Jaisa maine video main bataya, yeh motherboard ka problem hai, aur fir se ho sakta hai... Yeh tarike se aap bas apna data, files, photos transfer kar k bacha sakte ho... Naya phone to Lena zaruri hai....
i think puri tarha working karne ke liye sayed qualcomm processor ko reballing karna padhega. aap logo ka keya rai hai iss bare mai? uske sath graphics ko bhi reballing karna padhe ga agar jarurat padhe toh.
Nahi, phone format nahi hoga... But normal heat apply karna, jayada heat karne se chip bhi damage ho sakti hai, aur uske saath data loss bhi ho sakta hai... If data is very important than try at your own risk.
Video mein Jo steps Hain, usme data rahega, agar steps follow karne k baad phone switch on ho gaya to..Par agar phone on nhi hua, to kuch aur problem ho sakti hai aur service centre main dikhana padega. Best of luck
Sir mere bhi ye hi hua mene charging krke sogya 100% pura hone k bad off hogya ab no on dead phone not charge work Emcc to nhi khab hui plz help Software ya hardware prblm h??
Mera fone v achanak se off ho gya tha kafi try karne ke bad on nahi huaa lekin jab back panal kholne k liye heat machine ka use Kiya to garmi se achanak power on ho gaya Aisa ab 2 3 bar ho gaya to mai hair dryer se back heat karta hu or on ho jata hai to kam chalta hai
Sorry my friend, i am not professional in repairing mobile. I just experiment on my mobile if it stops working. These are very simple steps anyone can try. If it's first time your mobile stopped working, then you should give it a try. Do let me know if it worked for you. Thanks
Sorry, mera phone repair shop nhi hai, personal phone mein problem aaya isliye kuch options try kiye. Aap bhi yeh options try kar ke dekho, agar kaam kar jaye to comment karke bataiye. Thank you.
Mera mi a3 phone khud se hi off hoke on ho jata tha pr ab jaise hi charging pe lagao to kuchh time baad charging me hi phone off ho ja raha h or on hi nhi ho raha h
Bhai mera phone achanak se off ho Gaya, mere phone me voltage hi nahi aa raha he , service center me dikhaya to wo bol rahe he mother board badalna padega or 7000 price keh rahe he ,to kya karna chahiye??
Bhai agar apko MI A3 aur 1 saal use karna hai tab to mother board replace hi karna padega. Par agar apko 1-2 hafte ke liye thik karna hai, aur apko mobile open karna ka thoda knowledge hai to mere video mein steps dekh kar pata chal jayega. Agar mother board mein sahi jagah tak voltage aa raha hai, to heat karne se temporary chalu ho jayega... Nahi to kisi mobile repair shop mein check karwa lo. Thank you.
Mera phone bhi aise hi chalte chalte band ho gaya tha. Aap ek baar mere bataye hue steps try Karo, sayad chalu ho jaye... Agar kaam ban jaye to comment karke jarur batayen... Thanks
Sir mere phone ka motherboard kharab ho Gaya tha uska motherboard to pura change kar diya h per mere jo photos h wo backup nhi liya tha aaye nhi wo wapas kaise aa sakte h
Agar apke paas purana motherboard hai to video ke steps try kar ke dekhiye agar woh power on ho jaye to ... par agar purana motherboard apke paas nahi hai to possible nahi hai, kyunki sab photos motherboard ke storage area mein hote hain...Sorry
Bhai, mere phone mein reboot ki problem nahi Hui. Mera phone switch on nahi ho raha tha. Reboot problem ke liye kisi expert mobile repair shop mein dikha dijiye or service centre.
Mera phone automatic off ho jata h phir 4-5 bar thokne pitne pr onn ho jata h kabhi kabhi jyada time le leta h nh to aide phone 3-4 bar hath me patak do to on ho jata h😢😢ky kre bhai
Ho sakta hai naya motherboard nhi lagaya ho, purane motherboard ka problem ho... Agar IMEI number change hua hai to alag motherboard hai, nhi to purana hi hai..
Hello sir mera phone bhi achanak band hua hai lekin mene service center me dikhaya hai wo bol rahe hai ki motherboard kharab hai muje bataiye ki motherboard change kiya to mobile mese photos chale jayenge kya PLZZ reply
Yes sir, motherboard ke saath sab chala jayega... Video k steps try kijiye, agar phone 30min k liye bhi chalu ho Gaya to photos copy ho jayenge... Fir aap proper repair Kara sakte hain... Best of luck
Sir mera Bhi Mi a3 h Phone kbi bhi on ho jata h or automatic on ho jata h or kbi on ho ni hota 24 hours me on hota h isko theek krne k solution batao n please
Iska permanent solution costly hota hai, temporary solution isliye bataya taki aap phone chalu kar ke data backup le sake. Regular use karna hai to motherboard replacement karna chahiye.
Sir mara mi a3 dead ho chuka 10 shop ma dhika chuka hu sab na mana kar diya kya kru yaar service center gya to vo kha rha ha ki ham ab thik nhi kar sakta apka phone khula hua ha ma ab kya kru yaar koi solution do
Sorry, mera phone repair shop nhi hai, personal phone mein problem aaya isliye kuch options try kiye. Aap bhi yeh options try kar ke dekho, agar kaam kar jaye to comment karke bataiye. Thank you.
Bro maine ek bar phone repair krke laya tha 2000₹ mein motherboard problems tha aur phone baad me firse direct switch ho rha 7-8 bar uske baad aj direct pura hi bnd ho gya kya kru?..
Ab aur paise lagane ka fayda nhi hai bhai... Ek baar motherboard problem hone ke baad problem hota hai, yah to motherboard replace karao, jo itna costly hota hai ki ek naya basic phone aa jaye... Mere steps try Karo agar phone chalu ho jaye to kuch time aur chal jayega par naya phone to Lena hi padega...
Mera bhi yehi problem tha, phone achanak se switch off ho jata tha. Aap video mein bataye steps try Karo, Kam karna chahiye. Par yeh parmanent solution nhi hai, 2-3 bar kam karta hai... Sirf data backup le ke useful hai. Naya phone jarur lein.
Video mein jo steps woh try kar k dekho, nhi to simple back cover ki side hair dryer se thoda heat kar ke dekho. Users ne comment Kiya ki aise bhi help ho jati hai. Baki ek baar on ho jaye to data backup le lo aur naya phone order kar do...
Thanks sir
Same process se maine bhi mobile on kiya
Glad to hear, my steps helped you... Thank you
Thank you
🔥🔥🔥bhot badhiya.. worked
Thank you
Thank you
nice one
Also mentioned tools used.
Thanks
Would you please answer me this question, I have a mi A3 with the same problem, it's a 4/64, can I apply the new main board but the 4/128 version ??
Yes. Main board is everything... you can switch from 4/64 to 6/128
Very good pro
Sir kuchh din bad fir sse dead ho jate he set ab asi problem me keya kare
Jaisa maine video main bataya, yeh motherboard ka problem hai, aur fir se ho sakta hai... Yeh tarike se aap bas apna data, files, photos transfer kar k bacha sakte ho... Naya phone to Lena zaruri hai....
Mera phone start hoga gayi so much bro
Is problem ko kitna kharcha ayega
i think puri tarha working karne ke liye sayed qualcomm processor ko reballing karna padhega. aap logo ka keya rai hai iss bare mai?
uske sath graphics ko bhi reballing karna padhe ga agar jarurat padhe toh.
Yes, but people shared their experience that sometimes that is also not a long term solution and is costly also
Better to just switch it on temporarily and backup all the data and move to a new phone
Kya is method se fon format lg jaega..? Ya pura data safe rahega..? Plz rply krna m bhut preshan hu..
Nahi, phone format nahi hoga... But normal heat apply karna, jayada heat karne se chip bhi damage ho sakti hai, aur uske saath data loss bhi ho sakta hai... If data is very important than try at your own risk.
Nhi data safe rahega
Software yani flash krne me ya EMMC Program krne me data loss hota hai bas
Sir plsss reply me photo vedio delete to nhi n hoga bhut important hai
But isme Keya data rahega ya Nehi. Mera aisehi hua hai but Mera data bahat hi important hai. Please help
Video mein Jo steps Hain, usme data rahega, agar steps follow karne k baad phone switch on ho gaya to..Par agar phone on nhi hua, to kuch aur problem ho sakti hai aur service centre main dikhana padega. Best of luck
Thank
म्युजिक नहीं होना था।❤
Sir mere bhi ye hi hua mene charging krke sogya 100% pura hone k bad off hogya ab no on dead phone not charge work
Emcc to nhi khab hui plz help
Software ya hardware prblm h??
Mera fone v achanak se off ho gya tha kafi try karne ke bad on nahi huaa lekin jab back panal kholne k liye heat machine ka use Kiya to garmi se achanak power on ho gaya Aisa ab 2 3 bar ho gaya to mai hair dryer se back heat karta hu or on ho jata hai to kam chalta hai
Thanks, yeh option to aur bhi simple hai. Main bhi try karunga.
PM6125 ic price kitna parta hai plz reply
Sorry, parts and price ka koi idea nhi hai
400
@@rajaryan7903 mai apna motherboard hi change krwa diya usme bhut dikkt tha 3000 me av mst chalta hai
mera phone, use karte karte vand ho gya, ab onn nhi ho rha MI A3, kuch ho skta h kya uska, bhut sare important data h usme
Same problem hai bhai mere bhi phone kitna charge lagega
Bar bar Aysha keu ho Raha hai?? Plz bataiye
Motherboard problem.
Thanks
Hello can you repair my phone same problem where did you lice sir I am from jalandhar
Sorry my friend, i am not professional in repairing mobile. I just experiment on my mobile if it stops working. These are very simple steps anyone can try. If it's first time your mobile stopped working, then you should give it a try. Do let me know if it worked for you. Thanks
Sorry, mera phone repair shop nhi hai, personal phone mein problem aaya isliye kuch options try kiye. Aap bhi yeh options try kar ke dekho, agar kaam kar jaye to comment karke bataiye. Thank you.
Mera mi a3 phone khud se hi off hoke on ho jata tha pr ab jaise hi charging pe lagao to kuchh time baad charging me hi phone off ho ja raha h or on hi nhi ho raha h
Bhai mera phone achanak se off ho Gaya, mere phone me voltage hi nahi aa raha he , service center me dikhaya to wo bol rahe he mother board badalna padega or 7000 price keh rahe he ,to kya karna chahiye??
Bhai agar apko MI A3 aur 1 saal use karna hai tab to mother board replace hi karna padega.
Par agar apko 1-2 hafte ke liye thik karna hai, aur apko mobile open karna ka thoda knowledge hai to mere video mein steps dekh kar pata chal jayega. Agar mother board mein sahi jagah tak voltage aa raha hai, to heat karne se temporary chalu ho jayega... Nahi to kisi mobile repair shop mein check karwa lo. Thank you.
Same bro
Sir mere pas yek a3 hai charging laganeke bad light blink hora but phone on nahi hora hai
Is this real
light blink kar rhi hai
par mobile on nhi ho rha hai
please suggestions dear
Hello bro mera mi A3 ajj work krte krte achank se band ho gya plzz kuch guide kr skte ho kya aap
Mera phone bhi aise hi chalte chalte band ho gaya tha. Aap ek baar mere bataye hue steps try Karo, sayad chalu ho jaye... Agar kaam ban jaye to comment karke jarur batayen... Thanks
Bhai thand lag gyi thi mobile ko kya 😂
Sir mere phone ka motherboard kharab ho Gaya tha uska motherboard to pura change kar diya h per mere jo photos h wo backup nhi liya tha aaye nhi wo wapas kaise aa sakte h
Agar apke paas purana motherboard hai to video ke steps try kar ke dekhiye agar woh power on ho jaye to ... par agar purana motherboard apke paas nahi hai to possible nahi hai, kyunki sab photos motherboard ke storage area mein hote hain...Sorry
Kyuki Storage bhi Naya aa jata hai Mother board k sath....like memory card bhi 128 Ya 64 GB usme hi hota hai
My phone same reboot issue even after changing side key .pls help
Bhai, mere phone mein reboot ki problem nahi Hui. Mera phone switch on nahi ho raha tha. Reboot problem ke liye kisi expert mobile repair shop mein dikha dijiye or service centre.
Le ao mere pas CPU reball kr deta hun 100% fix ho jaega
Mera phone automatic off ho jata h phir 4-5 bar thokne pitne pr onn ho jata h kabhi kabhi jyada time le leta h nh to aide phone 3-4 bar hath me patak do to on ho jata h😢😢ky kre bhai
Koi loose connection hoga, repair shop main dikha do, thik ho Jana chahiye
Bhai mera phone kal chalte chalte band ho gya that toh ye work karega aapka video batao
Fek de
Yes, ek baar try kar ke dekho, mujhe bhi aise hi problem hua tha..
Mera on nahi hua
AAP kaha SE hai
Fon ko bina open kie iska koi upae h..?
Nahi, mere case main kaam nahi Kiya... But ek user ne try Kiya tha - sirf bahar se heat karne par uska phone ON ho gaya.
Charging 6.46 aate problem kya he bol bhayya
Abhi l month phle hi motherboard change kiya tha phn ka aur ab phirse switch off ho gya on nhi ho raha now what to do??
Ho sakta hai naya motherboard nhi lagaya ho, purane motherboard ka problem ho... Agar IMEI number change hua hai to alag motherboard hai, nhi to purana hi hai..
Yhi ptoblem aarhi h ... Dukaandaar 2500 mng rh h
Hello sir mera phone bhi achanak band hua hai lekin mene service center me dikhaya hai wo bol rahe hai ki motherboard kharab hai muje bataiye ki motherboard change kiya to mobile mese photos chale jayenge kya PLZZ reply
Yes sir, motherboard ke saath sab chala jayega... Video k steps try kijiye, agar phone 30min k liye bhi chalu ho Gaya to photos copy ho jayenge... Fir aap proper repair Kara sakte hain... Best of luck
Mera mia3 bi dead ho gya hai shop vale bol rahe kabi nahi hoga thick please sir kya dead phone thick ho sakta
Agar phone already dead hai, to ek baar try kar k dekh lijiye, sayad chalu ho jaye... Par yeh parmanent solution nhi hai...
Mera bhi on nhi hua same tarah se kiya phir bhi on nhi hua kya problem hogi batao
Koi aur problem ho sakti hai, please service centre main check Kara lijiye.
It's working but temporary not permanent
My not working temporary also 😭
i am getting the white light but it is not opening , any solutions pls help?
Sayad screen kharab ho gaya hoga,
Touch NAHI Kam kar Raha hai
Motherboard main koi aur problem hogi yah screen pannel main problem ho sakti hai. Please visit service centre.
Bhaiya Mera pass hot air gun nahi hai 😢 koi or upai hai kya?
Hair dryer bhi use kar sakte hain
Sir mera Bhi Mi a3 h
Phone kbi bhi on ho jata h or automatic on ho jata h or kbi on ho ni hota 24 hours me on hota h isko theek krne k solution batao n please
Mera bhi A3 hai Usme kbhi Kbhi Display Off ho jata hai fir kuch time Me on hota hai
Bhai device name
Xiaomi MI A3 mobile phone
Mere mobile me same problem hua maine kisi se thik kraya phir se same problem Hui. Bar bar q hoti hai ye problem
Iska permanent solution costly hota hai, temporary solution isliye bataya taki aap phone chalu kar ke data backup le sake. Regular use karna hai to motherboard replacement karna chahiye.
Nhi motherboard kyu replace hoga CPU+EMMC reball kr k ho jaega 100%
@@shaikhmohdqasim3993kitna charge lagta hi iska emmc ka ??
Mi a3
Mera phone on Nehi huya vaiya
No work
Ye sab kar ke bhi mobile on nahi hua bhai
Please reply
Fir to koi solution nahi hai, kuch log ram and processor re-balling recommend karte Hain... But Maine try nhi Kiya
Mera Bhi phone off Ho gaya hai kya karu ME
Steps try karke dekho, chalu ho to comment jarur karna, nhi to service centre main dikhana
Sir mara mi a3 dead ho chuka 10 shop ma dhika chuka hu sab na mana kar diya kya kru yaar service center gya to vo kha rha ha ki ham ab thik nhi kar sakta apka phone khula hua ha ma ab kya kru yaar koi solution do
Sorry Bhai, agar mere steps follow karne k baad bhi sahi nhi ho raha fir to option muskil lag raha hai. Sorry
bhai tera phone thik hua ?? mere mein bhi same issue h
Hello bhai Mera phone thik kar doge aap ap ka address aur price bata digiye main vej dunga
Sorry, mera phone repair shop nhi hai, personal phone mein problem aaya isliye kuch options try kiye. Aap bhi yeh options try kar ke dekho, agar kaam kar jaye to comment karke bataiye. Thank you.
Bro maine ek bar phone repair krke laya tha 2000₹ mein motherboard problems tha aur phone baad me firse direct switch ho rha 7-8 bar uske baad aj direct pura hi bnd ho gya kya kru?..
Ab aur paise lagane ka fayda nhi hai bhai... Ek baar motherboard problem hone ke baad problem hota hai, yah to motherboard replace karao, jo itna costly hota hai ki ek naya basic phone aa jaye... Mere steps try Karo agar phone chalu ho jaye to kuch time aur chal jayega par naya phone to Lena hi padega...
Mera bhi yehi problem tha, phone achanak se switch off ho jata tha. Aap video mein bataye steps try Karo, Kam karna chahiye. Par yeh parmanent solution nhi hai, 2-3 bar kam karta hai... Sirf data backup le ke useful hai. Naya phone jarur lein.
Bhai same problem hua mera phone help me
Video mein jo steps woh try kar k dekho, nhi to simple back cover ki side hair dryer se thoda heat kar ke dekho. Users ne comment Kiya ki aise bhi help ho jati hai. Baki ek baar on ho jaye to data backup le lo aur naya phone order kar do...
Mera vi aisa hi hai
Mera b mobile ase ho gya
Steps try karke dekho, chalu ho to comment jarur karna, nhi to service centre main dikhana
Apaka number de do na