Hello sir 15 kva kirloskar alternator three phase avr alternator ko bina winding nikale sirf avr connection change karke single phase me convert Kiya ja sakta he kya sir plz reply .
Sir cg alternator main voltage fluctuations ke waje se dg off ho Raha he to kya problem ho saktahe mai bas ek bar start time pe manual off kar raha tha dg se offf nehni kiya tha uske bad jab start kiya to ye problem aa raha he
iska Roter winding ka jankari dijiye jo ghumta hai jismein char Koyal hota hai aur uske aage bhi ek coil hota hai uska winding kaise hota hai . Aur usme 6 diod hota hai.usmein iska wire kaise jodte hain is per bhi ek video banaye
Please can you help me with my alternator(11.2 KW, 14 KVA, 4 Pole) which is main stator winding is damaged ! I need its winding diagram, coil diameter ,turns, wire diameter and how to wind. I'm looking forward for your generous feedback.Thank you!
Sir iss ke Jo voltage ke setting hoti hai us per b video banain jaissai out put phase to neutal 250 volt dai raha hoo to ussai 225 tak kaissai lain gaii
Sir mera 20 kVA ka altinater hai cromptan jo newtal phese me 520 volt nekal rha hai do phese me 1100 volt Nikal rha hai ishe kaise theek Karen pls batao
3 phase generator mein output ke liye 4 wire bahar nikalti hai jismein 1 nutural ka hota hai aur 3 phase hote hain single-phase ka koi bhi chij chalane ke liye aapko 1 taar nutal mein lagana hoga aur dusra tar teeno phase me se kisi bhi ek phase me lagana hoga koi problem nahin hogi.
@@PerfectEngineer is tarike se only single phase use karenge to motor jalega nahi? Ek phase use karne se baki ke dono koil khali par jaega to jo koil use ho raha hai wo garam hokar jalega to nahi na, aesa ek technician bata raha tha ke teeno phase par load kuch na kuch hona chahiye, aap bataao main kya karun single use karun ya nahi
Bhai aapne 11 months phle pucha tha or ab tak aap samajh nhi paay Bhai koi koi dikkat nhi hogi, Kisi bhi phase ki capacity se jyada load thodi hai aapki single phase motor me Motor chalao koi problem nahi
@@PerfectEngineer maine isi dar se try nahi kiya actually mere factory me 7kv ka machine chalta hai 3phase ka, or ek machin hai jo 5 kv ka load leta hai wo single phase ka hai, main jab bhi single phase wale ko chalata hun to sath me 3phase wale ko bhi run karta hun taki sabhi koil par load rahe, lekin ab aap jab aesa bata rahe ho to main try karta hun, only single phase ki machine run karke, mera loresummer ka dinemo hai 15 kva 3 phase ka. Ashok lealand ka DG me laga huwa hai,
@@PerfectEngineer bhaijaan 30kva Crompton alternate h uska AVR kharab ho gya h iska AVR change Kiya ... bhaijaan mera question h AVR defferent model hote h kya h agar dusra type ka AVR laga de to work karega ya nhi
@@PerfectEngineer nice work but sir aap neutal bol rhe ho jo wrong jabki ye neutral wire hota hai jo ki zero volt pr hota hai aur phase 1 phase 2 phase 3 ek std voltage 220 (by default) deliver krte hai
Sir DG load katne k bad band nahi hota kam rpm par chalta rhta hey 1mint me hi alternator kafi garm ho jata hey mera khne ka matlab hey ki kya kam rpm par alternator garm ho jata hey
Example: agar kamzor Aadmi par 50 kg wajan rakh do or jandar aadmi par 50 kg wajan rakh do konsa aadmi aaram se le ja payega, Same wese hi lo rpm par alternator par lod jayda or uski power Kam Ho jati hai. RPM pure set karo ok.
@@PerfectEngineer sir 1500rpm par load par chalte hey load band karne k bad jab engine ko band karte hey tab engine band nahi hota kam speed ho jati hey kam speed par bina load k alternator kafi garm ho jata hey
Good all nice vedio bhai bahut kuch sikha aapki vedio se
Sir apse bahut kuch sikhne ko milta hain... 🙏
Pure achhe dil se smjha rhe ho bhai
Nice sir aap ka formula kam aa gya 👍
Welding kam karne ke liye kaun sa DJ lena AVR Chowk wala
Chock wala
Super my frend I have one doubt stamford 250 kw Avr I have I can connect 20 kw kirloskar..tellme bro😊
Yes
Sar aapka workshop kahan hai
Bahut badhia Bai
Thanks for support me
Sir transformar Wale thik rhete hai ya avr Wale hum konsa lgavaaye
Sar 10kva ea 15 kva janarater ma konsa avr lagaia
New 20 KVA 3 phase generator kirloskar AVR vala chalu Kiya to machine ulti ghumne Rahi hai sar jaankari dijiye Bhai please send me your help
Phase change kro
Super ❤
Sir hum diodes type 6 kva alternator me avr laga sakte ha???
32kva compton mein wire konsi chahiye load wali. Mujhe 4sq mm ki lga krr di jis sey buy kiya????
Problem kya aa rahi hai ab
@@PerfectEngineer wire garam hoti h 10 hp ki submersible motor pey. 32.5 kva ka avr type crompton alternator h. Kya wire change krni pdegi????
Yeh 7/18 ya 7/20 ki kon si wire hoti h? Kisi ney bola load wire change kro
Agar load par wire garam nhi ho rahi ho change karne ki koi jarurat nahi
Agar garm hoti hai to 10 mm laga sakte ho
Hello sir 15 kva kirloskar alternator three phase avr alternator ko bina winding nikale sirf avr connection change karke single phase me convert Kiya ja sakta he kya sir plz reply .
नही थ्रीफेस वाइंडिंग कनेक्शन चेंज करने पड़ते है
Bhai sahab ajo alternator hai 3face ka avr boat Lagan se voltage theek rahega ki
जी
Mere pass eicher ka engine hai ispe mere ko 2 ton ka ac single phase ka chalana hai kitne kva ka alternetor shi rhega
10/15kva
@@PerfectEngineer thanxx
@@PerfectEngineer 7.5 single phase alternetor pr chlega ki nhi
Ye wala avr kya hum honda gk-300 generator mai laga sakte hai please reply
No
Sir 320kv face 225volt 3no pace me but face to face 385 volt sir iska karan keya hai?
Single phase m 230/235 voltage kar do koi dikkat nhi
Supar video bro
Very nice job
Thanks
Sir ye Alternator kaunsi company ka hai?
I done one work thanks
Sar gi 30 kva LS ka alternate hai thiri fees ka shigall fees banana hai
Sir cg alternator main voltage fluctuations ke waje se dg off ho Raha he to kya problem ho saktahe mai bas ek bar start time pe manual off kar raha tha dg se offf nehni kiya tha uske bad jab start kiya to ye problem aa raha he
Sir ager dhokhe se light pese chala jaye to generator me kya problam aayegi
Good job
Dada trilaskar ka avr ka price kitna ha
6.5 hzr
Great work
7.5 kva 3 phase generator me avr laganese chalega
Thanks bhai
Sir isme dayod bhi side plate par lagege kya
No
iska Roter winding ka jankari dijiye jo ghumta hai jismein char Koyal hota hai aur uske aage bhi ek coil hota hai uska winding kaise hota hai . Aur usme 6 diod hota hai.usmein iska wire kaise jodte hain is per bhi ek video banaye
Ok
@@PerfectEngineer sir mobile number please
Kitne kva par kitna amp ka avr lagega sir fharmula dalo
Alternator ke data plate mai field ka current or voltage dia rahta hai
हेलो सर जी हमें सिखा सकते हैं क्या अल्टीमीटर
जी
Sie welding genrator pe video banaiye
Kya hum 8pole mein altinetar rewanging kar sakte ha
Kitne kva me kitnka Avr lagaye inka formula bataey sir
भाई साहब मुझे भी काम सीखना है आप कहां से हो
Uttarakhand
मैं आऊं आपके पास आप काम सिखा दीजिएगा
Sir ye 3phase alternator winding connection ka video banaye
Okay
Field kaise check kare mtlb f1 f2 kharab hai ya nhi
Series se ya multimeter se check kar sakte ho continuity batani chahiye
Super sir jee
❤
40kv 3ph chok वाला generator था मगर चोक Los ho गया इसलिये avr डाला गया तो इंजीन extra लोड ले रहा है क्यों. Solve बताएं
Aisa to nahi hota kuch or problem bhi ho sakti hai
@@PerfectEngineer मगर हो रहा है क्योंकि बिना avr को लगाए खाली इंजन को चलाने पर कोई लोड नहीं ले रहा है.
Kirloskar ka avr kitna ka ata h sir ji... Ikdhar 7000 mang rahe hai
Sir 10 volt up dwon ho rahe hai 3 avr badal diye kya karn ho sakta hey
Pump se ho sakte hai
What is the utility of white wires ?
Iske khraab hone ka karan ..or dayod plate k connection ka bhi vidio bnaao
Please can you help me with my alternator(11.2 KW, 14 KVA, 4 Pole) which is main stator winding is damaged ! I need its winding diagram, coil diameter ,turns, wire diameter and how to wind. I'm looking forward for your generous feedback.Thank you!
Fild winding ko avr se connect kyu krte h please reply
Agar AVR nhi lagaye to generator current nahi dega
Sir kular kit 1" ka data aluminium me deo 150tarn dene par sfit kam hoti h
3phese se singale phese karne me lod kamata hai kya
Sir iss ke Jo voltage ke setting hoti hai us per b video banain jaissai out put phase to neutal 250 volt dai raha hoo to ussai 225 tak kaissai lain gaii
Ok
Avr ko set karke voltage adjust ho jaata hai avr mai setting preset pot rahtaa hai
Sar kiloskar 15 kva singal phesh ka avr ka price kya hai
Do face ka ventilator kaise karen wiring batao bhai
Sir eski earthing ke say connict krty hain
Direct Body se
Genset company vaale neutral ke liye alag earthing or body ke liye alag earthing karvaate hai
AVR Stability kab setting Karin padti hai..??????
Jab voltage hilte hain.
Sir 3phase avr board connection video please
Okay
Brush type talternator may we are Laga sakte h
Brush type ka exitor voltage jyaadaa rahataa hai
Us me AVR laga shak te hai
F1 F2 jo field se nikla h wo kitne trun ka hota h kaise
Bhai sabhi ki turns alag alag hoti hain
Good
किर्लोस्कर अल्टरनेटर की वाइंडिंग दिखाइए
Zabar 10 Sir
सर 3 फेस 15 kva को सिंगल फेस में हो सकता है क्या
Ha ho jaata hai
Sir mera 20 kVA ka altinater hai cromptan jo newtal phese me 520 volt nekal rha hai do phese me 1100 volt Nikal rha hai ishe kaise theek Karen pls batao
Bustal ka altinater hai
AVR change kar ke dekho
Sir eska dring banakar bhi dikhaey aisee baroba smajh me nahi aarha hai
Ok
Sir A V R kya kaam karttahe
Bhai shab lekin output to dikhaya bhi nhi kha par he
Jo red stripe me 4 khooti hai wah output hai
Sir G Three phase generator hai uspar single phase ka equipment chalana hai kaese chalega
3 phase generator mein output ke liye 4 wire bahar nikalti hai jismein 1 nutural ka hota hai aur 3 phase hote hain single-phase ka koi bhi chij chalane ke liye aapko 1 taar nutal mein lagana hoga aur dusra tar teeno phase me se kisi bhi ek phase me lagana hoga koi problem nahin hogi.
@@PerfectEngineer is tarike se only single phase use karenge to motor jalega nahi? Ek phase use karne se baki ke dono koil khali par jaega to jo koil use ho raha hai wo garam hokar jalega to nahi na, aesa ek technician bata raha tha ke teeno phase par load kuch na kuch hona chahiye, aap bataao main kya karun single use karun ya nahi
Bhai aapne 11 months phle pucha tha or ab tak aap samajh nhi paay
Bhai koi koi dikkat nhi hogi,
Kisi bhi phase ki capacity se jyada load thodi hai aapki single phase motor me
Motor chalao koi problem nahi
@@PerfectEngineer maine isi dar se try nahi kiya actually mere factory me 7kv ka machine chalta hai 3phase ka, or ek machin hai jo 5 kv ka load leta hai wo single phase ka hai, main jab bhi single phase wale ko chalata hun to sath me 3phase wale ko bhi run karta hun taki sabhi koil par load rahe, lekin ab aap jab aesa bata rahe ho to main try karta hun, only single phase ki machine run karke, mera loresummer ka dinemo hai 15 kva 3 phase ka. Ashok lealand ka DG me laga huwa hai,
Hello bro mere pass 30KVA kirloskar dg voltage nahi dikha raha kisi bhi fase mai chalte chalte voltage nahi show kar raha
Avr wala altinator sab thik hai current nahi de raha hai
Kitne volt de raha hai
Meraj bhaijaan please help chahiye
Bhai Letest video dekho
@@PerfectEngineer bhaijaan 30kva Crompton alternate h uska AVR kharab ho gya h iska AVR change Kiya ... bhaijaan mera question h AVR defferent model hote h kya h agar dusra type ka AVR laga de to work karega ya nhi
AVR different type ke hote hain kam kar bhi jaate Hain kabhi nahin Bhi karte Hain to Jo abr nikala hai usi type ka lagana chahie
Sar a kitna kva janarater ha
15 kva
Sir avr ma f1and f2 DC out put. Voltage plz sir tel me sir
Settle winding se 110 volt ki do taar aaya hai vo kya hai
Steator winding se do taar aaya hai vo kya hai
Stator se main lead ke alawa do taar jo aate hai wo oxiry ( ऑक्जिरी ) winding ki hoti hai wo avr ya choke me lagti hai
Sir kiya mey aapke pas experience ke liye aa sakta hu
Please sir
Brush slipring type me AVR laga shak te hai 20
bhai druf cit ka bhi banado video
Sir ye AVR plate kaha milegi sir
जेसी चाहो मिल जाती है
Sar 10 kva jansat ma ampiar ka sath voltage ⚡ ve ghatraha ha
Frequency check kro and Engen
Ok
Single phase alternator single bearing connection data winding exciter connection diagram please winding connection diagram
Bhai iss par video banani padegi thoda time lagega
@@PerfectEngineer nice work but sir aap neutal bol rhe ho jo wrong jabki ye neutral wire hota hai jo ki zero volt pr hota hai aur phase 1 phase 2 phase 3 ek std voltage 220 (by default) deliver krte hai
Bhai AVR Ka Kya Kam Hai Aur kyu Lagaya jata hai
Voltage boosting ke liye,
Iss par video bana rakhi hai
Diod के plus and minas बताइए
Than you very much sir
AVR price kya h
250 kva alternator kam rpm par garm Ho jata hey kya karn hey sir
RPM pure set kyu nahi karte ho
Sir DG load katne k bad band nahi hota kam rpm par chalta rhta hey 1mint me hi alternator kafi garm ho jata hey mera khne ka matlab hey ki kya kam rpm par alternator garm ho jata hey
Example: agar kamzor Aadmi par 50 kg wajan rakh do or jandar aadmi par 50 kg wajan rakh do konsa aadmi aaram se le ja payega,
Same wese hi lo rpm par alternator par lod jayda or uski power Kam Ho jati hai.
RPM pure set karo ok.
@@PerfectEngineer sir 1500rpm par load par chalte hey load band karne k bad jab engine ko band karte hey tab engine band nahi hota kam speed ho jati hey kam speed par bina load k alternator kafi garm ho jata hey
Engine ke pump ya kem shaft me problem ho sakati hai
भाई साहब प्लीज नंबर दे 15 25 किलो वाट का अल्टरनेटर चाहिए
Hum generator sell nhi karte,
Only repair.
@@PerfectEngineer भाई साहब नंबर दे प्लीज
Jo poochhna h comment m puch sakte hain no tantion.
Hello sir 25 kv kirloskar altnator High voltage are sir new winding
या तो इंजिन स्पीड गवर्निंग फॉल्टी है
या फिर अल्टीनेटर की Dc फिल्डो में प्रॉब्लम हो सकती है
25 kva kirloskar three phase gernetor band krne par bar bar charge kana parta h
Avr karaab hai
Why voltage 200 uper not going
Bhai sahab Jamshed ke voltage fluctuate hote hain kharab hai kaise Sahi Karen
सीटेट का फ्यूज पड़ता हो तो क्या करना चाहिए
DC cable ek colour ka ho to kaise pahchane
Sir mera 15 kva altornetor me avr kase lagaye
Bina avr k kese cheke kare 3phase alternator
Battary se f1 Or f2 ko + _ dekar chack kar sakte hai
Pliz help three fec se signal kyse hoga
ईजी है 3 फेस से 1 फेस हो जायेगा
Singal phes me Avr kaise lagate hai
4:45 4:45
Janretar Karen nhi derha a v r kese chek kare
Sir daigram banakar samjaye
Okay