Ye single stitch machine hai. Is me ek hi reel lagti hai. Purane machine ke tarah niche ki bobbin nai lagti. Reel me thread ko manually hi bharna padega.
Bhai, sabse pahle iski power switch ke paas ek lock hota hai usko unlock karlena. Dusra sabse important, battery ke positive aur negative barabar se check Karna. Is product ke battery box ke andar aapko directions dikhega , usi ke hisab se batteries install Karna.
Its not worth buying if you using for stitching full dresses or where accuracy is desired. But its suitable for small stitches such as repair work, or sealing / stitching bags, etc.
Very nice explanation.
Thanks bro 🙏
Purane ne machine may neeche dhaga bharte the toh iss may kaise bharege
Ye single stitch machine hai. Is me ek hi reel lagti hai. Purane machine ke tarah niche ki bobbin nai lagti.
Reel me thread ko manually hi bharna padega.
Bhai mene ye purchase ki hy meri start nhn horahi machine plz guide
Bhai, sabse pahle iski power switch ke paas ek lock hota hai usko unlock karlena.
Dusra sabse important, battery ke positive aur negative barabar se check Karna. Is product ke battery box ke andar aapko directions dikhega , usi ke hisab se batteries install Karna.
Silai hi nhi jag rahi
Kya kare
Bhai silai ke dawran ghatthi maarna jaruri hai. Agar gaath nai maarenge to silai Khul jaegi
Maine video me bataya hai , aap us method se try kariye
How much
In India it's available between price range of INR 700 to 1000 on various platforms
Baha Jan meny masin li ha wo cali bi ni
Haa bhaii, kaafi log ke sath ye masla aarha hai. Lete waqt check kar ke le...nai to same day complain karke replacement lelen
Not wark
My machine works properly. Let me know what's the exact problem in your machine...
Waste of money
Its not worth buying if you using for stitching full dresses or where accuracy is desired. But its suitable for small stitches such as repair work, or sealing / stitching bags, etc.