Bhai new video ki bol rha hu Garoth Ujjain expressway ki abhi dala he channel pr Or Tunnel ke ander jane nhi dete bhai mene bhut try kiya vo bolte he office se permission lo or office me koi bhi bat krne ko ready nhi hota bolte he manager bahar he pta nhi kya dar rhta he inko
Sir slow nhi he achi pace me kam ho rha he abhi 3 sal hi hue is kam ko chlte chlte or 5+ kms. Ka project ka he me dekh ke aaya hu bhut challanging situation he fir bhi acha progress he…….
@@HEETKHABAR videsh me China,japan..even backward Islamic desho me bahot jadapse badhia quolity ka kam hota hai...vo bhi 3 saal nahi lagte vaha 1saal me koi bhi project pura karte hai....
@@ajayshah55Are bhai wha kisi megaproject ko banane ke liye 100 authority se permission nhi leni padti. Yha is state govt ko bolo usse nature clearance certificate lo , is se land acquisition krwao , usko tender dilwao yhi sab chalta rehta hai
@@ajayshah55 bhai bhut jagah pr jha sab permission clear h vha pr 1 sal me bhi bn gye h road isi EXPRESSWAY PR BUT jha mountains he vha pr tunnling me bhut challenges h yha T1 me garmi me bhi pani ka risav khi se bhi shuru ho jata he or dekhte dekhte bhut bad jata h so mene bola esi situations me acha progress h
Toll rate structure ke hisab se very karta he jis length me jitna jyada invest hua he us hisab se toll lgaya he 2.46 fix nhi he 2.10-2.90 tak he Or mehnga to he ye bat shi he aapki baki tym bhi bach rha he …..dono pahlu apni apni jagah thik he
Ganga ki nahron chapra se bilaspur Nagpur Bidar benglore kanya Kumari two hundred mitar chodi ho nahron kenaal Kosi ki saupal se chapra nahron kenaal 🥀🥀
Excellent Update Bro..😊
Thanks Bro….
Thanks for excellent coverage. Please cover other side of tunnel and also progress inside the tunnel
Tunnel ke ander me shoot ki permission nhi dete h
Other side ka video aaj aa jaega
Yeah section kab Tak chalu hoga
Abhi 1 sal or lagega isme…..
Mast update thi bhai
Thanx
New update video live on channel
@@HEETKHABAR dekh liya bhai kab ka
@@HEETKHABAR bhai yar mukundra hills tunnle ka under se update dikhao yar
Bhai new video ki bol rha hu Garoth Ujjain expressway ki abhi dala he channel pr
Or Tunnel ke ander jane nhi dete bhai mene bhut try kiya vo bolte he office se permission lo or office me koi bhi bat krne ko ready nhi hota bolte he manager bahar he pta nhi kya dar rhta he inko
Tunnel ka dusra chhor bhi dikhaiye bhai sahab
Next video usi pe he bhai….
Aaj sham nhi to kal tak aa jaegi….
Acchi update hai bro, thanks
Thanks bhai…
@@HEETKHABAR Kya tunnel through ho gya hai dusre end se?
@@robo18able abhi through nhi hua he kuch mhino me ho jaega or barish me jyada problem nhi hui to next year tak chalu ho jaega
@@HEETKHABAR thank you ji
Tunnel se swaimadhopur ki update do bhai
Next video usi pe he
@@HEETKHABAR kitne din me ajaye ga bhai
Tunnel se NH 52 Tak ka update to aaj ya kal me aa jaega usse aage swaimadhopur tak ka next week me aaega
send to nitinji for very slow work
Sir slow nhi he achi pace me kam ho rha he abhi 3 sal hi hue is kam ko chlte chlte or 5+ kms. Ka project ka he
me dekh ke aaya hu bhut challanging situation he fir bhi acha progress he…….
@@HEETKHABAR videsh me China,japan..even backward Islamic desho me bahot jadapse badhia quolity ka kam hota hai...vo bhi 3 saal nahi lagte vaha 1saal me koi bhi project pura karte hai....
@@ajayshah55Are bhai wha kisi megaproject ko banane ke liye 100 authority se permission nhi leni padti.
Yha is state govt ko bolo usse nature clearance certificate lo , is se land acquisition krwao , usko tender dilwao yhi sab chalta rehta hai
@@S1080p ye toh sab clear hone ke bad work order ke baad deri he...
@@ajayshah55 bhai bhut jagah pr jha sab permission clear h vha pr 1 sal me bhi bn gye h road isi EXPRESSWAY PR
BUT jha mountains he vha pr tunnling me bhut challenges h yha T1 me garmi me bhi pani ka risav khi se bhi shuru ho jata he or dekhte dekhte bhut bad jata h so mene bola esi situations me acha progress h
Bhanpura se chachat Tak kab chalu ho ga
Election ke bad possible he
Bhai Ji kya bhanpura se chachat Tak chalu ho ga hai Ji koi Banda bata Raha hai Ji ab election bhi khatm ho gaye
@@SageerAhmad-tc3kr abhi officially chalu nhi hua he
New update btao iska
Jaldi aaegi video bhai
Sawai Madhopur se Lagan interchange tak ki update dikhao
Next week aa jaegi video bhai…..
Congress will come to power and inaugrate this road 😍
Bhai esa kyu sochna….
Congress ki bhi baki states me govt. he vo vha pe bhi bhut acha infrastructure develop krkr khud bhi inaugrate kr skte he……
Bhai ka sapna adhura rah gaya😂😂
₹2.46 ke hisaab se toll rate per kilometre, bhai gareeb aadmi toh iss se jaa hi nahi sakte apni car se
Toll rate structure ke hisab se very karta he jis length me jitna jyada invest hua he us hisab se toll lgaya he 2.46 fix nhi he 2.10-2.90 tak he
Or mehnga to he ye bat shi he aapki baki tym bhi bach rha he …..dono pahlu apni apni jagah thik he
@@HEETKHABARBhai sarkar ko ispe fir apna name nhi lgana chahiye, wo right bhi bech ke pesa kama Lena chahiye
Bhai tu delhi mumbai expressway se travel mt krna purane nh48 se hi travel krna 👍 ok
@@ayushgarg7033 use privatisation bolte he jo hona mushkil he…..
@@HEETKHABAR I am up for privatisation, why act like psedu socialists?
Ganga ki nahron chapra se bilaspur Nagpur Bidar benglore kanya Kumari two hundred mitar chodi ho nahron kenaal Kosi ki saupal se chapra nahron kenaal 🥀🥀
Ok