Gaon ke mukhiya , Patil , sarpanch , Talati , Teshildar , sab gaon ke Amir log bade bade scams karte hai , and these people are directly related to local political leaders . And that is the reason small farmers suffer and do not get instalments . Krushi office se seeds and fertilizers sab , gaon ke bade log gayab kar dete hai . Everywhere there are scams going on even at Taluka levels .
you r absolutly right. mera sath bhi aicha hua . gaon ke suta boda politician ne mera pm kssn land seedinf no report diya tha. 8 instal ke baad aur nhi mila
Mera registration to मैने 20 August 2023 ko किया tha ब्लॉक lvl pe pending tha aur kal 18 September 2023 me state se approve हो gya. अब aur kya ho सकता hai इससे aage
Isse hota hai magar jila krshivibhag ke ATM pad par kararat gaon gaon ghumane vale jila ke babuon ko gumrah kar rahe hain in par karuvahi honi chahiye tabhi kisan bhaiyon ki samasmasiya ka samadhan hoga
Bhai mai apne block me jakar orginal khatauni aur aadhar ka photo copy jama kiya aaj 18 din ho gaya lekin abhi tak land seeding status no dikha raha h kya kare ye update kabtak hoga please replay me
Sir hamara nidhi ka form approval hai lekin 2 bar paise aaye par badme band hogaye fir hamne check kiya to hamara add dusra tha to kya kare please reply ,🙏
Mene 2020 m Pm kisan k liye registration kiya tha ..wo abhi tak pending status show kar raha hai . Local authorities v nhi sun rahe hai. Kaha complaint karne par ye approve ho jayega kisi ko pata ho toh reply plz 🙏🏻
Up jo pg portal mein land seeding kurne diya viewer ko, mein ne kiya hai land seeding problem solved nehi huwa agriculture office mein document submit kurne diya kuch nehi hota hai , mein csc id se login kiya hai vir b nehi huwa
Bhai Mera आवेदन भारत सरकार पहुंच गया है 21/04/2022 को Abhi tak payment nahi aaya hai Salakar se baat kiye to bola Aap ITR file kiye the life mein kabhi nahi milega koi solution hai to bataiye please
Aap ak baar apne block mai jawo or waha ka cco ho usse bolo wo turant kar deta hai ....or kuch din mai wo ho jata hai Maine bhi ayse hi karwaya Mera ho gaya....
shikayatkarta dwara kiye Gaye Shikayat se sambandh mein aakhya taiyar kar preshit kar kripya Shikayat nistarit karne ki kripa Karen mahoday Krishna Nagar prakaran ke sambandh mein jaanch sankhya alag kar Sadar prerit Ye aya case close likh raha hai Kya karna h iske bad
Sir mera Aadhaar Bank Account Seeding Status:- No tha maine bank jakr aadhar link kara diya abhi NPCI par mera account active me show kr raha hai , PM kisan me update k liye kuch karna hoga ya apne se ho jayega
bhai mene aap ki video dekh ke online main land seeding grievance diya hua hey paar 20din ha geyaa aaj tak kuch response nehin aayaa ,ye kab tak land seeding hajayega
Isme registration kiye lekin mail PE koi link nahi aa rha hai na koi msg 3 bar try Kiya alg no or alag Gmail I'd..kaise hoga sir..koi timing hai kya registration ke liye
Mera Aadhaar seeding no dikha raha hai lekin mein Aadhar bank se DBT Link kya 35 days ho Gaye pm Kishan per portal par Mera Aadhaar seeding no dikha raha
@@रमेशरमेशकुमार8278bhai eligibility me jakar waha par ek badi line dikhiegi use click karke aadhar nu bhar dena bad me otp aayega use dalkar kar sakte ho khud
Krane ke kitne din baad yes aana shuru ho jayega, maine 9 tarik ko kraya,aur sms bhi aaya hai k your grievances has been successful registerd, so iske kitne din baad yes aana shuru ho jayega??
Video starts at 3:18
Gaon ke mukhiya , Patil , sarpanch , Talati , Teshildar , sab gaon ke Amir log bade bade scams karte hai , and these people are directly related to local political leaders . And that is the reason small farmers suffer and do not get instalments .
Krushi office se seeds and fertilizers sab , gaon ke bade log gayab kar dete hai . Everywhere there are scams going on even at Taluka levels .
Ye bat 100% sach hain mam
Khin aap bhi to inme se nhii ho mam😂
you r absolutly right. mera sath bhi aicha hua . gaon ke suta boda politician ne mera pm kssn land seedinf no report diya tha. 8 instal ke baad aur nhi mila
मैडम मै करवा दूं बताओ
जो आप बता रहे हैं , वो किसान नहीं समझेगा , ये सब वोट बैंक की राजनीति है , इसलिए किसान मूर्ख ना बने।
Sahi kaha bhai kuch nhi hota hai isme aur kisaan paressan ho jata hai
To kyu paresan hona bhai chod do
Mera registration to मैने 20 August 2023 ko किया tha ब्लॉक lvl pe pending tha aur kal 18 September 2023 me state se approve हो gya. अब aur kya ho सकता hai इससे aage
Land seeding only patwari sahabi karenge RL linking hi land setting hai Maine 10 din pahle karvaya
Aaj tak sabse best video hai aap ka
Isse hota hai magar jila krshivibhag ke ATM pad par kararat gaon gaon ghumane vale jila ke babuon ko gumrah kar rahe hain in par karuvahi honi chahiye tabhi kisan bhaiyon ki samasmasiya ka samadhan hoga
Lodge public Grievance me tik Nahi ho raha hai Kaya kare
Bhai sem problem complaint kiya lekhini kuchu nehi hua kiniti din lagega
@RohitRajput-d2w ok kardo
@RohitRajput-d2w humar odisha
3:35 3:36
Bhai mai apne block me jakar orginal khatauni aur aadhar ka photo copy jama kiya aaj 18 din ho gaya lekin abhi tak land seeding status no dikha raha h kya kare ye update kabtak hoga please replay me
Dubara se jama kar do
Thanks Bhai ji
Adhar bank sedig sudhar hota hai sar dubliket rajastesan bata raha sar sudhar hoga sar ys ya no
Jharkhand me land seeding kaishe process hai
PG portal se hi ho raha hai mera ho gaya
Pgportal se thik kar lo bhai
@@ManjeetVle Hn Bhai
@@ManjeetVle App v hai
MyGrievance
Kitna din me hota hai
6 months land seeding keliye diya hai.. Abhi tak nahi hua...Tahasil office mai
Dubara document jama karo tehsil me tab apka land seeding yes hoga
@@ManjeetVleभाई मै करवा दूं
Form surrender sahi ho sakta hai kya bro
Sir mera case close he lekhini land seeding no ❌
Jinko v land seeding yes karwana h contact kare
Ha bhai humko
@@ShivKumar-db5uo apna no dijiye
Koi kam nehi hota hain bhai under processing main rehta hain
सर जी ईस पर मैंने तीन तीन बार शिकायत करने के बाद कोई समाधान नहीं है
Re try kro mera bhi yhi tha 4 bar ki
Bhai ho jayega complaint or dalo
Ho jayega
Landseeding yes hai.... Fto process no, wait approval by state aa raha hai
Pese dalne wali hai
Or dal bhi gaye honge
1 baar nahi 10 baar koshish kiya par nahi hua
खेती-बाड़ी विभाग की शिकायत किस को की जाती है?
Agricultural department
Google sarch kar lo bhai har District ka alag alag hota hai number
Do saal se yes karwane ke liye 4 baar document jama karwa chuka hu lekin nhi ho raha hai 😢
Tehsil se karao ho jayega thik
@@ManjeetVle Tahsheel wala dost hi hai mera bolta hai ki request daal sakte hai ham yaha se baki kaam aage se hoga
Sir ji mera 17 kist reh gaya hai.koi nahi kar paya.tehsil aur computer main bhi.
Apka Sara ka sara paisa aa jayega Main guarantee leta hu
Contact me
Sir hamara nidhi ka form approval hai lekin 2 bar paise aaye par badme band hogaye fir hamne check kiya to hamara add dusra tha to kya kare please reply ,🙏
Kis state se ho
pmkisan nidhi me Name mismatch hai kya thik ho sakta hai ?
Screen short bhejo instagram.com/manjeet.vle/
Hello sir, lend sending or ekyc update karna hai kar nahi paya hu, ap karke dijiyega please.
Mere. Bhai kr do sir
A
Mene 2020 m Pm kisan k liye registration kiya tha ..wo abhi tak pending status show kar raha hai . Local authorities v nhi sun rahe hai. Kaha complaint karne par ye approve ho jayega kisi ko pata ho toh reply plz 🙏🏻
Pgportal se complaint daal do use baad form Approval ho jayega
1076 me call
Account block bata raha hai use kaise kare
Nahi ho raha he
Under age me kya kare baki sab ok hai 7 instalments mil chuka hai
Apki age kam hogi ya jamin 2019 ke baad li hogi tabhi problem ati hain underage ki tahsil se thik ho jayega
benifit sarendar ho gaya sudharneka upai batao
Bhai ji ek bar complen daalne se dubara nahi leta hai
Ek id se kitni bhi complaint daal do
Form me village hi galat dala he isliye land seeding nhi ho pa rahi je
Kya karu
Apka form self updation me loging ho raha hai tab apka online thik ho jayega open nhi hota hai tab apka tahsil se thik hoga
Username banane par login nahi Ho raha hai
Pm Kisan lending problem usko solve kar nahin kar pa rahe hain pm Kisan Samman Nidhi Yojana ka yadi aapko bhi Paisa Milana Band Ho
Bhai ado office mein jakar land seeding yes karwa din ab piche wali kist kab aayega please reply ❤
Sabhi ruki hui kist mil jayengi
😅
Mere bi land sending tbta rha
Mere me duplicate mobile no btata hai aage peg nhi khulta hai
Contact me
Bhai mera jila ganv galat hai usko sahi kaise kae
Tehsil se thik hoga
Bhai mera adhara sidding prob tha meri 13 or 14 vi kishat nahi ayi ab mera adhar siding or pfms sub kuch ok hai to Neri 13 or 14 kisht kab ayegi
Next month me ruki hui kist mil jayegi
Up jo pg portal mein land seeding kurne diya viewer ko, mein ne kiya hai land seeding problem solved nehi huwa agriculture office mein document submit kurne diya kuch nehi hota hai , mein csc id se login kiya hai vir b nehi huwa
Bhai ho jata ek complaint ko teen bar dalo month me uske baad thik ho jayega
Faltu😅😅
Bhai Mera आवेदन भारत सरकार पहुंच गया है 21/04/2022 को
Abhi tak payment nahi aaya hai
Salakar se baat kiye to bola
Aap ITR file kiye the life mein kabhi nahi milega koi solution hai to bataiye please
@@cybercafe8258 faltu nehi hai Mera ho gaya
Aap ak baar apne block mai jawo or waha ka cco ho usse bolo wo turant kar deta hai ....or kuch din mai wo ho jata hai Maine bhi ayse hi karwaya Mera ho gaya....
shikayatkarta dwara kiye Gaye Shikayat se sambandh mein aakhya taiyar kar preshit kar kripya Shikayat nistarit karne ki kripa Karen mahoday Krishna Nagar prakaran ke sambandh mein jaanch sankhya alag kar Sadar prerit
Ye aya case close likh raha hai
Kya karna h iske bad
Bhai kya karna h iske bad ho gya hai ya nhi
hello sir, for me land seeding is NO while FTO Processed is YES. what is the problem
Land seeding yes karao uske baad paisa milega krishi kendra se theek hoga form
Kuch nhi hota mai 4mahine pahale kar chuka hu ye
Bhai land seting yes bata rahe firivi peisa nehi milirahe
Sir mera Aadhaar Bank Account Seeding Status:- No tha maine bank jakr aadhar link kara diya abhi NPCI par mera account active me show kr raha hai , PM kisan me update k liye kuch karna hoga ya apne se ho jayega
Pm kisan portal par update hone me one month se two month lag jaten hai
@@ManjeetVle updation khud se ho jayega ya abhi bhi kuch krna hoga
FTO prosec NO है मेरा
CSS ID LOGIN KRE YA APNA ID BANA LENA CHAHIYE
Csc id se bhi complaint dal sakte ho
30dono hogey Bank sidingi no dekharahe
Aadhar link Bank se linki hogeyhe
Kuch din or wait karo ho jayega
bhai mene aap ki video dekh ke online main land seeding grievance diya hua hey paar 20din ha geyaa aaj tak kuch response nehin aayaa ,ye kab tak land seeding hajayega
One month se two month lag jayenge
Isme registration kiye lekin mail PE koi link nahi aa rha hai na koi msg 3 bar try Kiya alg no or alag Gmail I'd..kaise hoga sir..koi timing hai kya registration ke liye
Gmail par msg apam foldar me ata hai
Mujhe new Kisan Samman Nidhi ka form bharna hai barat nahin a raha hai
Abhi sit working me hai bhai form online kar sakte ho
Mera Aadhaar seeding no dikha raha hai lekin mein Aadhar bank se DBT Link kya 35 days ho Gaye pm Kishan per portal par Mera Aadhaar seeding no dikha raha
Is month ke last me thik ho sakta hai apka form
Aadhar number aur mobile number bhejo
@@koshalkatha1783 sahi krte ho kya
Online complain daal k b nii ho rha kuch v
Sir mera gao ka naam galat huwa hai Kai bar change Kiya change nahi hora hai please guide kare
Tehsil se thik ho sakta hai
Bhai death ho Jaane pr kiya process hai
New registration karna hoga apko
Bhai form nikle hue hai kya iske
Form ka print karna hai
@@ManjeetVle mtlb aabhi ye form bhare ja skte hai
mai v kar k dekhiya,koi ni pusda
Ok
Land seding sahi karwai only 500 me
Hamko yes karana hai
HA BHAI KARANA HAI
BATYE
Maine kiya 1 sal Pahle Kuch nahi hota hai.
4:59
Maine pita ji ka....adhar bank me updates kra Diya phir 20 din ho abhi bhi not link adhar dikha rha hai
New Account open kara lo bhai uske baad jaldi ho jata hain
Kitna din me Hoga
One month se two month lag sakte hain
Resolve ka msg v aa gya but land seeding abhi v No aa reha hai 3 month ho gye
Tehsil se update kara lo land seeding ko
तहसील मे कौन करता ह भैया ji
Ias ka form itna nhi bhara jayega😂😂
दिक्कत कि वजह से 5 रूकें हुए किस्त मिल सकते हैं क्या
Yes
Meri landsliding nahin hone ki vajah se pm Kisan Yojana ke paise nahin de rahe please help
Nahi bhai mera land seeding no tha lekin block me document submit karne kr baat ho gya
PM kisan landseeding Jharkhand only
main bahut phaile kar chuka huw kuch nahi hota
Sir registration rajsthan se ho gaya hai aur jamin uttar pradesh me hai land seeding hoga ya nahi
Nhi hoga bhai aap tehsil se thik kara lo form ko
@@ManjeetVle tehsil per kya document lagega aap bata sakte hai
@@ManjeetVleBhai shap password mil nhi rha hai
आप के चरण कहा है प्रभु😅 स्पर्श करने है
Apko charan sparsh karne ke liye up ana hoga bhai apko 🥴🥴🥴🥴
@@ManjeetVle jis din aap ka formula smaj aa jayega us din aunga
छत्तीसगढ़ में 1 साल हो गया ग्राम सेवक के पास पूरा डैक्यूमेंट्स जमा किए हुए लेकिन अभी तक नही हुआ है क्या हो जायेगा
Sahi bat hai
Online complaint daal do ya aap tehsil se thik kara lo
AC no ki jaga AC no Nehi likha hai . Kaya karu
Account nhi ata hain ab PM kisan ka paisa Adhar DBT se ata hain
Mein csc vle hu
Hello bro
Yes how can I help you ????
Sir, can you do it for me?
I want?
Mera authentication failed h Kiya kru...
Tehsil se thik hoga
Frm bhorna prega Kiya..or documents Kiya Kiya sahiye
Maine Offline Office mein Documents Dia Tha 1month ho gaya abhi tak Yes Nhi Hua. Kiya karo Bolo 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Online complaint daal do pgportal se
@@ManjeetVle toh kiya offline se nhi hoga
Sir land seeding no aa rahi hi
45 days ago
Wait karo ho jayega
Land seeding no tha pahale
Abhi yes huva hai
Lekin
Abhi
FTO not 🚫 Process dikha Raha hai to E kab tak thik hoga
Apki jab kist ka paisa jari hoga tab apka FTO processed yes ho jayega
Apka kase land seeding yes hogaya
Online karke kya
Kaise yes huwa batana bhai
FTO process no batata hai
Abhi apki kist ka paisa jari nahi hua hain jab kist jari hogi tab apka FTO processed yes ho jayega
सिर्फ तहसील जाओ वहां से 1 सप्ताह के अंदर हो जाता है भाई लोग ये झूठ बोल रहा है
Mera nhi hua,tehsil me bhi yarr3😢
Block me paisa Dena pdta hai sabhi block me tab hota hai bina paisa bas online krne se kabhi nahi hoga.
Bhai mera untraceable beneficiary aa raha h kya krna hoga manjeet bhai pls replay 🙏
Tahsil se thik hoga apka form
Do din me seeding yes krwaye message kre
Kaise hoga
Kya करना होगा बताइये भैया लैंड सीडिंग
@@karansinglahare8711 kha se h ap
Jharkhand se kisi ko seeding yes krwana h to message kigiye
Humko yes karwana ha please your phone number
Kya charge hai
Charge kitna hai
@@mdyaseenalam2755 kitna data h
@@digitalyuvamanch9586 mujhe karana h
Payment mang raha he
Koun mang rha payement
mera account number hi change ho gaya hai kya kre
IPPB Account khole apne post office me
Main bhi karke dekh chuka yes nahi huwa bhai
So mach
Sir mor pm yojana land sending kari dia
इससे कुछ नहीं होता है सब बेकार है 😂😂😂😂😂
सर माझे एफटीओ नो दाखवत आहे तरी काय करावे लागेल🙏
Npci se link ho jayega sb thik ho jayega
Kese hoga bhai
Hatt npci alag hai aur land seeding alag hai
@@रमेशरमेशकुमार8278bhai eligibility me jakar waha par ek badi line dikhiegi use click karke aadhar nu bhar dena bad me otp aayega use dalkar kar sakte ho khud
Mera 17 kist baki hai
Krane ke kitne din baad yes aana shuru ho jayega, maine 9 tarik ko kraya,aur sms bhi aaya hai k your grievances has been successful registerd, so iske kitne din baad yes aana shuru ho jayega??
One month se two month lag jaten hain
Jharkhand me bhi pgportal complain se land seeding nhi hota hai
Ho jata hain bhai
@@ManjeetVlenahi hota hai
Payment failed heuchhi 5 dina
Registration number bhejo aap tab apka form dekh kar batate hain instragram par
instagram.com/manjeet.vle/
Aadhar seeding kaise kare
Aap Airtel permanent Bank me khata khol le our ush dukandar bhay ko bolna hai npci our dbt activate kar diya jay
Only jharkhand
Cg ka karoga kya 500 hundred dunga sir ji
Mera yes ho Goya 20 din ke andar, Kiya eske baad agriculture office main documents joma korna hoga
Jama kar dena