@@rajababu-sp6km Kyon jhoot bol rahe ho bhai shine 2 hain apney ghar ke rishtedaaron main wo to bauhat khush hain TVS ka market nahi hai aur TVS gadiyan dikhti nahi hai roads par TVs ka engine jaldi kaam mangney lagta hai sirf honda,Yamaha , Suzuki ka market hai Japanese engines are more reliable 😊
Commuter bike he ye bhai 74 tak ka average deti he economy mode me chalao to aur kya chahiye race karni he to ducati scrambler, kawasaki ninja jesi gaadi lo. Honda ne hi hero ko engine banana dikhaya he..
From 110cc to upto 200cc Bikes from lower capacity Honda's Now a day r becoming Fragile showpieces No mechanical feel from d engine Vibrations r 2 much Lack of refinement everywhere Bogus fit & finish Whatever livo or sp shine 125 or unicorn or cb200x. Thanks for the honest ride review. Multiple former Honda motorcycle user ✍️
Your review is 100% correct , below Unicorn models waste engine and stucking gear box , bad engine sound , less throttle power, less throttle power so don't support Honda India.
Mere pass bhi Honda dream yuga h 2015 best bike in 110cc segment 89000 chl chuki h mileage Abhi bhi 70 ka deti h service har 2000km pe krwata hu livo ka bhi same engine h
Yamaha built quality is best from 1970 to 2023 . Honda may be engine is good everyone says then why harness sale is down . Every one complain about vibration and chain . TVS has the high pick up , light suspension no bike can beat except Bajaj ......
Bhai daily use routine ke liye best hai livo.1 lakh k andar me best hai. Milege bhi de rha hai 70+ . Aur kya chahiye. Mere ghar me hai, me chalata hu, mujhe to aaj tak problem nhi hua.
wobbling problem meri honda livo me bhi hai 2021 modal bs6 kabhi kabhi highway par aisa lagta hai slip ho jayegi 50-60 k speed par bhi gadi me sabhi chije achhi hai sirf handle chhod kar
Bhaiii Ye Bs muscular Bike hai dikhne me achhi hai baaki power to isme kam hai hi BHP kam nikalti hai ye gaadi baaki Torque achaa hai gaadi ka Mere pass Hf deluxe 2019 model bs4 and Honda livo bs4 2016 model dono hai dono mai chalata hu Hf deluxe Me power jayada hai Top speed bhi jayada hai hp deluxe ki Honda livo se lekin ek to honda livo bhot kam aawaj karti hai Hero Hf se aur Engine jitna refine Honda ka hai utna Hero ka nhi hai Baaki honda livo pr teen bnde beithakr aap gaadi ko aaram se chala skte hai but Hf ka Teen bnde beithakr chalane se Hero hf deluxe Ka tatti nikal jaata hai mera khud ka 100kg weight hai 😂😂 mai daily chalata hu dono bike ko
Dimag ghutne me hai inlogoka,,,,,ns200 Ka Maja isme milega kya,,,,millege based hai,,,that's it....gari boht slim hai,,,,, brake se lekar SAB Kuch smooth hai
Bhad me jae iski sari achi or buro bate ye mera dream tha 4 sal se or abhi 6 month ho chuke hai khareede hue or mujhe koi fark nhi padta iska milenge kya hai bs looks dekh ke khareed Li thi bs 😌😌
@samuraisparrow666 abe nikal yaha se .... Tum log gavar nahi jante technology ko..... Mere pas dream Yuga hai usme kabhi bhi gear nahi fasta hai. Or build quality me BS6 me Honda king hai. Refinement me dekhna shine vs super splendor ko ... Shine or SP Aaj bhi king hai .sales me
@@JSW-o3ohonda ka dalal hai kya ki honda pr job laga hai tujhe honda ka gadi itna acha hai ki har mechanic thookta hai saare garage pr honda ka gadi hi khda hota hai aur service center m sabse jyda bawal honda k service center pr hota hai sab ka 20-25 hazar km pr engine seize mar rha hai itna khatam engine de rha hai honda wale ne
Ye bike liyaa hu par iska jamb piche vala jamping nahi ho raha hai hai or kamar me thokar lagati hai . Jada 2 year ho gaye Bhai please bata na jamp badal na pade ga ha to kon konase bike ka achha rahe ga
Me ye bike use kar raha hu 4 yer se eakdam jaberdast perforamance hai
Best bike hai i m using for 2years best pickup for110cc milege 65plus
Maine yahi baike li haii..
8 mahine ho chuke hai
68 milage deti hai
Aur bike bhi acchi haii
Pickup bhi badhiya haii
110 cc main kya jumbo jet ka maza lena chah rahe ho TVs ki koi gaadi is ka muqabla nahi kar sakte hai honda is honda 🐯
একদম ঠিক বলেছেন আপনি 👍
Passion xtec ke samne ye kuchh bhi nhi
@@theavitube4594par passion x tec ka engine ka refinement kabhi bhi Honda se achha nahi ho sakta hai
TVs suspension , pick up , light is better bro .u cannot say no in this matter . My friend buy Honda shine he is regretting for buying .now 😅😅
@@rajababu-sp6km
Kyon jhoot bol rahe ho bhai shine 2 hain apney ghar ke rishtedaaron main wo to bauhat khush hain TVS ka market nahi hai aur TVS gadiyan dikhti nahi hai roads par TVs ka engine jaldi kaam mangney lagta hai sirf honda,Yamaha , Suzuki ka market hai Japanese engines are more reliable 😊
109cc sagment m sabse best bike hai 65+ milage in city❤
Commuter bike he ye bhai 74 tak ka average deti he economy mode me chalao to aur kya chahiye race karni he to ducati scrambler, kawasaki ninja jesi gaadi lo. Honda ne hi hero ko engine banana dikhaya he..
Mera livo pe 1000 rupiya oil dal ne se 700 km pura mahina chalta he or thori si oil firvi raheta he.
Wah bhai!
From 110cc to upto 200cc
Bikes from lower capacity
Honda's
Now a day r becoming
Fragile showpieces
No mechanical feel from d engine
Vibrations r 2 much
Lack of refinement everywhere
Bogus fit & finish
Whatever livo or sp shine 125
or unicorn or cb200x.
Thanks for the honest ride review.
Multiple former Honda motorcycle user ✍️
Thanks brother
@@NileshShergill
Welcome✍️
To bdiya bike konsa hai low cc me
@@KattuaKaumKoKhatamKaro
Budget kitna hain
@@abhishekchatterjee8730 mai livo leliya.
Bdiya bike hai.
Livo is best in 110cc segment this is not for riding at high speed
I love livo❤
Your review is 100% correct , below Unicorn models waste engine and stucking gear box , bad engine sound , less throttle power, less throttle power so don't support Honda India.
Bs3 bs4 engine best tha bs6 engine kooda hai
App or is ko bike chalana nahi ata ,bike ki bare mein kohi experiance nahi hai
Tum ko bike chalana nahi ata, tumare liye cycle tik hai
Honda livo is best bike of 110 cc
Isme honda CD 110dream ka hi engine laga hua hai
To dream me kam power hai thodi isliye isme bhi power ki comy hogi hi
Mere pass bhi Honda dream yuga h 2015 best bike in 110cc segment 89000 chl chuki h mileage Abhi bhi 70 ka deti h service har 2000km pe krwata hu livo ka bhi same engine h
May be ho sakta hai is bike me proho
2018 की है मेरी livo but eakdum new के तरह चलती है 50k + चला चुका हु
टूटे फूटे रोड पर
Meri bhi 2018 ki hai
Yamaha built quality is best from 1970 to 2023 . Honda may be engine is good everyone says then why harness sale is down . Every one complain about vibration and chain .
TVS has the high pick up , light suspension no bike can beat except Bajaj ......
bhai record kese Kiya he go Pro????
@@hammadmansuri3590 go pro hero 9 black bro
Bhai aap sahi keh rahe ho.
Mene yahi model liya h
But Wo pick up nahi h
Jo purani waali me tha.
❤️❤️
@@NileshShergill City mileage kitna he Livo ka
Passion xtec vs Honda Livo konsi
Bhai meri gadi me to hai 2016 model h
Bhai daily use routine ke liye best hai livo.1 lakh k andar me best hai. Milege bhi de rha hai 70+ . Aur kya chahiye. Mere ghar me hai, me chalata hu, mujhe to aaj tak problem nhi hua.
Kitna time huv aliye huve
@@Hardik.Padmani Nearly 5 years
Jiska height jyada hai....woh livo hi lega . low height se backpain hota hai
East or West, Platina 👑 is the best.
70000 km chala chuka hu nayi hero aur tvs wale bhi chala ke tareef karke hate hai hai but माइलेज 40 ka hi deti hai
Kon si bike hai
Correct bro
@@pankajtekam7525 livo
Honda livo aur Hero Glamour 2023mein donon mein se kaun si best hai
Thus bike is very good bike, but the price less than Rs 5000/- 125cc.... Atleast the on road price should be around Rs 82,000/-
wobbling problem meri honda livo me bhi hai 2021 modal bs6 kabhi kabhi highway par aisa lagta hai slip ho jayegi 50-60 k speed par bhi gadi me sabhi chije achhi hai sirf handle chhod kar
मैं अपनी splendor plus को 50 या 60 किलोमीटर चला लेता हूं तो पिछवाड़ा दुखने लगता है इसमें ऐसा तो नहीं है???
मतलब बैठने में comfortable है या नहीं???
@@Unknown48238 ye comfortable hai bhai splendor baut hi bekar hai
7 साल से Use कर रहा हु best Pickup और 65 का माइलेज आज भी है..... बेटा तुम bike चलाने मे अभी कच्चे हो 🤔
Bhai ho sakta hai bt jo mujhe chalane me feel ho rha wo bataya maine
@@NileshShergill भाई ये Livo Bike नहीं... मरस्डिज़ है.... एकदम Smooth चलती है.... 0 sound के साथ
Mere pass disk hai 2020 ka model hai bohot power hai
✌️
Disc verient me brakes bhot ache hai
Aapko kase pta chla?
Aap bike chlati ho ya aapka koi bike chlata hai to wo jor se brake marta hai jab aap piche baithti ho
Milege
Best top bike ki livo bhai hamare pass bhi hai
Same bike hai bhai 65+ milage deti hai🔥🔥
Price Aur Millage
Kya Hai Bhaiya
55 kmpl
Very nice 👌
Bhaiii Ye Bs muscular Bike hai dikhne me achhi hai baaki power to isme kam hai hi BHP kam nikalti hai ye gaadi baaki Torque achaa hai gaadi ka Mere pass Hf deluxe 2019 model bs4 and Honda livo bs4 2016 model dono hai dono mai chalata hu Hf deluxe Me power jayada hai Top speed bhi jayada hai hp deluxe ki Honda livo se lekin ek to honda livo bhot kam aawaj karti hai Hero Hf se aur Engine jitna refine Honda ka hai utna Hero ka nhi hai Baaki honda livo pr teen bnde beithakr aap gaadi ko aaram se chala skte hai but Hf ka Teen bnde beithakr chalane se Hero hf deluxe Ka tatti nikal jaata hai mera khud ka 100kg weight hai 😂😂 mai daily chalata hu dono bike ko
Bhai mere pas v livo h jo ki ek dum makkhan jaisi chalti h maza v aata h lkn jyda door jao kahin kabhi to pta nhi Q iska plug jal jata h 🥲💔
Radieon spealder do not have spotry look as livo
Agree with u
Bhai spelandar plus bike kaise hai batna
Radni
ईसकी कीमत कितनी है
93k+
Hero passion xtec bahut age hai livo se..... Engine refinement aur power and mileage mein hero aab bahut age ho chuka hai...
👌👌
Livo good
8 sal se use kr rha hu, ßest hai
Dimag ghutne me hai inlogoka,,,,,ns200 Ka Maja isme milega kya,,,,millege based hai,,,that's it....gari boht slim hai,,,,, brake se lekar SAB Kuch smooth hai
Livo bs4 sbse achcha model tha 2017 wali 100 tak jata h meri highway par
सबसे घटिया बाइक है ये । Isme gear fasne ka problem hota hai। Dusra mileage nhi hai ।
85000 chal gayi hai livo chalti to abhi bhi nayi jaisi hai
70000 me Puri company le le bhai...
Honda ko isme 125cc ka engine dena chahiye
Sahi kha 🙌
Bhai Raider 125 ka bi kr de review
Kiya hai bhai recent videos dekho aap
Bhad me jae iski sari achi or buro bate ye mera dream tha 4 sal se or abhi 6 month ho chuke hai khareede hue or mujhe koi fark nhi padta iska milenge kya hai bs looks dekh ke khareed Li thi bs 😌😌
Mujhe bhi Lena hai bike ka look mst hai per log bahut negative comments kar rahe bike ke bare AAP mujhe batao bike kaisa hai😢
Hi, bike is value for money product. Using from last 2 year 33000 Km completed. Till date no issue.
Bro is against honda company ☺️
Naa bhai i hav also honda
Tune bike Chalayan nahi ata
Kitna mila honda ko badnam karne keliye
Chal band kar dilacs la achha bolathach
Honda ki badnam karne ki kitna mila
Tera dimag kharab hai
Bad video
bro is giving biased review💀
Jo mujhe feel hua wahi bola maine
@@NileshShergill Keep feelings aside. Just be technical and logical
Bhai bhut bekar gadi hi.😢😢ro raha hu lekar.
@Potato Bhai mujhe Lena hai yaar look mst lagta hai 😢 or koi bike ka Aisa look nhi hai 110 cc me. Plz batao mujhe kya mujhe Lena chahiye
@samuraisparrow666gear fasta hai
Abe slao tum log layak hi nahi ho bike chalane ke
Honda ki bike nahi achhi lagi to hero to tere ko tikega bhi nahi.
@samuraisparrow666 abe nikal yaha se ....
Tum log gavar nahi jante technology ko.....
Mere pas dream Yuga hai usme kabhi bhi gear nahi fasta hai.
Or build quality me BS6 me Honda king hai.
Refinement me dekhna shine vs super splendor ko ...
Shine or SP Aaj bhi king hai .sales me
@@JSW-o3ohonda ka dalal hai kya ki honda pr job laga hai tujhe honda ka gadi itna acha hai ki har mechanic thookta hai saare garage pr honda ka gadi hi khda hota hai aur service center m sabse jyda bawal honda k service center pr hota hai sab ka 20-25 hazar km pr engine seize mar rha hai itna khatam engine de rha hai honda wale ne
Tu ktm le le
Ye bike liyaa hu par iska jamb piche vala jamping nahi ho raha hai hai or kamar me thokar lagati hai . Jada 2 year ho gaye
Bhai please bata na jamp badal na pade ga ha to kon konase bike ka achha rahe ga
s
f
o
sd
x
Kya bey lora xxxbs likha hua h
x