E Rickshaw Horn 📯 बार बार केयू खराब हो जाता है? Horn tuning problem solved || Body shorting||⚡⚡

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 ноя 2024

Комментарии • 57

  • @amitdas7896
    @amitdas7896 2 года назад +1

    Very. Very very very nice

  • @maheshrathore4192
    @maheshrathore4192 5 месяцев назад +1

    Good looking

  • @mrinalmutsuddi8611
    @mrinalmutsuddi8611 3 месяца назад +1

    Music bond kijaya.

  • @bumbamukherjeevlogs437
    @bumbamukherjeevlogs437 2 года назад +2

    Thanks 👍

  • @sudiptopaul5494
    @sudiptopaul5494 2 года назад +1

    Very nice

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 2 года назад +1

    Erickshaw 37mm shocker tset mein kaun sa number ka racer lagta hai sir

  • @niroj_vlog
    @niroj_vlog 2 года назад +1

    E rickshaw me extra 12 vlot kaise nikale Jaise mp3 play Karne ke liye aur extra use ke liye please reply 😊😊😊

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Nice question👍👍.
      Battery Charon connection mein se 48 volt ka negative main connection Jis battery Se Nikla Hai use battery ka positive terminal se aap 12 volt positive supply line nikalwa sakte ho. ok. ...
      Thank you so much ❤🌹😊

    • @surajgurung7239
      @surajgurung7239 2 года назад

      Nice video

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Thank you so much 🌹❤

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 года назад

      @@akasherickshawtech bhaiya meri solution ka hal nahin mil pa Raha gadi subah nikaalne per 15 kilometer Tak. Sahi chalti hai uske bad चलते-चलते dhimi Ho jaati hai FIR Achanak Tej Ho jaati hai Bhai battery 80 kilometer chal rahi hai sahi hai aur accelerator Badal kar dekh liya aur loose connection bhi dekh liya MCB bhi direct kar Diya baki vah abhi nai gadi hai 4 mahine ki samasya ka hal nikal do bhai bahut pareshan hai

    • @SainiERekshawRepairCentre
      @SainiERekshawRepairCentre 2 года назад

      ruclips.net/video/itnv8Ppibqs/видео.html

  • @rahul-sn8lb
    @rahul-sn8lb 2 года назад +1

    इस समय ईरिक्सा मे कौन सी कम्पनी की बैटृरी डालना सही है

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +1

      Bahut Achcha Sawal kiye ho aap. 👍
      Abhi yah problem bahut Sare customer ko ho rahe hain naya battery Lagane ke bad bhi mileage theek se mil Nahin raha hai
      Abhi market mein bahut sara battery a gaya hai
      Usmein se jo jo company ka battery feedback mujhe Achcha Mila
      🛑Eastman 120ah
      🛑Exide 130 ah
      🛑Livegard 120 ah
      Ok. Thank you so much for your comment 🌹🌹

    • @SainiERekshawRepairCentre
      @SainiERekshawRepairCentre 2 года назад

      ruclips.net/video/itnv8Ppibqs/видео.html

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 2 года назад +1

    Bina convertor se 12volt connection kar sakte hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +1

      Char battery Mein Se Jis battery se 48 voltage ka negative main wire aaya hai use battery ka positive terminal se ek wire jodkar use wire ko converter ka jo coupler pin hai use pin k center pin Mein Lagane se 12 volt supply pura gadi Mein a jaega okay.

    • @surajgurung7239
      @surajgurung7239 2 года назад +1

      @@akasherickshawtech thank you

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Almost welcome🎉☺👍

  • @DeepakKumar-ll3sc
    @DeepakKumar-ll3sc 2 года назад +1

    Hamara treo yari gari hai chalte chalte kat kat abaz ata hai difenser se kya kare

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Aap gadi ka jo differential Hai Isko Khol kar dekhiae mandir ka koi daat Tut Gaya Hai Ki Nahin. Mandir Agar kharab ho jata hai to mandir repair ho sakta hai lekin Doodle gear ya andar wala Jo shaft hai jo motor mein lagta hai vah wala Agar kharab ho jaega to company mein Lekar Jana Hoga theek hai aisa condition Mein app gari mat hi chalaea. Ok.
      Aur Agar aapko overhall dekhna hai kaise karna hota hai is channel per Mahindra Yari ई-रिक्शा ka differential overhall ka ful video Diya hua hai aap jakar dekh sakte ho okay thank u so Mach 😊🌹🌹💐

  • @adityaverma1546
    @adityaverma1546 2 года назад

    bhaiya ek gadi mein chalte chalte Achanak dhimi Ho jaati hai FIR ek do bar lete hue fir se hi chalti hai Kahan Se falt hoga bhai bata do please

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +2

      Aisa problem jyadatar accelerator ka coupler pin Mein ager loose connection Rahega ya controller mein jo accelerator ka coupler Hai us pin main ager loose connection Rahega tab Aisa problem Hota Hai. . Ok.

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 года назад

      @@akasherickshawtech ok sir sar ek question aur hai ek new gadi mein battery kabhi 50 kabhi 60 chalti hai Aisa kyon please bhaiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад +1

      Dekhiae battery backup depend karta hai load capacity ke upar.. (like mobile phone ) averagely passenger load Agar Jyada hoga to use Din backup thoda kam dega,
      aur passenger load Agar kam hoga to use Din battery ka backup thoda Jyada dega.
      10-15 kilometre up down hone se koi problem Nahin
      Difference Agar 30 -35 km Aisa Kuchh hoga to Fir battery related problem ho sakta hai
      Hope you answer the question thank you so much ☺

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 года назад +1

      @@akasherickshawtech thanku bahiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Almost welcome🎉☺

  • @faizanhasan8955
    @faizanhasan8955 2 года назад

    Bhai music ki awaaz bahot hai apki aawaz thik se nhi aa rahi video me

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      😟😟😟😟😰😰😰 editing main mistke hua hai.. Sorry 😞😞

  • @mvsongs.5380
    @mvsongs.5380 2 года назад +1

    are bhaia music bond karo..

  • @surajgurung7239
    @surajgurung7239 2 года назад

    erickshaw off karte samay light jalta hai lekin kum jal raha hai kya problem hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Yah problem jyadatar hota hai battery Jab body ke sath sorting Rahega tab.
      Battery mein agar sulfur Rahega aur vah Agar body ke sath touch hokar Rahega tabhi Aisa problem Hota Hai
      Aur ek problem hota hai men Jo negative wire Hota Hai aur negative wire Agar Tuta Hua Rahega ya sulfur jam Jaega use wire Mein tab bhi Aisa problem hoga theek hai yah teenon chij Ko Ek Bar acche se dekh Lijiye ok. 🌹🌹💐👍👍

    • @surajgurung7239
      @surajgurung7239 2 года назад

      @@akasherickshawtech ok

  • @samimuddinahamed5887
    @samimuddinahamed5887 2 года назад +1

    Video te sound er jonno sunte osubidha hoche apnar kotha

  • @NisarAhmad-ru5ie
    @NisarAhmad-ru5ie 2 года назад +1

    Music Dont Add.

  • @SultanKhan-ou8lq
    @SultanKhan-ou8lq 2 года назад

    Are bhai sound jyada Arah he awaaz Kam arahi he

  • @SandeepKumar-w3e1q
    @SandeepKumar-w3e1q Год назад

    Mera bhi riksa kharab ho gya hai

  • @SM25336
    @SM25336 2 года назад +1

    দাদা apnar phone number ta pawa jabe?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 года назад

      Aapka AGar Koi question hoga to aap WhatsApp Mein Mujhe message kar sakte ho main WhatsApp mein aapke message ka answer de dunga 7890927139

  • @nayandas8326
    @nayandas8326 2 года назад

    Number dalo