So Ñice.Hmry Baagh mn ye boht hy .mgr zaya hi jata hy .Iss dfa .mn ny socha k achar bna lon .sb cy pehly ap ki video dekhi.v.easy .I will try Mrs.Ali.Faslabd.pakistan.Sister kis city cy ho ap ?Hm punjab mn issy Galgl ya Khatti bolty hn.
Ye bade lemon hain aap inhe garam pani me shamil karen aur dhakar 15 minute ke liye rakhen uske baad pani se nikalen aur chhote tukde karen aur namak lagakar martaban me bharkar kuchh din(1 hafte) rakhen uske baad sabhi kaale add karen. Aese achar jaldi aur tasty ready hoga. Hum India- nayi dilli se hain. Video dekhne aur comment karne ke liye shukria😊
Nimbu ko 30 minutes ke liye garam pani me dip karen uske baad ponchh kar dry kar ke achar me use karen, tb kadwa pan nahi rahega. Kuchh nimbu ki kadwe hote hain, jo jaldi se mature bhi nahi ho pte. Thank you.
Hamare area mein isko Karna nimbu ya fir aam zubaan mein bada nimbu Maine comment isliye kiya hai ki hamare idhar kisi ko bhi galgal nimbu pata nahin hai ho sake to is comment ko pin kar dijiye taki logon Ko dusra naam bhi pata chale
@@FoodzLifeSabhi ko nahi mil pata isiliye to ispr jiyda views hone chahiye the with like .... by the way mera question ye nahi tha jiska apne jawab puchha. 🙂
nahi..aap sirf namak aur hari mirch bhi laga kar rakh sakte hain aur zyada sa lemon ka ras bhi add jar le to bhi tasty lagta hai. nimbu jaldi narm ho jaye to eske liye nimbu ko garam pani me 10 minute dalkar rakhen uske baad sukha kar kaat kar achar banaye.
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
Yes thoda achar dalen... but agar chahte hain ki long time chale to lemon ko boiling water me dalkar 10 minute dhak kr rakh den(cook nahi krna hai bs garam pni me dalkar rakhna hai das minute) and then pani se nikal kar upar ka pani sukha len ya ponchh len tissue paper se and then cut karen. ya fir ek aur option hai- raw lemon ke bahut chhote pieces karen aur achhe se namak add karen aur glass jar me band kar ke dhoop dikhayen 1 to 2 week ki then spices add karen... such as little bit masale -ajwain, black salt, black pepper, badi kali elaichi, pipali, cumin, thats it. nothing else. and then keep it in to the sunlight until mature or 3 to 5 days only. Thank you.
Halka boil karen ...Boil karne ka tarika....Pani ubalne ko rakhen aur jb pani me boil a jaye tabhi usme nimbu daalen aur ek ubaal ane den aur gas flame bnd kar ke bartan ko 15 minute tk aese hi dhaka rehne den aur uske baad nikalen aur fan ki hawa me sukha len uske baad achar dalen. Thank you.
Lemon ko tez garam pani me daalkar 10 minute ke liye dhak kar chhor den, uske baad pani se nikal kar thoda fan ya dhoop me sukha len aur uske baad sara process follow karen. Lemon katne ke time lemon se nikla hua pani ya juice wapis achar me dal dena hai. Thank you.
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
1 tbsp me 17.07 gram namak hota hai. Aur 1 tbsp= 3 tsp hota hai. To agar bada chammach hai namak ka to 1 tbsp aur chhota chammach ya sirf chammach to 1 tsp bolenge.
Kuchh nimbu ki kadwe aate hain, aap kitna bhi unko samay do unka kadwapan kam hone ke bajaye jata hi nahi hai. Nimbu ko halka bhaf laga den uske baad namak laga kar rakhen, ek hafte baad masale mila den.
Wow nimbu achar looks very tempting ❤❤goes well with curd rice
Thanks a lot
Very nice video for gal gal Achar.
Thanks a lot
@@FoodzLife yar mojhe btay ma kya kro
Bahut hi Sundar❤❤❤❤
dhanyawad 😊
Nice
Thanks
❤बहुत बहुत ही सुन्दर👌🙏❤अचार
Dhnyawad 😊
Yessssss , I will try 👌👌👍
Sure 😊 . ..Thank you.
Very nice mam 👌 👍 🎉🎉🎉🎉🎉🎉thanks man
Thanks and welcome 😊
Himachal kullu main ease kahta Galgal Hill lemon 🍋 ke naam se bulate hain.Aap ki recipe bhut achi hai 😋 Thanks for sharing your recipe 😋 👌 👏.
Thank you so much 😊
Very nice easy and pin point recipie
Aslamalikum
Very nice
❤❤❤❤❤❤❤ ❤❤❤ ❤❤ Pakistan
Very easy way nice madam ji
Bahut badia ghatpat banaya apne mei bhi lai hu aj pauri garwal se kal dalungi achar
Thank you 😊
I love your res....
Very nice 👌 gal gal ka achar
Thank you so much.
Bahut baria👍
Thanks
Hi ma'am mene banaya bahut lajawab bana . thanks 👍
Welcome and thanks for looking 😊
This time firstttt
Thanks a lot❤️😊
So yummy 👌👌👌👌👍
Thanks for sharing
My pleasure 😊
I love ur recipes
I am very Glad right now, thank-you so much for your love and support 😊❤️
Uttrakhand se hu isko limba bolte h galgal bhi dono naam se jana jata h❤
Himachal me gal gal bolte hai
निमो😅😅😅
Oye hoye👏👏
Very nice.
Thank you so much! ❤️
The best achar for gathiya rog uric acid problem.
😂😂😂kbi khaya ha kya
Vᴇʀʏ ɴɪᴄᴇ ᴊɪ
Thank you
Very nice Ludhiana
Thanks a lot
hill lemon pickle recipe awesome
thanks for sharing
have a nice day
गलगल 🤩🤩
मेरा शहर देहरा दून है 👍🏼👍🏼
❤️😊
Very nice video🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you 🤗
Maharashtra s hu
Eda leembu bolte h ise
Aap n bahot ache s recipe batai
Thanks ma'am ❤
welcome and thanks for your lovely comment ❤️😊
चूख, उत्तराखंड में।
अच्छा जी। धन्यवाद।
Yummy yummy
Thank you 😊
Bahot badhiya
Thank you
गलगल ❤❤❤
Ji ...Shukria 😊
Hamare yaha ise khata or galgal bolte hai
ok ❤️😊
Thnku so much mam.. ..ludhiana❤
welcome and thank you so much 😊
So Ñice.Hmry Baagh mn ye boht hy .mgr zaya hi jata hy .Iss dfa .mn ny socha k achar bna lon .sb cy pehly ap ki video dekhi.v.easy .I will try
Mrs.Ali.Faslabd.pakistan.Sister kis city cy ho ap ?Hm punjab mn issy Galgl ya Khatti bolty hn.
Ye bade lemon hain aap inhe garam pani me shamil karen aur dhakar 15 minute ke liye rakhen uske baad pani se nikalen aur chhote tukde karen aur namak lagakar martaban me bharkar kuchh din(1 hafte) rakhen uske baad sabhi kaale add karen. Aese achar jaldi aur tasty ready hoga. Hum India- nayi dilli se hain. Video dekhne aur comment karne ke liye shukria😊
Very very nice 🙏🙏
Thank you🙏
Very nice recipe apu
Thank you
Mn galgal ka achar dala h..iska ras bhut h
Ye ras apne aap thick ho jayega aur esme oil nahi bhi dalenge to bhi chalega, bs namak zyada add kijiyega. Thank you.
Good 👍😊
Thanks 😊
Very very very very very very very very very very very very very very very very very very very very very nice
Thank you so much 😀
Marvelous 🥰✌
Thankyou
Hmare hp Mandi me isko gambhroo/ Manoye bolte hai
Achha ji. Thank you
बहुत बढ़िया प्रस्तुति कुमाऊं मैं निम्बू और चूक कहा जाता हैं गलगल ऑरेंज कलर का होता है
धन्यवाद 🙏😊।
Oil ni dalnge kya?
Recipe follow karen, oil ki jageh aap dher sara lime juice bhi add kar sakte hain. Galgal ko Halka boil kar ke achar dalen. Thank you.
Shukriya ji ❤️
Welcome 😊
ँछं
थे
Nice recipe
Nice
Thanks a lot 😊
Nimbu ka kadwa pan reh jata hai achar me.
Aapka process follow kiya tha men.
Nimbu ko 30 minutes ke liye garam pani me dip karen uske baad ponchh kar dry kar ke achar me use karen, tb kadwa pan nahi rahega. Kuchh nimbu ki kadwe hote hain, jo jaldi se mature bhi nahi ho pte. Thank you.
Very nice
Thank you so much❤️
🎉🎉🎉🎉
Thank you 😊
😍😍😍😍😍😍😍😍🥰
Hamare area mein isko Karna nimbu ya fir aam zubaan mein bada nimbu
Maine comment isliye kiya hai ki hamare idhar kisi ko bhi galgal nimbu pata nahin hai ho sake to is comment ko pin kar dijiye taki logon Ko dusra naam bhi pata chale
ok....thank you ❤️
Mene isey nanital se purchase kia 60 rupees kg or ab achaar v bna li hai video dekhkr .
Great 😊...Thank you 😊
Oil add bhi kya apne 3:41
Nahi, oil add nahi kiya gaya hai es recipe me. Aap extra lemon juice add kijiye esme masalon ko mix karne ke liye. Thank you.
Sadne se bachane ke liye kya krna chahiye
Add a sufficient quantity of salt. Salt will protect the pickle. And keep it in sunlight until soft and protect it from the moisture. Thank you.
👌👌👌🌹
😊
❤❤❤❤❤
Thank you ❤️
👍👍👌❤
❤️❤️
Pehchana Sister 😁💞??
Apke Subscribers ke according apke views kyu nahi aaty or like ka ratio views k according kyu kam h ?
kami kya h ?😐
Es video pe mat jao bhai, ye hill lemon sabhi ko nahi mil pata, baki ke latest videos dekho aap...
@@FoodzLifeSabhi ko nahi mil pata isiliye to ispr jiyda views hone chahiye the with like .... by the way mera question ye nahi tha jiska apne jawab puchha. 🙂
Tail wala galgal nimbu ka achar recipe....plz..send
Thank you.
neembu ka achar: ruclips.net/p/PLlLIyLzGCOu7XgAh7JvAi_Gzl-OOT9-yN
Nibuwa in Nepal 🇳🇵
Hamare yahan inhe limbaa bolte hain😊
आपके आचार की रेसिपीज मुझे बहोत अच्छी लगती हें!!
हमारे यहां गलगल को म्हाळुंग बोलते हें!!
पर आसनी से मिलता नहीं !!
मिलेगा तो जरूर बनाउंगी आचार!!👌👍❣️🙏
जी ज़रूर😊👍, बहुत बहुत शुक्रिया।
Hamare Himachal Pradesh Manali me it's called hill lamon /galgal /khata/ gamru
Thanks for this useful information 😊
Nepal mai amilo kehte hai isse..
Ok...thank you 😊
Mam Grm masale se Achar khrab to nhi hoga
nahi..aap sirf namak aur hari mirch bhi laga kar rakh sakte hain aur zyada sa lemon ka ras bhi add jar le to bhi tasty lagta hai. nimbu jaldi narm ho jaye to eske liye nimbu ko garam pani me 10 minute dalkar rakhen uske baad sukha kar kaat kar achar banaye.
We wish you a merry Christmas 🎅 🎄 🥰👌
same to you😊🎉🎊
Plz plz mojhe btay mny iska achar dala tha isny to buqi achar b karwa kr dia m ab kya kro
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
@@FoodzLife lid kya hota hai
@@FoodzLife think you ap achy hain allah pak apko boht kamyabi day ameen
@@FoodzLife lid kya hota hai bta day
Lid yani ki martaban ka dhakkan.
Thanks
Welcome
👌🥰🥰❤️🙏🙏🙏
🙏🙏
Pune nai kaha milega any idea
Apke local sabji market se hi milega
Agr 3kg aachar dale to मेजरमेंट kya rahega please reply me
Thora thora dalo acar jaldi kahrab ho jata ha
@prabhnoorkaur5756 thnks btane k liye
@@Bhavijangra21 wlc ji
Yes thoda achar dalen... but agar chahte hain ki long time chale to lemon ko boiling water me dalkar 10 minute dhak kr rakh den(cook nahi krna hai bs garam pni me dalkar rakhna hai das minute) and then pani se nikal kar upar ka pani sukha len ya ponchh len tissue paper se and then cut karen. ya fir ek aur option hai- raw lemon ke bahut chhote pieces karen aur achhe se namak add karen aur glass jar me band kar ke dhoop dikhayen 1 to 2 week ki then spices add karen... such as little bit masale -ajwain, black salt, black pepper, badi kali elaichi, pipali, cumin, thats it. nothing else. and then keep it in to the sunlight until mature or 3 to 5 days only. Thank you.
🤤🤤🤤
Sarson oil nhi dalte hai isme
Add kar sakte hain.
Agar nimboo thoda Hara ho tuh achaar mein daal sakte hain ya nahi please tell me
Halka boil karen ...Boil karne ka tarika....Pani ubalne ko rakhen aur jb pani me boil a jaye tabhi usme nimbu daalen aur ek ubaal ane den aur gas flame bnd kar ke bartan ko 15 minute tk aese hi dhaka rehne den aur uske baad nikalen aur fan ki hawa me sukha len uske baad achar dalen. Thank you.
Lemon mai jo pani hai udka sukhana kaise hai mam.....aone direct daal diya....phele garm pani mai nabi laina kya
Mai ishi time daal raha hu achar
Lemon ko tez garam pani me daalkar 10 minute ke liye dhak kar chhor den, uske baad pani se nikal kar thoda fan ya dhoop me sukha len aur uske baad sara process follow karen.
Lemon katne ke time lemon se nikla hua pani ya juice wapis achar me dal dena hai. Thank you.
@@FoodzLifethankyuuuu sooo much mam
Aap uttarakhand se ho kya
No...
Mam hmare galgal k achar ne pani sa shod dia hai pls btaye aisa kyu hota hai kyuki taste khrab hone lga hai
Thoda vinegar add kar len aur dhoop dikha den achar ko.
@FoodzLife thankyou so much aaj he kruga me🥰🙏
@RockStar-eb1jd great😊👍
Olive ka achar k recipe dijiyega
sure
Galgal ke Achar mein namak ki Matra bathia
Video me bataya gaya hai. Please video dekhen. Dhanyawad.
Hmare Himachal m ise galagal khte h
👍
गंगानगर हनुमानगढ़ राजस्थान में इसे खट्टी कहा जाता है।
धन्यवाद।
Plz jawb day ab uska kya ho skta hai
ye achar time leta hai mature hone me, lemon ki skin kadwi hi hoti hai, aap usko dhoop me rakh den lid lagakar aur dhoop nahi hai to room temperature pe hi rakhen. thanks for watching.
Oil ni dalna mam
Lemon juice add karen. Thank you.
Hmara Punjab ma galgal khte ha
Gargal Hoya
4spoon mea kitna namak hota hai,in grams
1 tbsp me 17.07 gram namak hota hai. Aur 1 tbsp= 3 tsp hota hai. To agar bada chammach hai namak ka to 1 tbsp aur chhota chammach ya sirf chammach to 1 tsp bolenge.
4 tbsp salt= 68.28 gram salt.
4 tsp salt= 22.76 grams in gram salt.
Vi@@FoodzLife
Gal gal
Nepalme nibowa
Ok...Thank you 😊
Gul Gul kahte hai
Ye limbu aapko kahan mile
Local sabji market se hi mil jate hain. Thank you ..
हम भी नीबू बोलते हे
अच्छा जी। धन्यवाद।
Oil nhi dala aap ne
Aap add kar sakte hain oil but ek ya do dino tk dhoop me rakhne ke baad. Ya fir dher sara neembu ka ras add karen Thank you.
Aap kaha se ho
Mara village ma is na Gargal Kawa yr and Tera shar ma ka kayha yr
Galgal hi bolte hain. Thank you.
Mera kucch din baad thoda kadwa hua esa na ho to kucch idea
Kuchh nimbu ki kadwe aate hain, aap kitna bhi unko samay do unka kadwapan kam hone ke bajaye jata hi nahi hai. Nimbu ko halka bhaf laga den uske baad namak laga kar rakhen, ek hafte baad masale mila den.
Yummy achar recipe 😋
Galgal bhi isse kehte hain
Yeh pahadi neebu hai to isey wahan alag alag naam se bulatey hain .
Hanji sahi kaha aapne 😊
Godha nibbu ke name se jante he 😂😂
Achha ji ❤️