Very nice work bro, I just need a help,! I am using jio Airfibre, and also brought 2 wifi routers😅 and unko wirelessly configure Kiya tha. But 4 din ke baad dono bhi disconnect ho gaye and 2-3 baar reconfigure karne ke baad bhi nahi connect ho rahe hai!!!!😢 Can you please help me, what to do now? 😊💝
Bhai g mere jio fiber ka adapter poe khrab ho gaya hai kitne ka charge hoga aur ye bhar se bhi milta hai kya company se koi response nahi mil raha kya kare 3 din de band pada hai router me delhi me relate hu
Bhai mere tanha chaat me 5g net chalta hai lekin installation karne wale jabarddasti lagake nahi gaye kyuki mera are jio ki app me show nahi kar rha tha , or bhai meko batao air fiber lagane ke liye dbm wagera ka farq padta hai kya minus ya plus ka
Sir ye hum kar skhthe hai ? Maine jio ke installer ko bola tha per voh sunte hi nahi aur bolte hai app local wire lagao per hum jio hi chahiye isliye humne phone per net velocity mai jo sinr dikhata hai us direction pe kar ke abhi speed badiya aa rahi hai sirf upload 45mpbs aa rahi hai
Net valocity se sirf sin-r pta chalta h ki kitna hai ..agar signal check Krna ho ki kaha pe badhiya signal aa rha h to jio field diagnostics se check Kiya jata hai
Bhai mera jio fiber ka router 3-4 din me apne aap restart hota h jab starting me lgaya tha tb nhi hota tha abhi 2-3 months se ho raha .... Fir waps 2 min me on bhi ho jata h or aisa har 2-3 din me ek baar ho raha h ..kya krna chahiye??
मेरे नए Jio Air Fiber में बहुत कम स्पीड आ रही है (Download: 3-4 Mbps, Upload: 0.8 Mbps)। Router पर Orange/Red लाइट दिख रही है, जिससे नेटवर्क कमजोर लग रहा है। इंस्टॉलेशन टीम ने कहा कि 'इतना ही आता है,' लेकिन मुझे लगता है कि यह कोई टेक्निकल इश्यू है। Please help
Outdoor unit ka light yellow color hone ka do karan hai ...1st us area me sin-r value thik nhi hoga 2nd outdoor ko sahi direction me set nhi kiya hoga ....
Brother meri download speed ok hai but upload 2-3 mb se uper nhi jati bht bar jio air fiber wale aye hai but woh direction change karke chale jate hai unhe kush pata nhi hai na hi apke jese phone mai kush dekhte hai sinr value n all... Upload speed k liye kya kru
Very nice work bro,
I just need a help,!
I am using jio Airfibre, and also brought 2 wifi routers😅 and unko wirelessly configure Kiya tha. But 4 din ke baad dono bhi disconnect ho gaye and 2-3 baar reconfigure karne ke baad bhi nahi connect ho rahe hai!!!!😢
Can you please help me, what to do now? 😊💝
Daily kitna usage ho jata hai bhai agar 4 ghante chale to kitna net use hota hai
Kaun sa app login kiye hai app snr ke liye singal quality ke liye
Kiss application me ye kar sakte he set????
Yeh toh technical he kar sakta hai
Jio field diagnostics
@ArnabBaksi_ anyone can check
Good job. My JIO Air Fiber me fluctuations hai. Should I lodge complain.
Bhai g mere jio fiber ka adapter poe khrab ho gaya hai kitne ka charge hoga aur ye bhar se bhi milta hai kya company se koi response nahi mil raha kya kare 3 din de band pada hai router me delhi me relate hu
POE Addaptor ka koi charge nhi lagta h free me replace ho jata hai aap complain kijiye customere care me...
Very nice ❤❤
bhai a6 device nearest tower pe hein ki nehi kese check kare
ye kon sa aap he
jio airfiber c6 antenna kaisa hai usme 100 mbps achse kaam karega ???
Activation time pe sign or ata hai ... Kaise kiye bhai hme bhi batao
Bhai mere tanha chaat me 5g net chalta hai lekin installation karne wale jabarddasti lagake nahi gaye kyuki mera are jio ki app me show nahi kar rha tha , or bhai meko batao air fiber lagane ke liye dbm wagera ka farq padta hai kya minus ya plus ka
Ji ha agar aapke location pe sir-r value minus me rahega to nhi lagega ..sin-r value plus me aana chahiye nhi to net nhi chalega
Sir ye hum kar skhthe hai ? Maine jio ke installer ko bola tha per voh sunte hi nahi aur bolte hai app local wire lagao per hum jio hi chahiye isliye humne phone per net velocity mai jo sinr dikhata hai us direction pe kar ke abhi speed badiya aa rahi hai sirf upload 45mpbs aa rahi hai
Net valocity se sirf sin-r pta chalta h ki kitna hai ..agar signal check Krna ho ki kaha pe badhiya signal aa rha h to jio field diagnostics se check Kiya jata hai
@srikanttechofficial field diagnostic hum customer kese use or access le sakte hai uspar 1 video please banao sir
speedtest by okhla app/site se hi krni chye test - jio to jio server pr!!!
16dBi C6 Radio antenna ki range kitni hoti h? Jio people installed it for an A6 tower 600m away from my house.
600 meter tak C6 install ho jata h
RF Status kaise dekhte h ispe video bnao
Bro RF status kaise check kare ? Main installation ka kam karta hoon.
Bhai mera jio fiber ka router 3-4 din me apne aap restart hota h jab starting me lgaya tha tb nhi hota tha abhi 2-3 months se ho raha .... Fir waps 2 min me on bhi ho jata h or aisa har 2-3 din me ek baar ho raha h ..kya krna chahiye??
POE change krna hoga
@@srikanttechofficialjio fiber me POE kya hota ??
मेरे नए Jio Air Fiber में बहुत कम स्पीड आ रही है (Download: 3-4 Mbps, Upload: 0.8 Mbps)। Router पर Orange/Red लाइट दिख रही है, जिससे नेटवर्क कमजोर लग रहा है। इंस्टॉलेशन टीम ने कहा कि 'इतना ही आता है,' लेकिन मुझे लगता है कि यह कोई टेक्निकल इश्यू है। Please help
Baad me sign r kaise check krte hai
Brother mere outdoor unit mei 5g and power light yellow ho rakha hei what that means , even I got perfect speed
Outdoor unit ka light yellow color hone ka do karan hai ...1st us area me sin-r value thik nhi hoga 2nd outdoor ko sahi direction me set nhi kiya hoga ....
but brother speed toh perfect mill Raha hei , @@srikanttechofficial
Connector change kardo sahi ho jayega
Kha ka ?
Brother meri download speed ok hai but upload 2-3 mb se uper nhi jati bht bar jio air fiber wale aye hai but woh direction change karke chale jate hai unhe kush pata nhi hai na hi apke jese phone mai kush dekhte hai sinr value n all... Upload speed k liye kya kru
Aap mujhe Insta pe massage kijiye..
Konsa aplication hai bhai
Bhai mera upload speed din me 2 ya 3 rehta hai raat ko 8 ya 9 rehta hai. Ye 30 kaise hoga
जिओ एयरफाइबर में कंप्लेंटकैसे करें
Number bata dijiye kis number par complain kara???
Jio join app not working internal irear problem aa raha he kay kare bhai
Agar power department ne complaint ki to
Power dipartment kya hota h...?mujhe nhi pta bhai
@@srikanttechofficial bijli vibhag bol rha wo
@@ShashankisThor Ji Haan unke Pole pe lagaya na outdoor unit isiliye bol raha hon
That is not a public pole. So no one can complain about it..
Agar Sinner 20+ Aa Raha Hai Phir bhi Speed kam aaa raha hai to kya kre
Ye konsi application hai?
Net valocity
Bhai mera bhi red yellow green hota rhta h.
ODU ko relocat Krna hoga aur jio field diagnostics aap se check kr ke sahi direction me lgana hoga tabhi thik hoga ye problem...
@srikanttechofficial ok bhai baat krte h jio walo se
Google Speed test .. Fake speed