Maine 3 Din pehle 1st time koi Automatic Car chalayi thi jo hai Mere Friend ki ScorpioN Z6 Diesel, Sach mein Mujhe isko chala ke Bohat hi Mazza aaya as yeh Mera pehla Experience tha...Abb pichle 3 Days se yeh ScorpioN mere paas hi hai Main Roz isko chala raha hoon City mein aur isko Bahar 100KMs door bhi lae kr gya...Mera jo pichle 3 Days se Experience raha uske According Automatic Cars are Good compared to Manual...
I have Z4 ,, manual 4×4 . I get 12 kmpl. But I feel lack of power in 2nd gear. Some time engine stop when I release the clutch somehow in faster mode .
Good info bro itna torque ki wjh se manual risky ho jati h traffic m . I felt same while test driving. Baki bro diesel auto ki manali ki kitni mileage degi smooth throttle p?
Agar aap automatic consider karoge toh apko particular mileage hi milegi but manual me aapki mileage flexible rahegi aap jitni pyaar se chaloge utni acchi mileage apko diesel manual me mil jayegi. According to me aapko manual consider karni chahiye🙏🏻
Bhai meri manual me 2nd gear gaadi stall hoti hai. Mere pas dzire diesel hai par wo gadi kabhi bhi 2nd ya 3rd gear me stall nhi hoti. Scorpio n me bar bar gear ko 1st me lana padta hai
Maine 3 Din pehle 1st time koi Automatic Car chalayi thi jo hai Mere Friend ki ScorpioN Z6 Diesel, Sach mein Mujhe isko chala ke Bohat hi Mazza aaya as yeh Mera pehla Experience tha...Abb pichle 3 Days se yeh ScorpioN mere paas hi hai Main Roz isko chala raha hoon City mein aur isko Bahar 100KMs door bhi lae kr gya...Mera jo pichle 3 Days se Experience raha uske According Automatic Cars are Good compared to Manual...
Jo pick up wheel spin manual mein hai woh auto mein nhi😊
Break fail ho gye fir gear ke help se hi slow down hoti hai gadi . Agar automatic me break fail ho gyi to ushme koi or rasta hai ....?
I have Z4 ,, manual 4×4 . I get 12 kmpl. But I feel lack of power in 2nd gear. Some time engine stop when I release the clutch somehow in faster mode .
Bro go and get a checkup done at the workshop
Nice informative video bhai … keep it up
Thank you so much 😊
Good info bro itna torque ki wjh se manual risky ho jati h traffic m . I felt same while test driving.
Baki bro diesel auto ki manali ki kitni mileage degi smooth throttle p?
Around 10-11kmpl apko mil jayegi😊
And brother meri running 50% highway and city merko mileage bhi chaiye
Agar aap automatic consider karoge toh apko particular mileage hi milegi but manual me aapki mileage flexible rahegi aap jitni pyaar se chaloge utni acchi mileage apko diesel manual me mil jayegi. According to me aapko manual consider karni chahiye🙏🏻
@@underthe_hood and brother aapki 26k kms meri fuel cost kitni aagi hogi?
@@mkmohsin2002 bhai 7-7.25/- per kms ke hisab se karlo kuch 1,85,000 ke asspass ayi hogi
Bhai meri manual me 2nd gear gaadi stall hoti hai. Mere pas dzire diesel hai par wo gadi kabhi bhi 2nd ya 3rd gear me stall nhi hoti. Scorpio n me bar bar gear ko 1st me lana padta hai
Bhai ye problem hai Jo engine 2liter se upar ke hai
@@underthe_hood oh I didn't know that. Thankyou bhai
Manual me bro 2000 rpm se upr jake gear dalte ho to ese ni feel hota ki race me e gear diya mtlb Toyata me ese feel ni hota
Kyunki bhai Toyota me imt feature aata hai jisme gaadi apne aap gearshift karne se pehle rpm ko match kar deti hai jis se jerk na aaye🙂
Bhai suv pure mard waali gaadi hai ok or original mard hamesha manual choice karega ok
2 ton ki gaadi hai manual clutch ki maa bhen ho jaayegi jaldi
Nice review 👍🙏♥️👍
Nice information ❤❤❤❤
Thank You bhai❤️
Manual mei full tank range?
City me normal drive karoge toh around 650 kms ki range mil jayegi🙏🏻
Ja bachhe phele school jaa
Mera Z4 MT Petrol 2WD hai mileage is 10 max
🙏🏻
City mei 100 %?
Automatic ❤
Purane jama ne ka driver dono hato se stering ghuma raha ye
15+ kmpl nikala nahi Scorpio N z6
Automatic?
Z2 petrol mai atomatic hai kya available?😊
Nahi bhai z4 se hai
@@underthe_hood ok bhai
Virtus gt with dsg gearbox chalana sab bhool jaoge
Bhai voh dct hai and ye torque converter
@@underthe_hooddiesel mein hai
Phir toh ek hi gaana hai....chalane ke baad.
Bhul gaya sab kuchh ...yaad nehi ab kuchh.. heyyy heeyy
Diesel automatic kitna deti h?
9-10 in city
Automatic मे Z4 तक माईलेज ठीक ठाक मिलेगा
Phado per rone lgti hai auto
Bakwass baat karte ho..Tune manual liya hoga islye bol Rahe ho..
Sind Badiya he