Meri begum mijhe chordh kar apne papa k ghar reh rahi hai or mene usko ane k liye kaha to vo ana nahi chahti 4 saal se wahin reh rahi hai na to mujhse baat karti hai or na hi bacchon se baat karati hai.mujhe samjh nahi a raha hai ki mujhe kya karna chahiye Allah k waste aap hi kuch batayen main be hadd pareshan hun😢😢
Assalamualaikum Mujhe ek baat janni hai Ek hadith hai wo sahih hai ya zaeef Sunan Ibn Majah, Book 10, Hadith 2039: Shaikh kifaitullah kehte hai ye hadith zaeef hai bs mujhe yahi janna hai Barae meherbaani rehnumaii. Farmae
@@kifayatullahsanabili hazrat boht hi ehtaram ke sath me apse ek sawal aur pooch raha hu books me iska status sahih dikha raha hai isi lie confusion hai
Assalamu alaikum, asl mein Saeed bin musayb rh ka bhi yehi qaul hai k quran mein sirf shadi ka zikr hai aur sex ka nahi hai aur jo halala ki hadees hai woh daif hai mere qayal se, Hadees mein halala gunah hai woh daif riwayah hai. Quran mejn Halala se murad shadi hai aur jo log sex ko lazim samajhte hai in ke pass daleel nahj
Whatsapp message Se Contact Ke Liye Ye Link Open Karein : wa.link/f3k8c3
Masha Allah
ماشااللّہ ❤
Masha Allah shaik bahuth faidah huwa 😊❤❤❤ 8ske baareme samajhne ke baad
Mahshallah
❤❤❤
Mashallah mashallah Mufti sahab
Assalamualaikum Mufti sahab mera apse ek sawal hai
Assalamualaikum shaikh ek sawal tha ke kya apna shop bank ke atm ko rent par dena jaiz hai ya najayez.
Meri begum mijhe chordh kar apne papa k ghar reh rahi hai or mene usko ane k liye kaha to vo ana nahi chahti 4 saal se wahin reh rahi hai na to mujhse baat karti hai or na hi bacchon se baat karati hai.mujhe samjh nahi a raha hai ki mujhe kya karna chahiye Allah k waste aap hi kuch batayen main be hadd pareshan hun😢😢
O bhai dusri shadi kar lo.
@@DAWAHTIME1 to bhai aap hi karwa do
@@DAWAHTIME1 bhai ne sahi kaha
Assalamualaikum
Mujhe ek baat janni hai Ek hadith hai wo sahih hai ya zaeef
Sunan Ibn Majah, Book 10, Hadith 2039: Shaikh kifaitullah kehte hai ye hadith zaeef hai bs mujhe yahi janna hai Barae meherbaani rehnumaii. Farmae
یہ ضعیف روایت ہے
@@kifayatullahsanabili hazrat boht hi ehtaram ke sath me apse ek sawal aur pooch raha hu books me iska status sahih dikha raha hai isi lie confusion hai
Sheikh muta imam malik hadees 1120 is riwayat ko do muhaddis ne sahi kaha h
Ispar wazahat farme diniye
Kya umar ra zindgi bhar pachtate the teen talaq ko teen karne pe is ki daleel kya h
Assalamu alaikum, asl mein Saeed bin musayb rh ka bhi yehi qaul hai k quran mein sirf shadi ka zikr hai aur sex ka nahi hai aur jo halala ki hadees hai woh daif hai mere qayal se, Hadees mein halala gunah hai woh daif riwayah hai. Quran mejn Halala se murad shadi hai aur jo log sex ko lazim samajhte hai in ke pass daleel nahj
Subhanallah Allah salamat rakhe hamare orginal ulama ko