Har chand ahle zor ne chaha ye baarahaa Ho jaye mehv yaade shaheedan e karbala Baqi rahe na naam zameen par hussain ka Lekin kisi ka zor azeezo na chal saka Abbas e naamwar ke lahu se dhula hua Ab bhi hussainiyat ka alam hai khula hua..
the greatest marsiya composer in urdu language, sincere shia ithna ashariya faithful. I salute Josh maleehabadi. the best action of Josh is that he never ever wrote a single word favouring any enemy of ali ibn abi talib. he was a Shi'a in faith and in action.
mahakavi sahab . Aap ka Josh malihabadi ke Fans par ye ahsan hai ke apne josh ki live video hum sabko ata kee hai . wah Josh 20th century ke sabse azeem shayer the Josh zindabad . Firoz khan suroor malihabadi
Janab Suroor Saheb, Adab Arz, Be'shak Josh Saheb 20vieN sadi ke sabse baRe shayer thEy. Unki nasr meiN bhi nazm ka maza milta hai. Josh Saheb ne 9 Musaddas kahEy thEy, jo kitabi shakl meiN mere paas haiN. Inki Audio yaqeenan Pakistan mein kisi na kisi ke paas mahfooz hoNgi, kaash jinke paas hoN woh iss se doosroN ko bhi faizyaab honEy ka mauqa deiN. Nau tasneef Musaddas, Moharram meiN har baras Josh Saheb Radio Karachi se paRha karte thEy. Shukriyah, Mirza Jamal
Ab aisi soch chahiey.Every single word he spoken regarding Hussainiat have own thoery.Beshak, no-one except few understands the revelotion of Imam Hussain(AS).Long live Hussainait , Death to Yazidiat.
हर चंद अहले जोर ने चाहा ये बारहा , हो जाय महव यादे शहीदाने कर्बला , बाकी रहे न नाम ज़मीन पर हुसैन का , लेकिन किसी का ज़ोर अज़ीज़ों चल न सका , अब्बास नामवर के लहू से धुला हुवा , अब भी " हुसैनियत " का अलम है खुला हुआ । शायरे आज़म जोश मलीहाबादी ।
Har chand ahle zor ne chaha ye baarahaa Ho jaye mehv yaade shaheedan e karbala Baqi rahe na naam zameen par hussain ka Lekin kisi ka zor azeezo na chal saka Abbas e naamwar ke lahu se dhula hua Ab bhi hussainiyat ka alam hai khula hua..
Dunya-e-sukhan me Josh ki hukumrani dekhi, Teri ke panno me teri kahani dekhi .. shero ne tere Qasre-firangi dhaye Dunyae-Adab me bhi Pathani dekhi Firoz khan Suroor Malihabadi
Shukriyah Zaman Saheb, Josh Saheb ki kuch Audio bhi maiN ne upload ki haiN. Agar aap 'Josh malihabadi mahakavi' search kareiNge to woh aapko mil jaaeingi. Mirza Jamal
He is one of the greatest Urdu Poet of all times and my favorite. Just wondering if there is a link or site where one can hear him. Jazzak Allah o Ahsan ul Jazza
جوش صاحب جدید مرثیہ نگاری کے موجد تھے، جنہوں نے میر انیس و دبیر کی مرثیہ نگاری کے بالکل برعکس مسدس تخلیق کیے، جو اردو ادب میں ایک سنگ میل کا درجہ رکھتے ہیں!!
Josh malihabadi ki Pakistan me koi qadr na huwi kyonki wo punjabi nahi the. aaj tak josh k naam se ek bhi road pakistan me nahi hai jabke india me Josh malihabadi k naam se Road bhi hai .Malihabadi me u.p. goverment ne shandar gate "BAB-E-JOSH " banwaya hai ye hai aj bhi josh sahab ki izzat india me . kash Josh sahab ne India ko na choda hota. Firoz khan Suroor malihabadi
bhai mahakavi aap ki is neiki ka sila koi ibn-e-adam kya dega laikin zaroor ibn-e-Ali (as) roz-e-mahshar dengey. Mein tah-e-dil se aap ka shukar guzar hoon.
عقیدت کی بات اور ھے لیکن حضرت جوشؔ ملیح آبادی کے پائے کا شاعر آپ کو زبانِ اردو میں ڈھونڈنے کے لئے عمر بھر سر کھپانا پڑے گا۔ فارسی الفاظ کو اردو کی تسبیح میں ایسے پروتے ھیں جیسے اُسی کے دانے ھوں۔ اوپر سے پڑھتے اِتنے اھتمام و احتشام سے ھیں کہ انسان سر دھننے پر مجبور ھو جاتا ھے۔ مجھے رموزِ شاعری کی الف ب کا پتہ نہیں ھے لیکن جو نغمگی اور فصاحت جوشؔ صاحب کے کلام میں ھے وہ میں نے آج تک کسی اور اردو شاعر کے ھاں نہیں پایا۔
جب انکی عمر چودہ برس تھی تو یہ والد صاحب کے ساتھ مشاعرے میں جاتے تھے اور لوگ انکو داد زیادہ دیتے تھے اور انکے والد صاحب نے انکو کہا کہ تم مجھ سے زیادہ اچھے شعر کہتے ہو اسلیے تمھارا مشاعرہ میں جانا بند😂😂
Zamir miya , apke rag-rag se sirf tasub ki boo ati hai . isi nasli tasub ne poorey pakistan ko barood ke dher pe baitha diya hai . jaha marnewale bhi musalman aur marnewale bhi musalman kyonki kisi ko is bat par dard hi nahi hota ke musalman ka khoon bah raha hai , agar lahore me dhamaka hota hai to pakhtoon khush hote hai aur agar swat pe dron humla hota hai to punjabi taali bajate hain , Firoz khan suroor malihabadi
Har chand ahle zor ne chaha ye baarahaa
Ho jaye mehv yaade shaheedan e karbala
Baqi rahe na naam zameen par hussain ka
Lekin kisi ka zor azeezo na chal saka
Abbas e naamwar ke lahu se dhula hua
Ab bhi hussainiyat ka alam hai khula hua..
A giant of Knowledge and Literature. May his soul rest in Peace(Ameen).
Emperor of urdu vocabulary
Maut ke sailaab mein sab khushk o tar beh jaayega
HAA, aik naam-e-Hussain ibne Ali reh jaayega
Josh sahab is one of the best
the greatest marsiya composer in urdu language, sincere shia ithna ashariya faithful. I salute Josh maleehabadi. the best action of Josh is that he never ever wrote a single word favouring any enemy of ali ibn abi talib. he was a Shi'a in faith and in action.
LABBAIKA YA HUSAIN (A.S.)
mahakavi sahab .
Aap ka Josh malihabadi ke Fans par ye ahsan hai ke apne josh ki live video hum sabko ata kee hai . wah Josh 20th century ke sabse azeem shayer the Josh zindabad .
Firoz khan suroor malihabadi
ہوئےنامور۔۔۔۔۔بےنشاں کیسےکیسے۔
زمیں کھاگئی آسماں کیسےکیسے۔
Janab Suroor Saheb,
Adab Arz,
Be'shak Josh Saheb 20vieN sadi ke sabse baRe shayer thEy. Unki nasr meiN bhi nazm ka maza milta hai. Josh Saheb ne 9 Musaddas kahEy thEy, jo kitabi shakl meiN mere paas haiN. Inki Audio yaqeenan Pakistan mein kisi na kisi ke paas mahfooz hoNgi, kaash jinke paas hoN woh iss se doosroN ko bhi faizyaab honEy ka mauqa deiN. Nau tasneef Musaddas, Moharram meiN har baras Josh Saheb Radio Karachi se paRha karte thEy.
Shukriyah,
Mirza Jamal
A personality Larger than Life.
A Poet par excellence.
Well said 👍🏻
Bhai Pandrah Saal Ho gye lekin avi v wahi chaashni hai...... Wah ❤
Ab aisi soch chahiey.Every single word he spoken regarding Hussainiat have own thoery.Beshak, no-one except few understands the revelotion of Imam Hussain(AS).Long live Hussainait , Death to Yazidiat.
Mai qurban jau aise legends par, Mir Anees, Mirza Dabeer, Josh Mlihabadi, Naseem Amrohvi etc marsiyakhwani ke gauhar e nayab hain
हर चंद अहले जोर ने चाहा ये बारहा ,
हो जाय महव यादे शहीदाने कर्बला ,
बाकी रहे न नाम ज़मीन पर हुसैन का ,
लेकिन किसी का ज़ोर अज़ीज़ों चल न सका ,
अब्बास नामवर के लहू से धुला हुवा ,
अब भी " हुसैनियत " का अलम है खुला हुआ ।
शायरे आज़म जोश मलीहाबादी ।
Har chand ahle zor ne chaha ye baarahaa
Ho jaye mehv yaade shaheedan e karbala
Baqi rahe na naam zameen par hussain ka
Lekin kisi ka zor azeezo na chal saka
Abbas e naamwar ke lahu se dhula hua
Ab bhi hussainiyat ka alam hai khula hua..
@@nature.brutal Josh Malihabadi jaise Azeem shayar ki Pakistan me Qadr na hui...
Best poet & best poetry
mola aap ki tofiqaat main izzafa keray aap nay yeh anmol tohfa qaum ko diya ha.
Janab Baig Sahab,
Aapki duaoN ke liye bahot bahot shukriyah.
Mirza Jamal
SubhanAllah
Subhanallah subhanallah allah ghareeq e rahmat kare aameen
واہ قبلہ حضرتِ جوش کیا کہنے آپ کے۔۔۔
انمول ہیں آپ۔۔۔۔آپ کا ثانی نہیں کوئی اردو شعر ادب میں۔۔۔
Zameen o aasman ke qalabay milana koi Josh se seekhay. “washorao humul ghawoon”. (AlQuran).
Janab Akhlaq malihabadi & Family ( Exclusiveetity) Apko Josh sahab ki web site pe comments dekhkar bahut khushi huwi. Firoz khan
Subhan-Allah. Mahakavi sahib, bohot bohot shukriya aap ka.
Subhan Allah josh Sahab Moal in kay darjat baland farmai
Dunya-e-sukhan me Josh ki hukumrani dekhi,
Teri ke panno me teri kahani dekhi ..
shero ne tere Qasre-firangi dhaye
Dunyae-Adab me bhi Pathani dekhi
Firoz khan Suroor Malihabadi
Shukriyah Zaman Saheb,
Josh Saheb ki kuch Audio bhi maiN ne upload ki haiN. Agar aap 'Josh malihabadi mahakavi' search kareiNge to woh aapko mil jaaeingi.
Mirza Jamal
kia kehnay, hussaini mission ko net k zria aam kia jay. INSAAN KO BEDAR TO HO LAINY DO,,,,,,HAR QOOM PUKARAY GEE HAMARAY HAIMN HUSSAIN
Jazak Allah.
Waah!
Blessings.....
Kamaal
Behtreen kalaam❤️
Mashallah kia baat hai
Urdu tareekh ka shahkar marsiya hai ye Josh sahab ka ...
He is one of the greatest Urdu Poet of all times and my favorite. Just wondering if there is a link or site where one can hear him.
Jazzak Allah o Ahsan ul Jazza
@jinnbhoot
Shukriyah Jananb.
Josh sahb love u sarkar ❤💚💜💙😘😍
thanks. Any more? Please?
کاٹ سکتا ہے رگ گردن سے
خنجر آدمی
جوش صاحب ہی کہہ سکتے تھے.......
I do endorse your comments. If some one has Josh sb's more stuff he should upload it.
Jazakallah
Ki bat hai!keep it up!
Legend
great effort
Kiya kheney
Mashallaha
mahakavi sahib app jesey sahib e zooq ki kia tareef karoon merey paas to alfaz he nahi jazakalaah mula app ko hamesha kush rakhey aameem
Allam Iqbal said that..may allah grant him heaven..
جوش صاحب جدید مرثیہ نگاری کے موجد تھے، جنہوں نے میر انیس و دبیر کی مرثیہ نگاری کے بالکل برعکس مسدس تخلیق کیے، جو اردو ادب میں ایک سنگ میل کا درجہ رکھتے ہیں!!
Suroor Saheb, salaam arz hae,
Mumkin ho to tamaam bulandpaya shu'araa ke videos upload karein.
❤️❤️❤️❤️❤️
please check my playlist naat, salam, marsiya.
Thanks
Mirza Jamal
💌💌💌💌💌💌💌💌💌
Josh malihabadi ki Pakistan me koi qadr na huwi kyonki wo punjabi nahi the. aaj tak josh k naam se ek bhi road pakistan me nahi hai jabke india me Josh malihabadi k naam se Road bhi hai .Malihabadi me u.p. goverment ne shandar gate "BAB-E-JOSH " banwaya hai ye hai aj bhi josh sahab ki izzat india me . kash Josh sahab ne India ko na choda hota.
Firoz khan Suroor malihabadi
bhai mahakavi
aap ki is neiki ka sila koi ibn-e-adam kya dega laikin zaroor ibn-e-Ali (as) roz-e-mahshar dengey. Mein tah-e-dil se aap ka shukar guzar hoon.
ye josh saab hi padh rhe hain kya?
Jee bilkul Josh saheb ki he awaz hai
Ji Raza Saheb, Josh Saheb khud apna Kalam padh rahe hain.
عقیدت کی بات اور ھے لیکن حضرت جوشؔ ملیح آبادی کے پائے کا شاعر آپ کو زبانِ اردو میں ڈھونڈنے کے لئے عمر بھر سر کھپانا پڑے گا۔ فارسی الفاظ کو اردو کی تسبیح میں ایسے پروتے ھیں جیسے اُسی کے دانے ھوں۔ اوپر سے پڑھتے اِتنے اھتمام و احتشام سے ھیں کہ انسان سر دھننے پر مجبور ھو جاتا ھے۔ مجھے رموزِ شاعری کی الف ب کا پتہ نہیں ھے لیکن جو نغمگی اور فصاحت جوشؔ صاحب کے کلام میں ھے وہ میں نے آج تک کسی اور اردو شاعر کے ھاں نہیں پایا۔
Bilkul durust kaha
Allama Iqbal is not even close to Josh sahib. But he was propagated by the state and dictator Zia.
Josh is the biggest Urdu poet after Ghalib.
جب انکی عمر چودہ برس تھی تو یہ والد صاحب کے ساتھ مشاعرے میں جاتے تھے اور لوگ انکو داد زیادہ دیتے تھے اور انکے والد صاحب نے انکو کہا کہ تم مجھ سے زیادہ اچھے شعر کہتے ہو اسلیے تمھارا مشاعرہ میں جانا بند😂😂
Zamir miya ,
apke rag-rag se sirf tasub ki boo ati hai . isi nasli tasub ne poorey pakistan ko barood ke dher pe baitha diya hai . jaha marnewale bhi musalman aur marnewale bhi musalman kyonki kisi ko is bat par dard hi nahi hota ke musalman ka khoon bah raha hai , agar lahore me dhamaka hota hai to pakhtoon khush hote hai aur agar swat pe dron humla hota hai to punjabi taali bajate hain ,
Firoz khan suroor malihabadi