Rohan ji aap se ek anurodh h kyoki ye youtube jaisa platform sabke liye open h to interview k doraan aap JHT k exam ki garima ko km krne waali baate khule manch pr na kare Kyoki iss interview m Mr Manu ne iss exam ko Ssc Cgl k comparison m easy btaya h jo bilkul galat h kisi bhi exam ko dusre se compare nhi kiya ja skta or iss tarah ki immature baat sirf without experience wala vyakti hi bol skta h Last m bss m Manu ji se bhi yahi kahunga ki agar aap khule manch pr apne muh se hi JHT exam ko dusre exam se easy kahoge to kal aap jis department m jaoge waha sbhi colleague alag alag exam nikaal kr aaye huye or cgl waale bhi apke exam ka majak bnayenge.. Or ek baat m Rohan ji se bolna chahunga ki ye platform aapka h to apki responsibility bnti h ki interview k doraan aap naye candidate ko thoda smjhaye taaki vah galat fact bolne se bache jaisa iss interview m manu ji ne Cgl waalo ko superior bta diya Future m aapka mjak baneka jab aap office m jaoge CGL waale hi bolenge aap se ki ye to easy exam nikaal k 4200 pr aa gya h
Ye unke apne opinion hai...sbke liye lagu nhi hota....wo nye hain...unka motive bs JHT Aspirants ko motivate krna hi tha....lekin aapki baat bhi sahi hai.......next time se iska dhyan rakha jaega....Thanks for your feedback 😊👍
Aur ek chiz aur add krna chahunga ki JHT ki garima kisi ke khne se kam ya jyada nhi hota hai.....aur kuchh marks se selection na ho pane wale Aspirants ko motivate krne ke liye exam ko assan khna pdta hai.....to usse iski Garima kam nhi ho jati hai.....ummid hai aap in facts ko bhi samjhenge.. धन्यवाद
Hindi ke liye ek bar previous year questions bana ke dekhiye ki apko difficulty level kya lag rha h, fir koi bhi hindi competitive grammar practice ki book le lijiye
@@learnersfellowbhaiya M.a Sociology se hu Last semester hai or graduation main English compulsory tha Or PGDT main admission le liya hai Ab eligible hu?? Ya vapas hindi se M.a karu
आप बहुत अच्छा इंटरव्यू लेते हो सर।ऐसे ही और Jht 2023 selected को इस मंच पर ले आइए,जिससे हम जैसे फ्रेशर्स को मदद मिल सके। 🙏🙏
Rohan ji aap se ek anurodh h kyoki ye youtube jaisa platform sabke liye open h to interview k doraan aap JHT k exam ki garima ko km krne waali baate khule manch pr na kare
Kyoki iss interview m Mr Manu ne iss exam ko Ssc Cgl k comparison m easy btaya h jo bilkul galat h kisi bhi exam ko dusre se compare nhi kiya ja skta or iss tarah ki immature baat sirf without experience wala vyakti hi bol skta h
Last m bss m Manu ji se bhi yahi kahunga ki agar aap khule manch pr apne muh se hi JHT exam ko dusre exam se easy kahoge to kal aap jis department m jaoge waha sbhi colleague alag alag exam nikaal kr aaye huye or cgl waale bhi apke exam ka majak bnayenge..
Or ek baat m Rohan ji se bolna chahunga ki ye platform aapka h to apki responsibility bnti h ki interview k doraan aap naye candidate ko thoda smjhaye taaki vah galat fact bolne se bache jaisa iss interview m manu ji ne Cgl waalo ko superior bta diya
Future m aapka mjak baneka jab aap office m jaoge CGL waale hi bolenge aap se ki ye to easy exam nikaal k 4200 pr aa gya h
Aap bhi selected hain kya JHT me?
Ye unke apne opinion hai...sbke liye lagu nhi hota....wo nye hain...unka motive bs JHT Aspirants ko motivate krna hi tha....lekin aapki baat bhi sahi hai.......next time se iska dhyan rakha jaega....Thanks for your feedback 😊👍
Aur ek chiz aur add krna chahunga ki JHT ki garima kisi ke khne se kam ya jyada nhi hota hai.....aur kuchh marks se selection na ho pane wale Aspirants ko motivate krne ke liye exam ko assan khna pdta hai.....to usse iski Garima kam nhi ho jati hai.....ummid hai aap in facts ko bhi samjhenge..
धन्यवाद
@@learnersfellowaapka bhi bahut dhanyawad mere feedback ko sakaratmakta se lene k liye🙏🏻😊
Or sorry mene thoda rude cmnt kr diya tha😅
Sir mera manu sir se question hai ki unhone hindi ki taiyari kese or kisse ki thi
Hindi ke liye ek bar previous year questions bana ke dekhiye ki apko difficulty level kya lag rha h, fir koi bhi hindi competitive grammar practice ki book le lijiye
@@manuvirajsrivastava ok
Bhaiya PGDT course karne ke baad M.A KARNA JARURI HAI KYA?
Post Graduation aur PGDT dono hi jaruri h
@@learnersfellowbhaiya M.a Sociology se hu Last semester hai or graduation main English compulsory tha Or PGDT main admission le liya hai Ab eligible hu?? Ya vapas hindi se M.a karu
sir Hindi k question practice k liye book btayiye pls.
OBC ka age Kitna hai maximum
Amuuu ji rocks 😂 🎉🎉❤❤
@@manuvirajsrivastava aap mera comment zarur padhe
Bhaiya paper 2 ki abhi se kese tyari kre
Uske liye ek alag video hi upload kr rakha hai...aap use dekh sakte hain
Sir MA+PGDT ek sath kr skte h?
Yup, mene kiya hai.
Mera bhi air headquarters me hua hai sir🙏❤️
Congratulations 🎊..
And sir books for Hindi..