पेठा बगैर चीनी के देसी खांड से भी बनाया जाता है जो दवा के काम आती है--- बंगाल में तो ताड के गुड से बनाया जाता है लेकिन आगरे वाले सस्ते में बडे मुनाफे के लिए चीनी से बनाते हैं
मित्रों, कृपया स्वच्छता और खाद्य प्रसंस्करण के मामले में भारत की खराब छवि न दें। ये यूट्यूब वीडियो विश्व स्तर पर देखे जाते हैं। यदि कोई अन्य देश यहां अपनाई जा रही बुनियादी स्वच्छता को देखेगा तो वह पश्चिमी बाजारों में भारतीय खाद्य पदार्थों के प्रवेश पर प्रतिबंध लगा देगा।
raaste pe vada pav, samosa pav, bhaji pav, dosa, sambar, chatni, etc etc etc sab ka hygiene check karo.....ye sab rojka hai.....petha kitne baar khatha hai bol.
@@priyer74 ladies and gentlemen this is an example of typical whataboutery. The original issues is countered with a response starting from "What about ---"
@@priyer74 jinhe hygiene ki chinta hoti hai wo road pe ye sab khatey bhi nahi. Factory bohot badi populace ko supply karti hain. Log vada pav waalon ko saamne se dekhte hain khana banatey hue fir bhi khaatey hain agar unhygienic jagah toh unki choice hai. But factory mei kis tarah banta hai ye kharidne walon ko nahi pata hota. Aur bimaar hone ke liye ek baar khana kaafi hai. Padhai ki hai ya class mei so rahi thi tab aap madam?
Hygienic का मतलब उत्तर प्रदेश के लोगों को अभी कुछ साल बाद पता चलेगा। इतनी बेहतरीन मिठाई को बनाने के लिए अच्छी जगह और बर्तन इस्तेमाल करना चाहिए। ताकी लोगों का विक्रेताओं पर भरोसा बढे।
Right! I've always loved petha but after seeing this video and how unhygienically everything is on the floor, with dirty walls, buckets, constant hand-touching, I am dreading ever eating it again! I dont know why we Indians take cleanliness so lightly and resist even simple automation.
हमे hygine के बारे मे सोचना चाहिये अगर foreigner ने येह व्हिडिओ देख लिया तो पेठा तो छोडो वोह आग्रा भी नाहि आयेगा तोह जरा सोचिये के कैसे साफ सुथरी तरह से और तारिके से हम पेठा बना सकते है
Chill dude, the petha was cooked in sugar syrup that was measured at 185 degrees C on cam and an hour, none of the harmful bacteria is going to survive
@@MonkeyMagicsecret-qz4ui dukaan se jab ham lekar aatey hain toh hamein nahi pata chalta ki aise gandagi mei bana hai. Jo videshon mei desh ka mazak banta hai wo alag. Tumhei gatar ka khana choice se khane ka shauq hoga hamein nahi hai.
Bhai sahi to bol raha hai wo, kaha hai safai? Poora hand se touch kar raha hai, jis location pe bana rahe hai, that is totally filthy. Yaar sharam karo, instead of calling out the Prachin Petha wala for his unhygienic prepration, you are calling out the person who is highlighting this. Gandd me rehne ki itni aadat ho gai hai hum logo ko ki aab hame gandgi se pyaar ho gaya hai. Suwar ko keechad accha lagta hai aur wahi haalat aap logo ki hai
चीनी की चाशनी बनते समय दूध का प्रयोग क्यों करते हैं? दूध में लैक्टिक अम्ल पाया जाता है जो मेल को साफ करता है चीनी की चासनी में इसीलिए दूध डालते हैं कि उसमें से जितने भी सारे गैंग हैं और निकल जाए
Kya hi chutiya banate ho apne viewer's ko Jo apne utha ya huva petha 20kg ka hai jaa ke glass me shakl dekho uthna easily 20 kg uthaya nahi jasakta aur 5kg se 10kg ke upar nahi ata Me khut iski kheti kar chuka hun
Sorry to say but ye safai ke naam pe khanapurti hai..kahin ek haath mei gloves pehna hai..kahin koi gloves nahi pura haath daal rahe hain mix karte time bina gloves ke. Kahin kalai tak gloves hain but uss sey upar tak contact mei aa raha hai. Head cover bhi nahi hai. Factory ki walls aur floor kitne gande hain. Crevices hai purey mei. Uniform bhi nahi hai. Machines bhi saaf nahi hain. Zameen pe kaat rahe hain. Aur video mei baar baar safai safai bola ja raha hai. Ye matter nahi karta ki yelog kya kar rahe hain but main concern hai ki pichle kuch mahino mei india ka foreign countries mei aise vloggers aur aisi factories ke wajah se itna mazaq ban raha h. Desh ka sir sharm se jhuka diya hai. Aur jinhein lagta hai ye bohot safai hai baakiyon ke comparison mei toh andhon mei kana raja hona garv ki baat nahi hai
Why you telling . Petha . . To white pumpkin . . . When it is ripe . After Cutting . Boiling in Sugar Syrup . . Then drying up . . Then it is called . . . Petha . .
itni safai issey pahley nahi dekhi petha bananey mai. khoob tarakki karen pracheen petha
Aapko Safai dikh rhi isme
Bhai kaha se ho jo eh saaf dikh rha
Yeh saaf safai nhi hota
MASAALLAH BAHUT ACHHI JANKARI DIYA AAP NE BHAI
Nice information and superb blog
पेठा बगैर चीनी के देसी खांड से भी बनाया जाता है जो दवा के काम आती है--- बंगाल में तो ताड के गुड से बनाया जाता है लेकिन आगरे वाले सस्ते में बडे मुनाफे के लिए चीनी से बनाते हैं
Subhanallah itni safai pahley nahi dekhi good job ❤❤❤❤❤ sanghar sindh pakistan
There are so many ayats in qurn which promot€ h@t€ towards non mslm,polythst,w0m€n ,I can also share those reference
@@kmt55Allah ke elawa koi Ibadat ke layak nhi
Allah hi Rab hai
Ek ishwar ki ibadat karo
@@092Ajmal Wo reference share karne ka bol raha hai gyan nahi mang raha. 😂
Ap kaha se?
@@092Ajmal kya khas he ?
Khub sundor ekta video dakhlam ❤❤❤ Ami video ta2024 Nov 4tarikh dakhlam😮😮
Aapke video eak do baar dekh k aapke liye comment k mn ho gya... Very honestly
मित्रों, कृपया स्वच्छता और खाद्य प्रसंस्करण के मामले में भारत की खराब छवि न दें। ये यूट्यूब वीडियो विश्व स्तर पर देखे जाते हैं। यदि कोई अन्य देश यहां अपनाई जा रही बुनियादी स्वच्छता को देखेगा तो वह पश्चिमी बाजारों में भारतीय खाद्य पदार्थों के प्रवेश पर प्रतिबंध लगा देगा।
Now only if India could have a food dept that can check how hygienic this place is:) love the process of cleaning with water. But
raaste pe vada pav, samosa pav, bhaji pav, dosa, sambar, chatni, etc etc etc sab ka hygiene check karo.....ye sab rojka hai.....petha kitne baar khatha hai bol.
@@priyer74 ladies and gentlemen this is an example of typical whataboutery. The original issues is countered with a response starting from "What about ---"
Bahut accha lagta h ye khane me
@@priyer74 jinhe hygiene ki chinta hoti hai wo road pe ye sab khatey bhi nahi. Factory bohot badi populace ko supply karti hain. Log vada pav waalon ko saamne se dekhte hain khana banatey hue fir bhi khaatey hain agar unhygienic jagah toh unki choice hai. But factory mei kis tarah banta hai ye kharidne walon ko nahi pata hota. Aur bimaar hone ke liye ek baar khana kaafi hai. Padhai ki hai ya class mei so rahi thi tab aap madam?
@@SanketDube not any less valid though
I missed Gulab Petha and Sandal Petha when I toured with Khaleeq from Sultanpur to Agra in 1988
Hygienic का मतलब उत्तर प्रदेश के लोगों को अभी कुछ साल बाद पता चलेगा।
इतनी बेहतरीन मिठाई को बनाने के लिए अच्छी जगह और बर्तन इस्तेमाल करना चाहिए।
ताकी लोगों का विक्रेताओं पर भरोसा बढे।
Farsa pakka hona chahiye Pani balti se nahi pipe dalna chahiye aur kadahi bilkul
Safed honi chahiye
❤Tank's vary nice patha prochess
Food and safety not exists in India. Even showing all the things and I like the funny statement that it's purely hygienic.
Thanks for suggesting my videos ❤
❤hope the workers get paid well for their hardwork❤
I ❤️ पेठा
Clean is important 😌
Awesome
Top class review of the top class product.petha is one of cheapest n best sweets.rocking review
At
P
My all time favorite sweet.😋😋😋 लेकिन आपने वो कलरींग प्रोसेस नही दिखाया. Nice video. 👌
Making sirf plain pethe ki thi
Nice
All tym favorite 👌👍
Paana wala petha is amazing in all above pethas......
Excellent
Super hygine, the owner is genuine!
बहुत अच्छा जि🌹🌹🌺🌺🙏🙏
It’s hilarious how they keep talking about cleanliness when the whole video is cringe worthy due how dirty the whole surroundings are 😂
Right! I've always loved petha but after seeing this video and how unhygienically everything is on the floor, with dirty walls, buckets, constant hand-touching, I am dreading ever eating it again! I dont know why we Indians take cleanliness so lightly and resist even simple automation.
Rajib ji and you look like brothers from the same mother
Elder brother..
Super❤❤❤❤
HUM TO PETHA HI BANAKAR HI KHASTE HEIN .. YUMMYYYYYYYY
Waho
🌷🌹👍 super 👍
Waw kitni safai h
*shakhkhar ke badale gud ka istemal hota hai kya?*
I'm never eating a prtha after this.
I also will never eat . How dirty of making petha
Kya hygiene hai wah
😋😋😋
Very nice recipe 😋😋😋
Supar
चूने के पानी में कितने घंटे तक रखा जाता है
panchee petha is orginal one, yhe sab pracheeen pencheee and all fake hai for your kind information 😂
Uncle at 1.00 is meme material
🤣🤣
Chandi ka vark vegitarian kese hai bhaiya 🤔
I am big fan of Pertha, I would go for the dry petah on and on…..how can I buy?
Love from the UK.
Kindly contact on number given in description box.
👍🏻👍🏻👍🏻
Ye mere yaha bhi bnta hai petha + sohanpapdi 😊
हमे hygine के बारे मे सोचना चाहिये अगर foreigner ने येह व्हिडिओ देख लिया तो पेठा तो छोडो वोह आग्रा भी नाहि आयेगा तोह जरा सोचिये के कैसे साफ सुथरी तरह से और तारिके से हम पेठा बना सकते है
Petha ko ubaalne ke liye pani mei kya milaya gaya
Ya kis camical se uballa gya pani mei
Send answer me
Buckets r so dirty, most of the work done on ground level... guy sits on kauai and cuts.... and u call it CLEAN? RU KIDDING ME?
Chill dude, the petha was cooked in sugar syrup that was measured at 185 degrees C on cam and an hour, none of the harmful bacteria is going to survive
And there are people defending this
Its 185 Fahrenheit which is 85 Degree Celsius
185F = 85C
Panchi petha is the famous petha store in Agra
Panchi aur Pracheen kaunsa accha h
@@mehmudhassan5382 panchi
Do you have to talk non stop? We can see hear everything.
Humen to sugar hai sir.kaise khain.r wo bhi Pakistan main???
The cleaning place is very dirts. Also the nail maching is very dirty. Not clean at all.
Koi jabardasti kar rha hai na khaao
@@MonkeyMagicsecret-qz4ui dukaan se jab ham lekar aatey hain toh hamein nahi pata chalta ki aise gandagi mei bana hai. Jo videshon mei desh ka mazak banta hai wo alag. Tumhei gatar ka khana choice se khane ka shauq hoga hamein nahi hai.
इतना सफाईदार बनेगा तो कैसे जियेगा भाई😂😂 इस हिसाब से तो ख़ुद की चक्की से पिसे आटे की रोटी खानी पड़ेगी तेरे को
Bhai sahi to bol raha hai wo, kaha hai safai? Poora hand se touch kar raha hai, jis location pe bana rahe hai, that is totally filthy.
Yaar sharam karo, instead of calling out the Prachin Petha wala for his unhygienic prepration, you are calling out the person who is highlighting this.
Gandd me rehne ki itni aadat ho gai hai hum logo ko ki aab hame gandgi se pyaar ho gaya hai.
Suwar ko keechad accha lagta hai aur wahi haalat aap logo ki hai
😻😻😻
Panchhi petha is the original petha very
Famous very oldest not a pracheen petha
agra me 70 panchi petha hai
Bhai par jo original hai unhe ungliyo pe gina sakte ho
Shop kider hai
❤
3:39 इसमें कुछ नही डलता एक दम शुद्ध होता है । बस चीनी और फ्लेवर डलता है 😂😂😂 जहर डालें क्या ?
कौनसा चुने का पानी ❤❤❤❤
Pan wala chuna
i like all mithai except petha
sabse bada chini khana body ke liye bahut bada nuksan ho sakta hai aur nuksan dayak hai
Doodh k naam pe safed Pani 😂
Kya chune ki jagh fitkari daal sakte hai
Why it is put in lime water?
आगरा का पेठा इस शहर की सबसे गंदी मिठाई, अगर आप बनते हुए देख लो तो जिंदगी भर नहीं खाओगे।
How they can put hot boiled petha in a plastic container ?? 😡
जंग लगे हुए किले दिख रहे हैं भाई
Panshi petha best Agra petha
Camera hai na islie safaee dikha raha hai itna saaf se koi nahi banata
Is ko kumdha kahate hain i love petha
Video ban raha hai isi liye itna safai ka khyal rakha jaa raha h😂
India says no to hygiene 😢
This place is not clean I don't feel like eating
Perhaps . Limestone. Sugar..
इसको उबालने के लिए किस केमिकल से उबाला जाता है
Hamare Nepalme to iska sabji vhi banakar khate hai
Kya Chuna health k leyai theek hay? just want to know
Haa Rajiv Dixit बताए the chuna health k liye bahut achcha hai
चीनी की चाशनी बनते समय दूध का प्रयोग क्यों करते हैं? दूध में लैक्टिक अम्ल पाया जाता है जो मेल को साफ करता है चीनी की चासनी में इसीलिए दूध डालते हैं कि उसमें से जितने भी सारे गैंग हैं और निकल जाए
Petha.khridne.balo.ka.nambr.chaia
20 kg ka petha kuch soch ke to bolte bhai 20 kg itna asan se uth jata kya 5-6 kg ka hoga
Uttarakhand m pan petha nahi Singodi kehte H
Bro yeh kya Morabba he??
Kya hi chutiya banate ho apne viewer's ko
Jo apne utha ya huva petha
20kg ka hai jaa ke glass me shakl dekho uthna easily 20 kg uthaya nahi jasakta aur 5kg se 10kg ke upar nahi ata
Me khut iski kheti kar chuka hun
Badiya hai iron aur water mix karke khaane ki cheez mein touch karo. Jo khaye usko bhi zangh lagjaye.
Saafsutra toh nahi hai bhai
8:15 o uncle, mithai svstha ke liye kaise labhdai ho sakti hai?
महोदय वो स्किन नही छिलका होता है स्किन जानवरो की होती है
Bechaara sugar patient kha nhi skta
Itna sugar daaltey hai
Koi ni khta aab itna sugar
Make it wd les sugar
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Village me es phal ko bhatua kha jata hai
I'm in Panjab Pakistan hum bhi isko sbzie ki trah pka kr khate hen
छिलका शब्द है। स्किन शब्द प्रयोग नहीं किया जा सकता है
Tum pure video main ek baar iss vegetable ka nam nahi bol paye.
Sorry to say but ye safai ke naam pe khanapurti hai..kahin ek haath mei gloves pehna hai..kahin koi gloves nahi pura haath daal rahe hain mix karte time bina gloves ke. Kahin kalai tak gloves hain but uss sey upar tak contact mei aa raha hai. Head cover bhi nahi hai. Factory ki walls aur floor kitne gande hain. Crevices hai purey mei. Uniform bhi nahi hai. Machines bhi saaf nahi hain. Zameen pe kaat rahe hain. Aur video mei baar baar safai safai bola ja raha hai. Ye matter nahi karta ki yelog kya kar rahe hain but main concern hai ki pichle kuch mahino mei india ka foreign countries mei aise vloggers aur aisi factories ke wajah se itna mazaq ban raha h. Desh ka sir sharm se jhuka diya hai. Aur jinhein lagta hai ye bohot safai hai baakiyon ke comparison mei toh andhon mei kana raja hona garv ki baat nahi hai
Bookhlaya huaa dukandaar😂
Why you telling . Petha . . To white pumpkin . . . When it is ripe . After Cutting . Boiling in Sugar Syrup . . Then drying up . . Then it is called . . . Petha . .
Maine bhi bana ke dekha petha to petha safed nahi hua or kadak nahi hua saig chota ho gaya kyo
Agra ka subse famous hai "Panchi petha"
🎉
Food Fatafat...स्वच्छता का मतलब जानते हैं?