Is Lucent Objective GK Book the BEST Study Resource?
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- Is Lucent Objective GK Book the BEST Study Resource?
best buying link:-
amzn.to/3Vy6Xem
amzn.to/4g6BEQ5
telegram link-:✅
t.me/upsctipsb...
email:- manoj.dobhal2023@gmail.com
--------------------------------------
• Khan Sir's NCERT Sar S...
• Lucent vs Drishti IAS:...
• Drishti IAS General Sc...
• Arihant NCERT Notes 2n...
• Honest Review of Mahes...
--------------------------------------
Copyright Disclaimer: - Under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is mad for FAIR USE for purpose such a as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statues that might otherwise be infringing. Non- Profit, educational or personal use tips the balance in favor of FAIR USE.
--------------------------------------
lucent objective, lucent objective book, lucent objective gk book, lucent objective gk books, lucent objective gk in hindi, lucent objective review, objective book, objective gk by lucent, objective gk lucent, objective gk book review, best objective gk book, objective general knowledge, lucent, lucent objective gk review, lucent objective gk 2024, lucent objective gk book 2025, lucent gk book, lucent book, lucent objective gk 2025, objective gk book 2025
#lucent
#lucentobjectivebookreview
#lucentgk
#lucentgkbook
Mene Lagbhag Old Ncert puri pad li hai Aur Ab Mujhe New Ncert Nahi Padna Chahta Hun Toh Kya Mujhe Neq Ncert Bhi Padhni Chahiye ❤❤❤❤
Uni ko samay samay se revise bhi karte raho new padhne ki jarurat nhi
mere pass 207 wala book hai per usme old type quetion bahut hai new type nhi hai
jaise mujhe bpsc ( tracher) k liye lena hai sahi rhega
sahi rahega
Bhai agr lucent subjective se padh kar lucent objective ee practice kre to enough hai kya ya practice ke liye koi orr objective book lena parega??
Ek aur practice ke liye le sakte ho koi ache publication ki jo kaafi trending me jo
@UPSC-HINDIMED aap suggest kijiye please
Hello Sir Maine Lagbhag Rs Sharma Ancient India Padchuka Hun Aur ab Soch Raha Hun Rc Majumdar ki Book Padu For upsc Kya Rc Majumdar ki Book Padni chahiue Ya nahi❤❤❤❤
Nahi jarurat nahi
@@UPSC-HINDIMEDRS SHARMA KE BAAD VD MAHAJAN ANCIENT INDIA PADH SAKTA HUN KYA MAIN SOCH RAHA HU HISTORY OPTIONAL RAKHNE KA
Bro geography 11_12 ncert purchase karne hai link share kara do lowest price ka please bhaiya ❤🎉
amzn.to/3ZJKw8u
Sir 1 bar study iq ki economics and polity books ka review kar do please
SIR ❤ please suggest best book for hindi medium (Economy, Science & tech, IR, and Environment and ecology)
Please reply Sir
Economy - ncert 9 to 12
Science & tech - Ravi p agrhari new edition
IR - pushpesh pant or drishti ias, jiska new edition ho
Environment ecology- drishti ias new edition
Hlo sir plzzz....
All history - sk pandey book video bana do plzz sir...
🙏🙏
Hlo sir ek doubt thi
UPSC prelims pyq k liye best book koun si hogi
Disha publication ka dekh lo usme pichle 30 years old pyq mil jayenge
amzn.to/4gpFP9S
Pariksha vani polity vs drishti quick book polity???? Kosni sahi rahegi
Parikshavani mujhe sahi lagi
Thank you sir @@UPSC-HINDIMED
Sir drishti ias prelims ke book ka review kare
Lower pcs ukpsc k leye thik rahegaa ?
sahi hai practice ke liye
Study iq ke giography ke books ka review kro n sir
Lucent ka objective science v aata h kya..pl sms .
Isi me hi science ke objective hain aur Lucent ki general science ki book aati hai usme bhi kaafi objective hain
amzn.to/3PfIW8b
Sir indian economy vivek singh hindi medium ka review kijiye please
Maine 235 me kharide hai aaj book store pe ❤❤
Bhai mujhe 320 bata raha hai
Sir polity ke koi . सरल भाषा वाला बुक बता दीजिए
Parikshavani bhi dekh sakte ho
@UPSC-HINDIMED thank you sir
Savindra singh indian geography book ka review kare
राजेश मिश्रा सर की राजव्यवस्था बुक की रिव्यू करें
Original ka print 650 h duble h wait h 2024
Sar kitna me aap liynn the plse bata dijiye 🙏🙏🙏
amzn.to/49OscOK
Sir ek topic se kitna objective diya hai book me
aise kaise batau bhai sab ke alag alag hain bhai , kisike 40-50 hain kisike 50-60 hain , kisike 60-70 hain kisike 80-100 hain aur kisike 120-150 bhi hain
Sb purana hai new update nhi krte Lucent wale wohi ghise pite question
Is book me environment ka part nahi he
bilkul hai
Physics mai bahut wrong ans hai😑😑
Bhaiya aap rojgar with Ankit kee yellow book ka review
Ye local h
Local nahi paperback hai
Bhaiya ssc and railway ke liye enough rahegi na ye book...? Plz reply
practice ke liye badiya hai aur iske sath iski theory book Lucent gk ,lekin thoda bahut aur resources apko dekhna hoga jaise current affairs, budget se related etc , syllabus ke anusar taiyari karo
Railway science ke liye kaisa useful hoga please reply
Bilkul usefull hai practice ke liye agar science ka syllabus jada hai to alag se Lucent general science ki book aati hai wo dekh sakte ho
Thank you for your help
BIHAR Daroga clear kr dega kya boss
Maximum syllabus cover ho jayega lucent gk se
Science and technology nhi h
Nhi
260/-
amzn.to/3ZAqtIp