Bhai kya esko Lagwane ke liye pahle pure paise dene padte hain uske baad subsidy ke paise aate hain account main or. Us airtel sim main recharge bhi karana hota hai kya
Ji aap hmare channel ki kisi bhi video pr comment kroge to aisa kabhi nhi hoga ki reply na aaye, agar hum busy hue to ho sakta h thoda late ho jaye , pr reply jarur milega. 😊
Post Market service ka to mujhe pta nhi, But shakti walo ne sabse connection karke diya tha mujhe. Jabki dusri companiyo ke mujse bhi 3 mahine baad kaam hua tha
Borewell size kya h
Bore ki length kitni honi chahiye
Jo aapke pass availability ho
Vhi chal jayega
Yaha 4 inch ka h
38 feet GW level
Bhai kya esko Lagwane ke liye pahle pure paise dene padte hain uske baad subsidy ke paise aate hain account main or. Us airtel sim main recharge bhi karana hota hai kya
Ji nhi aapko koi recharge nhi kawana hota
Or lagwane ke liye online apply krna padta h, or uske baad aapko sirf apna share jama krana padta h.
This Scheme is Available in Haryana, If you are from other states, please check for it's availablity.
@@techno.360 thank u bhai reply ki ummed nahi thi 🥰
Ji aap hmare channel ki kisi bhi video pr comment kroge to aisa kabhi nhi hoga ki reply na aaye, agar hum busy hue to ho sakta h thoda late ho jaye , pr reply jarur milega.
😊
Bhaya 5hp motar kuve par lagne ke kitana khrcha aayega
Jinse lagwana h unse hi pata kro
Rajeshathan me kab milega 5 hp ka solr pap
No, info. available for Your state.
राजस्थान का नही पता हमे
Controller kon sa aaya hai universal shakti ka ya Ghar ka load chl sakta hI
Ya simpal controller aaya hai
Normal Controller h, Universal Controller ke liye aapko apply krte samay selection krna hota h controller ka
Universal mehnga hota h
Kitna difference hai sir ji
Prize ka
Rajasthan se hai
10,000/- difference h
Bhaiya ji ghar me solar pump lagwane ke liye koi scheme hai kya 1 hp
Nahi
Bhai Pehele pay karna parta hee kiya...?
Ha ji bhai Hme apna share pehle deposit krna padta h
Bhai is the scheme running in andhra pradesh. How much cost for 3 hp motor and how much is the ryot share for errection.
I don't know if there is any scheme similar to this.
This Scheme is Available in Haryana.
Consumer share is 30%
Which is 54000/ approx
cost kitni aayi bhai or kitne killo watt ka h systm
54000/- Approximately
Apply link djye bhai
3 HP
saralharyana.gov.in/renderApplicationForm.do
Bhai saab kharcha kitna aaya hai
54000 only
फॉर्म कैसे भरना है हमारे को भी पीएम कुसुम योजना सेलगवाना है
Nearby Atal Seva Kendra ya Common Service Centre se aap form apply kr sakte h
Dipanakr
घर के पास में खेत है। घर पर लग जायेगा या नहीं।
Officially to nhi lagwa skte
But aap apna kuch jugaad kr sakte ho
Kya mp me chalu hai
Ji Ye Scheme Haryana ki h, MP ke liye aap nearby Atal Seva Kendra ya Common Service Centre se pata kre.
Maharastra haryana up mei abhi h
Punjab main kise apply kare y aur app ka contract no daso y
Ye scheme sirf Harayana ke liye h
Hello sir
Hello
Shakti company ke service 0 h
Post Market service ka to mujhe pta nhi, But shakti walo ne sabse connection karke diya tha mujhe.
Jabki dusri companiyo ke mujse bhi 3 mahine baad kaam hua tha
Jab falt ho jata h tab service nahi milti
Okay
Kitne hp ka h
3HP
Kitna paise lage h sir
54000/ approx
Bhai tene handi na laga rakhi ke
Lga rakhi h
Niche dabri h
छुट के नाम मुर्ख ना बने किसान
Bhai Sahab Murkh wali baat nhi h
54000 me aata hi kya h
48000 ke to panel panel aate h aaj ke rate me 3Kw ka
H
Apply kab kiya gya tha
October 2023 ke last me apply kiya tha
Punjab main kise apply kare y
Sir Punjab me ye scheme hagi ki nhi es baare sanu jankari nhi hagi, tuse apne state diyan schema check kro.
Call
No
Only What's app