Agar performance ke liye lena chahte ho to bahot accha hoga. Kunki isme dual chipset hai, aaram se aap games khel paaoge 😊 Bakhi, design to mujhe bahot accha laga 😉
Vlogs ke liye Realme GT 6 bahot acchi choice hogi. Kyunki isme aapko zyada stabilization milti hai. Lekin iska base model hi 40,000 tak aata hai. Agar aapko 30,000 ke aaspas hi chahiye to, IQOO Neo 7 pro 5G mobile lesakte ho. Lekin mai to Realme GT 6 hi suggest karunga.
Iqoo neo 9 or gt 6 or 6T?
Iqoo neo 9pro clear🎉
Depends, Iqoo neo 9 pro is best for performance but Realme GT 6 is good when it comes to the camera (video recording and all).
Thanks bro
Bro Iqoo Neo 9 pro 8 128 varient lelu koi tikkat to nhi hoga na 😢
Agar performance ke liye lena chahte ho to bahot accha hoga. Kunki isme dual chipset hai, aaram se aap games khel paaoge 😊
Bakhi, design to mujhe bahot accha laga 😉
@@Techtel thx man
OnePlus 11 buy kar sakta hu kya abhi ?
Ha buy karsakte ho, lekin 12R uske jitne hi paiso me aajayega. Atleast old model to nai rahega 😊
28000 me mil raha
Vlog aur shorts video banane ke liye kaun sa mobile le 30000 ke reng me please
Vlogs ke liye Realme GT 6 bahot acchi choice hogi. Kyunki isme aapko zyada stabilization milti hai. Lekin iska base model hi 40,000 tak aata hai.
Agar aapko 30,000 ke aaspas hi chahiye to, IQOO Neo 7 pro 5G mobile lesakte ho. Lekin mai to Realme GT 6 hi suggest karunga.
Nice editing 👌👌👌
Thanks 🤗
12r 128gb ka price kitna hoga
Abhi to 39,999 me hai. Lekin sale ke din 8+256GB ka variant 39,999 me milega 🙂
ghanta ho raha hain bhai
Iqoo ka 256 kitne me milega
Abhi toh 38,999 me hai, lekin prime day sale me 30,000 se 32,000 ke beech me rahega