Bhai bike dono he bhadiya h bus ns purani ho chuki h or n250 abhi chalri h or ns se thodi bhadiya bhi h toh meri maano toh n250 lelo baki apki mazri brother ❤️♥️
Bro ap is bike ko 2 year tak chala chuke ho toh apko Accha khasa experience hogya hai bike ka toh ye btaiye k highways me ise kitne speed tak chala sakte hai jisse iska engine me problem na ho long term me?
Bhai meri bike bhot kam chalti hai.. warranty k liye kya har 120 days mei service compulsory hai kya?? Maine 3 service karvayi hai ....avi 9000 chali hai ar 4th service ka time aaya hai .bike 1.3 years hua hai to 4th service krvau ya ni avi??? Ar kitne samay mei krau service agar kam chalta hai bike?
Bhai dekho jo apko company ki traf se service milti hai unhe toh ap time period mai karvaye or jab company ki service khatm ho jaye toh ap haar 3000 5000 km par karva sakhte hai
@@delhimotovlogs thanks for clarifying.. i am planning on buying the n160 bike and the only thing stopping me was the issue i mentioned in the above comment.
Bhai meri new N250 hain 10din phle li hain to kya aisa hain ke starting 1000km ya 1st service tk esko 50-60 chlaye maine to bhai 115 chalaiye hain pcche dost ko baitha ke koi nuksaar to nhi ?
Bro me confused hun n250 and honda cb300f.. mene 2,3 bike k knowledge ho aise log se pucha to bol rahe hai.. pulsar me mat jao.. honda me jao.. apka kya suggestion hai? Me n250 2024 new model ki baat kar raha.. cb300f b almost same price me hai
Honda ab wo honda na raha.. unicorns ne v bhar bhar k problems a rahe hy.. baki raha baat 300f ki , pillion k liye problematic hoga. Suspension hard hy
Brother maine Abhi bike ki service krwaye 1st usme oil change ke pehle oil wala Red indicator dikhata tha Abhi service ke bad bhi red hi dikha rha hai Kya aisa hi hota hai service ke bad ki iska colour change ya hat jate hai ?
Display Hai usmein scratch to nahin a rahe agar a rahe hain to problem hai kyunki FIR display ghis rahi hai to usko company mein dikhana chahie aur agar sirf hit ho rahi hai to vah chalne ki vajah se Hoti Hai
@@delhimotovlogs nahi ghis toh nahi raha...koi scratch bhi nahi hai..tire bhi tik se ghuma raha hai.....but engine bhi garam hota hai..abhi 300 kms hi chala hai...Aisa aapko bhi hota tha kya...bad mai engine garam hona Kam ho jayega kya
What's your opinion on engine buddy? I have been a Unicorn user for 9 years. Will this bike last for another 6 to 7 years? How is the engine buddy... Please let me know
Great video buddy keep going.. Stay safe ❤❤❤
Welcome Buddy ❤️❤️
Should I buy new n250 or Honda cb300f please reply
Brother koi si bhi le sakte ho dono bhadiya h look n250 ke jada ache h
Bro honest opinion do ye bike lu ya ns200
Bhai bike dono he bhadiya h bus ns purani ho chuki h or n250 abhi chalri h or ns se thodi bhadiya bhi h toh meri maano toh n250 lelo baki apki mazri brother ❤️♥️
Bhai student ke liye badiya he ???
Yes bhai bilkul bhadiya hai
Bro ap is bike ko 2 year tak chala chuke ho toh apko Accha khasa experience hogya hai bike ka toh ye btaiye k
highways me ise kitne speed tak chala sakte hai jisse iska engine me problem na ho long term me?
Bhai ap isko 140 tk aaram se chala sakhte ho
@@delhimotovlogs agar continue chalana ho 3-4 hrs tab ek maintain speed kitne tak rakkhe on highways?
120 to 130
Kab tak samne question puchega bhai har group me jake ....???? Agar tour karni hai to ns 200 sahi hai @@shreyshrivastava5019
Koi nahi bhai puchne do unko doubt clear nahi hora hoga
Bhai apne ye crash guard Kahan se buy kiye hn
Bhai instagram par dm karo link deta hu
Bro reserve me kitna petrol hota hai aur minimum kitna maintain karna chahiye for longterm n safety of engine
Brother 2L Se kaam kabbi mat rakhna bike mai
N 250 ka pillion comfort kesa hai mummy papa ko baith sakte hai kya
Ya phir cb 300f aachi hai ? Plz batana ❤
Brother comfortable toh bud mummy ko baitha kar jada long nahi chala sakhte papa ko baitha kar chala sakhte ho or cb300f bhi bhadiya bike hai
@@delhimotovlogs thx brother
Welcome brother
5ft 1 inch wala jo bhaiya teh inme aur apka height me bike bhout accha dikhta hai... Ab mera height 5ft 10inch hai..
Ache dikhoge ap bhi
@@delhimotovlogs Ji
Bhai iski average galat bhi to dikha sakta hai meter me????
Bhai pahele poor video dekho apko usme apke sawal ka jawab mil jayega ❤️❤️
Baki muje pta th kisi na kisi bhai ka ye comment jarur aayega isliye maine video mai alredy clear kar rakha hai dekho jake video puri ki puri
@@delhimotovlogs hmmm dekh liya badiya mileGe hai fir to
Bhai meri bike bhot kam chalti hai.. warranty k liye kya har 120 days mei service compulsory hai kya?? Maine 3 service karvayi hai ....avi 9000 chali hai ar 4th service ka time aaya hai .bike 1.3 years hua hai to 4th service krvau ya ni avi??? Ar kitne samay mei krau service agar kam chalta hai bike?
Bhai dekho jo apko company ki traf se service milti hai unhe toh ap time period mai karvaye or jab company ki service khatm ho jaye toh ap haar 3000 5000 km par karva sakhte hai
Bajaj ke dusri bike o mein ek problem h ki kuch time ride karne k bad engine dheela dheela sa mehsoos hota h kya ye same problem is N series mein hai?
No brother abhi tk aisa kuch feel toh hua nahi
@@delhimotovlogs thanks for clarifying.. i am planning on buying the n160 bike and the only thing stopping me was the issue i mentioned in the above comment.
No brother perfect toh kuch nhi hota thodi bahot choti moti problem toh haar bike mai hai chye woh koi si bhi brand ki bike ho...❤️❤️❤️❤️❤️
Bhai meri new N250 hain 10din phle li hain to kya aisa hain ke starting 1000km ya 1st service tk esko 50-60 chlaye maine to bhai 115 chalaiye hain pcche dost ko baitha ke koi nuksaar to nhi ?
Nahi bhai koi nuksaan nahi hai baki first service 500 700 par karva lena thik hai bhai ❤️❤️
2024 n250 90 me wobbling kar raha mera n250 tyre change karu kiya readial tyre
Bro me confused hun n250 and honda cb300f.. mene 2,3 bike k knowledge ho aise log se pucha to bol rahe hai.. pulsar me mat jao.. honda me jao.. apka kya suggestion hai? Me n250 2024 new model ki baat kar raha.. cb300f b almost same price me hai
Honda ki le sakte ho kyoki top speed bhi eski jada h or raf&taf h or N250 mai only 5 gear hai Honda mai aapko 6gear mil jayenge
@@delhimotovlogs thank you
Welcome brother
Honda ab wo honda na raha.. unicorns ne v bhar bhar k problems a rahe hy.. baki raha baat 300f ki , pillion k liye problematic hoga. Suspension hard hy
Acha brother
Brother maine Abhi bike ki service krwaye 1st usme oil change ke pehle oil wala Red indicator dikhata tha Abhi service ke bad bhi red hi dikha rha hai Kya aisa hi hota hai service ke bad ki iska colour change ya hat jate hai ?
Brother woh red he rahega
N 250 ka pillion comfort kesa hai mummy papa ko baith sakte hai kya
Papa ko bitha sakte ho mummy k liye footrest nhi h
@@delhimotovlogs long ride bitha sakte hai
Ladke baith sakte hain comfortable
@@delhimotovlogs thx brother ❤️
Bhai aap bahar se service karte ho to apki wareenty me kuch change nahi hoga company se engine ka wareenty bhi gayi aapki 😮😮😮😮
Bhai warranty ke naam pr ghanta kuch nhi milta 😂😂
@@delhimotovlogs ok
Or bike bhi use ki h maine brother kuch nhi hota ❤️❤️
@@delhimotovlogs ok
Bhai konsi camera use karthe hui
Go pro hero 11
Bhai tumse ek baat puchna hai kya family comfortable hai kya matlab main mera 3 year ka bacha aur mera wife
Bhai agr femal boy ki trha dono tarf pair rakh ke baithe toh comfortable hai single side pair rakh ke comfortable nahi hai
Bhai meri new n250 me engine se burning ki smell aati hai , kya aapki bhi aati thi
Yes brother kyuki abhi new bike hai toh engine pakke ga abhi kaam se kaam 500km tk apko aisi smell aayegi meri bike mai bhi hota th
30 40km baad thik ho jaega, jo exhaust pe new paint hota h, vo jalta h....usi se smell aati h../or dhyan se dekoge to dhua bhi dhikega
Yes brother
Mera bhi same aaraha hai 2024 n250 hai
Acha brother sahi hai phir toh
Or bhai emi me kite ne ki padi
Bhai woh toh depend karta hai ki kitne months ki emi banwaoge
@delhimotovlogs bhai apka bata do
My n160 2yrs old driven 24k and still average is 52 kmp/l😎
Bhadiya hai bhai
Same average brother 😂
Bhadiya hai brother
Bhai mere friend ko liye hua ye bick 1 year ke approx ho chuka hai or wo ishe 30000 (thirty thousand) kilometres chala chuka hai 😂
Bhai mai kaam chalata hu
Rear tire ka disc heat ho raha, kya reason hai
Woh toh hota hai brother
@@delhimotovlogs koi problem toh nahi hoga aage chalke
Bhai agar heat ho rahi hai to koi problem nahin bus yah dekho ki ghis to nhi rhi h
Display Hai usmein scratch to nahin a rahe agar a rahe hain to problem hai kyunki FIR display ghis rahi hai to usko company mein dikhana chahie aur agar sirf hit ho rahi hai to vah chalne ki vajah se Hoti Hai
@@delhimotovlogs nahi ghis toh nahi raha...koi scratch bhi nahi hai..tire bhi tik se ghuma raha hai.....but engine bhi garam hota hai..abhi 300 kms hi chala hai...Aisa aapko bhi hota tha kya...bad mai engine garam hona Kam ho jayega kya
Heating eshu hai mere bike main bhi hai
Acha jada heating issue hai kya
Bhai Chain noise ka issue
Nhi bhai abhi tk toh nhi hua
I rode 17000kms in 10months 😅
Apki bike jada chalti hogi brother ❤️❤️
What's your opinion on engine buddy? I have been a Unicorn user for 9 years. Will this bike last for another 6 to 7 years? How is the engine buddy... Please let me know
Yes brother bajaj engine quality very good And this will run smoothly in the coming years
@@delhimotovlogs thank you for replying...
Welcome brother
Bhai 2 sal me 3 hee service
4 Bhai chali bhi kha hai jada
10 k bol k starting m 9 k bol ta h 😂
Bhai tum log choti choti cheeze pakd lete ho jo hume khud yaad ni raheti 🤣🤣 Nice
Vai mera f 250. 30 deti he 🤣🤣🤣
Acha bhai
Bhai student ke liye badiya he ???
Bhai N160 bast h