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад +1

      Piston ring kar gayi hogi ya block piston cease hone wala hai
      Ek probability ye bhi gai ki carb ki setting kharab hai

  • @RaviSingh-wl7nq
    @RaviSingh-wl7nq 2 года назад

    Bahut sabhi baat batayi hai sir .....yahi problem meri bike mai hai ... Bike jyada chalti nahi to jab bhi subah start Karo ya 6-7 hours baad start Karo to white smoke aata hai aur thodi der baad wo theek ho jaata hai .... To koi problem to nahi h na sir??

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Carburettor and filter check karwaiye filter choke hoga ya filter me oil aaya hoga aur agar dono sahi hai to aap head check karwae

  • @PM-le2di
    @PM-le2di 3 года назад

    Ohh, very nice sir. Mene aaj aapki chanal ko subscribe kardiya. ❤️

  • @sacinbhatia3563
    @sacinbhatia3563 3 года назад +1

    Thanx bai

  • @kamalkumar8763
    @kamalkumar8763 4 года назад

    Bhai Passion Xpro 110cc 2018 model.... 14000+km chli h ... Bike may chain set ki aawaz aane ki kya problem hai ... Loose bhi bdi jldi jo jati ... Or self kai br miss kr jta uska ... Jaise andr se kch slip kr jata magnet may se... Please solution btaye dono cheejo ka .

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Chain har 500kms par set karwae
      Self mein se kat kat ki aawaz aarahi hai to relay ka fault ho sakta hai ya self ke brush kharab ho sakte hai

    • @kamalkumar8763
      @kamalkumar8763 4 года назад

      @@indiandollar Muje esa sunne may aaya ki uska chain set khrab hone wala shyd isiliye... Or self may kat kat ki awaz toh nahi aati par ... Jaise koi motor chlti usme... Wsi awaz aati hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Mera kuch Video Chain Sprocket ke baare me batate hai aap usse help le sakte hai

    • @kamalkumar8763
      @kamalkumar8763 4 года назад

      @@indiandollar Maine aapki Chain Sprocket wali videos dekhi... Pr unme se esa kch effect ni hota meri bike may ... Muje yd hai jb bhi chain noise krti toh mechanic jo peeche wala tyre ke nut hote ... Ussi ke paas may chain ko tight krne wala nut hota wo ussi ko tight kr dete thoda sa ... Or wo lag bhag pura tight hone ko hai ... Bs thoda sa tight or hoga fr limit puri ho jayegi uski... Kya uska bhi koi issue hai ?

  • @ManishKumar-bj7cv
    @ManishKumar-bj7cv 4 года назад

    Bhai mare pass pulser 150 hai ...18000km chali hi ...halka white smoke data hi subha subha ....service center vale ne bola ki engine ka kam krne ko ho gyea ... Etni jaldi 18000km p engine ka kam krne ko ho sakta hi ??

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Agar timely oil nahi change kiya to ho sakta hai and sirf subah subah halka white smoke deti hai to shayad engine ka kaam na ho aap kabhi bhi race do agar white smoke hai to block piston me problem hai

  • @ratnesh6775
    @ratnesh6775 2 года назад

    Bhai mri shine bike dhuaan bhi nahi de rahi fir bhi engine oil 500 km par hi kam ho ja raha aur engine heat bhi ho raha..Jab mai oil check karne wali stick se check karte hoon to oil stick me level se neeche chala ja raha main stand par khadi rakhke check karne ka baad bhi.. kya problem ho sakti hai average bhi 43 ka hi de rahi hai jabki bike abhi 20k km hi chali hai ...

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Sir oil to kha rahi hai gaadi tabhi kam ho raha hai unless koi oil seals leakage nahi ho
      Ek probably ye bhi hai ki filter me oil return jaa raha hai through breather pipe so agar ye issue hai to bhi head check karwaiye
      Dusri probably ye hai ki starting hai isliye white smoke utne aache se nahi dikh raha hai
      Average dono hi case me kam hoga

  • @nilmdabi3017
    @nilmdabi3017 2 года назад

    Thanku mistri

  • @niteshvyas86
    @niteshvyas86 Месяц назад

    Location

  • @merajahamad4413
    @merajahamad4413 4 года назад

    Bhai meri gadi hero splendor plus bs4 hai 2017 last ki aur abhi 6000 chali hai but jab gadi start hoti hai to safed dhuwa deta hai aur halka halka khin khin ka aawaz bhi aa raha hai aur mechanic se pucha to bol raha hai ki half engine ka kam hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Ho sakte hai aap ek technician ke alawa 2-3 technician se aur mashawara le sakte hai

  • @sudhanshumehta5343
    @sudhanshumehta5343 3 года назад +1

    Sir meri Bick jada chlti nhi hai to full resh karte hai tab white smoke deti hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Agar full race karne par white smoke hai to problem shuru ho gai hai

  • @anishkumar2961
    @anishkumar2961 4 года назад +2

    Ek mechanic jo shop chlata hai ....uski roji roti hoti h wo ....wo usse gaaddari nhi krta h ...ye sb companies me hota hoga ...

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад +1

      Sirji aapka kathan sahi par paisa bahut buri cheez hai kisi ke sar chad jae to kya kahiyega...
      Aaj ke samay me to bhai bhai ko nahi chod raha..
      Kayi log aaise hai jo bharose ka galat faida uthate hai.. Aur ye kaam to chahe company ho ya local technician koi bhi kar sakta hai..

    • @Raaajgupta
      @Raaajgupta 4 года назад

      Anish bhai mai is chij ka sikar ho chuka hu

  • @birbal2098
    @birbal2098 2 года назад

    Sir hero hf deluxe bike morning me Start krte time bahut jayada dhuaa deti h uske bad din me nhi deti h
    Oil bhi abhi change Kiya h phir bhi dhuaa de rhi h ky Karan h please tell me sir this problem solution....i am waiting ....... your answer

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Sirf subah hi white smoke hai to Carburettor/Filter ka issue hai
      Agar din bhar deti hai to engine check karwa lijiye

    • @birbal2098
      @birbal2098 2 года назад

      @@indiandollar sir subah subah hi deti h fir din m nhi deti h dhuaa .......karbureter/filters ka kitna kharch aaat h sir .....

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Agar filter me oil aaraha hai tab bhi head hi banega

    • @birbal2098
      @birbal2098 2 года назад +1

      @@indiandollar thanks for it..

  • @mahendersingh-xm4zh
    @mahendersingh-xm4zh Год назад

    Nice information

  • @DEVASHISH1023
    @DEVASHISH1023 3 года назад

    To sir kya hme kuch karane ki jarurat hai ya aise hi chalaye

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Agar dhua maar rahi hai aur starting trouble shuru ho gai hai to please aache technician ko gaadi dikhae

  • @akshayjadhav8686
    @akshayjadhav8686 3 года назад

    ठिक हैं..

  • @AbuRaajMunda0405
    @AbuRaajMunda0405 4 года назад

    Sir meri bike me oil khatam ho gya pura 500km pe 3mahine me Hero honda hunk bike hai 2013 model kya problem h sir kya karvana chahiye

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      I believe usme ya to koi oil seal leakage hogi ya phir white ya black smoke aaraha hoga aap dhyan dijiye aapni bike par

  • @dhirajpawar5866
    @dhirajpawar5866 3 года назад

    Thanks

  • @dineshmacharekar4246
    @dineshmacharekar4246 4 года назад +1

    Super sir 1 Babar video banaya

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Thank you
      aap please share kijiye aur like kijiye

  • @jackysinghlabana4153
    @jackysinghlabana4153 4 года назад

    Sahi baat hai

  • @mohdfarzankhan991
    @mohdfarzankhan991 Год назад

    Agar gaadi ke kilometre 64000 chal gyi hai tab toh kam Hoga oil thoda ghis gya hoga

  • @earthlover7224
    @earthlover7224 4 года назад

    Ek passion plus bike he , voh 2month se pdi thi garege me to white smoke nikalti he kya karn ho shkta h sir ???
    Silencer ya oil jam ho gya ho ??

  • @anishkumar2961
    @anishkumar2961 4 года назад +1

    Bakwaas ....agr plug me oil ho to uska dhuaa max. Half minutes tk hi rhta hai and etne ke liye koi customer ni manta engine ka kaaam krwane ko .....and agr plug me automatically oil aara hai to fr wo head ka kaam krna hi pdega koi chunna ni lga ra

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Hanji sir aur ye video bhi isi ke liye hai...

  • @wanttoknow8241
    @wanttoknow8241 4 года назад

    Bas morning m bike start karta hu tab white smoke niklta h....baki start hone ke 2-3 min baad nhi niklta.....lekin jab silencer ko finger se touch karta hu tab chip chipa niklta h...kya problem h bataiye please...

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Cylincer me oil aaraha hai and Carb me oil aaraha hai return filter se

    • @wanttoknow8241
      @wanttoknow8241 4 года назад

      @@indiandollar kaise sahi hoga please thora explain kar dijiye...macanic to bola half engine ka kaam hoga...

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад +1

      Aap observe karo ya to phir smoke constantly nikalta hai ho sakta hai initially jyada nikalta ho aur baad me kam ho jata ho isliye aapko samajh nahi aata ho in this case aapka technician bilkul sahi hai
      Par agar sirf shuru me dhua aaraha hi and phir bilkul nahi to 70% chance hai ki block and piston is Okie and carburettor ka issue hai
      Baaki 2-4 technician se aur check karwa lijiye

    • @wanttoknow8241
      @wanttoknow8241 4 года назад

      @@indiandollar ok thanks

  • @prakashchowdhury352
    @prakashchowdhury352 3 года назад +1

    Very helpful information sirji. 🙏🙏🙏🙏

  • @passiveincomesource3502
    @passiveincomesource3502 3 года назад

    Good...so much cheating.. nowadays

  • @manishlahre1444
    @manishlahre1444 4 года назад

    Kar banane ki samasya Kaise Dur Hogi Splendor Plus

  • @LuckySingh-qe5ge
    @LuckySingh-qe5ge 4 года назад

    Sir meri activa black dhua marti hai or engine oil bhi finish ho ja raha h do mhine baad roz 50 km chalti h mcenic bolte h k engine ka kaam hone vala h kya sahi bolte h avrage sahi h btaye pls

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Black smoke matlab head me kaam hai aur carburettor bhi kharab ho sakta hai
      Engine me kaam ho sakta hai
      Engine Valve aur uski seal to badalna padega hi

    • @LuckySingh-qe5ge
      @LuckySingh-qe5ge 4 года назад +1

      @@indiandollar thanks

  • @muzamilshaikh8481
    @muzamilshaikh8481 4 года назад

    Bhai meri bike mein b white smoke mar raha hai ... idling toh k hai first gear dalke aghe jata hu jark krne lagti hai . Kya pnlem hoga meri bike ...

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Jis hisab se aap bata rahe ho Clutch ka problem ho sakta hai aur agar high RPM ya race par dhuan de rahi hai to muzhe lagta hai ki Engine ka kaam ho sakta hai

  • @devidaswagh9214
    @devidaswagh9214 4 года назад

    सर मेरी बाईक जादा स्पीड में चलनेशे सफेद धुवा निकलता है सर बताना वीडियो के माध्यम से

    • @devidaswagh9214
      @devidaswagh9214 4 года назад

      cb shine 125/old modal

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Sir mere hisab se problem to wahi hai par phir bhi koshish karunga video banane ki

  • @SAFEZONESTATUS
    @SAFEZONESTATUS 4 года назад

    Bhai Hero Honda CD down white smoke nikalta hai jayda race khacne se

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Sorry aapko late reply de raha hu
      Sir kam oil me chalne par piston par scratch aajate hai jiske karan oil block ke andar jalne lagta hai, isiliye dhua safed aata hai. Abb oil block ke andar hai to plug pe bhi aayega isi karan se sparking proper nahi hogi aur starting trouble hoga. Subah gaadi chalu karne me shikayat hogi plug baar baar saaf karna padega. Abhi starting hai isliye bahut race dene par dhua aaraha ho. Jaisa ki aap keh rahe the ki bina ya kam oil me chali hai

    • @SAFEZONESTATUS
      @SAFEZONESTATUS 4 года назад

      Ok sir thik karne ka Tarika bata do

  • @kunalgaming.9061
    @kunalgaming.9061 4 года назад

    Sir meri bike ke silenser me m dekta hu to dhuya dikai deta hai exliter khine ke bad band ho jata hai kya karn hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Carburattor ki setting dikhwaiye

  • @SabirAlam-dm7lo
    @SabirAlam-dm7lo 2 года назад

    Good 👍

  • @703vishal
    @703vishal 2 года назад

    👍

  • @goutamjena8048
    @goutamjena8048 2 года назад +1

    Wow

  • @GoogleEarthfact.
    @GoogleEarthfact. 4 года назад +1

    Nyc video brother

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад +1

      Thank Bro :)
      Keep sharing and watching

  • @blackdimondcitywani1816
    @blackdimondcitywani1816 4 года назад

    Mere bike me yahi problem hai to solution Kya hai..

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад +1

      Agar safed dhua regular aa raha hai toh engine ka kaam ho sakta hai. But sirf starting k time agar ye problem ho rahi hai toh carburettor ki setting aur air filter check karwae

    • @blackdimondcitywani1816
      @blackdimondcitywani1816 4 года назад

      @@indiandollar 32 years old bike hai.. Aur Abhi 4din pahile naya carborator dala hu.. Filter check nahi kiya..

  • @dhanushrajsingh
    @dhanushrajsingh 2 года назад

    Bhiya...mere white dhua aa raha tha...bike me... engine ka kam kr diya Mecenic ne...5000 diye maine..pr abhi tak bhi leak hota ha... engine me se oil

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад +1

      Cylincer khulwa ke check karwaiye ki kya white smoke aaraha hai? kai baar Cylincer me oil rehta hai jiske karan dhua aata rehta hai
      Aur engine banane ke baad leakage ka matlab koi gasket jal gai hai gasket change karwae aachi quality ki gasket use kare Siemen ya talbros ki ya phir OE

    • @dhanushrajsingh
      @dhanushrajsingh 2 года назад

      @@indiandollar meri bike engine khulwane ke baad aur jyada bike khrrb condition ho gyi ha...oil leak hota ha..niche se bohot jyada 2 Mecenic badal diye ..koi thik nhi kr paa raha hai..

    • @indiandollar
      @indiandollar  2 года назад

      Chamber me bushing karwa lijiye ya change karwa lijiye uske face kharab ho gaya hoga

  • @vinodgour8813
    @vinodgour8813 4 года назад

    Tail tuned karo

  • @garibsameer7271
    @garibsameer7271 2 года назад

    आपसे सर किस तरह कंटेक होगा

  • @NeerajYadav-po8xb
    @NeerajYadav-po8xb 3 года назад

    Ok

  • @sandeepuikey7903
    @sandeepuikey7903 3 года назад

    Dhua band hi karna h to Kya kare

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад

      Boss smoke stop bhi aata hai but 100cc engine me kaam nahi karta hai

  • @Sonurawal12345
    @Sonurawal12345 2 года назад +1

    😱 omg

  • @videoswithcharvik
    @videoswithcharvik 4 года назад

    BIKE CONTINUE SMOKE DE RHI HO TO HEAD OR VALV KA KAM KARWALO BIKE SHI HO JAYEGI

  • @shavezkhan1676
    @shavezkhan1676 3 года назад

    thanx bhaii

  • @mr.backbenchers7458
    @mr.backbenchers7458 4 года назад

    मेरी गाड़ी फिर भी सफेद धुआ फेंक रही है क्या करना चाहिए

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад +1

      Sir aapko kisi aache aur tajurbe wale technician ko gaadi dikhaiye jiske review aache ho aur jo khud aapki gaadi ka kaam guarantee se kare

    • @mr.backbenchers7458
      @mr.backbenchers7458 4 года назад

      @@indiandollar ok thanks

  • @nasimnasim533
    @nasimnasim533 4 года назад

    Hamara gadi Dhokha de rahi hai Halka SA start kar lo kya problem hai usmein bhejo

    • @indiandollar
      @indiandollar  4 года назад

      Kaise dhokha de rahi hai problem detail me bataiye

  • @gurpindersingh9665
    @gurpindersingh9665 3 года назад +1

    Brother tu hor jaida video banna tu bhut ghat video upload kerda hai

    • @indiandollar
      @indiandollar  3 года назад +1

      Veere kam vi karna paunda hai
      😎
      But I will definitely try to bring more good content to you thanks for supporting

  • @bachitersingh4491
    @bachitersingh4491 3 года назад

    Nice