Personal Loan Settlement Kaise Kare| Debt Settlement Process Hindi Me || Loan Defaulter Legal Notice

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 ноя 2024

Комментарии • 30

  • @Bipinyadav-g1k
    @Bipinyadav-g1k 2 месяца назад +1

    Aapka bahut bahut dhanyawad sir ji

  • @AmanGill-kl5yy
    @AmanGill-kl5yy 2 месяца назад

    God bless you sir ji

  • @himanshukanhauli
    @himanshukanhauli Месяц назад +3

    Sir main Paytm se loan liya hun aur Paytm payment bank account se auto debit tha 3 EMI pad kiya hun bank account band ho Gaya hai aur settlement letter mila hai but mujhe froud lag raha hai

  • @AmitDangi-m3d
    @AmitDangi-m3d 2 месяца назад

    Tq sir 🙏

  • @pradeepkumarpanika8423
    @pradeepkumarpanika8423 11 дней назад

    Sir, Settlement karne par paisa kis account me jma karna padta hai

  • @pratappawara2126
    @pratappawara2126 Месяц назад

    Sir hamara tractor ka loan tha hamne statement kara hai lekin hame ab loan lene ke liye problm Aa rha hai

  • @sanjayturi5635
    @sanjayturi5635 Месяц назад

    Sir mene loan app se loan liya tha 1 kiss baki hai monthly auto debit NACH Kattan hai phi v 3guna over due bata raha hai aur bank account me _ minus rs v kat raha hai kay karu bank loan app ko Pura payment karne ko khraha hai

  • @sanjaykumar86561
    @sanjaykumar86561 2 месяца назад +1

    Settlement ke liye hum request kare ya fir wait kare bank ka letter for settlement

  • @mohansahu7530
    @mohansahu7530 2 месяца назад +1

    Mera ek bhi emi bounce nhi hua h but ab mai next emi nhi bhar paunga
    Financial condition bahut hi kharab ho gya h
    Kya abhi se hi settlement ho sakta h

  • @dsagitarrius08
    @dsagitarrius08 2 месяца назад

    Cooperative Bank ka hoga kya settlement please let me know

    • @VidhiTeria
      @VidhiTeria  2 месяца назад +1

      Yes sabka hoga settlement

  • @jasindersingh9163
    @jasindersingh9163 2 месяца назад +1

    Sir mera father ka loan tha unki death ho chuki ha or 1580000 ka tha or case bank sbi walo na drt court main kar rakha sir mera settlement kab tak ho sakta ha

    • @jasindersingh9163
      @jasindersingh9163 2 месяца назад

      Case ik one date ho chuki hai or second 11 month mein ha

    • @RahulRaj-k8w4q
      @RahulRaj-k8w4q Месяц назад

      Koi paisa nahi dena hai aap death certificate bank ko dijiye

  • @sanjaykumar86561
    @sanjaykumar86561 2 месяца назад

    NPA ho juka humara...

  • @akashbhawane6987
    @akashbhawane6987 Месяц назад

    50% settlement konsi amount ko hoga..

  • @SandeepKumar-i1d1b
    @SandeepKumar-i1d1b 2 месяца назад

    Sir kya bat ho sakti hai

  • @maheshgupta772
    @maheshgupta772 2 месяца назад

    Ap DRT prayagraj me hai

    • @VidhiTeria
      @VidhiTeria  2 месяца назад

      Yes

    • @maheshgupta772
      @maheshgupta772 2 месяца назад

      Mere case me bank ajj 2saal se jawab nhi laga raha h to aur meri property sale kar di h

    • @maheshgupta772
      @maheshgupta772 2 месяца назад

      Mere case bank property sale ki aur 2saal se bank jawab nhi laga raha hai

    • @maheshgupta772
      @maheshgupta772 2 месяца назад

      Ab kya kare

    • @kingdeepak8030
      @kingdeepak8030 Месяц назад

      Secure loan tha ya unsecure loan
      Property girvi rakhi thi kya​@@maheshgupta772

  • @kashyapvyas4793
    @kashyapvyas4793 2 месяца назад +1

    Sir mera case drt main chal raha hai capri global finance ltd krke ek nbfc hai 10 lakh bharke mene drt se stay lelia possession or auction se 15 lakh emi ab settlement ke liye 32 lakh or maang rhe hai kya karu vo settlement nhi krna chahte hai

    • @Sanjay-y4m9c
      @Sanjay-y4m9c 2 месяца назад

      Total loan kitne ke tha

    • @MohdMohsinKhan-q2j
      @MohdMohsinKhan-q2j Месяц назад

      Bhaiya apne drt se stay kaise liya Mera vakil to stay nhi kr rha h kya Krna padta h bhaiya stay ke lie please btaiye ap

    • @kashyapvyas4793
      @kashyapvyas4793 Месяц назад

      28 lakh