Brother aajakal jo shakti pump me nipal laga hota ha agar uske saath kisan alag se pvc dilveri lagani ho too laga skte ha kyonki nipal change kr diya j nipal khul skta ha
Aap bilkull write hai 7.5 hp ka yeh pressure bahut kam hai ... aap Hanumangarh , ganganagar wale area se jo punjab border ke pass hai ...write lunkarnsar tehsil bikaner district main aati hai
Mene borewell pe lagaya hai kal he 5hp 500ft niche 40ft tak pani hai 70m ka head . Bhot sahi chalta hai
10 hp Ac ke liye bor kitna inch karana hoga gahrai
8"
Brother aajakal jo shakti pump me nipal laga hota ha agar uske saath kisan alag se pvc dilveri lagani ho too laga skte ha kyonki nipal change kr diya j nipal khul skta ha
Ha
@@dhakadsolaridea kaise khole please🙏🙏🙏 short video pl
@@malkeetbrar8814 uspe hi thread nikalvane padenge
Pani kitne fut par h yar pani bhut kam nikal rha
Bhai tum kya aadmi ho yar 😀
@@dhakadsolaridea Pani kitne fut par h Etna Pani sach hamre yaha 3hp deti h
@@ramdyalbishnoi5161कहा से हो आप ,वीडियो भेजना आपकी 3 hp का, 3 इंच पाइप लगा के
@@dhakadsolaridea lunkarnsar se video h mere channel PE
Aap bilkull write hai 7.5 hp ka yeh pressure bahut kam hai ... aap Hanumangarh , ganganagar wale area se jo punjab border ke pass hai ...write lunkarnsar tehsil bikaner district main aati hai
Bhai 30 fit pe pani h samarsible kamyab ho jyega 30 fit se niche khara pani h
Ha koi dikkat nahi hai submersible chlega
180 feet pr pani hai kitna hed lena chahiye
Kitne panels lage h 7.5 HP me
13panel 530 watt
300 feet water level hai...shakti ka lgwa rha hu...sahi to rahega na...100mtr head 7.5 hp dc
Ha
Service bhahut late deyte , jesy kuch kharab ho jaye tho jldi thik nhi krte
@@vikastanwar3952 uske liye company jimmedar hai ,me job nhi krta company me
Oswal Cri aur Shakti
Bhai solar system mila h konsa best h please batao
Shakti best ,fir silver ,
60 fit bor h aur 25 fit par water level h ( kya 7.5hp sakti ac sumbrsibal solar chal sakti h kya 35 fit water h. moter k upar 26 fit pani ho to
Ha
7.5 hp ke panels Tubewell ki chat pe lagwa sakta hu kya ???
अगर सबसिडी में लगवा रहे है तब छत पर नही लगा सकते हैं ।