बृहस्पतिवार/ गुरुवार व्रत पूजा विधि, सामग्री नियम!! Thursday vart puja vidhi..

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 июн 2022
  • बृहस्पतिवार के व्रत कैसे करें, बृहस्पतिवार व्रत पूजा विधि, गुरुवार के व्रत कैसे करें, गुरुवार व्रत पूजा विधि, वीरवार के व्रत कैसे करें, वीरवार व्रत पूजा विधि, brihaspatiwar ke vrat kaise karen, brihaspatiwar vrat Puja vidhi, Thursday vrat Puja vidhi, brihaspatiwar vrat mein kele ki Puja kaise karen, guruwar vrat Puja vidhi, virwar vrat Puja vidhi, banana tree Pooja,
    #birihaspatiwarvartpujavidhi
    #veerwarvartvidhi
    #thursdayvartvidhi
    #thursdayvartkipujakasekare
    #guruwarvartvidhi
    #guruwarvartpujavidhi
    #birihaspatiwarvartmeibananatreepuja
    #bananatreepujavidhi
    #thursdayvartkeniyam
    #mypacificwall
    #
  • РазвлеченияРазвлечения

Комментарии • 247

  • @muktasaxena4112
    @muktasaxena4112 2 месяца назад +3

    Laxmi narayan ji ki jai ho

  • @PoojaSingh-pn9gu
    @PoojaSingh-pn9gu 10 дней назад

    Jai Shree vishnu Hari 🙏🙏🏵️🏵️ Jai Shree Lakshmi Narayan ji ki jai ho 🙏🙏🏵️🏵️ Radhe Radhe 🙏🙏🏵️🏵️

  • @VandanaTiwari-pk6hv
    @VandanaTiwari-pk6hv Год назад +2

    जय ब्रहस्पति भगवान

  • @seemakumari-or9mw
    @seemakumari-or9mw Год назад

    Jai वृषस्पति virth

  • @user-ls8cj3vx1x
    @user-ls8cj3vx1x Год назад +1

    जय श्री लक्ष्मी माता जी 🌷🌷🌷🌷🌷🙏🙏🙏🍎🥥

  • @priya655
    @priya655 Год назад +2

    Jai Shri hari Vishnu narayan laxmi 🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏

  • @pritypriya7752
    @pritypriya7752 Год назад +3

    जय बृहस्पति भगवान🙏

  • @r.brajwade
    @r.brajwade Год назад

    Jai shree Hari 🙏☺️🌺🥰🌹🌷🪔🍫🤞🚩😘🥥😊🌼🌻🍎

  • @VandanaTiwari-pk6hv
    @VandanaTiwari-pk6hv Год назад

    जय विष्णु भगवान

  • @vipinparjapati4357
    @vipinparjapati4357 Год назад +2

    Thanku mam ji

  • @PinkiKumari-ln5td
    @PinkiKumari-ln5td 7 месяцев назад

    Jay Shri Satyanarayan Bhagwan je ke Jay 🙏🙏🌻🌻🍌🍌🥭🥭

  • @papiyaraj3370
    @papiyaraj3370 Год назад +2

    Om namah bhagwate badhudevsy namah 🙏🙏

  • @simranjitkaur47
    @simranjitkaur47 Год назад

    thx di tuci bout vaddea dsea

  • @babitagusain3731
    @babitagusain3731 7 месяцев назад

    Radhe radhe🙏🙏

  • @NileshPathak-dt1ji
    @NileshPathak-dt1ji 9 месяцев назад

    जय सत्यनारायण स्वामी🙏🙏

  • @Hiiiiioola
    @Hiiiiioola 11 месяцев назад

    Dhanyawad 🙏

  • @NileshPathak-dt1ji
    @NileshPathak-dt1ji 9 месяцев назад +2

    जय बृहस्पति देव , जय विष्णु भगवान🙏🙏

  • @SushilYadav-dg5bn
    @SushilYadav-dg5bn Год назад

    Jai barspati bagavan

  • @RiyaSankat
    @RiyaSankat 11 месяцев назад

    Jay Mata di mem

  • @nirdoshbhajanbela1226
    @nirdoshbhajanbela1226 Год назад +2

    Bahut hi badiya jankari di aapne

  • @RitaKumari-gb2ix
    @RitaKumari-gb2ix Год назад +1

    Jai shree Vishnu Bhagwan 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @MRGAMER-zx8xf
    @MRGAMER-zx8xf Год назад +4

    जय बृहस्पति महाराज जी 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @ganpatimandal1679
    @ganpatimandal1679 2 года назад +1

    🙏🙏🙏

  • @khukumoniacharjeeyadav6450
    @khukumoniacharjeeyadav6450 Год назад +1

    Brihaspati bhagwan ki jai ho 🙏🙏🙏

  • @naadanparinda
    @naadanparinda Год назад +10

    Radhe radhe.....
    गौ माता को आटे की लोई के स्थान पर कृपा कर रोटी दें। क्योंकि आटे की लोई गाय के लिए ठीक नही होती |

  • @rameshjirameshjijakhad8gma122
    @rameshjirameshjijakhad8gma122 5 месяцев назад

    Jay brestpay day

  • @soul_kevin
    @soul_kevin 10 месяцев назад

    जय विष्णु भगवान राधे राधे

  • @dineshgoyal8287
    @dineshgoyal8287 Год назад +1

    🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏

  • @nitudikacha6200
    @nitudikacha6200 Год назад

    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @supriyakumari1785
    @supriyakumari1785 8 месяцев назад +1

    Ma'am aajse mujhe ye vrat shuru krna tha pr mere ghar pe tamsik bhojan bana hua tha isliye maine prasad banane ke liye stove aur kitchen top ko handwash se saaf kr diya, baad me mujhe realize hua ki ni use krna tha, pr ghar pe koi waisa tha bhi ni kisi aur se saaf karwa saku aur prasad banane ke liye hi kiya pr bhang ho gaya kya?? to main ab vrat karu ya na karu?

  • @Ak15581
    @Ak15581 25 дней назад

    Kya hum firse july 2024 se start kr skte hai 1st week ke Thursday se (4july se )
    Agar nahi toh kab se kr skte hai please reply
    Maine last year fast kiye the but maine udyapan nahi kiya tha kisi reason se ..isse koi negative effect toh nahi hoga
    Please btao mam😢😢

  • @NehaCreation77
    @NehaCreation77 10 месяцев назад

    Jai Vishnu bhagwan ki jai.🙏🙏

  • @vaibhavboyal3492
    @vaibhavboyal3492 Месяц назад

    Dhane Or singhade or nariyal ke laddu kha sakte h Kya

  • @devsharma3566
    @devsharma3566 Месяц назад

    Mam kya ghr mein kely ka ped lgga skty hain

  • @rupamanjhi8669
    @rupamanjhi8669 5 месяцев назад

    🌻🌻🙏🙏🙏

  • @recipewithanita
    @recipewithanita 2 года назад

    Radhe radhe bahan

  • @vineetapal9961
    @vineetapal9961 3 месяца назад

    🙏🙏

  • @santoshikumari6766
    @santoshikumari6766 Месяц назад

    Kya Janeu har Thursday samarpit karna hai

  • @nitikadalal8402
    @nitikadalal8402 Месяц назад

    Mango shake pi skte h pooja k baad din me

  • @pujamehta6217
    @pujamehta6217 Год назад +1

    Hello aunty kya 8 ko purnima h to kya mai ye Thursday Bart kr skti hu suklpash bhi h

  • @SanjeevKumar-mg4cb
    @SanjeevKumar-mg4cb 9 месяцев назад +2

    Jai shree lakshmi narayana Bhagwan ki jai 🙏🏻🙏🏻

    • @DjchFh-fd1yu
      @DjchFh-fd1yu 8 месяцев назад

      😊

    • @DjchFh-fd1yu
      @DjchFh-fd1yu 8 месяцев назад

      😊

    • @DjchFh-fd1yu
      @DjchFh-fd1yu 8 месяцев назад

      😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊0😊0😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊0000

    • @DjchFh-fd1yu
      @DjchFh-fd1yu 8 месяцев назад

      😊

  • @priyapradhan361
    @priyapradhan361 5 месяцев назад

    Mam pls btaye sirf kele ke ped ki puja karne se chalega aur kele ke ped ko subh sham dono time chana gud bhog dena h aur sava kilo saman hi udhyapan m chaiye?? Pls mam btaye

  • @Kri_d_h_a
    @Kri_d_h_a 2 года назад

    Radhey Radhey 🙏

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 года назад

      Radhe Radhe 🙏

    • @Rashikalra27
      @Rashikalra27 Год назад

      @@Mypacificwall plzzzzzzz btye mne sanklp 7 ka liya h kya m 11 rkh skti hu ab becz bd m exm h vpis nhi rkhsjti plzzz btye

  • @laxmidahiya4588
    @laxmidahiya4588 5 месяцев назад +1

    Ma'am kele ka ped nhi ho to Ghar me or mandir bhi nhi ja skte to Puja kse kre
    Plzz reply ma'am

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  5 месяцев назад

      Agar kele ka ped nahin hai to aap kisi paper per haldi se kele ke ped ki aakruti banakar Apne Mandir mein use rakhe uska Pujan bhi kar sakte hain jitne bhi aap vrat karenge Har ek mein aap use ek paper ko hi rakhen

    • @sikkimchauhan2367
      @sikkimchauhan2367 4 месяца назад

      Aap vo kele le skte ho jisme jde hoti h or usko pani se sinch skte b fer

  • @vaibhavboyal3492
    @vaibhavboyal3492 Месяц назад

    Kitne wart rkhne hote hai

  • @sashirathore6120
    @sashirathore6120 Год назад +1

    Agar kalava Har usko chir Denge to face Ka Kya Karenge Har Vishva ke to bahut ped per rahata hai aur Vahi Jo pura Lotus rahata Hai To vaise hi sari manjile Jaati Hai Uske Dushman

  • @roshniverma549
    @roshniverma549 Год назад +1

    Didi puja me chadhya Gaya saman ka Kya kare phir

  • @babybaby-pk5gh
    @babybaby-pk5gh 2 года назад +34

    भगवान विष्णु को पीला रंग क्यों पसंद है और इस दिन पीला वस्त्र क्यों पहनना चाहिए

    • @gyansagar8004
      @gyansagar8004 Год назад +6

      Tumhara b to koi na koi fav. Colour hoga matlb kuch b faltu sawal krna

    • @nicky9221
      @nicky9221 Год назад

      Brishpati grah ka rang peela maana jaata hai..isliye har cheez peeli use ki jaati hai taki vo grah majboot ho sake humara

    • @sandeepthakur5247
      @sandeepthakur5247 Год назад +1

      अगर हम प्रभु जी की पसंद सूची में शामिल होना चाहते हैं तो उन की पसंद के अनुसार हमे अपने आप को डालना चाहिए। तकनीकी तौर पर प्रभु जी सर्वर है और हम रिमोट मशीन तो रिमोट मशीन को सर्वर के कंट्रोल में काम करना चाहिए

    • @rajendraraftaar77
      @rajendraraftaar77 Год назад

      ​@@gyansagar8004qqq

    • @gopalsingh5307
      @gopalsingh5307 Год назад +1

      पीले रंग के स्वामी हैं बृहस्पति जी हैं और सूर्य का रंग भी पीला हैं। सूर्य ही पृथ्वी की ऊर्जा का एकमात्र स्त्रोत हैं।

  • @littleprince5534
    @littleprince5534 Год назад

    pooja sam ko kr skte hai kya?

  • @sheetalsolanki3484
    @sheetalsolanki3484 Год назад +1

    Mam mene ye vrat jldi vivah k liye Kiya tha vivah ho gya h to guruwar vrat ka udhyapan sasural me kr skte h ya mayke me vrat shru kiye the to mayke me udhyapan kr skte h k nhi

    • @situ885
      @situ885 3 месяца назад

      Aapne ye vrat kaise iya tha.

  • @khushitanwarvideos5125
    @khushitanwarvideos5125 2 месяца назад

    But kale ka ped nhi h

  • @poojachhikara6555
    @poojachhikara6555 8 месяцев назад

    Mam jesa book m ek katha ek khni hoti haan ek morning m ek shyam k samy pd sakta haan

  • @vinaykushwaha6281
    @vinaykushwaha6281 10 месяцев назад

    Bche luye jal ko kya karenge mam

  • @binurohanrana5688
    @binurohanrana5688 3 месяца назад

    Kya vrat k din hm chai pi skte he din me... Plz reply🙏

  • @user-dh3sg1iu2n
    @user-dh3sg1iu2n 10 месяцев назад

    🙏🙏Mem agar 7din ka sar se naha na ho to or vah guru var ko 7 din ho rahe ho to kaise sar doe

  • @RiyaSankat
    @RiyaSankat 11 месяцев назад

    🙏🏻 Pooja sabah kitane baje tak kar sakte 🙏🏻

  • @kamlashukla7415
    @kamlashukla7415 Год назад

    Agar ghi Na Ho to Tel ka Deepak jala sakte hain

  • @RiyaSankat
    @RiyaSankat 11 месяцев назад

    Kya ham lsme chay pi sakte hai

  • @SumanGupta-jt2mm
    @SumanGupta-jt2mm Год назад +1

    Kya क्वारी लड़कियां ब्रहस्पति war ko baal dho skti h ya nhi vrat mai

  • @nishak3847
    @nishak3847 Год назад

    Ghar m kely ka ped lga skty h

  • @sweet551
    @sweet551 Год назад

    Mam vihaspati vart pooja krne ke baad kya dhophar me pani pee sakte h ya phir sham ko jb ek time bhojan khaya jata h usi time sirf pani peeye kya

  • @traptisworld
    @traptisworld Месяц назад

    Ma’am agar hum Thursday ke din bahar hai aur vrat nahi rakh sakte to kya us din vrat chhor sakte hai

  • @aartiilohia9066
    @aartiilohia9066 3 месяца назад

    Pila kpda kya naya hi pahnnaa chahiye kya bartalu ko

  • @ASPSRajSain
    @ASPSRajSain 4 месяца назад

    Bimar vykti kaise kre

  • @poonampoonamkumari1411
    @poonampoonamkumari1411 Год назад +1

    Jai Vishnu Deva🙏🙏🙏🙏

  • @neerasingh5238
    @neerasingh5238 9 месяцев назад

    Mam kele ka ped ghar mai laga saktw hai ?

  • @shivanirajput9690
    @shivanirajput9690 Год назад

    Dal ko bheege ke lena chaiye ya ase

  • @santoshvatsfamilyvlogs
    @santoshvatsfamilyvlogs 2 года назад +2

    Mam kele ka tree nhi ho tho ghar per fir ghar per pooja kase kare bhar nhi ja sakte or period me vart rakh sakte h ya nhi pls reply

    • @gudiya198
      @gudiya198 Год назад

      Kele ka ped nahi ho toh satyanarayan ji ki photo me jo hota hai kele ka ped usi ki puja ker le aap koi baat nahi baher nahi ja sakte aap 🙏me bhi kam hi ja pati hu 🙏 period me fast ke jeise hi rahna hota hai bus Puja vagairah nahi kerte us din bhagwan ki per vrat ke jeise hi rahna hota hai werna vrat khandit ho jata hai jeise ki humne char vrat kiye 5 va vrat rakha toh period aa gaye toh bhi vrat jeise hi rahna hoga bus Puja nahi kerenge man hi man bhagwan ka dhayan kerenge 🙏

    • @user-in1pj3xq4p
      @user-in1pj3xq4p 2 месяца назад

      ​@@gudiya198to vo varat count Kiya jayega ya ni

  • @vinaysharma3099
    @vinaysharma3099 22 дня назад +1

    Mam mujhe y puchna tha ki mene 16 vrat bole the guruwar ke... Mere 15 vrat pure ho chuke hain.. Mene jisliye vrat rakhe the wo manokamna to abhi puri nahi hui to kya mujhe 16ve vrat pr udyapan krna chahiye ya manokamna puri hone ka wait??
    Ab kya kru mai
    Plz suggest me and reply soon..

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  21 день назад

      Aapki ichcha hai aap chahe to aap soul mein vrat mein udyapan kar sakte hain ya aap chahe to Jo manokamna Puri Ho jaaye tab kar lena yah Puri tarah aapki ichcha hai

    • @vinaysharma3099
      @vinaysharma3099 21 день назад

      @@Mypacificwall m confuse hu

    • @vinaysharma3099
      @vinaysharma3099 8 дней назад +1

      @@Mypacificwall mam ye btaiye chaturmaas me ye udyapan kr sakte hain ya nahi??
      Reply soon

  • @shalinikulshreshtha9500
    @shalinikulshreshtha9500 Год назад

    Mam mene dec m ye varat start kra tha but glti se ek bich m fast 19 Jan ko chut gya kuki m ghr se bahar paper Dene gyi thi... To mene varat ko 16 hone k bad bi continue rkha or abi 11 April ko fir se 16 ho gye h to ab m is vrat ko continue kru ya rhne du
    Udhyapan m meri manokamna Puri hone k bad kru please reply jarur de

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Aap jitne vart ka sankalp Kiya tha wo pura kerke udyapan kar sakte hain

  • @user-ku9xn7ov1u
    @user-ku9xn7ov1u 6 месяцев назад

    🙏🏻🙏🏻Mem vart 16 pure hone ke bad ham ughapan kaise karna hai

  • @gouri_kaushik65
    @gouri_kaushik65 7 месяцев назад

    Mam din m kya kha skte h

  • @mylifemyrules8547
    @mylifemyrules8547 2 месяца назад

    Kya Katha kele ke per ke paas karna chahiye

  • @user-in1pj3xq4p
    @user-in1pj3xq4p 2 месяца назад

    Mam vart ka 16 karne ka sankalp kiya h or period aa jaye bich me to kya kre

    • @POOJAthakur-yn8sm
      @POOJAthakur-yn8sm 2 месяца назад

      Vrt to rakhte h pr pooja nhi krte ye vrt count nhi hota h 16 guruvar mai period m jo vrt rakhte h ushko hta k 16 guruvar count krte hai

  • @jangrafamilyvlog6526
    @jangrafamilyvlog6526 2 года назад +2

    कृष्ण पक्ष में व्रत रखना स्टार्ट कर सकते हैं क्या

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 года назад

      किसी भी व्रत की शुरुआत शुक्ल पक्ष की जाती है

  • @user-hz1hh2bd4n
    @user-hz1hh2bd4n Год назад

    Hello mem period ka 5 din hum puja nahi kar sakte 7 ve din hi karte hai puja shirf fast rakhte hai vrat mein puja nay to fir count hoga vrat mein plz rply

  • @OviSharma-ol3pw
    @OviSharma-ol3pw 9 месяцев назад

    Bina Katha sune pooja nhi mani jayegi kya di

  • @user-zm7bi5my1y
    @user-zm7bi5my1y Год назад

    H̊i̊n̊d̊i̊ m̊e̊ ẙå p̊h̊o̊n̊ k̊år̊e̊ b̊e̊h̊e̊n̊ g̊i̊

  • @smitadakua7783
    @smitadakua7783 8 месяцев назад

    Fir us kele ka kya karna h?

  • @poojachhikara6555
    @poojachhikara6555 8 месяцев назад

    Mam agr periods aa jye to tab bi y vrt rakhna haan

  • @user-fh6xy3vy4m
    @user-fh6xy3vy4m 10 месяцев назад

    Dophr ko kha skte h

  • @NehaSharma-nc1bm
    @NehaSharma-nc1bm 5 месяцев назад

    Kya ye Har veervar ko karna h ya pehle hi veervar ko karna h

  • @manitakumari1495
    @manitakumari1495 Год назад

    Es vrt me chura khya jata hai

  • @sweet551
    @sweet551 Год назад

    Hello mam kya is vart me banana ko chhokr or koi v pila fal kha sakte h kya

  • @sweet551
    @sweet551 Год назад

    Mam agr gururvar vart kr rhe h us din period aa gya to us din ko fast rkhege bs count nhi krege kya agle guruvar ke vart me count kr sakte h kya

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Vart count karege Puja nhi karege

    • @sweet551
      @sweet551 Год назад

      @@Mypacificwall mam to pooja karege tb n count krege bina pooja or vihaspati vart katha ke bina pooja count nhi n hota mm sirf fasting rkhne se

  • @manvithapa-sz9vv
    @manvithapa-sz9vv Год назад

    Brahaspati dev ki tasveer kele ke pedd pr rakhni jruri h ya nhi

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад +1

      Jaruri nahin Hai agar aapke pass tasvir Hai to rakh lijiye nahin to koi baat nahin

  • @radhikasoni7978
    @radhikasoni7978 Год назад

    Kele ke paudhe ko andar mandir ke pass rakh ke pooja kr sakte h ky pls reply

  • @sikkimchauhan2367
    @sikkimchauhan2367 4 месяца назад

    Katha sunne k bad en sb saman ka kya kre

  • @kanhaiyalalchauhan2770
    @kanhaiyalalchauhan2770 Год назад

    Mam mene 16 guruwar vrat ka sankalp liya tha to udhyapan 16 guruwar ko karna hai ya 17 guruwar ko

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Agar aap udyapan ke din vrat karte Hain to solave Somwar ko udyapan kar dijiye agar aap udyapan ke din vrat nahin karte hain baat khana kha lete Hain to fir 17 ve Somwar ko udyapan kar sakte hain, total vart 16 hone chahie

  • @sikkimchauhan2367
    @sikkimchauhan2367 4 месяца назад

    Kele ka kya kre bad me

  • @mylifemyrules8547
    @mylifemyrules8547 2 месяца назад

    Di mere vrat se iccha pura nahi hua kyu

  • @ankitameena6675
    @ankitameena6675 Год назад

    Didi vrat samapan k din bhojan m puri or sbji bana skte h kya kanya jimane k liye kahi koi prob to ni hna qki brispati dev namak ni khate h to isliye bt kanya poojan krna chahti hu to btaye rply jldi de qki kl mere samapan hora h vrat ka to btaye

  • @ashishanandvlog8134
    @ashishanandvlog8134 Год назад

    Pahle meri mummy vrat karti thi ab chor di hai..
    Kya ab brihaspativar ke din... Shamoon use kar sakte hain kapda dho sakte hain.
    Please reply me

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Ham log vrat Karen ya na Karen lekin brihaspatiwar ke din sir nahin dhote hain aur kapde nahin dhote Hain

  • @nirmalydv14
    @nirmalydv14 Год назад

    Di aap ye btaye ki chana daal kele k ped m rakhte h to ped m chitiya bill bna leti h to kya kru pls btaye

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Acchi baat hai aapki taraf se chitiyon ka Bhandara ho jata hai

    • @nirmalydv14
      @nirmalydv14 Год назад

      Thankyou di

  • @ASPSRajSain
    @ASPSRajSain 4 месяца назад

    Plz reply

  • @madhukapoor2950
    @madhukapoor2950 Год назад

    Kya is vrat ke din aate ka sevan kar sakte. Hain haldi daal ke ?

    • @meenaranjan7645
      @meenaranjan7645 5 месяцев назад

      Mera bhi yhi sawal hai ki bache hue jal ka kya kare

  • @Rsharma-id1gq
    @Rsharma-id1gq Год назад

    Mam kela jo puja mai rkha jata h use prasad mai batana chahiye ya nhi???????plz reply .mujhe kl se vrat start karne h

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад

      Agar Ghar per Puja kar rahe hain to Fir kele ko bantde , agar Mandir mein Puja kar rahe hain to kele ko vahi Rakha Rahane do pujari le lenge

    • @Rsharma-id1gq
      @Rsharma-id1gq Год назад

      @@Mypacificwall thnx

  • @poojakhari247
    @poojakhari247 Год назад

    Aapne kela ka ped kahaa lagaaya h ? Sb kehte h peechey lagaana chahiye. pr ghr k peechey deepak jalaana thik rahega ?

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  Год назад +1

      Kele ka pet Ghar Ke piche hi lagana chahie ya to chhat ke upar Laga sakte hain

  • @bhanuvaliya5249
    @bhanuvaliya5249 Год назад

    Mam isme khatha morning me hi padte h ya evening me bhi pdni hoti h

  • @ASPSRajSain
    @ASPSRajSain 4 месяца назад

    Jo bina namk ke rha nhi skta jo low bp pesent ho or use vishnu ji ki pooja b jrur krne ho

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  4 месяца назад

      Agar aap bimar hai to aise mein aap ek samay per sendha Namak use kar sakte hain

    • @ASPSRajSain
      @ASPSRajSain 4 месяца назад

      @@Mypacificwall thank you dear sis